Strong sentiments affective hoty hain ya individual trading strategies?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strong sentiments affective hoty hain ya individual trading strategies?
    Dear members trading start krny ky leay hum bahot sary harby istemal krty hain kya strong sentiments kp bhi importance deni chye ya sirf individual trading strategies ko he mad e nazar rakhna chye trading ky leay?
    Mery nazdik to sentiments aor technical fundamentals bhi importance rakhty hain koi bhi aik chez itni affective nhi ho skti hai....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strong sentiments affective hoty hain ya individual trading strategies?

    Dear ap ne dekha ho ga k aik strategy par diffrent log kaam kar rahy hoty hai magar aus mai kuch logo ko profit ho raha hota hai aor ausi trading strategy par kuch logo ko loss ho raha hota hai ais mai simple ye hai k jab ap ne kisi trading strategy par kaam karna hai to aus k jitny rules hai aun k hisab se kaam karna hai magar hum log ais mai ghalti ye karty hai k kai dafa trade ni ban rahe hoti aor hum ais market mai entry le lety hai ya kai dafa ye hota hai k market ap ko abi tak signal confirm ni kar rahe hoti aor ap jaldi market mai enter ho jaty hai jis ki waja se hum ais mai loss karty hai ais liay agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko chaye k ais mai ap sentiments par control rakh k kaam kary aor jis strategy par kaam kar rahy hai aus k hisab se kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: Strong sentiments affective hoty hain ya individual trading strategies?

      assalamu alaikum bhai jaan Pakistan Forex forum mein sentiments ki definition mein is Tarah se karna chahunga ke jitne bhi members Pakistan Forex forum par kaam kar rahe hain agar an karo jahan ek currency par bullish trend par Chala Jaye sab ki yahi rahe ho ki currency bullish jayegi two related currency pair ko sentimentally e bole hi kahenge kyunki mostly trading members ka roja haan buy trade ki taraf hi hoga real Forex trading members analysiss ki three types hain technical analysis jis mein technical indicators Forex trading mein metatrader 4 chart patterns mostly log candlestick chart patterns use karte hain different type of indicators moving averages aapko Forex trading mein friend Hustle karne ke liye leading role play karti hai iske baad aa jata hai fundamental analysis fundamental analysis may political situation of the country import exports currency rates inflation ratio employment unemployment ye sari cheezen dekhi jati hai Joker Forex news calendar men detail ke sath Di jati hai in sab ko analyse karne ke bad sentimental analysis experts aur investors ki taraf se Diya jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Strong sentiments affective hoty hain ya individual trading strategies?

        forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky paisa earn kar sakty hain hamy har aik snetiments affective ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum kamyabe haisal kar saky gy forex aik aam busness ke nisbat bohta acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is business mai agar bager learning kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga hamy ache strategy bana kar isu istamal kar ky market mai enter hona chahey or hamy lalach or emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey forex all world mai bohat taze st famous hony wala real business hain
        • #5 Collapse

          Re: Strong sentiments affective hoty hain ya individual trading strategies?

          forex aik unique business hain hum is mai kam kar ky paisa kama kar apne zarorto ko pura kar sakty hain or apne life ko badal sakty hain forex aik aam business ke nisba bohat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy sentiments affective ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga
          • #6 Collapse

            Re: Strong sentiments affective hoty hain ya individual trading strategies?

            main to trade k leay dost sirf do tarha k analysis pay zeada focus kerta hon aik to main news ko jin ko hum fundamental analysis khety hain sunday ko check ker leta hoon our dosara us main technical pay zeada zoor deta hoon pher he us main trade main ache ker k to us main acha profit earn ker leta hoon ager ap ka knowledge oru pher practice us k oper demo main ache hia to news k sath sath technical say app acha gain ker sagty hian
            • #7 Collapse

              Re: Strong sentiments affective hoty hain ya individual trading strategies?

              mery opinion k mutabik market main aik to normal traders hain jo k chart k oper analysis different pairs k ker k to trading kerty hain our dosarey us main fundamental analysis hain jo k hum us main follow kerty hain news waghera ko diekh k trade open and close kerty hain ya kiis bhe pair ko sell ya buy kerty hain isi tarha sentiments analysis hoty hain jes main trader ye diekhty hain k traders ka rujhan kia hai wo kesy trade kerna cha rahy hain or pher wo us ki favour main trade ker k to us say asani k sath acha profit ban lety hain us ko sentiment analysis khety hainb ouir ye humean different sites k oper miltay hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Strong sentiments affective hoty hain ya individual trading strategies?

                Assalamu alaikum dear Forex trading members market mein strong sentimental factors for effective hote hain but individual market analysis is also very important aapko market mein indicators oscillators moving averages ki help leneva zaroori haiPakistan Forex forum mein sentimental analysis pe focus nahi kiya jata hai aapko emotional control ke sath Forex trading mein inter hona chahie acchi planning ke sath market ko understand karte hue candlestick chart pattern ko samajhte hue trading start karni chahi interview and Forex trading also important because dependent trading co limited kar deti hai jab k independent trading main apko unlimited nunafawa ke maujood hote hain jin se fayda utha ke market se accha munafa utha sakte ho market mein loss ko control karna bahut zaroori hai hi jis ke liye aapko stop loss and take profit use karna chahie

                اب آن لائن

                Working...
                X