Jaiza: News aur technical relation
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: News aur technical relation
    Economic news ka relation technical indicators key sath bahot hi zeyda hay es ki waja ye hay key technical indicators ki development news impact ki bunyad par hi ki jati hay aur market moving average ka be es me relation bahot hi zeyda hota hay, economic news jab be kesi currency par high ya low impact karti hay to currency pehly correction karti hay esi waja se indicators signals es time tak provide nahi karty jab tak trend strong na ho jaye, agar ham indicators ko follow kar rahy hoty hey to es ka matlab ye hota hay key ham news ko 60% hi follow kar rahy hoty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: News aur technical relation

    Fundamental aor technical relationship ko smjhny ky leay apko Economic calendar aor trading chart ka jaiAza krna ho ga
    Dear members Assalamualaikum Candlestick chart pattern ma apko technical aspects predictions aor hints mil skty hain aor economic calendar sy qpko future news guidance mil skti hai new time py apko trading chart he best guidance dy skta hai ap account ma according to trading chart support aor resistance ky hisab sy he manage krty ho apni trades ko lehaza apko trading ma motivated hona chye gradually apko forex ma skills hasil krni chyen
    Fundamental analysis aor technical ky combination sy apko bahot perfect guidance mil skti hai
    Pakistan Forex forum ma har member technical analysis aor fundamental analysis ko leqrn kr chuka ho ga yahan py analysis py accessible mavad mojood hai lkn indicators ky bary ma sub ka knowledge and experience bahot weak hai humen ab indicators aor oscillators ko discuss krna chye ta ky hum perfect trader bn sken aor expert professional implementation kr sken
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: News aur technical relation

      Dear ap ne dekha hai k ais market mai hum jab technical analysis par trading karty hai to hum ko ais market mai technical ko sekhna hota hai magar hum ko ye pata hona chaye k humm ais market mai achi trades karna chaty hai to hum ko ais mai news dekhni chaye k market mai kon si news aa rahe hai aor aus k baad hum ko ais market mai kaisy kaam karna hai agar hum ais market mai news k time par technical k hisab se kaam kary gay to hum ko loss ho ga kun k market news k time par bahot hi zayda volatile ho jati hai aor aus time technical ko follow ni karti ais liay hum ko news k time par trade hi ni karni chaye kun k agar hum ais market mai technical par trade karty hai to hum ko ais mai news k time par kaam ni karna chaye jab news ka asar khatam ho jaye to aus time kaam karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: News aur technical relation

        Technical Analytics and fundamental Analytics ko samajhne ke liye aapko Alag Alag donon Analytics ko samajhna hoga. Main ine donon ko alag alag discribe karta hun.
        Technical analysis or Analytics. Technical analysis se Murad ji hai ki aap forex market ko charts and indicator ki madad se judge Karte Hain. Mukhtalif qisam ke indicator mukhtalif kam Karte Hain Misal ke Taur per agar aapane trading Trend ko judge karna hai Tu relative strength index, moving averages, istemal Karenge ISI Tarah Aur Bhi mukhtalif purpose ke liye mukhtalif indicators used Hote Hain. Magar ek baat Ka Khyal Rahe technical analysis Har Bar hundred percent theek Nahin Hota.
        Fundamental analysis or Analytics. Fundamental analytics se Murad yah hai hai ki Jab Bhi economic calendar ke hisab se Koi meeting ya press release announce hoti hai hi to market per iska direct Asar padta hai isliye a fundamental analytics ko bahut ahmiyat Hasil hai. Kamyab trader banne ke liye Ye aapko chahie ke aap daily base per new Suna Karen aur use per implement Kiya Karen.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: News aur technical relation

          forex aik international business hain hamy is mai news ko dahkna ho ga hamy in ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex mai news ke bohat ahmeyat hain hum news mai live or sada urdu mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain jo trader news ko ignoe kar dety hain inhy loss ho jata hain is mai market ka balm nahi hota forex aik bahtern busines hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex mai job less mans or poor mans or students or house wife's be kam kar sakty hain hum is busness ko apna life time career be bana sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: News aur technical relation

            je ap ne bohat hi ashi bat ki ha News aur technical analyses ka apas ma boaht hi gehra relationship ha, is tarah market ma chart ko samjhnay k lye 2 tarha se analyses hotay hain jin ki bunyad pe trading ki jati ha
            1. Fundamental analyses: jis ma ham economic calendar ko check kar news ko read kartay hain aur market ki movement ko check kar kartay hain
            2. Technical analyses: jis ma ham different indicators ko use kar market ko analyse kartay hain
            Fundamental aur Technical ka apas ma relation:
            1. market k trend ko samjhnay k lye dono hi important hain
            2. New k waqt trading se avoid karain, technical tools pe bilkul bhi depend na karain, balke wait karain
            3. High profile news anay pe kabhi kabhi technical tools bilkul hi fail ho jatay hain, balke market apna bilkul trend hi change kar leti ha,
            4. pehlay NEWS ko follow kar k phr technical tools ya indicators se signal lay k koi bhi entry lain otherwise wait hi karain
            5. hamesha News se touch rahain, tab hi ham forex ma ashi trading kar saktay hain, technical tools pe 100% trust na karain
            6. moving averages, parabolic, momentum oscillator ko use karain aur un ko rules k according use karain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: News aur technical relation

              Assalamu Alaikum dear Forex members for accept international business hai Hamen snake news ko dekhna Hoga Hamen Inko follow karke kam karna hoga Priyam Paisa Kama Sakenge Forex mein news ki bahut ahmiyat hai Ham news Mein live aur Urdu mein trading bhi kar sakte hain Hamen part time reading kar sakte hain Ham ismein full time bhi trading kar sakte hain Jo traders news ko ignore kar dete Hain inhen loss ho jata hai ismein market ka blame Nahin Hota Forex Ek Bewafa Se Ham isme out of cost Kaun Bana Kar Bhi kam kar sakte hain Forex mein job less mans aur Purvi log aur students for housewife bhi kam kar sakte hain Ham is business ko Apna lifetime carear bhi banaa sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: News aur technical relation

                Technical indicators ko totally technical calculation key base par develop kia jata hay magar koch esy indicators majood hey jes ka relation economic news ya economic calendar se hota hay esy indicators ko fundamental indicator ka name dia jata hay bahot kam new traders ko economic ya fundamental indicator ki information hoti hay, agar deka jaye economic calendar ka jab ham jaiza lety hey to kesi currency par high ya low impact karny ka yahi reason hota hay key es me fundamental ya economic calendar use kia hota hay aur esi indicator key base par currency par high low impact ka signal hasil kia jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: News aur technical relation

                  Agar ham log news ko follow karke trading Karte Hain To Ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda hota hai isliye Ham Sab Logon Ko news ko follow Kar Ke trading Karni chahie Taki ham log market Mein kamyabi Hasil kar sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: News aur technical relation

                    yes dear ap ny bohut achi bat kahin hai jahan forex market main news ati hai sath ap ko technical ko bhi sath main mila akr trade karni parti hai jiss ki wajah say phir ap ki trading correct hoti hai iss lea ap ko kabhi bhi aik chez ko dekhty hoay trade nahi krni chaheay ager ap technical trader hain tu ap ko technical analysis karny ky lea news ko bhi dekhna parta hai aur ager a news pay eh trade krty hain tu sath main ap ko chart main support aur resistance level ko dekhna parta hai ju big time frame main bany hoty hain jinn ko news bhi bohut follow karti hai iss leay ap jab bhi analysis karain sath main technical analysis ko aur news ko mila kar karain iss say ap losing trade say bach sakain gay aur apni trade main ziada profit earn kar skain gay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: News aur technical relation

                      Gee han news and technical trading ka apis main relation hai news analysis technical analysis se boht strong hote hai q k jab market main news hoty hai phir technical analysis kam nai karte balke fail ho jate hai phir technical trading faida mand nai hoty technical analysis tab kam karte hai jab market main news na ho har indicator ko ek setting se behtreen signal nai milta behtreen signal forex k mahol k mutabiq indicator ki setting se milta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: News aur technical relation

                        Ji han bhai aapane bahut acchi baat kahi hai Jahan friends market mein news Aati Hai Sath aapko technical ko bhi sath mein Mila kar trade karni padati hai Jiski vajah se FIR aapki trading correct hoti hai isliye aapko Kabhi Bhi Ek chij Ko Dekhte Hue train Nahin Karni chahie agar aap technical trader hair to aapko technical analysis karne ke liye news ko bhi dekhna padta hai aur Agar news per trade Karte Hain To sath main aapko Chahat Mein support aur resistance level ko dekhna padta hai jo big time frame Mein banae hote hain jinko news bhi bahut follow karti hai isliye aap Jab Bhi analyses Karen sath mein technical analysis ko aur news ko milakar Karen isase aap lossing trade se bus Sakenge aur aapko isase bahut jyada fayda hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: News aur technical relation

                          Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main news or technical indicator ka apis main relation Mary hessab sy to Ni banta ha q jab bi koi bari news ati ha to market mean indicator ki value aik dam sy change ho jati ha jab indicator ka apis main relation ho to ye pehly sy usi hessab sy movement kary par asa Ni hota ha humy forex trading main news indicator ko chor Dana chae ha or news ko follow karna chae ha or usi hessab sy trading karni chae ha is ley humy apny fundamental analysis achy karny hon gy seekena ho k analysis kase hoty han us k bad humy apny knowledge or experience k mutabiq trading karni ho ge or indicator ko humy normal time istamal karna chae ha q k normal time main indicator sahe Kam karty han par news time sahe results ni daty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: News aur technical relation

                            Forex trading business mai international economic news ka direct relation trading market pay asar andaaz hota hai. Forex market mai jinn countries ki currencies mojud hain, jo countries kisi bhi kisam ki commodity ko produce kertay hain ya unka commodities pay control mojud hai. Unn countries ki news ya phir in countries kay Co relation say kisi bhi impact ki news jo economy, job rates, interest rates kay saath connect hoti hain unka Pura impact trading market ko effect kerta hai. Issi tarah tamaam international developed countries jo directly world economy pay asar aur stress rakhtay hain Un mai koi bhi qudarti aafat anay say aur Un countries ki apni economy ya production growth rates disturb honay say bhi world trading markets affect hoti hain aur phir traders aur investors ko bohat ziada losses bear kernay partay hain.

                            News ka markets kay trends pay bohat ziada faraq display bhi hota hai. Aisay waqt mai individual traders ko bohat safe steps lay kay trades kerni chaiye kiyu kay unhain ziada loss kay chances hotay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: News aur technical relation

                              bhai jan forex trading main news ki boht ahmiyat hai or es k ilwa hum techniacl ko bhi ignor nahi kar skty hain es liye hmain news ko dekh kar apni trading karni chahe es k liye hum aghr apni trading main news ko prefer karty hain tu bhi hum apni trading ko market k hisab se kar skty hain jis main hmain loss hony k chnaces bhi kam se kam hoty hain es liye har mamber ko chahye k apni trading main aghr profit lena chahty hain tu wo news ko follow kar k trading karen forex aik best trading ka paltform hai jis main hum trading main success tab he gain karty hain jub hum apni trading main acha kam kar skty hain jub hum technical ko follow karty hain tab he hmain forex main acha proft milta hai or yah news or technical he hmain market ki pridict ko smjhny main hmary kam ata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X