jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain
    forex aik bohat bara business hain agar hum is mai lalch mai aa kar jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa busienss hain jo hamy ache learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain hum is mai agar tkka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik real business hain is mai kam karna hain to hamy pahly expert banna ho ga hamy market ke movement ko samjna ho ga or hamy high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum kam kar ky acha profit gain kar saky gy forex mai hum apny boss kud ap he hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

    G han ye 100% correct hay traders ko trades open karny ki jaldi es ley hoti hay key wo greed karty hey, jo traders greed nahi karty wo trading me jald bazi kabi be nahi kar sakty aur proper market analyzing ko hi ehmeyat dety hey, trading me jald bazi karny ka koi faida nahi hay traders ko cool mind key sath sab se pehly market ka jaiza lena chaye technical jaiza lena be zarori hay aur sath me fundamental jaiza be zarori hay, es key ley traders ko bahot zeyda intezar be karna chaye, market ko analysis karny key foran bad hi trades ki opening bilkul be ghalat hay market ko analysis karny key bad market ki condition aur movement be dekni chaye key bad hi trade ko buy ya sell karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

      G han app ki bat bilkul be sahi hay agar greed na ki jaye to trading me kabi be jald bazi nahi ho sakti hay ye zeyda profit earn karny ka lalach hi hota hay jo key traders ko jald bazi ki trading karny par majbor kar sakta hay, trading agar cool mind se ki jaye to greed ko apny mind se hi remove kar dia jaye to behtar planing aur behtar market analysis karny ki waja se hama har trade hi hamy profit de saky ga, aur agar koch samjy baghir hi koi trade open kar dia jaye agar ye small se small lot size ka be ho to ye hamary account balance ko bahot zeyda kam karny ki waja ban sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

        Bilkal ap ny tek kaha hy forex aik bot bara profitable business hy is m ham agr lalich m a jaty han to hamy kbi profit hasil ni hota aksar log chahty han k wo jaldi ameer ban jain is liay wo lalich m a jaty han or bari trades open kr k apna loss kr lyty han forex aik asa business hy jis m ham agr mehnat sy kam karan gy to hamy kbi loss ni ho ga hmasha profit hi hasil ho ga hamy agr forex m successful hona hy to hamy sb sy phly forex ko achi tra smjna ho ga is m perfect trader ban na ho ga market ko smjna ho ga k ye kb or kasy up down jati hy to hi ap forex business m successful ry skty han
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

          Dear kuch bandy control ni kar sakty hai aor wo ais market mai jab bhi trade karty hai to ais mai lalch karty hai aor ais mai lot bari use kar lety hai ya ais mai over trading karty hai ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap mai sabar hona chaye kun k ais market mai jab ap ko aik trade mil rahe ho to aus mai ap ne lot apny plan k hisab se use karni hai aor aus k baad ap ne ais market mai jab bhi trade lagani ha aus k sath take profit aor stop loss use karna hai agar ap ka account ais mai loss mai ja raha hai to aus time stop loss ko change mat kary tab ap ais market mai sabar kar paty hai jab ap k samny ap k stop loss hit hoty hai agar ap ki trade profit mai ho to aus ko close ni karty take profit ka wait karty hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

            Dear friend humy lalich sy bachna chae ha q k lalich ki waja sy humy both ziada loss ho sakta ha is ley humy lalich sy dor rehna ho ga lalich main aa k hum ziada bari lots lagaty han jis ki waja sy humy loss ziada hota ha or bazdafa hum log juldbazi main trade open karty han bagar analysis k to is juldbazi ki waja sy humy ziada loss hota ha
            Forex trading main humy both ziada ahtiyat karni chae ha q k is main humy loss ziada ho sakta ha or bazdafa to account wash ho jata ha is ley humy forex trading main knowledge or experience k mutabiq trading karni chae ha ta k hum kamyab hon
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

              Ji haan mere bhai aapane bilkul theek kaha lalach mein aakar hi jaldbaji mein trade ki jaati hai jiski vajah se hamen loss hota hai aur ham apna account was karva lete Hain isiliye hamen chahie ki Ham jaldbaji na Karen Bal ke experience ke sath ek proper plan ke sath trade Karen aur is mein hamare pass jitna jyada experience hoga utna hi acche tarike se Ham padh kar sakte hain agar Ham ismein lalach karenge to hamen ismein loss ka samna karna pad sakta hai isiliye hamen ismein lalach nahin karni aur jaldbaji nahin karni aur emotions ke sath train nahin karni hamen ek proper plan ke sath aur apni mehnat aur experience ke sath trade karni hai jisse hamen fayda hoga aur ham logon se bhej sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

                Yeh baat bilkul sahi hai kay traders laalach aur greed mai aa kay Kamm waqt mai ziada say ziada profit ka anay kay liye jald baazi kertay hain aur yehi woh turning point hota hai jaha say Tarders ko loss shuru hota hai. Forex trading mai Tarders ko kuch nuqtay apni learning aur knowledge mai highlight ker kay rakhain takay baar baar unhain revise kertay rahain kay kisi bhi soorat mai jald baazi nahi kerni. Forex market tou dinn mai 10 dafa tez. Movement kerti hai laikin isska ye Matlab her gizz nahi hota kay her baat he trade open kertay rehna hai. Agar 10 mai say 3 baar bhi soch samajh kay aur time lay kay trades open ker li jaey tou bohat acha profit share kia jaa sakta hai. Iss liye traders ko jald baazi ker kay aur ziada profit ka laalach ker kay apna loss nahi kerna chaiye. Traders ko apni skills ko barhana chaiye
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

                  Agar ham log market Mein Laal Ishq Karte Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada nuksan ho sakta hai isliye Ham Logon Ko market Mein lalach Nahin Karni hoti Ham Logon Ko Soch samajhkar kam karna Hota Hai Jab ham log Soch samajhkar kam Karte Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi fayda ho sakta hai aur ham Logon Ko kamyabi Mil sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

                    Dear member agar aap forex market mein acche tarike se kam karna chahte hain to aapko apne emotions per control karna ho ga aur sab se zaruri yah hai ki aap ko apne bad emotion greed yani lalach per mukmmal taur per control karke remove karna hoga. Forex servays ke mutabik new trader hamesha ki greed ki vajah se Hi loss uthate Hain isliye agar ek trader professional vaise trading karna chahta hai to use apne andar se greeg ka khatam karna hoga aur uski soch mein professionalism tab hi a sakta hai. Forex trading ki jitni learning zaruri hai utna hi emotion per control karna bhi zaruri hai isliye aap hamesha apne emotions per control karke trading Kiya Karen. Bahut se aise successful trader hai jo Forex trading mein bahut acchi earning le rahe hain lekin yah vah log Hain jinho ne apne emotion per complete control Kiya hua Hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

                      g han ap ny bikul 100% sahi bat ki hai main apki bat se sehamt krta hun forex trading main jub hum lalach or jald bazi main trading karty hain tu hum kbi bhi achi trading nahi kar skty hain q k ayse hmain loss hony k chances bhi zyda hoty hain tu hmain apni trading main lalach ko kam se kam karni chayeq k laalch karny se loss hota hai or jald bazi main bhi trading karny se hmain bhi loss hota hai q k jald bazi main hum khud he koi na koi galti karty hain jis se hamain loss ho jata hai tu aik acha trador yah donu factors ko apni trading se nikal kar trading karty hain q k jo mambers nakam hoty hain un ki bari wajah yahi hoti hai aik tu wo apni trading main lalach karty hain or jald bazi main trading karty hain tu hmaisha apny kam ko achy traiky se kare q k jub loss hota hai tu hmara account bhi wash hony k chances barh jaty hain jub k account ko save rakh kar trading karny main he apki kmybhi hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : hamesha lalach mai aa kar he jald baze ke jate hain

                        Dear ji han aapane bilkul theek Kaha Hai lalach Mein Aakar hi jaldbaji Mein trade ki Jaati Hai Jiski vajah se Hamen loss hota hai aur ham Apna account vah kar Baithe Hain isiliye Hamen chahie ki Ham jaldbaji na Karen balke experience ke sath proper plan ke sath trade Karen aur ismein hamare pass Jitna Jyada experience Hoga utna hi acche tarike se Ham ismein work kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Hamen ismein Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Aur Dil lagakar kam karna chahie ismein work karne ke liye mere pass solid mind Hona bahut jaruri hai Tabhi Ham ismein achha work kar sakte hain jaldbaji Walaikum Se nuksan Hi Hota Hai fayda kam hi hota hai isiliye Hamen ismein Main jaldbaji Nahin Karni chahie

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X