jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga
    forex aik wasee business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai agar live trading karna chatey hain to hamy stop loss ko use karna ho ga pher he hum kam kar ky pasai kama saky gy agar hum stop loss ko use kiye bager kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain is jasa koi or business nahi hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain yai aik world wide business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

    yes,dear agar ham forex k ilawa bhi kisi kaam main achi skills achi earning aur future ko acha banana chahtay hain to hamko us main propper aur mukammal tour pay har ik cheez ko follow krtay huvay kaam krnay say he hamko acha faida mil sakta hay isi tarha ham forex markeet ki baat krtay hain k agar hamko apnay knowledge pay trust bhi hay tab bhi hamko is main aisay kaam krna chaye jaisay ham kuch bhi nai jantay hain aur haamra knowledge haamri strategies aur hamara experience kbahi bhi ghalt sabit ho sakta hay aur hamko lose ka samna krna parr sakta hay is liye aisi aehtiaat say hamko kaam krna say agar lose bhi hota hay to hamaray liye usay apnay control main krna koi mushkil kaam nai rahayga aur in pay amal krnay k liye hamaray pass sab say acha aur important point hay stoplose ka use jo haamra har haal main sath diata hay hamaray account ki safety krta hay aur ham dubara say phir lose recover kerat huvay markeet main in ho saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

      Bilkul main aapki baat se 200% aagrah karta hun Kyunki jyadatar log Forex Mein trading tools ko use Nahin Karte lekin Agar Forex main lifetime aur acchi earning karna hai to trading tools ko use karna bahut hi jaruri hai Kyunki trading tools ki vajah se hi aap apne account ko save Tarika se istemal kar sakte hain jaise ke trading Mein take profit aur stop loss yah donon Aise tools Hai jinki vajah se aap Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain aur apne account ko wash hone se bacha sakte hain isliye aap ki koi bhi trade open ho to usmein stop loss Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki agar aap stop loss Nahin use Karenge to aap ki ek bhi galat trade aapke account ko risk mein le jaati hai aur risk wali trade Kabhi Kamyab Nahin Hoti
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

        Over confidence ki waja se kabi be stop loss ya take profit ko ignore nahi karna chaye, stop loss account balance ko loss se mehfooz banany key ley terminal me add kia gia hay agar per be koi trader minimum loss ko face na karny ki waja se es tool ko use karny ki koshish nahi karta to mery khayal me esa trader account ki safety ka khayal na karty howy big loss ko face kar sakta hay, stop loss capital ki protection key sath good profit earn karny me be help zaror kar sakta hay, agar har trade me stop loss good point par laga ho to loss se zeyda traders ko profit hony ka hi chance hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

          Pyare doston bilkul aapki baat bilkul theek hai over confidence ki vajah Se Kabhi Kabhi log take profit or stop loss ko bhul Jaate Hain Kyunki Jab market mein aapko acchi trade milati hai to aap stop loss Nahin Lagate aur Yahi aapki Sabse Badi Galti Hoti Hai Jiski vajah se aap apne account ko was Karva baithe ho aur bahut sara balance loss kar baithe ho isliye Baithe trading ke liye aapko apni Har trade Mein stop loss Lagana bahut jaruri hai Kyon ke Agar aapki Ek bhi trade galat ho jaaye to aap ko nuksan ho sakta hai isliye aap ko backup stop loss Lagana bahut jaruri hai Jiski vajah se aap bahut Sare nuksan se Bach sakte hain isliye Behtar profit ke liye Hardik Karen aur acchi earning ke liye aap trading to usko use karen to aap bahut jyada profit Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

            Dear ye to hai k agar hum ne ais market mai safe trading karni hai to hum ko ais mai apni her trade k sath stop loss use karna chaye kun k ais market mai agar ap stop loss k baghair kaam kary gay to ais market mai ap ko ho sakta hai k loss atna zayda ho jis se ap ka account wash ho jaye ais market mai dekha gia hai jo banda bhi ais market mai kaam karta hai wo ais mai koi aisi ghalti karta hai jis ki waja se wo ais market mai loss karta hai agar hum ais market mai stop loss use ni karty to ais market mai discipline k sath kaam karty hai to hum ais market mai kamyab ho sakty hai ais market mai dekha jaye to thori si mehnat k baad hum ais market mai acha profit bana sakty hai kun k ais mai kaam karna aa jaye to aus k baad masla ni hota.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

              Stop loss tool

              Forex trading business me risk ko manage karny me aur account balance ko safe rakny me stop loss ki ehmeyat koch zeyda hi hota hay, agar trading me minimum loss face kia jaye aur account balance ko big loss se bacha leya jaye to ye trading ki strategy achi be hoti hay aur es ka faida be traders ko bahot hota hay, profitable trading ka rule ye hay key kam se kam loss ko face kia jaye aur profit zeyda se zeyda hasil karny ki koshish ki jaye aur ye es condition me possible ho sakta hay jab ham stop loss ko har trade me use karny ki koshish karen gey.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                forex aik wasee business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai agar live trading karna chatey hain to hamy stop loss ko use karna ho ga pher he hum kam kar ky pasai kama saky gy agar hum stop loss ko use kiye bager kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain is jasa koi or business nahi hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain yai aik world wide business hain
                Assalamu Alaikum trading Karte Hain To Hamen stop-loss ko use karna Jarur chahie Agar Ham stoploss Ko use karte hain To Ham bade nuksan se Bach Jaate Hain aur Hamen kam se kam nuksan Hota Hai Jyada profit Hasil Hota Hai stop loss Lagana bahut zaroori hai Jitna Jyada Ham is business mein experience Hasil Karenge utna hi jyada Ham expert Honge Hamari skills power Mein ijafa hoga aur aur ham Kamyab trader Ban Sakenge isliye Hamen technical analysis bhi Aana chahie stop loss fee technical analysis mein se hi hai agar Ham iska Sahi use karte hain To yakin Ham fayda uthate Hain Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

                  g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trading main aghr tu miyari trading karni hai tu apko apni trading main stop loss ko lazmi sue krna chahye q k stop loss use karny k apko faidy mil jaty hain jis se ap apni trading main apny account k sath sath apni trading ko bhi save rakh kar trading kar skty hain or apko tab tak es ko use krna chahye jub tak ap apni trading kar rahy hain forex main apki trading techniques he apko kamyb bnati hai or ap apni trading main acha profit gain kar skty hain tu aghr forex main stop loss k bgair ap apni trade lga dety hain tu apko loss hony par apka ccount wash ho jya ga or ap apni trading ko jari ahi rakh skty hain tu apko es chez ka khas khyal rakhna chahye ta k apko loss na ho or apni trdaing main profit earn kar skaen
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

                    Ji mere Bhai agar aapke pass forex ke bare mein experience hai to Ham ismein kam kar sakte hain agar hamare paas loss ka samna karna pad sakta haiisiliye hamen Xperia software karna chahie jitna achcha experience hoga utna hi achcha Ham trade kar sakenge aur iske andar Ham stop lottery sambhal kar sakte hain hamara loss ek limit se badi hai to usi waqt hamari trade close kar di jayegi ke liye bahut hi faydemand hai kyunki ham jyada love se bhej sakte hain aur hamara account bhi baat hone se Koi shikwa isiliye new trader ko chahie ki vah stop loss ko use Karen isase bahut fayde hain aur sab se baat yah hai ki hamen ismein jyada se jyada experience gain karna chahie aur jyada se jyada dam account per kam karne chahie Taki hamen product ke bare mein jyada se jyada information ho aur ham ek acchi trade kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

                      Forex trading main hum logun ko stop loss lagany ki aadat ni ha jis ki waja sy humy ziada loss hota ha forex trading main knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k kamyab ho sakty han
                      Forex trading main humy ziada sy ziada practice or learning karni chae ha analysis karna seekena chae ha or analysis k mutabiq humy stop loss or take profit istamal karna chae ha ta k humana account safe rahen or humy ziada sy ziada fayda ho or loss bilkal bi na ho
                      Stop loss tab he acha laga sakty han jab knowledge or experience ho humary pass humy forex trading ki samj ho forex trading stop loss or take profit ki both ziada important ha isi waja sy humy stop loss lazmi istamal karna chae ha
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

                        g han bhai jaan forex trdaing main aghr hum chahty hain k hum apni trdaing main apny account ko save rakhen or apni trading main jub ap stop loss k sath trdaing karty hain tu ap apni trdaing main aik tu loss ko lock kar dety hain or aik fauda yah hota hai k hmain jub loss hota hai tu hmara account wash nahi hota ayse loss kam hota hai jo hum asani se palnning k sath osko recover kar skty hain tu hmaisha he apni trdaing main kamybhi k liye stop loss or other trdaing tools ko achi trah se gain kar sklty hain apki trdaing k liye zarori hai k apni trdaing main risk kam se kam rakhen or jitna p apni trdaing main loss ko kam se kam rakhty hain tab he ap apni trdaing main acha profit gain kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

                          Forex trading business mai traders ko bohat say aisay tools MT4 trading terminal pay available hotay hain jinn ki madad say bohat achay tareekay say trading ki jaa sakti hai aur traders ko aisay tools bhi available hain jinn ki madad say traders apnay loss aur profit dono ko he apnay control mai rakh saktay hain. Stop loss trading terminal pay aik aisa tool hai jiss say traders apnay loss ko apnay control mai rakhtay hain. Jab koi trade open ki jaati hai tou uss kay saath he stop loss ki limit ko bhi set ki jaa sakti hai jiss say traders ko pata hota hai kay Agar unn ki trade loss mai jaey tou unn ka balance kaha takk unhain support ker sakta hai. Stop loss ka faida uss waqt hota hai jab traders apnay selected pair ya commodity kay spread ko daikhtay huay apnay lot size ko set kertay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                            forex aik wasee business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai agar live trading karna chatey hain to hamy stop loss ko use karna ho ga pher he hum kam kar ky pasai kama saky gy agar hum stop loss ko use kiye bager kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain is jasa koi or business nahi hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex all world mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain yai aik world wide business hain
                            Acchi trading karne ke liye stop loss ka use bahut jyada important hota hai stop loss ko use Karke Ham apni trading co secure kar sakte hain aur apne account ko big losses se safe Rakh sakte hain isliye Hamesha stop-loss use Karke kam karo aur apni trading co wicklow se saaf rakho stop loss Hamare kam mein bahut jyada important Hota Hai isliye Jab Bhi trading karni hai to stop loss ko Jarur use karna hai aur Bina stoploss ke trading Nahin Karni
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : trading karne hain to hamy stop loss ko use karna ho ga

                              As-Salamu Alaykum ji han bilkul aapki baat hundred percent theek hai agar aap trading kar rahe hain to usmein aapko trading tools use karne chahie jab tak aap trading tools ka use Nahin Karte aap Kamyab Nahin ho sakte to isliye Jab Bhi aap trading karna Chahe to uske liye jaruri hai ki aap trading tools ko use Karen usmein mehnat Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen Jab aap Forex trading ko acchi Tarah Se Samajh Kar ismein kam karte rahenge aap Hamesha Kamyab Hote Rahenge to isliye Hamesha hardware Karen mehnat Karen Taki Aane Wale Waqt mein aapko isase Achcha profit Hasil Ho trading tools ka use karna Sabse Badi jimmedari Hai jaise ki ek accha trader Hamesha take profit stop loss aur Sabhi trading to usko use karte hue kam karta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X