Spread base price and quote price main say kis main hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spread base price and quote price main say kis main hota hay?
    Forex market main jab ham koi currency buy kartay hain ya sell out kartay hain to this time tow price price use hoti hain aik price ko ask price kehtay hain aor dosri ko bid price kehtay hain in price main jo difference hota hay isay spread kehtay hain mara all Forum members say sawal hay k kia yeh spread currency pair ki base and quote currency main say kis currency main return hota hay yehni kis currency main hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spread base price and quote price main say kis main hota hay?

    Forex market ka koi be esa pair nahi hay jes me base currency ya quot currency price majood na ho, agar currency pairs ki bat ki jaye to For example EUR/USD ki jo be market price ho EURO ki price hamary ley quot price ho gi aur USD hamary ley base currency ho gi, USD base currency key base par hi ham Euro ko buy kar sakty hey, simple words me pairs key last currency ko ham base currency ka name de sakty hey, kesi be pair me jo last currency price ho gi wo hamary ley base currency aur jo first currency ho gi wo hamary ley quot currency ho gi.
    • #3 Collapse

      Re: Spread base price and quote price main say kis main hota hay?

      forex aik bohat bara business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai mahnet kary gy to he hum paisa kama saky gy forex mai buy or sell ky darmiyan jo difference hota hain hum isy spread kahty hain hamy spread ko dahk kar forex mai kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hin forex mai students be kam kar skty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
      • #4 Collapse

        Re: Spread base price and quote price main say kis main hota hay?

        forex aik acha business hain hum is mai agar succes hasial karna chatey hain to hamy market ke price ko dahk kar kam karna chaehy pher he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik international business hain hum is mai part time ya full time kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain hum agar spread ko mady nazer rahk ky kam kary gy to he hum market mai run kar saky gy or hum munafa kama saky gy forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading kar sakty hain hum is amount be invest kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat acha or unique business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: Spread base price and quote price main say kis main hota hay?

          Dear jab bhi hum ais market mai koi trade lagaty hai to aus par hum ko thora sa spread dena parta hai kun k ais mai jab hum koi trade lagaty hai to aus mai hum kuch broker ko fee dey gay to wo humri trades market mai lagwaye ga ya humry account safe rakhy ga kun k jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais market mai kamyab hony k liay ais market mai paisa laga k aus par achy se trade karni hoti hai ta k hum aus par zayda profit bana saky aor aus ko market se nikal saky magar ais k liay hum ko ais market mai mehnat karni parti hai jab hum ais market mai spread dety hai to aus k badly broker hum ko facilities deta hai jin ko hum use karty hai aor asani se ais market mai trading karty hai ye sab kuch spread ki waja se hota hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Spread base price and quote price main say kis main hota hay?

            Forex market me buy option key sath sell option ki facility be provide ki jati hey es ley currencies key pairs market me banaye geye hey, agar 1 currency ko hi buy kia jata to sell option majood nahi hota, pairs ki market price es tarha se hoti hey EUR/USD 1.2490/1.2495 es price me 5 pips ka difference hay jes ko spread ka name dia jata hay, EUR/USD pair me EUR ki price ko ask price aur USD currency ko base aur quote currency ka name be dia jata hay, har pair ka spread alag hi hota hay koch pairs key spread bahot zeyada be ho sakty hey aur koch key kam be ho sakty hey.

            اب آن لائن

            Working...
            X