dear main yahan pak forum k is section main ap k sath aik baat discuss krna chaunga k sab log yeh kehtay hain k hamko kabhi bhi out of trend koi trades nai laini chaye agar ham trend k against kaam karaingay to hamko ziada lose ka samna ho sakta hay laikin main aap say is baat ki discuss krna chahta hoon k markeet trend ki nisbat say ziada dair ranging main moove krty hay is liye hamko is k baray main ziada say ziada knowledge aur aisi moovemnt ko samjhna lazmi karraar daina chaye jis main markeet apna ziada time guzarty hay aur ham bhi is say ziada achi earning kr saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим