Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?
    Aaj gold nay again 1415$ ka barrier break kia hai magar phir downward movement banai hai.To kia ab gold ki sell ka phase start honay ja raha hai ya nahi? Kiyu kay gold ki 1380 tak neechay anay ki news thi.Kia ab gold pay sell ki trading start ker laini chaiye ya abhi acha entry point nahi bann sakta?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?

    Members Asalam.o.alikum
    Forex trading ma gold trading bahot risky hai is ma apko maturity ky sath confidence bahal ho jay market ma to forex trading ma gold ma kam krna chye jis member ka pehly demo account ma experience na ho gold trading ka wo kam na kry apko ma yeh btana chahta hun ky gold ki daily average moving 30 dollar hai apko gold ma soch smjh ky achi planning ky sath trading start krni chye
    Gold analysis
    Ab agr gold ki bat ki jay to gold jub tk 1403$ barrier sy up close hota hai aor maintain rehta hai to bullish ja skta hai aor apko yeh bat yad rakhni chye ky gold ny 1500 tk jana hai
    Agr to yeh 1400 sy nechy ja skta hai to phr yeh doabara 1357 tk jay ga lkn is ky rear chances hain aor gold ma apko ADX indicator use krna chye jub wo ADX line above 50 ho aor orange ya green line below 5 ya near ho to trend reversal ki trade bnti hai low lot size sy trade avail kr lia ken
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?

      real Forex trading mein filhaal gold pe agar aap trading Karte Hain To bahut jyada risky hai Kyunki gold Keemat abhi bahut fast hai aur abhi gold bahut jyada aap ja raha hai isliye abhi market mein wait karna jaruri hai Kyunki gold ka trend abhi tak Upar ki taraf hai aur abhi Gold ke chances aur Jyada badhane ke hain isliye aapko is main wait karna jaruri hai aur waise bhi gold Abhi Upar market last Tak touch Karega 15 tak Gold ke Jaane Ke chances hai isliye abhi late Karen aur short term trading Karke aap profit goals Hasil Kare long trade ke liye abhi trade open mat Karen Kyunki abhi Ek point par jakar market Jab rukegi kabhi aap downtrend Mein trading kar sakte hain lekin filhaal abhi gold par trade karne ke a chance nahi bante
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?

        Dear members jesq ky aj ap ny dekha ky gold ny 1417$ ki had ko touch kia usko cross krny ki koshish ki lkn nakam ho gia aor ab gold lower low py aa chukq hai aor yeh aik nfseyati had hai apko dekhna chye ky agr to gold 1400$ py hold nhi hota to yeh down jay ga aor bahot he down chla jay ga apko is bat ka andaza ho jana chye
        Gold ki dqily moving average ma apko bta deta hun ky iski 30$ moving average hai aor gold ny trend reversal li hui silver up ja raha hai gold down aa raha hai apko pta hinq chye ky silver ko ab ggold ky muqqbly ma 17$ py hona chye tha silver ny abi bahot he up jana hai silver ko dekh ky gold ko buy na krna aor gold ko dekh ky seller ko sell na krna bahot risk ma reh jao gqy abi market confirmation ka wait kr lo ta ky ao logo ko achi trah sy smjh ajay ky market ka trene bn kya raha hai
        Acha kaam achy daam
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?

          bhai jan forex trading main gold k pair main kafi time se otar charhao hota a rha hai es ki sub se bari wjah dollar hai q k jesy dollar ki proce barhti hai gold bhi up jta hai jis ki wjah se es bar gold ki moment jo record ki gai hai wo pahly kbhi nhi thi laken ab dolr ki price main kami wakia hoi hai jis se gold bhi thora nechy down main move hoa hai or aghr hum gold main trading krna chahty hain tu hmain achi trha se market ko smjh akr or achy analysis k sath trading karni chahye q k gold ki trading main aghr hmain acha profit milta hai tu loss bhi zyda ho jta hai tu hmain chahye k jesy he hmain gold ki koi achi market trend milta hai tu hmain trading karni chahye gold ki trading main risk zyda hota hai es liye apko ahtiyat ks ath trading karni chahye gold main ta k apko loss na ho or apko acha profit mil skay
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?

            Dear gold ka ais time up trend hai magar ais mai abi tak hum ko ye dekhna hai k hum ko ais mai lower lagny ka wait karna chaye kun k ais market mai hum ko agar zayda profit banana hai to ap ko ais mai daily k time frame mai analysis karny chyae aor aus k baad ap ko ais mai jab trend ka pata chal jaye to aus mai ap trade laga k long time k liay profit hasil kar sakty hai ais time gold ka trend up start ho ga agar ap ne gold mai trade lagani hai to ais mai ap ko abi trade laga k hold rakhna chaye aor aus k baad ap ko ais mai kafi zayda profit ho ga kun k ais market mai ap ne agar dekha ho to ais mai ap ko kafi zayda profit ho jaye ga kun k ais time gold ne up ward moment start karni hai aor ais ne kafi zayda up jana hai.
            • #7 Collapse

              Re: Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?

              abhe app market main ksie bhe pair main trade kerna chahty hain to normal time hai abhe market november tak normal move karey gee us k bad us main fundamental move hoge do say teen month pher us k bad app january k bad he achey setup milain gay abhe gold 1430 ko bhe break kernay wala hai gold nay up jana hai app usk ko sell mat karein us ko buy kareun ga kiion k us nay long up jnan hai us k sentiments disturb hain our us nay mazeed buy jana hia jab bhe app ko acha stup milay app buy ker laen
              • #8 Collapse

                Re: Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?

                Dear abhi tak gold ka manasab Waqt nahi aaya Kyunki gold bahut hai satapar ja chuka hai bahut hai sab isliye agar aap acchi earning karna chahte hain to aapke paas achha balance backup ho aur FIR aap gold ko De Jab Bhi gold Upar Jaaye sale kar de isliye gold Mein trading filhaal risky hai isliye aap ka wait karna he aapke liye baithe hai Kyunki aapki Ek bhi galat trade gold main aapka account was karwa sakti hai aur Agar aapke paas Ye achha balance mein kab hai to aap ki trade Do teen mahine ke liye waiting Mera Jayegi isliye jaldbazi mat Karen short term trading Karen aur accha profitous Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?

                  Gold trading ka sab say munsabit waqt jab US session sham pakistani time k mutabik 5 bjy open hota hai pher adhay ghanty k bad us ki news USD ki sati hai us main wo ager strong hota hai to pher gold sell hota hia our ager wo week hota hia to gold nay buy jana hota hai last night bhe main diekh rahe the k usd thora week hoa to gold uup chala geaya hain ager 1434 ka barer hold hai ye break ho ga to gold ka target 1500 ga our ager sell main jata hai to kafi down bhe ja sahgta hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold ki trading ka munasib waqt agaya hai ya abhi wait kerna chaiye?

                    dear forum members aj gold ko buy ki trade leny ka bahot he perfect time hai apko is time ko avail krna chye Pakistan Forex forum ma knowledge aor market ki experience ful trading ky leay bahot sari information chye hoti hai gold ny apni 1438 wali resistance ko break kia hai aor abi wo lower low py aya hai jo uska lower low tha yahan sy gold ki biy trade bnti hai aor gold next move ma ho skta hai ky 1500$ tk chla jay maximum analyst ka yehi kehna hai ky gold 1499 tk ja skta hai maera bhi yehi kheyal hai ky gold bahot unchi chalang lggani ki tyari kr raha hai dear members forex trading ma apko indicators ki help leni chue lkn is waqat indicators ko amjhna difficult hai ab market liquidity py chal rahai hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X