Jaiza: Forex business me education ki value
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex business me education ki value
    Education value

    Koi be business app start karty hey ya es me app investment karty hey to education ki importance se app inkar nahi kar sakty hey education har business key ley bast hota hay, Forex market international financial ka darja rakti hay es ley es business me education ki value aur importance bahot hi zeyda hoti hay

    zarori nahi hay key Forex ka hi education hasil kar key app kamyab ho sakty ho agar app higher education hasil karty ho to news ko read karny aur understand karny ki waja se be app kamyab traders ban sakty ho, es business me esy traders ko hi kamyab hony me mushkil hoti hay jo key low education rakty hey ya bilkul be uneducated persons es business ko start karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex business me education ki value

    Education value aur es ki importance

    Me app ki bat se 100% mutafeq hon Market ko understand karny aur knowledge hasil karny me education value aur es ki importance bahot hi zeyda hoti hay, without education key na to ham Forex business ka knowledge hasil karny me kamyabi hasil kar sakty hey aur na hi hamary ley market analysis karny me kesi kisam ki asani ho sakti hay, higher education key base par Forex financial business ko understand karna be easy ho jata hay aur sath me news ko understand kana be traders key ley bilkul be difficult nahi lagta hay, education Forex business key har step ko easy bana sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex business me education ki value

      Dear friend I think koi bhi business ho to usmein education bahut jyada benefit Hoti Hai Kyunki education acchi ho to aap Uske bare mein Achcha experience and knowledge jald Hasil kar lete hain aur usko acchi Tarah read Karke aap usmein apni earning start kar sakte hain ISI Tarah Forex maybe Forex ke bare mein Agar aapke pass acchi ejucation maujud ho to aap bahut hi fast aur accha work kar sakte hain isliye Forex ke bare mein basic learning Forex ke sabhi tools aur Forex ki Sabhi Maloom Hona bahut Jaruri Hai Tabhi aap Forex ko join kar sakte hain aur usmein trading kar sakte hain aur usse Kamyab profit Hasil kar sakte isliye Forex Mein basic learning Ka Hona bahut jaruri hai Jab aapke pass acchi acchi question for Uske bare mein Mar Jawan Ho To aap bahut hi fast aur Achcha profit Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex business me education ki value

        Assalamu Alaikum dear friend Mere Khyal Se Koi business ho usmein education ka Bada ahm role Hota Hai Kyunki Agar aapki education achi hai to aap bahut hi fast learning aur experince kar sakte hain ISI Tarah Forex ne bhi aapko learning experience bahut hi jyada jaruri hai ismein Kamyab hone ke liye yah do Hi Raste Hain isliye Agar Hamari education acchi hai To Ham donon kam bahut hi fast kar sakte hain Forex ke bare mein basic learning aur uski saray toola ky bare mein Janna bahut jaruri hai isko jaldi samajhne ke liye Hamari education acchi hai To Hamen iska bahut jaldi samajh Jaenge aur acche se kam kar Payenge aur bahut hi fast tarike se earning kar Sakenge Forex Ne Hamen bahut hi asaniya di hai ismein agar Hamari education itni acchi Nahin Hai tab bhi Ham isko samajh sakte hain lekin Agar mere paas achi education hai to usko samajhna aur zada asan ho jata hai aur bahut hi fast is mein kaam kar sakte hain aur acchi earning bahut hi kam time mein kar Payenge
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex business me education ki value

          Dear jo baat ki hai ap ne education ki to ap ko pata hai k her kisi ko education hasil karni chaye kun k ais market mai bhi dekha gia hai k ais market mai bhi kamyab hony k liay hum ko education ki zarort hai kun k jab hum ne fundamental par kaam karna hai to hum ko ais mai hum ko study karna parta hai k ais time jis currency par trade karni hai to hum ko ais mai ye dekhna hai k ais mai koi aisi waja ho jis ki waja se wo currency strong ho rahe hai ya weak ho rahe hai to aus ki waja se hum ais market mai trade laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai kun k ais market mai dekha jaye to ais market mai hum ko learning ki bahot hi zayda zarort hai magar ais mai hum ko thora bahot time lag jata hai aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex business me education ki value

            g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai main apki bat se sehat krta hun forex trdaing main jub ap apni trading karty hain tu ap tab tak bahtr trading nahi kar skty hain jub tak apki trading ki education bahtr nahi hoti hai es liye apko chahye k apni trading ediucation ko achi trha fulfil karenq k jub apko forex k bary main knowlege hota hai tu ap apni trading ko bhi achi trha kar skty hain jis main ap apni trdaing main loss ko bhi mange kar skty hain risk ko bhi manage kar skty hain sath main apki trading main profit bhi tab he earn kar skty hain tu apko cahhye k ap apni trdaing main apni leraning par dehan den jub ap learning par dehan dety hain tab ap apni trading main loss ko kam or profot ko barha skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex business me education ki value

              Forex trading aik international business hay jo k this time world ki bohat si countries main chal raha hay aor aik profitable business honay ki wajah say yeh world main others business ki nisbat bohat ziada famous bhi hay jis taran yeh business world main bohat ziada importance hasil rakhta hay isi taran yeh aik mushkil yehni difficult business bhi hay jo k iak aam uneducated man kay liay educated man ki nisbat ziada difficult hay uneducated kay liay Forex ka knowledge hasil karna bhi bohat ziada mushkil hay aor woh Forex ki learning bhi nahi kar sakta jis ki wajah say trading start karna us kay liay kafi mushkil ho jata hay is liay Forex trading kay liay traders ka educated hona bohat zarori hay kun k aik educated Forex ki achi taran learning bhi kar sakta hay aor Forex ka knowledge bhi hasil kar sakta hay aor Forex ko achi taran understand kar kay start kar sakta hay aor is main kamyabi hasil kar kay acha khasa profit bhi hasil kar sakta hay lehaza Forex main kamyabi kay liay traders ka educated hona har hal main zarori hay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex business me education ki value

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Education value

                Koi be business app start karty hey ya es me app investment karty hey to education ki importance se app inkar nahi kar sakty hey education har business key ley bast hota hay, Forex market international financial ka darja rakti hay es ley es business me education ki value aur importance bahot hi zeyda hoti hay

                zarori nahi hay key Forex ka hi education hasil kar key app kamyab ho sakty ho agar app higher education hasil karty ho to news ko read karny aur understand karny ki waja se be app kamyab traders ban sakty ho, es business me esy traders ko hi kamyab hony me mushkil hoti hay jo key low education rakty hey ya bilkul be uneducated persons es business ko start karty hey.
                Assalamu Alaikum forex business education ki bahut value hai aap jitni Jyada is field Mein education Lenge learning aur knowledge Hasil Karenge utna hi jyada aap kis field Mein Kamyab Honge aur iske liye aapko is Forum per sakht mehnat karna Hogi jitni Jyada aap sakht mehnat Karoge utna hi kamyabi Hasil Karoge Agar aapke pass higher education Hai form se related aur aap news ko bhi read Karte Hain aur usko understand kar dete Hain To iski vajah se aap Kamyab traders Ban sakte ho is business Mein Aise traders ko hi Kamyab hone Mein Mushkil hoti hai jo kilo education rakhte Hain yah bilkul bhi educated persons is business ko start karte hain Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex business me education ki value

                  Ji han forex me education Hona bahut jaruri hai Kyunki Forex Mein Aise toools maujud hai jinko aap padh kar hi istemal kar sakte hain Kyunki agar aap tools ke bare mein Nahin Jante to aap kabhi bhi trading nahin kar sakte jaise ki Forex mein bahut Sare Aise tools Hain jinko read karke hi istemal kiya Ja sakta hai Jaise ke bahut Sare indicators Hain unke fayde aur nuksaan 8 aur Unki movement aur adjustment ke bare mein read karke hi aap kar sakte hain aur Jaise ke Chahat ko read karna aur trading Mein stop loss aur take profit ka istemal karna aur iske sath sath trailing stop ko kaise istemal kiya jata hai aur kitne pips per aap movement Kobita Taur per Rakh sakte hain yah sab chijen education ki vajah Se Hi Maloom hoti hai isliye Forex ki education Ka Hona Ek trader ke liye bahut hi jaruri hai Jitna ke uska Forex Se Achcha chhah profit Hasil karna
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex business me education ki value

                    Asalam o alikum friend m ap sy agree karta hon forex aik bot bara or profitable business mgr sath hi ye aik difficult or risky business b hy is m ham bagar education k run ni kr skty dunya ka koi bi business ho us m hmary pas education ni to ham kuch ni kr skty isi tra forex m b hamy mehnat ki zarort hoti hy or agr ham educated han to hamy forex ko janny m smjny m asani hoti hy ham anylyses ko study kr k axhi stertgy bna kr kam kr skty ham acha knowledge or experience hasil kar sakty han aik educated parson k liay ye bot easy hota hy bs usy bot zyada mehnat ki zarort hoti hy mehnat kr k hi hr trader agy barh skta hy hmary pas trading k liay achi education honi bot zrori hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex business me education ki value

                      Forex trading karny ke liye formal education kaa hona trading kay business ko join karny ke liye must bilkul b nai ha aur traders ke education ka koi b level ho woh forex trading ko join karny iss mai kam kar sakty hain.
                      App nay education ke value ke baat ke hai tu yaqeeni toor per education kay honay say traders ke performace per kafi ziada acha effect parhta hai aur traders kay pass jitne ziada achi education hoti hai iss hisab say woh trading mai b acha he perform kar sakty hain. educaited logon ko forex say related news ko understand karny mai asni rehti hai aur woh kam educaied llogon ka nisbat ziada behtar tareqay sa news kay market per parhny waly effect ko understand kar sakty hain.
                      iss kay elawa sab say bari baat yahi hai ke forex ke learning karna educated logon kay liye baqi logon ke nisbat ziada asan rehta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex business me education ki value

                        Forex trading main education ki both important ha forex trading main ap utny ziada acha knowledge or experience hasil kar k trading karny to kamyab hon gy par knowledge or experience k ley both ziada mehnat karni parti ha basic learning hasil kar k demo account main practice karny jis sy ziada sy ziada knowledge or experience hasil ho ga or hum kamyab ho jany gy
                        Is ley humy proper learning or practice sy hum ziada knowledge or experience hasil kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han
                        Forex trading main education jtni ziada ho ge hum utny he kamyab hon gy is ley maximum learning or practice sy ache earning karni ho ge ta k hum easily kamyab ho sakty han
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex business me education ki value

                          Dear members forex trading mein success hasil karne ke liye aap ke pass mukammal knowledge hona chahie. Yahan per kam karne ke liye academic education ki bhi bahut zarurat parati hai hi aur iske sath sath trading ka knowledge bhi hona chahie. Aap koi bhi business karte ho uske liye professional knowledge ki ki bahut zarurat hoti hai kyun ki is ke bagair ap business ko grow nahin kar sakte sab se pahle to business ko grow karna hota hai phir iske bad earning hasil ki jati hai same isi tarike se hamen apna trading account build karna hota hai phir se Ham profit hasil karte Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex business me education ki value

                            Forex trading business mai education ka hona bohat zaroori hai. Agar education nahi hoto bohat ziada mushkilaat ka saamna kerna par sakta hai. Kiyu kay forex trading businessmai trading terminal ho ya real trading account ho ya phir payment processors hoo her jagah education ki zaroorat parti hai. Uneducated traders ko bohat ziada masaael darpaish atey hain. Normal ya bohat kamm education waley traders bhi trading tou ker saktay hain magar trading skills haasil nahi ker saktay kiyu kay news,signals waghaira aur indicators ki tafseel sub english mai aur wo bhi technical english mai hoti hai jo kay low educated kay liye samajhna intihai mushkil hai.

                            Forex trading business mai education ki bohat value hai kiyu kay uss kay baghair bohat achi trading nahi ho sakti bulkay sirf chart ko daikh kay live trading he ho sakti hai jo itna benefit nahi day sakti. Low educated traders ko bohat ziada mehnat ki zaroorat hai takay forex ki technical aur fundamental knowledge aur learning haasil kernay aur samajhnay mai asaani rahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex business me education ki value

                              Gee han boht sare business main education ki boht value hoty hai ek achi education ek nai boht sari life ko badal daita hai har business main apny apny education hoty hai jab k forex ki apny education hoty hai apny books hoty hai apny language hoty hai is liay hum ko chayie agar such much forex main kamyabi hasil karny hai phir forex ki hamesha study and learning karte raha karo

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X