Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi
    Dear friends forex trading mushkil Kam hai es liye es mein ehtiyat Karen or boht ziada mehnat Karen or trading achi usi waqt ho sakti hai jab ap ko market ki samjh ho gi or market ki movement ka idea ho ga tabhi ap profit le saktay hain otherwise ap ko loss hi ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

    Yes brother jb tk ap ko markeet ke movement aur behaviour ka pata ni chaly ga us time tk profit bnana boht mushkil a normally hum jb chart ko dekhty hain to smjty hain k is side pr boht movement o gai a aur reverse me trade lga dety hain lekan markeet thora se move kr k dobra trend pkr leti a to humy news k sath b touch rehna chiey aur movement ko b under stand karna chiey
    • #3 Collapse

      Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

      Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein kaam krty howy ap ko chahiy k ziada sy ziada time Forex trading Mein kaam krty howy ek accha experience r knowledge Hasil krny ki koshish krain r market analysis k bad apna trade krain. Forex trading main kaam krty howy ap ko chahiy k ziada sy ziada mehnat krain soch samjh k trade krain take ap ko ek accha profit hasil ho saky.
      • #4 Collapse

        Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

        G han market ki samjh Ana bht zruri ha. Hm trade usi waqat open krean jb hamaen yaqeen ho jaye k open hony wali trade hamary liye achi sabit ho sakti ha. Agr hamaen market ki samjh na ho tu kha makha trade open ni krni chaye us se hamara hi loss ho ga aur bad mein recover krna mushkil ho jaye ga.
        • #5 Collapse

          Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

          Aslam O Alaikum Dear friends bilkul apne sahi kaha trading lagane ke liye traders ko market ki analysis karni hoti hai ek trader jab sari market ko analysis karta hai or trading me acchi tarha knowledge hasil karne ke liye mehnat karni parti hai or ziada se ziada mehnat he ek trader ko accha experience or knowledge dilata hai expert banne ke baad he trader trade lagayega to success he hasil hoga
          • #6 Collapse

            Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

            aur behaviour ka pata ni chaly ga us time tk profit bnana boht mushkil a normally hum jb chart ko dekhty hain to smjty hain k is side pr boht movement o gai a aur reverse me trade lga dety hain lekan markeet thora se move kr k dobra trend pkr leti a to ap ko chahiy k ziada sy ziada time Forex trading Mein kaam krty howy ek accha experience r knowledge Hasil krny ki koshish krain r market analysis k bad apna trade krain. Forex trading main kaam krty howy ap ko chahiy k ziada
            :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
            • #7 Collapse

              Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

              Asslam o Alaikum dear brother ap nay bilkol baja farmaya k forex ma ziada profit k extra mehnat b chahye. Forex ma trading itna asaan b nahi, jo hum bina market value or analysis kiye kam karen. Agr hum bina samjhy forex ma yrading kartay hain yo loss ka samna karna parta hai jo bad ma recover karna intahai mushkil ho jata hai.
              Asslam-0-Alikum, dear respected members
              • #8 Collapse

                Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

                market ko bhi read krny k liy learning ki zaroorat hoti hai tab hi ham market ho samjh sakty hain is ki bhoot bareek zary hoty hain jo k hamain samjhny party hain jab wo samjh a jain to hi hamain profit milta hai thori c bhi ghalti hamain ly doobti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

                  ham logo ko trading us waqt hi karni chayia jab ham logo ko market ki movement samaj ma aya jay aur hamay koshish karni chayia ka ham log sab sa p[ehla market ko analysis kar laiya aur jab ham logo ko lagya ka market sahi move laiya rahi ha to ham logo ko us waqt trade open karna chayia aur us waqt profit earn karna ki koshish karni chayia
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

                    hamy mahnet sy or lagan sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bna kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

                      ham is main trading karty hain ham is main amount be invest kar sakty hain hamy market ko achy sy samaj kar iski movement ko dekh kar is main kam karna chahey pher hi ham success hasil kar sakty hain or acha bonus hasil kar ky market main run kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai online ki dunya main aik king business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Qasim123 پيغام ديکھيے
                        Dear friends forex trading mushkil Kam hai es liye es mein ehtiyat Karen or boht ziada mehnat Karen or trading achi usi waqt ho sakti hai jab ap ko market ki samjh ho gi or market ki movement ka idea ho ga tabhi ap profit le saktay hain otherwise ap ko loss hi ho ga
                        Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai jab tak aapko market ki movement ki understanding na ho rahi ho tab tak apni trade ko open nahin karna chahie Kyunki yah bahut important hota hai market ki movement ko samajhna
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading achi usi waqt ho gi jab market ki samjh aye gi

                          yes dear app ki bat bilkul thek hai forex market aik risky market hai iss main kam karna bohut he mushkil hota hai ap say ager choti e bhi galti ho jati hai tu ap ko iss main bohut loss uthana parta hai iss lea foex main ki movement ki samjh tab ayy he ay ge jab ap acha learn karty hain aur phir he ap ko market ki movement ki samjh ati hai iss lea ap sab ko advice hai forex mainn success hona haitu pehly is ko learn karain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X