Jaiza. Strategy kiya hoti ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza. Strategy kiya hoti ha?
    Dear traders strategy k mutaliq bat ki jaye tu strategy kisi bhi trader ki hikmat e amli hoti ha jis k that wo trades krta ha strategy kuch cheezon ka majmooaa hota ha un k combination se hm trading krty ha. Ye tu strategy ki tareef ho gae ab strategy honi kaisi chaye strategy hamari aisi honi chaye jis se hm kem se kem waqat mein trade talash kr sakaen aisa ni hona chaye k hm aik pair ko ghanta ghanta dakhty rahaen aur at the end hamaen kuch bhi na mily strategy aisi honi chaye jis ki help se hm five minute mein trade ka result nikal sakaen aur ye tb hi mumkin ha jb hm apni strategy mein kuch rules bnaen ge agr trades un rules pe poora utry ge tu hm us trade ko open kr laen ge warna chor daen ge. Aur un rules pe hamaen sakti se ammal krna ho ga ta k hm mistake na krean aur loss se bachy rahaen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

    humrey lay best strategy ka hona humery leay success ka bais banta hai forex main strategy ye hai k app kis time main diekh k kon say tools ko use ker k our money management app ki ho ge plan app ka kia ho ga un sab ko mila k jab appp trade main enter hoty hain risk ko kum kerty hoey ache earning kerty hain to us ko strategy khety hain jab app us business ko time daty hain to us system k oper ap ki grip bnti hai us main jo bhe jitna hard work kerta hai us ko us main utna he munafa hota hai our wo kamayaab trader banta hai
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

      jab bhe aik trader aik planning k zareay bana k oper apna daily ka target set ker k market main aik ya do indicator our apny system k mutabik us k set up bant hain our wo trade kerta hi oru profit kert hai to ye us ki apni strategy ho gee our her trader jab tak apni strategy forex main nahe banta hai to kabhe bhe app dosarouin k analysis ya signal k oper forex say acha profit nahe bana sagty hean
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

        g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai or main apki bat se sehamt krta hun forex trading main jub ap apni trading strtgy k sath trading karty hain tu wo hmari hiqmat e amli hoti hai jis se hum apni trading ko profitable bna skty hain tu har trador k liye startgy honi lazmi hai jis se wo trading kar k achi eraning gain kar len har tador ki satrtgy ka basic amal yahi hota hai k wo apni trading ko market k hisab se kesy eraning kar skty hain or apni trading kar skty hain or yah tab ap k liye asan hoti hai jub apki trading strong satrtgy se ho rahi hoti hai or aik satrtgy ko use karny ka maqsad yahi hota hai k ap aik startgy ko tab tak use kar skty hain jub wo apko profit deta hai jesy he koi trading satrtgy apko loss hota hai tu apki startgy ko change karny ka waqt hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

          Forex Trading me Planning or Strategy ki buhi hi ziada ahmiat hoti he agar hum sub members apni apni planning or strategy bana ker kaam kerte he to hum us me kaamyab ho sakte he agar aik strategy kamyab nahi hoti to us strategy ko review kerna chahiye or kuch change kerni chahiye. Strategy banane k liye Market ko analysis kerne, daily basis per Economic news ya economic calendar ko dekhna chahiye, Demo account per daily basis per use kerna chahiye agar agar hum apni planning or strategy me in tips ko shamil ker le to hum trading me kamyabi ki taraf barh sakte he.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

            Assalamu Alaikum aap ne bahut hi accha Sawal Kiya Hai Har trader ke paas Apne strategy Hona laazmi hoti hai jo istemal karta hai uski ya strategi use Aasman par abhi pahuncha sakti hai aur Dubbo bhi sakti hai lekin Har kisi ke paas Apne strategy hona lazmi hai jisse wah trading kar kar apni acchi earning kar sakta hai aur Agar uski strategy acchi Ho Tu wo Kafi achi earning kar sakta hai traders key strategy ka basic Amal Yehi Hota Hai ky wo apni trading Co market ke hisab se Kis Tarah Se trading Karke earning kar sakte hain aur yeah trading tab Asan hoti hai Jab aap ki strategy strong Ho ho aur 1 strategy ka maqsad use tab tak istemal karna hota hai jab Tak ke woh profitable Jaise hi aapki trading mai apko apni strategy se a loss Ho Tu samajh Jaaye Ka ya strategy ko change karne ka waqt hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
              Dear traders strategy k mutaliq bat ki jaye tu strategy kisi bhi trader ki hikmat e amli hoti ha jis k that wo trades krta ha strategy kuch cheezon ka majmooaa hota ha un k combination se hm trading krty ha. Ye tu strategy ki tareef ho gae ab strategy honi kaisi chaye strategy hamari aisi honi chaye jis se hm kem se kem waqat mein trade talash kr sakaen aisa ni hona chaye k hm aik pair ko ghanta ghanta dakhty rahaen aur at the end hamaen kuch bhi na mily strategy aisi honi chaye jis ki help se hm five minute mein trade ka result nikal sakaen aur ye tb hi mumkin ha jb hm apni strategy mein kuch rules bnaen ge agr trades un rules pe poora utry ge tu hm us trade ko open kr laen ge warna chor daen ge. Aur un rules pe hamaen sakti se ammal krna ho ga ta k hm mistake na krean aur loss se bachy rahaen.
              Assalamu alaikum bhai jaan hai strategy Ek Roti Roti Hai Jis Ke tarike Se Hum kaam karte hain is tarike Ko Hum strategy karte hain mere se all Main Agar Hum Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain tu sabse best strategy 50-50 hai ab main aapko 50-50 ka matlab batata hoon 50-50 ka matlab yeh hai ki agar aap ke paas $100 Hain To aap sirf Apne $50 Se Hi trade Karen Baki $50 ko safe side par rakhe hain Kyon Ki market ki different movement hone ki vajah se aapko loss ho sakta hai Joker Baki $50 se recover hoyega
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

                strategy ki tareef
                Members forex trading market ma apko trading sy pehly kch zarori step lena hoty hain jo risk factors ko kam krty hain apka confidence increase krty hain aor apko trading ky leay sold state provide krty hain
                Market ki update fundamental aor technical aspects sy smjhna zaroright hai understand krna hota hai market ko chart ky hisab sy smjhna aor phr jo hun measures lety hain planning krty hain risk ko manage krna aor loss kam krny ky leay lot size selection waghaira ko hum strategy kehty hain low buy high sell support aor resistance py trades pending order lgana aor scalping sub strategy ma count hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

                  Dear her bandy ka ais market mai kaam karny ka tareeka hota hai aor her koi ais market mai jab entry lagata hai to aus mai jo kuch dekh k trade lagani hoti hai wo hi strategy hoti hai ais mai agar dekha jaye to ais mai agar hum ne koi bhi indicator ya koi aisa system use kar k trade lagani ho to aus mai hum ko agar koi resistance ya support level par trade lagani hoti hai aisy hi agar ap ne ais market mai kaam karny k liay koi tareeka dhonda ho to wo ap ki trading strategy hoti hai ais mai agar ap ne trade karni ho to ais mai apni strategy k hisab se kaam kary gay to ap ko ais mai kafi zayda profit ho ga kun k ap ko ais mai apni strategy k hisab se agar ap kaam karo gay to ap ko ais mai acha profit ho ga magar ais k liay discipline k sath kaam karna parta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

                    Assalamu alaikum dear forex reading members Pakistan Forex forum mein bahut accha knowledge share kiya ja raha hai strategies ko samajhne ke liye aapko Forex trading ki basic term understand karna hota hai market ke technical fundamental aspect learn karen demo account mein apply karen acchi trading ke liye aapko market main multipal tips and tricks ke sath inter hona hota hai forex market main entry and exit hone se pahle acchi planning hona bahut zaruri hai hi jis ke liye aapko market mein before trading perfect analysis perfect planning must hoti hai strategies ki different definitions hai
                    Stop loss and take profit management low lot size according to capital selection bhi aik strategy ke type hai
                    Money management capital Management support and resistance find out karna saree chezen aur planning mein count hoti hain
                    Acha kaam achy daam
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

                      Pakistan forum friends Asalamoalikum
                      strategy aik planning ya mansubabandi hai jis ma ap lo trading krny sy pehly zehn bnaty ho aor indicators aor oscillator ki madad sy analysis krty hain aor
                      pair select krty hain uski support and resistance delhty hain aor phr yeh sochty hain ky sell ki trade lgani hai ya buy ki aor sqth ma hum trade ko management krty hain
                      lot size kya rakhna hai take profit and stop loss kya lgana hai aor short term trade lgani hai intra day trade lgani hai ya long term trading krni hai
                      yeh sari chezen strategies mq ati hain trading ma money management strategy best hai apko market ky news schedule ky hisab sy fundamental analysis krna hota hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza. Strategy kiya hoti ha?

                        Strategy say muraad aisi marboot planning hai jiss say kisi bhi kaam ko achay aur mehfooz tareekay say apnay anjaam tak pohancha kay poora kia jaa sakta hai. Forex trading business mai bhi strategy ki bohat ehmiat hai. Forex trading mai strategy say muraad apnay business ko iss tarah kerna hai kay account bhi mehfooz rahey aur business say faida bhi haasil hota rahey. Forex traders ko apni strategies aur planning aisi banani chaiye jiss ki madad say achay tareekay say trading ki jaa sakey. Koi bhi trading strategy is waqt kaamyab hoti hai jab traders news, signals, analysis, trends aur current market movement ko daikhtay huay apni trade plan kertay hain. Kuch traders yeh samajhtay hain kay her trade kay liye strategy ki zarurat nahi hoti laikin aisa sochna ghalat hota hai kiyu kay her trade mai account balance use hota hai aur her trade say he earning ho rahi hoti hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X