Business main rules k mutabiq wok karna parta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Business main rules k mutabiq wok karna parta hai
    Business main rules ki bahut ziyada importance hain agar ap business ko rules k mutabiq chalate han to ap us main jad hi kamyab ho jate han our beghair rules k jo log business main work karte han woh is main kabhi bhi kamyab nahi ho sakte han is liye hamein rules ko follow karna parta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

    G han dear me apki bat sy itfa qkarta hon apny bilkul thek kha hai job ho ya business ho sab kay rules han or hamen us me kam karny kay lye un rules ko follow karna he paarta hai qk agr ham un rules ko follow nhe karen gay to pahly ham kam yab he nhe ho sakty matlab kah us me kam he nhe kar sakty han so lazmi hai kam karny or kamyab hony kay lye rules ko follow karna
    • #3 Collapse

      Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

      G han bilkul forex aik worldwide online business hai aur is main bhi kuch rules hain hmaien forex ky members hony ky naty un rules ko follow karna cahiyay kyun ky forex ky rules hmari bhalai ky liyay hain agar hm in rules ko follow karain gay to hi hm forex main kamyab ho sakty hain is liyay mehnat say kam karain aur forex ky rules ko follow karain
      • #4 Collapse

        Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

        G Han friends Koi bi business ho us men rules k mutabiq work krna hota hai agr Ap rules follow ni krte to Ap kabhi bi success ni ho sakty forex forum men men bi success hone k liye Ap ko is k rules ko follow krna lazmi hai ni to Ap kabhi success ni hon gy
        • #5 Collapse

          Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

          g han dear bro main ap se agree karta hun ap ne bahut important bat share ke hae.har business main rules bahut important hote hain agar woh business-man un rules ko follow karta hae to woh kamyab ho jata hae agar nhe karta to woh kabhe kamyab nhe hota ase he forex ke kuch rules hote hain jin ko traders follow karta hae to woh kamyab hota hae warna woh nakam he hota hae
          • #6 Collapse

            Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

            Yes dear koi bhi business ho rule py hi chalta hy forex main bhi agr rules ko follow kar k chalen gy to bahut faida ho ga. Business main rule follow karn waly hi kamyab hoty hen.yeh aik risky business hy es ko seekhy baghair kabi bhi real account main invest na karen.
            • #7 Collapse

              Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

              Jiye to aapne Sahi kaha hai ke a business may rules ke mutabik kaam karna padta hai rules to rules hote hain rules ko to follow karna hi padta hai Har business ke Koi Na Koi rules hote hain jinko follow Kar Ke hi Hum use Business mein kaam kar sakte hain use Business mein profit Hasil kar sakte hain is wajah se hamein chahiye ki hum Jyada Se Jyada profit Hasil karne ki koshish Karon rules Kosi ke aur Samjho rules ko follow karna Zaroori Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

                Rules to rules hote hain rules ko to follow karna hi padta hai Har business ke Koi Na Koi rules hote hain jinko follow Kar Ke hi Hum khush Business mein kaam kar sakte hain use Business mein profit Hasil kar sakte hain is wajah se Hame chahiye ki hum Jyada Se Jyada profit Hasil karne ki koshish Karon rules Kosi ke Aur samjhoge Ko follow karna Zaroori Hota Hai is ko Hamein light nahi Lena chahiye rules ko samajhna chahiye Ki Yahi Hai Kya Aur Yeh Kahan kahan par apply hoty hai
                • #9 Collapse

                  Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

                  Dear Jidhar work karna ho Uske rules regulation ko to follow karna padta hai forex business bahut hi accha aur Kamyab business hai Iske bhi kuch Roz hai agar is ko follow Kar Ke Chale Gaye to to accha kaam kar Sakenge Agar Rose ko follow nahi karenge to apna hi loss karwayenge aur account bhi ban ho sakta hai...
                  • #10 Collapse

                    Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

                    hamy rules ko follow kar ky mahnet sy forex mai kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy hum is mai live or sada urdu mai kam kar sakty hain agar hum is mai bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Business main rules k mutabiq wok karna parta hai

                      Dear brother koi bhi business rules or TORs k begair nahi kia jata us k liye aapko rules ko follow kerna parta he issi tarah Forex Trading or Pakistan Forex Forum k bhi kuch rules hote he hamen un rules ko follow karte huwe Forex Trading me kaam kerna chahiye, agar hum log rules ko follow nahi karenge to hum apna hi nuqsan ker rahe he kio k jab aap rules k against kaam kerte he to aik to loss or phir account block hone ka darr rehta he is liye rules ko follow kia kare.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Business main kaam karte waqt kuch ahem qawaneen ya rules ko yaad rakhna zaroori hota hai. Yeh rules aapko apne business ko sahi tareeqay se chalane aur safal hone mein madad karte hain. Kuch ahem business rules Urdu mein is tarah hain:1. Ikhlaqiyat: Apne business mein izzat aur adab se kaam karen. Khud aur dusre logo ke saath achhe salook ka istemal karen.2. Qanoon ki Pabandi: Qanoon ke mutabiq kaam karen aur apne business ki har cheez ko legal tareeqay se handle karen. Taxes aur licenses ko bhi sahi tareeqay se ada karen.3. Maaloomat aur Tajarbaye: Apne business ke baare mein sahi maalumat hasil karen aur tajarbaye se seekhen. Market trends aur competitors ke baare mein jaankari rakhen.4. Khudara Mehnat: Business mein mehnat aur lagan se kaam karen. Aapka business sirf aapki mehnat aur dedication par tajweez karega.5. Risk Aur Loss: Business mein risk aur loss ka samna karna parta hai. Isliye apne business ke risk ko samajh kar unko manage karen. Zaroori hai ki aap apne financials aur investments ko control karen.6. Gahak ki Khidmat: Apne gahakon ki khidmat ko ahmiyat den. Unke needs aur expectations ko samajh kar unko behtar service aur products provide karen.7. Innovation aur Adaptability: Apne business ko innovate karen aur market ke changes aur trends ko adapt karen. Naye ideas aur tareeqay explore karen apne business ko grow karne ke liye.In rules ko yaad rakhna aur unka istemal karna zaroori hai, lekin har business apne unique rules aur requirements rakhta hai. Isliye, apne business ki specific needs ko samajh kar uske liye sahi rules aur policies banayen.Main Avatar

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X