Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary
    Dear friends ager ham market me inn rehna chahty hai to hamy chahye ke ham risk free trading kary iss se hamy profit bhi milta rahye ga aur ham trading bhi karty rahye ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

    is main koi shak nai hay k hamko kam say kam risk say kaam krna chaye q k jia tarha aj kal markeet ki situations hay hamko kabhi bhi baray lose ka jhatka lag sakta hay aur phir usay recover krnay main ham lagay rhaingay jo bahut mushkil ho jata hay is liye in sab mushkilaat say bachnay k liye hamko pehlay say yeh sab bandobast kr laina chaye jis k baad hamko koi paraishani ka samna he na ho.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

      G han thek kaha hai k marketing main rahnay kliya zarori hai k risk jam lain aur save methad say trading krain profit to baad main bhi lay sakty hain lakin agar risk ziyda lenay say account wash ho geya to pher wait kerna oray ga market nay to yahan per hi rahna hai ap market say out ho jaoo gay es liya kam volum hi fida deta hai aurong term chalta hai trading zig zag hai kuch moment ka oata nahi chalta hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

        Dear friends app bilkal theak kha raha hain huma cahia ka hum jb bhi tread laghy tho risk ziada na lain agr naffa aya tho hum kush hota orr ziada lot laghana sa agr loss howa tho accounts bhi wash ho saktha ha forex main utna risk main jitna app ko apna halaat ijazat dain
        • #5 Collapse

          Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

          is main koi shak nai hay k hamko kam say kam risk say kaam krna chaye q k jia tarha aj kal markeet ki situations hay hamko kabhi bhi baray lose ka jhatka lag sakta hay aur phir usay recover krnay main ham lagay rhaingay jo bahut mushkil ho jata hay is liye in sab mushkilaat say bachnay k liye hamko pehlay say yeh sab bandobast kr laina chaye jis k baad hamko koi paraishani ka samna he na ho.
          • #6 Collapse

            Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

            G friends aap logon ki baat theek hai lekan aik muhaawra hai kay jo darta hai woh Marta hai aisa nah ho kay aap jab bhe trade karny lagen to darr ki wajha say trade he nah kar shaken aur zehni tenshan ka shikaar ho jaen es tarha aap kamiyabi tak nahen pahanchty to bhai jaan kabhi kabhi risk lena zarori hota hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

              Ap ki bat theak h, jb tk risk free trading ni ho gi, tb tk earning bi ni ho gi. Jb new trader ko 2-4 trades mn profit hota h to wo emotion mn a kr lot size berha deta h ta k zayada earning kr sky. Lakin yahi lalich loss deta h. Jitna profit hota jay, lot size same rakhain ta k uper wala profit ap k risk ko km kry ga aur agr ap chahain to apny time pe draw bi kt skain.
              Just view ???, Like kon kry ga???
              • #8 Collapse

                Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

                Asslam o alikum jee haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main sirf itna kehna Chahun Ga Ke Hamen Chahiye Ke jab Bhi trading Karen Tou Hamen as main main kaam Se Kam risk Len kyon Ke riski risk Hamen Bohat loss Dega Hamen risk Lena Chahiye Lekin Kam Ziyada Nhi agar ar ziyada risk lenge Tou WO risk Nhi Lalach Hota Hai Aap KO Pata Bhi Hai Lalach kitni Buri cheez Hai Lalach Hamen Bohat loss De Sakta Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

                  G han Jab Bhi trade open karne lage to market ko achi Tarah analysis karne Agar to profit achha ho raha ho Tu Hi trade open Karni chahi risk ko kam se kam karne ki koshish Karon Jani trade karte waqt stop loss kaam karna chahi aur take profit Jyada Lagana chahiye Is Tarah Hum profit Mein Rahenge hamein chahiye ki hum trading karte waqt acchi Tarah market ko analysis kar liya Karen aur acchi trade hi Lagaya Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

                    G han dear ap ny sheii kaha hai kam syy kam risk lenaa chiyee jitnaa apny risk ko kam rhkyy gyy outnaa behtrr rhyy gaa risk kamm syy life time hum is business ko kar sktyy hai ourr tohraa tohraa profit hasl kar kyyy zaidaa kar sktyyy hai tohraa earan kar lrnaa behtrr aa xaidaa loss syyy...
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

                      Hi ji bilkul sahi Kaha aapne Hamein trading Mein risk kam se kam Rakhna chahiye risk Lena chahiye par bahut hi kam Jab Hum risk Le to use Waqt Hamari Aisi situation Ho Hamari Aisi jarurat Ho ki aap briskly nahi Mein Hamara fayda Ho To Aisi Surat Mein Hum risk Le sakte hain otherwise Hamein risk Lene se bachna chahiye isme Hamara nuksan Jyada aur Nafa kaam haI
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Farahdar پيغام ديکھيے
                        Hi ji bilkul sahi Kaha aapne Hamein trading Mein risk kam se kam Rakhna chahiye risk Lena chahiye par bahut hi kam Jab Hum risk Le to use Waqt Hamari Aisi situation Ho Hamari Aisi jarurat Ho ki aap briskly nahi Mein Hamara fayda Ho To Aisi Surat Mein Hum risk Le sakte hain otherwise Hamein risk Lene se bachna chahiye isme Hamara nuksan Jyada aur Nafa kaam haI
                        Sir g ap ki t tk ha ager hm risk laty ha to atna be Na kray jalbazi to pher jo risk lya hota ha wo hm ko profits ni blky loss data ha to plz jo be km krty ha soch smj kr krna chahey
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

                          YES MY DEAR ap ki bat sahi ai as main ham ko chahiy hai kee ham as main risk kam se km aor greed bi km se km karna chaiy hai q k agar ham an doono ko ziada use jare ge tu ham ko as main ziada loss ho gaa or hamra account wash ho sakta hai as liy ap ko chahiy hai kee ap as main risk bi kam kare aor greed bi km
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

                            Hi ji aapne Sahi Kaha trading Mein risk kam se kam rakhne ki koshish Karni chahiye Kyunki risk to risk hi hota hai Rishta nahi Lena Chahiye ya Har Waqt nahi chalta balki Hame indicators ko follow karna chahie risk nahi Lena chahiye indicators Mein Jab was a Ishara Den to use Waqt Hamein trade Lagani chahiye is se Hamein Nafa hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me risk kam se kam rakhy ke koshish kary

                              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to Hamein risk lagakar trade bilkul bhi nahin karna chahiye Agar Hum Aisa Karenge to hamare Pakistan Forex mein bahut hi bada nuksan ho sakta hai isiliye Mai To aapse yar Kehna Chahta Hoon Kya Main kabhi bhi risk Lekar trade open Nahin Karni chahi thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X