Konse mumalik Euro istamal karte hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Konse mumalik Euro istamal karte hai?
    Euro duniya mein dosre number pe istemal hone wali currency hai, jis ko rozana 341 million log istemal karte hai. European union mein shamil 28 mumalik mein se 19 mumalik ki national currency Euro hai. Aur un mumalik ke name ye hai:

    1. Austria
    2. Belgium
    3. Cyprus
    4. Estonia
    5. Finland
    6. France
    7. Germany
    8. Greece
    9. Ireland
    10. Italy
    11. Latvia
    12. Lithuania
    13. Luxembourg
    14 Malta
    15. the Netherlands
    16. Portugal
    17. Slovakia
    18. Slovenia
    19. Spain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Konse mumalik Euro istamal karte hai?

    Jo Europe hai waha pay ap ko eur he milta hai us mai woh sub counties hai jo ap nay mentioned ki hai. lekin asal cheez yeh hoti hai kay hum nay chose karna hota hai kay hum kon c currency chose karain jis sy ap apni trade ko continue kar sakain. esleye kamyab trader woh he chose karty hain jis mai un ko experience hota hai. like jaisy eur usd. Eur kay baray main bhout sy log janty hain or interest be rahkty hian esleye woh asani sy waha kay fundamental ko samaj sakty hain jo kay bad mai un ko samajny main asani hoti hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X