ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay hain
    dear maine aaj tak is baat k ilawa na kisi ko earn krtay daikhay hay aur na he kisi ko success hotay daikha hay k jo traders jub tak markeet main usk rules k mutabik kaam krna nai seekh jata hay tab tak uska yeh kehna sochna bhi bilkul baikaar hay k wo without rules ,knowledge aur experience k markeet main success hay is liye hamko bhi aisi bay tukki baaton say door rehna chaye jin say ham markeet main achay traders kabhi bhi bn nai saktay hain jub ham aisi soch rakhaingay k ham markeet ko apnay peechay chala kr kaamyab hongay to ham bhi ghalt hain aur hamko lose k ilawa bhi kuch nai mil sakay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

    g han bhai jan ap ki bat biklul sai hai main apki bat se agaree krta hun forex trdaing k bsuiness main ap market ko jub tak smjh nahi skty tab tak ap market ko apna dost tab he kah skty hain jub ap market ko achi trha smjh kar apni trading karen or tab tak hum trdaor nahi ban skty hain jub tak hum market ko smjhny ki salhiyat paida nahi kar skty tu hmain chahye k hum apni trading main market ko smjhny ki practice demo account main karen qk jub market ko hum wrong folloow karty hain tab he hmain loss hota hai or jub hum market ko achi trha smjh kar karty hain tu hmain loss hony k cajces bhi kam ho jaty hain or hum apni trading ko bhi boht acha mange kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

      Market trend hamara friend ban sakta hay agar market trend ko identify kar leya jaye, agar behtar tareeqy se market ka technical jaiza be leya jaye aur news data ko collect kar key fundamental analysis be kia jaye to traders key ley market trend friend jesa kam de sakta hay, es condition me jab market trend ko understand kar leya jaye to market ki har movement hamary trades ko profit de sakti hay aur agar har trade me profit hony lagy to samaj jana chaye key market trend ko ham ne identify be kar leya hay aur es ko ham ne apna friend be bana leya hay, hamari learning me trend ka identify karna be hona chaye.
      • #4 Collapse

        Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

        hamy acha knolwedge or expeience hasal kar ky aik time table bana kar mahnet sy kam karna chaye hamy market ky rules ko follow kar ky market mai amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex kabe be band na hny wala busines hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum gar mai bath kr is mai kam kar sakty hain is mai km karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik world wide busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai talib ilam or poor mans be kam kar sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

          Market trend ko friend banany key ley market ko samjna bahot zarori hota hay, ye possible hay key market trend agar hamara dost ban jaye to market ki har move hamy har trade me profit de sakti hay magar es key ley traders ko technical aur es key sath fundamental analysis me expert hona zarori hay, traders ko har trading ki techniques me be master hona chaye, agar market scalping aur hedge trading key ley suitable ho to traders ko esi technique me master hony ka faida ye ho ga key long term ki trading me be traders ko profit ho saky ga aur sath me short term ki trading me be traders apny har order ko profit me change kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

            Dear I think forex market friends Nahin Hai Kyunki Forex mein agar aap acchi nahin karna chahte hain to aapke pass Achcha experience Ka Hona jaruri hai market Kisi Ka Bhi dost nahin hai ki market kisi ke Hath Mein Nahin Hoti market Jab Chahe Apne women kar sakti hai aur Market control pad band karti hai Jahan country ke kya Halat Hai US currency ki movement used currency ke budget per depend karti hai isliye Koi yah Nahin kah sakta ke market Meri Dost Hai isliye Agar aapke pass Achcha experience on Knowledge Ho tab aap market ko acchi Tarah judge kar sakte hain aur Market Mein acchi trading kar sakte hain isliye best trading ke liye aapke pass Achcha experience Ka Hona bahut jaruri hai Jaise koi bhi work Ho usmein Achcha kam karne ke liye aapke pass Achcha barish ka kapda Jaruri chahie ISI Tarah Forex Meri acchi earning ke liye achha hard work bahut Jaruri Hai Tabhi aap kamyabi Hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

              Assalamu Alaikum dear friends Mere Khyal se yah Baat bilkul galat Hai Ki Markar Kisi ka dost hai market Kisi Ka Bhi dost Nahin Hota Agar hmare pass Achcha experience aur acchi knowledge hai To Ham acchi trading Karke Achcha kam Karke earn kar sakte hain Agar hamare pass Achcha knowledge or experience Nahin Hai to aap kabhi Business mein Kamyab Nahin ho sakte iske liye Hamare Paas demo account bhi ha Ham ismein practice kar ke jaab hum achi trading seekh jayen Uske bad Hamare real account investment Karke trading ker sakte hain jisse Hamen bahut faida ho sakta hai aur ham acchi earning kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

                Dear jab hum ais market mai kaam sekh jaty hai to aus k baad hum ais market mai acha kaam kar sakty hai magar ais market mai hum ko jab market ki samjh aa jati hai aor hum ais market mai se achi trades pakar lety hai to hum ais ko friend samjh sakty hai kun k ais market mai agar ap ne kamyab hona hai to hum ko ais market mai atna kaam sekhna chaye jis se hum ais market mai acha profit bana ley agar hum ais market mai darty rahy gay aor ais market mai koi entry ni lagye gay to hum ais mai achi entry bhi mily gi to hum ais mai trade ni lagye gay jis se hum ais market mai profit ni bana sakty kun k ais market mai agar dekha jaye to hum ko ais market mai sekhy baghair loss hi hota hai ais liay phly kaam sekhy gay to kamyab ho jaye gay.
                • #9 Collapse

                  Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                  dear maine aaj tak is baat k ilawa na kisi ko earn krtay daikhay hay aur na he kisi ko success hotay daikha hay k jo traders jub tak markeet main usk rules k mutabik kaam krna nai seekh jata hay tab tak uska yeh kehna sochna bhi bilkul baikaar hay k wo without rules ,knowledge aur experience k markeet main success hay is liye hamko bhi aisi bay tukki baaton say door rehna chaye jin say ham markeet main achay traders kabhi bhi bn nai saktay hain jub ham aisi soch rakhaingay k ham markeet ko apnay peechay chala kr kaamyab hongay to ham bhi ghalt hain aur hamko lose k ilawa bhi kuch nai mil sakay ga.
                  Dear friend forex trading main hum logun ny kamyab hona ha to humy is k rules ko follow karna ho ga or maximum knowledge or experience hasil kar k ache trading karni ho ge jtna ziada hum ache learning or practice karny gy to utna he humy profit hasil ho ga or is k ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge jab hum bagar analysis bagar knowledge or experience k trading karny gy or rules ko follow ni karny gy to hum kabi bi forex trading main successful ni ho sakty han is ley kisi bi business main kamyab hona ha to is k rules ko follow karna lazmi ha jab tak hum rules he follow ni karny gy to hum kabi bi kamyab ni ho sakty han is ley humy rules ko follow karna lazmi ha or maximum knowledge or experience bi hasil karna ha us k bad trading karni ha
                  • #10 Collapse

                    Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

                    Forex trading business aik bohat friendly business hai. Koi aur aisa online business nahi hai jiss mai uss business kay members forex kay tarders ki tarah aik dusray ko signals daitay ho kay ab kaisay earning ziada ho sakti hai. Issi tarak instaforex ka pak forex forum bohat kaamyab forum hai aur ye bhi aik bohat achi community hai jaha sub members aik dusray ko khud he trading seekhatay bhi haia ur aik dusray ki ghaltiaa theek kernay mai help bhi kertay hain.
                    Forex trading ka trading terminal aisa platform hai agar usay achi tarah samajh lia jaey aur uss ki ziada say ziada learning ker kay her tool ko samajh lia jaey aur use ka use seekh lia jaey tou forex market ko apna friend banaya jaa sakta hai. Jab market ko apna friend bana lia jaey ga tou phir trading mai faiday he faiday hain. Forex market ko trading kay knowledge aur learning say apna friend banaya jaa sakta hai iss kay elawa ko soorat nahi hai aur jab aik baar trading mukammal seekh li jaey tou bohat profitable business kia jaa sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

                      G han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading main kam karty hoay market hmary liay bot zyada difficult or risky hoti hy or ye tb or zyada risky hoti hy jb ham is m mehnat ni krty or na hi isy serious smjty hoay is m trading ka mukamal knowledge or experience hasil karty han mgr trading ko easy smjty hoay isy join kr lyty han or market ko apna smjty han market un logon k liay friend sabit hoti hy jo is m mehnat krty han acha knowledge or experience hasil kar k is m kam karty han anylyses ko study kiay bagar market ko jany bagar is m kam ni krty news ko ignore ni karty asy hi traders market ko easily smj kr kamyab trading karty han
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: ham markeet ko friend tab keh saktay hain jub ham isk rules k mutabik kaam krtay

                        forex markit maen kaam karny waly ko chahy keh forex ky tmam tar rolss ko samny rukh kar kaam kary agr woh forex markit meen kamyab hona chahta hy to pher forex ky tmam tar qwanin ko samny rukh kar kam kary or mehnut o dil lagi sy km ko jari rakhy to jo insan kesi bhi shubeh meen kaam karta ho agr woh us meen mehnut karta hy to us ki mehnut ka us sela zarorelta hy or jes kaam sy naffah hasel ho woh kaam aksir acha lagta hy us karobar sy insan lagn rakhta hy or bary shwq or jazby ky sath kaam karta hy jub forex markit kesi ko naffah dy gi to woh bhi us ku lie frind tab hi ho gi

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X