zaida risk na lain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zaida risk na lain
    Yeh baat bhi true hai k Forex trading is a very risky business also aur hamein Forex trading mein sirf itna hi invest kerna chahye jitna k hum uss se loss bear ker sakein.hamein chahye k ham log zaida risk na lain,ap kiya kehtay hain
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: zaida risk na lain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sohni_kuri پيغام ديکھيے
    Yeh baat bhi true hai k Forex trading is a very risky business also aur hamein Forex trading mein sirf itna hi invest kerna chahye jitna k hum uss se loss bear ker sakein.hamein chahye k ham log zaida risk na lain,ap kiya kehtay hain
    Bilkul janab forex trading bohat hi risky business hy is mai risk ko avoid karna chahye is main risk ussy kehty hain k hum apny capital k hissab sy full e order laga dain jis sy hamain minites mai faida aur minites mai nukaan ki sorat main account wash mily
    • #3 Collapse

      Re: zaida risk na lain

      Forex business mei bohat risk hay lakin kaafi had tak hum khud ko risk sey bacha saktay hain humay itna invest karna chahiye jo loss hm bardasht kar sakain aur hamesha proper tareekay sey trading ko manage karain kay hum capital ko dekhen ussi hisaab sey money management ko sath le kar chalain tabhi success hongay.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: zaida risk na lain

        g han humain zada risk be nahi lana chaiye kabi kabi hum zada risk laa kar apna he nuksaan karwatye hain humain iss main kam risk he lana chaiye asa akrna sy humain loss hona k chances bhot kam hota ha jis k bana par hum apna loss recover easliy kar lata ha humain soch samj kar iss mainm risk lana parta ha humain humesha dak kar market k movement ko us k mutaabik risk lana chaiye or humain utna he risk lana chaiye jitna hum bardash kar sakiyee
        • #5 Collapse

          Re: zaida risk na lain

          Hi ji bilkul sahi Kaha aapne Hamein Jyada risk nahi Lena chahiye risk to risk hi hota hai is se Hamein Kabhi Kabar profit Bhi Ho Jati Hai Par jyadatar loss hi hota hai isliye Hamein risk nahi Lena chahi balke is se Bachke Rehna chahiye apni Mahnat se kam karna chahiye aur risk Se Bachana chahi is se Jitna bacha Jaye utna hi beta hai
          • #6 Collapse

            Re: zaida risk na lain

            ap nay bilkul sahi kaha hai k zaida risk nahe laina chahye but dosto agar ham zaida risk nahe lain gay tu phr ham kabhe bhe es field main apnay gain ya dream hasil nahe kar sakein gay kion k jo log mehnat kar k risk nahe utrhatay wo kabhe agay nahe aa patay
            • #7 Collapse

              Re: zaida risk na lain

              forex iyk profitable business ha lakin sath sath ya iyk risky business ha is main hamin dehan rkhna chye ya iyk boht he risky business bhe ha ha app ko dehan sa is main investment krni chye log lalch mian a jata hian ur low investment pr bara risk leta hian isi surt main swye loss ka kush hath nahi ata agr hum risk km lain ur apna money mengment krin to slowly slowly app ka account grow up ho jye ga app small small profit book krin ur small lot size lagin..
              • #8 Collapse

                Re: zaida risk na lain

                Zeada rsik lyny sya hamaya zeada loss bi ho sgata hy our hanay profit bo ho sgta hy agr hama aoany risk ko sahi maonege kr sgty hy ham sahi apny ap pr hama countrol krna janty y to hamphr is kammy kuch bter ham kr sgty hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  Re: zaida risk na lain

                  hi ji agr ap ka account chota hy to ap ko ziada risk ni lyna chaheay agr ap ka account big hy to ap pir risk ly skty hyn r ap ki trades hamesha aysi honi chaheayn k sl small ho r tp big ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: zaida risk na lain

                    Yes,I agree,keh jitna loss hum brdasht KR skte hain,utna he risk lein, otherwise iss see zyadah risk lena aik big loss aur aik big risk hai,Jo keh jue ki shkl ikhtyar KR leta hai,aur jua achi cheez nai
                    • #11 Collapse

                      Re: zaida risk na lain

                      forex aik rosky business hain hamy is main best experience or knowledge hasila kr ky is main kam karny ka risk lena chahey agr ham forex main new hain to hamy is main bagr experience ky is main kam karny ka risk nahi lena chahey warna hamy loss ho sakta hain or is main markaet ka koi be qasoor nahi hota yai aik king business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: zaida risk na lain

                        agar hum forex mai new hain to hamy km risk lena chahey taky agar hamy loss ho jy to zada nuqsan nahi ho ga forex aik international business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai pakistan mai legal ban cuka hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: zaida risk na lain

                          g haan bai jaan maine pahle bhi apni post Mein clear kar diya hai hai Forex trading mein lalach ki koi Jagah nahi hai jo log Forex trading Mein lalach Karte Hain wo log Kabhi Kamyab nahi ho sakte wah Hamesha Rote Rehte Hain Hamara account was Ho Gaya aap bilkul bhi Aisa mat karna Thoda Thoda Karke profit banana jald bazi bhi greed hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: zaida risk na lain

                            g han bhai an ap ki baat bilkul thk hai ham ko chaye k ham ziada risk na len ager ham ziada risk len ge to ham ko loss ho ae ga ham e ko chaye k ham ziada risk na len ta h ham ko profit ho sake.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X