Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???
    Je friend hope ap sb thek ho gy friend ma ap sy kehna chahta hu k forex ik exam ki tarha hai jis ma mehnat k bena kbi b ham kamyabi hasil ni kar sakty es lae hamy forex ko serious lena chahe or lagan sy apni posting jari rakhni chahe to inshallah ham forex ma zarur kamyab ho gy what u say plz comment kary i am waiting for your response?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ah to per hum ko chaheya ka hum forex trading ma hard work karni start kardaa q ka ager hum forex trading ma hard work kartaa ha to per hum ko achi earning hoge laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko loss he hoga............
    • #3 Collapse

      Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

      Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai forex aik exam ki trha hai agar ham iss mein mehnat sy kaam kartay Hain tou hum zaroor kaamyaab hotay Hain Orr acha profit gain Kartay Hain Orr hamain hamaari mehnat ka silaa bhi milta hai Orr agar hum mehnat nahi kartay tou hum kbhi bhi kaamyaab nahi ho saktay lehaza agar ham kaamyaabi haasil Karna chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum hamaisha zayada sy zayada mehnat karain Orr apna zayada time forex ko dain
      • #4 Collapse

        Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien hamain mehnat kerna hota h
        agar ham as kaam kerte hien tu ham as mien acha kaam ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hot h aur dil laga ker as mien kaam kerna hota h agar ham as mien dil laga ker kaam kerte hien
        tu ham as mien kamaee zaror ker sakte hien as lyee mehnat kerna zarori h.
        • #5 Collapse

          Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

          bhot hi achi baat apne ki hai jis tarham kisi exam main kamyabi k lye mehnat jafne ki zrorat hoti hai isi tarhan forex main bhi kamyabi hasil karne k lye ap ko mehnat ki zarorat hoti hai chahye woh demo par ho ya learning k doran
          • #6 Collapse

            Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

            gee han dear bilkal ap ki bat thek hai forex business eik exam ki tra is main jo zada menat krta hai oshi ko achi success hasil hoti ha hume is main daily work krna hota ha demo account ko hume lazmi use krna chaiye is main agr ap ko kameyab hona ha tu menat lazmi kiya krein
            • #7 Collapse

              Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

              Aslam O Alaikum Dear Friends bilkul sahi kaha apne forex wakay exams ki taraha hai jo mehnat karega wahi kamyaab jo nahi karta mehnat wo bas sirf batein he karta rahega forex me kamyab hone ke liye hardwork ki zarorat hai hum jitna hardwork karege utna ziada learning hogi or forex se knowledge hasil hogi knowledge he forex me succes ki key hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

                G bilkul thek kaha ap ne Forex aik exam ki tarha hota ha aik exam me ap jitny mehnat karte ho apke utny he number aty ha forex me bhi isi tarha hota ha AP jitny mehnat ke sath forex me kaam Karo ge apko forex se utny he earning hogy is liye agar forex se ziyada earning karna chahte ho to mehnat bhi double Karo apky mehnat raygaan nahi Jaye ge mehnat ka phal mil he jata ha
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

                  Ji haan bilkul aapne theek kaha hai hi forex 1 exam ki tarah hai jo mehnat karta hai wahi kamyab hota Hai aur jo mehnat nahin karta hai wah kamyabi bhi Hasal nahin kar pata ISI tarah is business may be wohi members kamyab hai jo mehnat karte Hain isliye Hamein chahi ke kamyabi Hasil karne ke liye zada se zada mehanat Karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                    Je friend hope ap sb thek ho gy friend ma ap sy kehna chahta hu k forex ik exam ki tarha hai jis ma mehnat k bena kbi b ham kamyabi hasil ni kar sakty es lae hamy forex ko serious lena chahe or lagan sy apni posting jari rakhni chahe to inshallah ham forex ma zarur kamyab ho gy what u say plz comment kary i am waiting for your response?
                    Yeh Baat aapne Thi Kahi Forex trading 1 exam ki tarah hai aur jo log mehnat Karke kaam karte hain wah is exam Mein success Asan kar lete hain Bina hardworking ke success Hasil karvana impossible hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

                      G apny bilkul theek kaha hai jaisay k exam me kamyabi hmary mehnat ly hai isi tarha forex me earning b learming or mehnat sy hasil hoyti hai.. ap jitna zayada learn karen utni achi trades laga k earn kar saktay hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

                        Gee dear ap ki bat sai ha k forex aik exame ki trah aha agr hum ko es ma kamyaab hona to es k lia hum ko hard working ki zroort ha agr hum es ma hard working kary gy to hum es ko achi tarha sa smjh kar kamyaab ho skty hain r forex ki dunya ma aik achi earning kar skty hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ik exam ki tarha hai jo mehnat karta hai kamyab hota hai???

                          g han bilkul bhai jan ap ny bilkul shai bat ki hai forex aik boht he bara or waseeh business hai jis ko sikhny k liye boht mahnt krna hoti hai tu es ko aik emtehan ki trha smjhna chahye k jub imtehan dena hai tu sub mahnt karty hain esi trha es ko bhi kamybhi k sath pass karny k liye mahnt krna hoti hai jis se hmain faida yah milta hai k hmari sari zindgi k liye aik rozi ka zaroya ban jta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X