jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota
    forex mai hamy mahnet sy kam karna chaey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy agar hum forex mai km amount invest kar ky kam kary gy to hamy bonus be km he mily ga hamy learning ko best bana kar high amount invest kar ky kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik international buisness hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga mahnet kamyabe ka razz hain lakin hamy account ko safe karny ky liye zada sy zada amount invest kar ky high risk lena chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota

    g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai laken un tradors k liye bari invets risky ho skti hai jo forex main new mambers hain or forex ko abhi itni achi trha smjhty nahi hain es liye apko aghr forex main trdaing krni hai or invets bari yah choti karni hai tu apko apny capital ka khas khyal rkhna chahye jub ap bari invest karty hain tu apka capital bhi bara hona zarori hai ap kam balnce main aghr bari invest karni hai tu yah apk liye riksy hota hai jis k liye ap ki leverage bhi zyda karna hota hai jo ap ny account create krna hota hai es liye ap apni trading main bari invest tab karen jub apka capotal acha hai or ap apni trading main tab tak kamyb nahi hoty hain jub tak ap apny account ko mange krna nahi sikhty hain
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota

      Ji aisa bil kul nahi hay yeh bat to ap nay suni ho gi k qatray qatray say daria banta hay isi taran Forex main agar ham kam investment kar kay kam profit hasil karan aor isi taran bar bar trading main kamyab ho kar bar bar profit hasil karan to ham banisbat is kay k ham aik dam ziada investment kar kay apnay account ko loss kar bethay ziada behtar hay ziada investment usi soorat main behtar hoti hay jab ap Forex main achi taran expert ho aor ap kay pas Forex ka bohat ziada knowledge aor experience ho kun k is soorat main ap kamyab trading kar sakay gay aor ap ko Forex trading main loss ki bajay profit hi hasil ho ga aor ap ki investment bh wast nahi ho gi agar ap beginner hain aor first time trading start karna chahtay hain to behtar hay k ap pehlay Forum pay posting karan aor Forex ki learning karan aor Forum main ziada say ziada posting kar kay bonus earn karan jab apkay pas 50$ say ziada bonus ho jay to tab ap trading account main trading start karan isi bonus say na k khud say koi investment karan is say pehlay demo pay practice bhi zaror karni chahiay bonus say trading karnay say aik to ap ko loss ki soorat main koi ziada nuqsan nahi ho ga dosra ap ko experience bhi hasil ho ga aor profit ki soorat main ap ki earning increase ho gi is taran jab ap ko full experience hasil ho jay tab ap khud say ziada investment kar kay ziada profit bhi earn kar saktay hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota

        g han ap ny sahi bat ki hai forex trading main jub hum kam invest se trading karty hain tu hmain faida bhi kam milta hai es liye bari invest jub ap karty hain tu apko faida bhi bara he milta hai es liye yahi koshsih karen k ap apni trading main bari invest k liye apny account ko bara karen jub apka account bara hota hai tab he ap bari invest kar skty hain warna ap bari invest nahi kar skty hain q k apki invest k liye zarori hai k apka capital bara ho aghr tu apk account main bara blance hai tu ap apni trading main bari lot k sath trdaing karen ap boht achi trading kar skty hain or apko jo profit milta hai wo bhi bara milta hai es k sath sath bari invest k liye zarori hai k ap ka expiernce acha ho jub apka expiernce acha hota hai tab he ap bari invest ko snmbhal skty hain or faida otha skty hain
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota

          Dear investment etni hi karni chaye jetna traders ka self trading ka experience aur knowledge hota hay, apny experience aur knowledge se zeyda ki investment karna traders ki mistake hi hoti hay, agar bahot zeyda investment ki jaye to es ka be nuksan hay aur agar bahot kam investment ki jaye to es ka be traders ko hi nuksan ho sakta hay, bahot zeyda investment ki agar bat ki jaye to es ko recover karna traders ko tension de sakta hay aur agar bahot kam investment ki jaye to traders loss ki recovery karny me easy feel nahi kar sakty hey es ley reasonable investment hi trading me karna bahot zarori hay.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota

            Gee mery bahi ma apki is bat sy to itefaq kr skta h7n ky h8men kam balance sy faida nhi hota hai lkn agr apka experience skills planning aor strategies achi hon managementioned krty huy sabar sy kam len qor apna capital grow krty jain to apko is ma bahot faida hota hai aor apko trading ma motivated interested rehna hota hai
            Market ma liquidity analysis fundamentals aor techniques technical support aor resistance ky hisab sy he move krti hai aor next target according to the required information hota hai forex trading market ma apko maloom hona chye ky forex trading members investment aor knowledge experience hona chye phr achi investment kren
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota

              Yes dear ye to ap ne sahe kaha hai k ais market mai agar hum kaam karty hai to hum ko chaye k hum ais market mai atna paisa invest kary jis par asani se profit bana ley agar hum ais market mai kaam kar k kamyab hona chaty hai to hum ais market mai apna captial safe rakh k kaam kary ais market mai jab hum thori si investment par kaam karty hai to hum ais market mai ho sakta hai k loss kar ley kun k choty account par kaam karna asan ni hota agar hum ais market mai acha kaam karty hai to hum ais market mai account bara ho to aus par banda trade asani se hold rakh sakty hai aor ais mai agar koi trade loss mai jati hai to wo bhi banda control mai rakh sakta hai aor account chalta rehta hai ais mai humri investment par account chalta hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota

                Forex mai traders do tarah kay hotay hain. Pehli type un traders ki hai jo ziada investment nahi ker saktay hain iss liye kamm investment jo wo easily ker saktay hain uss say trading kertay rehtay hain or dusri type un traders ki hoti hai jo big investment kay saath trading kertay hain. Agar sahi planning or strategy na ho to dono type kay traders ko loss ho sakta hai jiss say small investment wala or big investment wala dono he doob jatey hain. forex trading mai faida kisi bhi soorat mai ziada ya kam investment say nahi ho sakta hai bulkay jis ki planning or strategy ziada achi or mazboot hogi wohi ziada faida lay ga or dusra faida nahi utha sakta
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : km balance invest kar ky kam karna zada faida nahi hota

                  Dear Forex trading business me traders big capital ko success ya big profit earn karny ki ghalti karny ki koshish nahi karni chaye, big capital key base par trading karny se acha hay key traders apny good trading experience aur good trading skills key base par zeyda profit earn karny ko yakeeni banaye, big capital 1 din me be washed ho sakta hay magar small investment agar ki jaye to ye asani se es condition me wash nahi ho sakta key hamari learning achi ho aur sath me trading experience be acha hi ho, big capital ko zeyda ehmeyat nahi deni chaye.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X