jaiza : strategy ke value forex mai bohat hain is liye hamjy isy ignore na karo
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : strategy ke value forex mai bohat hain is liye hamjy isy ignore na karo
    forex mai strategy ke bohat value hain hamy ache strategy bana kar isy use kar ky forex mai kam karna chahe pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex mai agar hum straregy ko ignore kar ky kam kary gy to hamy loss ho ky ga is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain foex ky ilawa koi or asa business nahi hain jo hamy learning be dy or hamy earning be dy hum is mai agar greedy ban ky jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahi hota jal baze karny sy hum kabe be kamyab nahi ho sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : strategy ke value forex mai bohat hain is liye hamjy isy ignore na karo

    G han achi trading ki strategy account balance me positive changing kar sakti hay es ley strategies ko trading me zaror use karni chaye es ko avoid karny ki bilkul be koshish nahi karni chaye, traders agar bahot zeyda profit ko earn karny me kamyab ho sakty hey to es trading strategy hi es me important roll play kar sakti hay, apni har trade ko proper strategy key base par open karny ki koshish karni chaye, jo traders without strategy ki trading karty hey mery khayal me us key ley good trading karna dream ban sakta hay, agar ham indicator ko use karty hey to es me be ham apni alag hi strategy bana sakty hey hamesha esi trading ki strategy use karny ki koshish karni chaye jo profitable ho.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : strategy ke value forex mai bohat hain is liye hamjy isy ignore na karo

      Dear jab hum ais market mai kaam start karty hai to aus k baad hum ais market mai aik strategy bana k kaam karty hai to ais mai hum agar ais market mai loss kart hai to hum ko ye dekhna chaye k humri strategy k andar koi aisi change karni ho jis k baad hum ko ais mai profit ho jaye kun k ais market mai jab hum kisi aik strategy par kaam karty hai to aus time hum ais market mai apni strategy ko acha karna chaye kun k ais market mai hum agar apni strategy sahe kar lety hai to hum ais mai kamyab ho sakty hai agar hum ais market mai mehnat karty hai to hum ko ais mai sab se phly apni trading strategy par hi zehan rakhna chaye aus k hisab se kaam karna ho to aus k liay plan bana k kaam karna chaye tab hum ais mai profit bana sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : strategy ke value forex mai bohat hain is liye hamjy isy ignore na karo

        G han bilkul trading ka sab se important part hi trading ki strategy hoti hay strategy ko ham importance nahi den gey to ham achi trading be nahi kar sakty hey,

        Technical good learning agar ki jaye to self base par be achi trading strategy ham bana sakty hey koi be professional trader strategy key baghir trading karna zarori nahi samjta aur na hi esi trading ko profitable samjta hay koshish karni chaye key strategy bana kar hi trading ki jaye expert traders strategy aur plan key mutabeq trading karny ko hi best samjty hey aur new traders ko be esa hi karna chaye.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : strategy ke value forex mai bohat hain is liye hamjy isy ignore na karo

          Strategy aur planning kay baghair tou forex trading mai acha business mumkin nahin hai. Jo traders strategies aur plannings kay baghair kaam kertay hain unhain chance Takers ya tukka traders kaha Jata hai jiss ka Matlab hai kay woh baghair kisi plan ya strategy kay trading kertay hain aur sirf market ko daikhtay rehtay hain aur jab unhain kisi bhi commodity ya currency pair mai movement nazar aati hai ussi ka chart open ker kay trade bhi open ker laitay hain. Aisay traders ki 10 mai say 1 trade unhain faida daiti hai jiss say success ration 1:10 banta hai jo kay 10 percent he banta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Jab tak multi strategies nahi ho uss waqt takk trading mai success percentage bohat Kamm he rehti hai aur loss percentage hamesha ziada he hoti hai. Traders ko apni trading currencies aur commodities ka pehlay pata hona chaiye aur unhi mai acha homework hona chaiye takay jab apni trade open karain tou professionalism bhi nazar aey. Aik achi aur marboot strategy hamehsa success pay he execute hoti hai

          اب آن لائن

          Working...
          X