Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?
    Forex trading main agar bat ki jay Forex market main opening and closing price ki to aam days main aisa hota k jo last day ki closing price hoti hay wohi next day ki opening price hoti hay misal kay tor pay aj trade jis price main close hoi hay woh is day ki closing price ho gi aor jab next day trade open ho gi to isi price main open ho gi jo next day ki opening price kehlay gi mera all members say sawal hay k kia Friday ko jis price pay trade close ho gi usi price pay Monday ko open ho gi?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?

    Dear forex trading members Assalamualaikum Friday ki close price ko monday ki open price kaha ja skta hai lkn aksar aisa hota hai ky market ma Geopolitical events qor elections ki waja sy market ma economic events kp dekhna hota hai agr to koi aisa event ho to market gap sy open hoti hai aor closing price difference ajata hai open price ky sath lehaza apko forex trading market ma scalping aor short term ya intra day trades ko Friday ko he close kr dena chue ta ky apko kosi mishaps ka samna na krna pr jay aksar aisa nhi hota rear aisa hota hai lkn aisa ho skta hai is ma koi fake move ka chkr nhi hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?

      G nahi ye possible hi nahi hay Friday ki market price jo be ho Monday ko ye price kesi be sorat me same nahi ho sakti hay, Friday ki market price se Monday ki price se ya to zeyda ho sakti hay ya kam be ho sakti hay market me gap be a sakta hay, agar Friday ko be traders apny orders open rakty hey to esy trades me bahot zeya risk be involve ho sakta hay ya to traders key orders bahot zeyda profit me change ho sakty hey ya loss me, traders agar market key gap se faida leny ka sochty hey to un ko chaye key wo market me gap any key reason maloom karen aur learning karen es se traders market me jo be gap aye ga traders es se be profit earn karny me kamyab ho sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?

        Dear market jab be close ho jati hay to market me kesi be big news ki waja se gap a sakta hay, agar market close be ho to per be news release hoti rehti hay aur es ka effect market prices par be zaror hota hay es ley agar deka jaye to Friday aur Monday ko market ki price ko kabi be ham same nahi dake sakty hey ye prices hamesha Monday ko bahot zeyda change be ho sakti hay es ki waja news ka effect hona hi ho sakta hay agar app trade ko open rak lety ho aur app ye samjty ho key Monday ko market esi price se open ho gi to app ghalti par hoty ho.
        • #5 Collapse

          Re: Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?

          forex market bohat wasee hain yai friday ke raat ko 2 bajy close hote hain or sunday ke raat ko 2 bajy open hote hain hamy is ke movement ko dahk kar is ky priece ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum acha profit gain kar saky gy foex aik interantional business hain hum is mai live trading kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik unique business hain
          • #6 Collapse

            Re: Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?

            G ha dear aisa ho sakta hai ye zarori ni hai k market jab monday ko open hoti hai to aus mai lazmi gap hota hai kai dafa aik hi price par close hoti hai aor weekend k baad jab market open hoti hai to aus time market ausi price se open hoti hai ais mai koi masla ni hai agar ap ne ye dekhna ho k ais dafa market kaha se open ho gi to aus k liay ap ko iq wagera par rate pata chal raha hota hai k ais time market mai price kai chal rahe hai aor market kitny gap se open ho gi ais mai ap market ki price ko dekh sakty hai k ab market ne kitna move kar lia hai ais mai ye zarori ni hai k market same price par hi aye magar ap ko idea ho jata hai aor aus k hisab se ap ais market mai trades laga sakty hai aor ais mai apna profit bana sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?

              forex aik boaht bara business hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum weekend mai market mai enter nahi hi sakty q ky market weekend py band hote hain market friday ke raat mai band ho ky sunday ke raat mai open hote hain or close market ky wakt ko price ho wo market ky up hony py be wohe price ho ssakte hain forex market ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik onlin or kabe be band na hony wala buisness hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai pakistan mai legal business ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?

                no,never,dear aisa kabhi bhi nai ho sakta hay k ham aisi soch say kaam karain k jub markeet close ho jaye to entra day main wo same positions say he start laige q k market close to ho jaty hay laikin kia pata konsay mulk main in closing day main konsa wakia ho jaye jis say markeet ko apna start kisi aur jagah say laina parr jaye is liye markeet main rattay aur tukkay say kaam laina bhi aik bahut barray nuksaan ki alamat hay aur agar ham aik fixer ho kr kaam krtay hain to hamaray liye yeh aik din bahut barray nuksaan ka din hoga is liye jaisay jaisay markeet main changing hoty rehty hain hamko bhi apnay system ko updates krtay rehna bahut lazmi hay aur agar ham aik he speed aur aik he fix system say kaam karaingay to hamko ziada say zaida lose ka samna ho sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                  Forex trading main agar bat ki jay Forex market main opening and closing price ki to aam days main aisa hota k jo last day ki closing price hoti hay wohi next day ki opening price hoti hay misal kay tor pay aj trade jis price main close hoi hay woh is day ki closing price ho gi aor jab next day trade open ho gi to isi price main open ho gi jo next day ki opening price kehlay gi mera all members say sawal hay k kia Friday ko jis price pay trade close ho gi usi price pay Monday ko open ho gi?
                  Dear ap ny both acha question kea ha forex trading main Friday ko market close hoti ha or Monday ko open hoti ha maximum price same wahan sy he open hoti han jahan close hoti han par bazdafa market gap k sath open hoti ha or bazdafa tohry farq sy market main gap ya farq tab he hota ha jab weekend pe koi khas news ai ho ya koi kisi country ny khas speech di ho ya phr koi qudarati aafat ai ho tab bi market pe asar parta ha is ley dear jume ko rat ko market close hony sy pehly pehly trade close karni chae or weekend pe rest karna chae ha or sath main next week ley analysis karny chae han ta k hum next week main ache earning kar sakeny
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia Friday ki closing price Monday ki opening price ho sakti hay?

                    Forex trading markets poori duniya mai time zones kay hisaab say divide hain. Jab aik market close honay ka time qareeb hota hai tab dusri market ki open hojati hai kuch dair kay liye dono market overlap ker kay pehli market close ho jaati hai. Issi tarah jab friday ko market close hoti hai tou teesray time zone mai close hoti hai aur monday ko jab market open hoti hai tou uss waqt market same usi market price say shuru kerti hai jaha pay market ki closing hoti hai. Aap iss ko friday ki locked price bhi keh saktay hain jo monday ko usi price say open ho jaati hai. Price mai weekend ki wajah say koi faraq nahi parta hai. Traders koshish kertay hain kay friday ko 3rd session mai trade open nahi karain kiyu kay monday ko jab market open kerti hai tou aksar trades pattern change kernay ki wajah say loss day jaati hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X