Jaiza; Trade with support and resistance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Trade with support and resistance
    Aziz doston Assalamu Alaikum. Umeed karta hun ke aap sab log theek honge.
    Aaj Hum baat karenge support aur resistance per. Agar Hum Kisi bhi pair ko analyse karte hue a Uske support aor resistance ko ehmiyat dein to aap ko Kafi Paida hoga. Kyon Ky Aap Jo Bhi new trade open Karte Hain tu uska stop loss aur take profit is support or resistance per hota hai.
    Kafi sary dost is Baat se pareshan hote Hain Ki n ka stop loss galat ho jata hai. Uski Main Mar Jawa yahi hai ki wa support aur resistance ka Sahi istemal nahin kar paate. Agar Hum hum Apna stop loss support ya resistance se thoda sa dur lagae to ye maximum chance hain ki woh galat hit nahi hoga.
    Kisi bhi pair ke trend k change hone ya usko continue rakhne ke chances ziyada ter uski support aur resistance level par Hota Hai. Toh isliye dosto apni trading ko improve karne ke liye Hamein market ko bahut achi trah study karna chahiye.
    Woh Kehte Hain Na practice makes a man man perfect. Tu iss liye jahan tak mumkin ho saky ziyada se ziyada practice Karen Taake aapka experience aur skill level improve ho sake.
    Click image for larger version

Name:	20190712_111238.jpg
Views:	1
Size:	246.5 کلوبائٹ
ID:	12462804
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Trade with support and resistance

    App nay bohot he achi trah say suppot aur resistance level trading ko explain kiya hai. Trading kay doran support aur resistance level traders kay liye kafi ehmait kay hamil sabit ho jatay hain.
    iss liye traders ko support aur resistance level ko mind mai rakh kar trading karna chaye aur proper anlysisi mai market kay support aur resistance level ko check kar kay iss kay mutabiq he trading karna best option rehta ha.

    Iss kay sath sath support aur resistance level ko ka ager acha idea ho tu phir trading mai take profit aur stop loss type ke option per decision laina b kafi asan ho jata hai . Aur resistance aur support say traders ko bara acha idea mil jata hai ke trade ko kis time per close kar daina hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Trade with support and resistance

      forex market friends humesha support and resistance jo k daily ki banti hai jes ko H1 ya H4 time frame main draw ker sagty hain us k oper hum intraday trades lga sagty hain our aik hum ager 6 month ya 9 month chart zoom out kr k draw kerean gay to wo humery leay strong support and resistance long trade k leay hon geen us say humean acha profit asani k sath mil jeay gs
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Trade with support and resistance

        Market ma candlestick chart py support aor resistance find out krny ka tareeka
        Pakistan forex forum members Assalamualaikum bhai jan support aor resistance ka forex trading ma trade entry aor exit ma bahot leading krdar hai agr ap forex market ma support aor resistance ko smjh lety hain to apko money management aor trade management ma asani hoti hai apko lot size ki selection qor stoploss aor take profit lgany ma asani hoti hai market ka trend bhi support aor resistance sy maloom hota hai market moving average indicator ky hisab sy move krti hai market retracment ka andaza bhi support aor resistance sy he lagay ja skta hai
        Apko support aor resistance ka andaza picture sy ho jay ga jo ma share krny ja raha hun
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Trade with support and resistance

          Market ma aik aisa point hota hai jahan sy market aa ky us ko cross ya break nhi kr pati hai aor us sy divert ho jati hai jis ko market ki zuban ma reversal kaha jata hai
          mqrket ma us point ko agr wo buy market thi aor up point sy reversal hua hai to usko resistance kaha jay ga yehni market buy ho rahi thi lkn aik khas point py ja ky market reverse hui aor us point ko break krny ma nakam ho gai aisy he sell ma agr market aik point sy bounce back ho jay to us point ko market ki support kaha jata hai aor yeh support market ki strong point tb bnti hai jub yeh high time frame ki support ya resistance ho
          market ma yeh point trade open krny aor close krny ky leay madad gar sabit hoty hai bahot sary investors aor traders ny yahan py stoploss aor take profit lagaya hua hota hai support aor resistance py
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Trade with support and resistance

            yes mery dost forex main khuch traders hain jo k just support and rsistance k oper trade kerty hain un main humean bhe un ki strategy ko ager follow karien gay to hum bhe ache trade ker pain gay hum support and resistance kisi bhe time frame main ja k laga sagtay hain but sab say strong un time frames ki hoon geen jo daily weekly our monthly hain but main nay diekha k professional zeaeda ttar daily time frame he support and resistance ko laganay k leay use kerty hian our pher isi k oper he trade kertay hain oiur us say profit hasil kerty hian
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; Trade with support and resistance

              Forex market ki support aor resistance ky bary ma maloomat
              Forex trading ma support aor resistance tb bnti hai jub candlestick chart ma according to time frame candle bnti close hoti jati hai market move krti rehti hai candlew bullish aor bearish two type ki hoti hain agr market ma down trend ho to mqrket continue nhi down jati aik point sy wqpis ajati hai aor jub dobara ya tesri dafa wahan ay wapis qy to yeh confirm ho jata hai ky yeh market ki support hai jahan sy market is point ko break nhi kr oa rqhi aor bqr bqr wqpis ajati hai aisy he up trend ma point ay reversal resistance kehlata hai
              Yeh buyer aor seller ky pressure ki waja sy bhi hota hai supply aor demqnd zone bhi hoty hain supoly brh jay aor demand kam ho jay to market ma currency value down ho jati hai supply kam aor demand brh jay to currency value up ho jati hai
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; Trade with support and resistance

                اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                Aziz doston Assalamu Alaikum. Umeed karta hun ke aap sab log theek honge.
                Aaj Hum baat karenge support aur resistance per. Agar Hum Kisi bhi pair ko analyse karte hue a Uske support aor resistance ko ehmiyat dein to aap ko Kafi Paida hoga. Kyon Ky Aap Jo Bhi new trade open Karte Hain tu uska stop loss aur take profit is support or resistance per hota hai.
                Kafi sary dost is Baat se pareshan hote Hain Ki n ka stop loss galat ho jata hai. Uski Main Mar Jawa yahi hai ki wa support aur resistance ka Sahi istemal nahin kar paate. Agar Hum hum Apna stop loss support ya resistance se thoda sa dur lagae to ye maximum chance hain ki woh galat hit nahi hoga.
                Kisi bhi pair ke trend k change hone ya usko continue rakhne ke chances ziyada ter uski support aur resistance level par Hota Hai. Toh isliye dosto apni trading ko improve karne ke liye Hamein market ko bahut achi trah study karna chahiye.
                Woh Kehte Hain Na practice makes a man man perfect. Tu iss liye jahan tak mumkin ho saky ziyada se ziyada practice Karen Taake aapka experience aur skill level improve ho sake.
                [ATTACH]7950[/ATTACH]
                Assalamu alaikum bhai jaan aap ne bahut hi achhi post ko start Kiya Hai ese new members ko bahut jyada fayda hoga sport level aur resistance level ko Apne Khyal Mein Rakhna bahut jyada Zaroori Hota Hai Kyunki Jab market ki movement ab side par ho rahi hoti hai to aap ko pata hona chahiye ki aapki trade k a resistance level kya hai aur Jab Yaad downside remove kar rahi hoti hai to aap ko Ja Pata hona chahiye ke market Qari stations. Kaun sa hai agar Ham in cheezon ko achi Tarah Dhyan Mein rakhte Hain Tu Hamari trade mein se a 90% risk khatam ho jata hai Joker Ek successful trader banne ke liye bahut Achcha sabit ho sakta hai isliye aap spot level or resistance level ko zarur check Karen Apne trade ko Lagane Se Pahle
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; Trade with support and resistance

                  Dear ais market mai agar ap ne dekha ho to ais mai hum ko resistance aor support k hisab se kaam karna ho to hum ko ais mai bahot zayda faida hota hai kun k hum sirf chart dekh k hi dekh lety hai k ais market mai hum ko supply aor demand point se entry leni chaye agar hum ais market mai kaam karty hai to hum ko agar ye nazar aa jaye k market ne resistance ko break kia hai to ais mai hum ko next resistance tak trade karni chaye kun k ais mai agar hum trade lagaty hai to hum ko ais mai achi trade mil jati hai kun k market jab bhi kisi level ko break karti hai to aus k next level tak market lazmi jati hai kun k market resistance aor support ki kafi zayda respect karti hai ais liay hum ko ais mai apny analysis karny chaye aor aus k hisab se trade karni chaye.

                  Click image for larger version

Name:	supply demand.png
Views:	6
Size:	65.9 کلوبائٹ
ID:	12322469
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; Trade with support and resistance

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                    Aziz doston Assalamu Alaikum. Umeed karta hun ke aap sab log theek honge.
                    Aaj Hum baat karenge support aur resistance per. Agar Hum Kisi bhi pair ko analyse karte hue a Uske support aor resistance ko ehmiyat dein to aap ko Kafi Paida hoga. Kyon Ky Aap Jo Bhi new trade open Karte Hain tu uska stop loss aur take profit is support or resistance per hota hai.
                    Kafi sary dost is Baat se pareshan hote Hain Ki n ka stop loss galat ho jata hai. Uski Main Mar Jawa yahi hai ki wa support aur resistance ka Sahi istemal nahin kar paate. Agar Hum hum Apna stop loss support ya resistance se thoda sa dur lagae to ye maximum chance hain ki woh galat hit nahi hoga.
                    Kisi bhi pair ke trend k change hone ya usko continue rakhne ke chances ziyada ter uski support aur resistance level par Hota Hai. Toh isliye dosto apni trading ko improve karne ke liye Hamein market ko bahut achi trah study karna chahiye.
                    Woh Kehte Hain Na practice makes a man man perfect. Tu iss liye jahan tak mumkin ho saky ziyada se ziyada practice Karen Taake aapka experience aur skill level improve ho sake.
                    [ATTACH]7950[/ATTACH]
                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main trading main support level or resistance level both important han resistance level ya support level sy trading karny sy ap ko ziada achy results milty han is ley humy jis pair main trading karni ho us k support and resistance level sy trading karny ta k humy ziada sy ziada profit ho jo trade hum support level ya resistance level sy open karty han is main loss k chance both kam hoty han or profit k maximum chance hoty han is ley humy chae trading karny sy pehly proper analysis karny support level ya resistance level dakheny us k baad trade open karny to ap ko wo trade Maximum profit da ge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; Trade with support and resistance

                      G bro, trading mein support aur resistance levels buhat hi aham hoti hai agar hum in levels ko nazar mein rakh ke trading bhi kare ge to kafi achi earning kar sake ge. Per mere khayal se agar ap apni trading mein ziyada acha result hasil karna chahte hai to support aur resistance level ke sath sath news wagera ko bi nazar mein rakhe, take kisi bhi uncertainty se bach sake.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X