jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain
    forex aik real business hain hum is mai trade palce kar ky acha bonus earn kar sakty hain bewaqof traders aik he time mai 2 ya 3 trades open kar lety hain or inhy los sho jata hain is loss mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to he hum loss karty hain greed hamara sara paisa or mahnet tabha kar deta hain hamy isy avoid karna ho ga pher he hum loss ko avoid kar saky gy or hamy forex market mai kamyabe hasial karny ky liye aik time mai aik trade palce karne chahey pher he hum pasia kama saky gy or hum kamyabe hasil kar ky market mai runuing hasial kar saky gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

    G han mery khayal me esy traders ko hi greedy samjna chaye jo at a time zeyda trades open karty hey ya multiple pairs me same time me trading karty hey, esy greedy traders ye samjty hey key un ko profit zeyda ho jaye ga magar me es ko 1 mistake samjta hon, traders ko kabi be same time me bahot zeyda trades open karny ki ghalti nahi karni chaye, agar zeyda trades open karny se profit zeyda hasil ho sakta hay to account be bahot kam time me wash ho sakta hay es ley mera mashwara ye hay key bahot zeyda trades kabi be place nahi karny chaye es me traders ka hi nuksan hay.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

      Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy hmary loss m hmara apna qsor hota hy q k forex aik real online profitable business hy isy sirf join krna hi kafi ni hota forex m trading krny sy phly hr trader ko experience hasil krna chaiy forex k mutaliq knowledge hona chaiy or aksar traders to asy hoty han k wo apni bewqofion ki wja sy zyada trades open kr lyty han unan chaiy sirf aik trade open karan jis sy profit hasil karan forex ko agr ham seriously ly kr kam karan to ham bot sa profit hasil Kar sakty han
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

        G han esy traders jo greed ya kesi aur waja se bahot zeyda trades open karny ki koshish karty hey wo kabi be apni trading ki performance ko behar nahi kar sakty agar esy traders ye samjty hey key zeyda trades open karny ki waja se un ko trading me zeyda profit ho sakta hay to ye traders ki ghalat fehmi hi hoti hay, zeyda trades open karny ki waja se ya zeyda lot size use karny se profit to zeyda earn nahi kia ja sakta hay magar trading me risk factor etna zeyda increase ho jata hay key risk ko control karna traders key ley bahot mushkil ho jata hay, risk factor ko control karny key ley zarori hay key 1 hi trade par depend kar key trading ki jaye.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

          g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trdaing main boht se mambers ayse hain jo apni trdaing main khud he loss hony ki wjah ban jaty hain khud he koi na koi galtian kar jaty hain jin se un ko loss ho jta hai jub k forex trading main jin jin factors se hmain loss hon k chacesz zyda hoty hain wo sub he factors har trador ko he pta hoty hain laken wo pher bhi apni os adat ko chor nahi paty hain or gareed main a jaty hain un ko lgta hai k hum aik he time main aik se zyda trade lgany se acha profot gain kar lengy jub k aysa kbhi nahi hota hai apki trading main jitna risk hota hai apko otna he loss hota hai or cancez ap k account wash hony tak bhi ho jaty hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

            G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k ais market mai jab trader market ko dekhta hai k market aik taraf ja rahe hai aor aus time wo ais market mai kafi zayda trades laga deta hai jis ki waja se aus k account mai over trading ho jati hai aor aus ka account aus ko bardast ni kar sakta aor account wash ho jata hai agar hum ne ais market mai long time k liay kaam karna hai to hum ko ais market mai ye dekhna chaye k ais market mai hum ne jo bhi trade lagani hai wo money management k hisab se lagani hai tab hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai kun k ais market mai jab hum lot choti lagaty hai aor ais market mai trades kam lagaty hai to aus se humra account safe rehta hai aor hum ais mai zayda loss se bach jaty hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

              Jo traders aik waqt mai ziada trades open ker laitay hain un kay nazdik jald say jald ameer hona zaroori hota hai or unhain profit he nazar araha hota hai.Ziada trades open kernay ka bohat nuqsaan hota hai.Ziada trades open kernay ka matlab hai kay aap apnay margins or equity ko risk pay laga rahey hain jo bilkul negative trading hai. Ziada trades wo traders open kertay hain jin ka account balance bohat acha hota hai or saath saath wo hedging ker rahey hotay hai. New traders ko kabhi bhi ziada trades open nahi kerni chaiye bulkay aik waqt mai aik ya do trades say ziada trades kisi bhi soorat open nahi kerni chaiye takay achi or safe trading hoti rahey or account bhi mehfooz rahey
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

                Forex trading business Ek bahut hi profitable business hai aur sath hi bahut hi risky bhi trading mein bahut se bevkuf traders ek hi Waqt mein jyada sari trade order Laga Dete Hain Jiski vajah se unko bahut heavy loss ka Samna karna padta hai profit ki lalach mein vah jyada Se Jyada trade order Lagate Hain aur Jyada profit earn karne ki koshish karte hain knowledge experience se Ham kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar sakte senior traders bhi prefer Karte Hain Ki Ek Waqt Mein Ek Hi tradeguide Jata ki Achcha profit earned Kiya Ja sake Hamen chahie ki Ham ek hi Waqt Mein Ek Hi train lagaen aur apne account balance ko Dekhte hue Kyunki Hamen Kabhi Bhi Jyada risk Nahin Lena chahie Jyada risk se Hamen profit ki shasan sometime loss ka bhi Samna karna padta hai isiliye Jyada trade Nahin Lagani chahie bevkuf Hai Hamesha lalach Mein Aakar Jyada trailer Laga Dete Hain Jiski vajah se vah heavy loss ka Samna karte hain Logon se bachne ke liye Hamen Ek Waqt Mein ektrit lagakar Achcha profit and Karna chahie aur profit Ka vate Karna chahie Kyunki Jyada trade se Hamara balance Khatre Mein Hota Hai Aur Hamara broker automatically Hamari tradeco loss Mein close karna start kar deta hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

                  Ji han dear member bahut se aise traders Hai Jo ek Hi waqt mein ziada trade place kar dete hain aur unka maqsad sirf ek hota hai ki ziada se zyada earning Hasil ki jaaye un ko Jab ek ya do din mein losd ho raha hota hai to wah us se bachne ke liye teesri,chothi,aur panchvin trade place kar dete Hain. Jis se traders ka focus sahi nahin rahata aur trade mein judgement sahi nahin hone ki vajah se tamam trades loss mein chali jaati Hai Jab agar ab aap focused karke ek ya do trade ko place karen ge to us mein aapko zyada fayda ho ga. Buniyadi taur per insan mein lalach ka anser shamil hota hai lekin koshish Karni chahie ki trading main isko avoid Karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

                    Dear friend ye to tek bt hy forex m ziada tr jb b log aty han un ka zahn hota hy k forex very easy business hy hamy is m ziada mehnat b ni karni pary gi or ham zyada pasy kma lan gy or bot jald ameer ban jain gy mgr asa bilkal bi ni hota humari soch k baraks forex aik difficult or risky business hota hy or ham lalichi ban kar is m trading start kar dyty han ham aik sy ziada trades open karty jaty han or wo trades humy profit ni dyti ziada loss hi dyti han agr ham ny trading main kamyab hona hy to humy choti or sirf aik trade open kar k trading karni chaey is tra hamy loss b ni ho ga or ham thora thora profit b hasil karty rahen gy forex trading main lalichi trader's ki koi jga ni wo lalich kr k sirf or sirf loss hi kr sakty han
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : bewaqof traders aik he time mai zada trades open kar lety hain

                      Ji han bilkul Aisa Ho jata hai agar mein Forex trading memory management Na Ho To aap apne account ko Bass kar sakte hain to isliye jaruri hai ki Kshetra ko chahie Ki Kasam Lot size use Karen aur 0.01 Ki Har Pani trade open Karen lekin Agar aapke balance kam hai aapke account ki equity kam hai to use Jyada risk Nahin Dena chahie Jyada multitrade open Nahin Karni chahie sirf aur sirf ek Do Ya Teen trade open Karni chahie jisse aap apne account ko safely use kar sake aur ek Achcha profit Hasil kar sake Kyunki Jyada loss se kam profit behtar hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X