doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?
    asslam o alikam dear jesa k ap sab ko pta ha doller ka rate up ja chuka ha pichly kuch month se doller kafi up ja rha ha pakistan main doller ab 151 ka ho geya ha hume tu faida ha bohat agr hum forex se 10 doller lete hein tu 1500 so milte pakistan rupees main ur hamre mulk ko kafi muskilayat ka samna hoga ise
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey kiun k forex trading men income dollars men hoti hey iss liay hamen ziyada faida hota hey lekin dollar ka rate up honay se country men mehnghai bahut ziyada ho jati hey iss liay jahan faida hey wahan nuksan bhi hey
    • #3 Collapse

      Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

      Dear friend app bilkal theak kha raha hain lakin dollar ka rate up hona sa humara fadha ha lakin humara Pakistan ko nuksaan ha iss lia huma kuch nai hona cahia kio humary kushi humara Pakistan ka saat ha
      • #4 Collapse

        Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

        Jo log forex main kam karty hain siraf un ki income dollars main hoti hai lekin dollar jitna zyada mehnga ho gi us ky sath itni hi mehngai barhy gi is liyay hmaien dollar ki onchi uran py khush nahi hona cahiyay kyun ky jitna dollar ki qeemat barhy gi utni hi mehngai zyada ho gi
        • #5 Collapse

          Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

          G han my dear forex friend apny bilkul thek farmaya hy k dollars ki kimat barh gai hy is hum ko to bahut ziyada faida hy laikin is mulki halat bahut kharab ho rhy hn is sy mehgai bahut ziyada ho gai hy or dosri tarf forex pe kam karny waly ko to is sy bahut ziyada faidahy
          • #6 Collapse

            Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

            yes dear mai ap ki bat sy itefaq kerta hun waqi dollar kafi upper ja chukka hy Pakistani currency mai is waja sy hamry country mai kafi ziyada mehangai a chuki hy ab ager forex ki bat ki jay tu jin logo ny pehly is mai invest kiya howa hy wo tu ager ab withdrawl nikalwaty hy tu un ko koi masla nahi hoga ulta un ko faida mily ga laikn ager abi koi is mai invest kert ahy tu un ko kafi loss ka samna kerna perta hy jis ki waja main yahi hy ky dollar stron ho chukka hy.
            • #7 Collapse

              Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

              G dear es mai kafi confiuse hai kay hum kush hun ya parshan hun kiyu kay ager doller oper jata hai tu hain skrill se zayda payment milti hai yani kay profit ki per humaraye Pakistan kat qarzaye mai bhi izafa ho jata hai tu samjh ni ataye hai kay hum kiya karain
              • #8 Collapse

                Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

                Ji bilkul forex mein toh fayda ho ga humay .magar hammaray country Mein economy crysis ho reha hey rupee dollar k muqablay mein devalue ho reha hy. Jo k dangrous hey.iss liye trade mein baki pairs ko bhe use krna chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

                  Assalam alaikum dear members Pakistan open market me dollar ki qadar bhrny se hame faida huga but oena men dollar ki waja se rupee ki value bahut down hugei hai jis ki waja se beroni adaigiyon me HIFZA hu rha and Pakistan maishiyat ko los hu rha hai esliye hamra asal faida dollar k down huny se hi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

                    Bhai khush tu bilkul nahi hona chahiyeh bcz abhi humary country kafi mushkil door sy guzar rahi hai tu humy dua krni chahiyeh dollar nechy jey humy waqti dollar ki waja sy tora sa faida tu hu ga lekin socha jey tu humara b bohat hi nuksan hai es leyeh humy dua krni chahiyeh aoni ciuntry k leyeh
                    • #11 Collapse

                      Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

                      g han humera mulaaaq pakistan iss waqat bhot muskal main ha dollar uper jaan k waja sy pakistan main manghi bhot zada ho gaye ha humain iss mainj bar warqat iss main mehnaat karni chiaye humain chiaye k pakistan mulaaq k liya mehnaat kariye jis sy humera mulaaq main sy gulbaat kam ho sakiye humain iss main mehnaat ko kabi be nahi chorna chhaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

                        aj kal pakistan ma dollar ki rate boht hi zada increase hota jaya rahya ha aur jasa ka ham log forex sa earning dollar par karta ha aur is tyra sa hamay profit ho ga mgr dollar ka increase hona ki waja sa pakistan ko boht si problem ko face karna parta ha aur mara khal ma hamay dollar ka increse hona sa khush nai hona chayai ku ka is sa hamry country ko nuqsaan hoga to ham log is par khush nai rahya sakhta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

                          nhe dear dollrs k up and down say forex merekt main koi asar nhe parta hain forex main dollars ka koi kaam nehe hai hamari country k sath ye baat hain k forex maiin jaaab hum earn kare gy tu uska rate pakistan PKR main acha rate mile ga jis tara agar bouns acccount main 6$ earn karne hain tu asi tara 153 rate hain tu acha rate miel ga baqi forex main dollars ka up down say koi khaas asar nhe parta hain ye hamri home country ka kaam hain and asi py asar parta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sharmeen پيغام ديکھيے
                            g han humera mulaaaq pakistan iss waqat bhot muskal main ha dollar uper jaan k waja sy pakistan main manghi bhot zada ho gaye ha humain iss mainj bar warqat iss main mehnaat karni chiaye humain chiaye k pakistan mulaaq k liya mehnaat kariye jis sy humera mulaaq main sy gulbaat kam ho sakiye humain iss main mehnaat ko kabi be nahi chorna chhaiye
                            nahen is say mulk main mehngaye barhti hai ap sirf apnay baray main mat sochain kay chand dollar kamanay say ap khush ho rahay hain bakyon kay baray main bhi sochain dollar jitna mehnaga hoga utni Pakistan main mehngaye hoge lehaza ap koshsih ya karain kay zeyda say zeyda dollar earn karain, is say ap ko bhi faida hai or Pakistan ko bhi fiada hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: doller rate up jane se hume khus hona chaiye kia ?

                              g han ap ne t5heek kaha pakistan ma dollar ki rate boht hi zada increase hota jaya rahya ha aur jasa ka ham log forex sa earning dollar par karta ha aur is tyra sa hamay profit ho ga mgr dollar ka increase hona ki waja sa pakistan ko boht si problem ko face karna parta ha aur mara khal ma hamay dollar ka increse hona sa khush nai hona chayai ku ka is sa hamry country ko nuqsaan hoga to ham log is par khush nai rahya sakhta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X