jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga
    agar hum emotional ho ky forex mai kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hamy loss ho ga hamara paisa zaya ho jy ga hmara accoun bannd ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasss busiens hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai asnae sy kam kar sakty hain forex aik wasee busienss hain is mai usa or chian or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain is hamara koi be boss nahi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

    Forex bahut acha business hai aur iss business mein humara cool mind hona bhi bahut zaroori hai jitna zayada hum iss kaam mein khud ko cool rakhain gay hum utnay hi iss mein kamyab hoon gay aur emotional traders iss mein issi lye tou kamyab nahin ho saktay kay woh apnay emotions ko control nahin ker saktay cool nahin reh saktay kisi bhi jaga forex mein khud ko cool nahin rakh satay her kaam jaldi mein kertay hain jis ki wajah sae woh forex trading mein bhi bar bar ghaltian kertay hain ghalt trades lagatay hain aur ghalt jaga per trades ko close bhi kertay hain sabar sae tou bilkul bhi kaam nahin letay iss lye agar aap ny forex mein kaamyab honay hai tou apnay emotions ko bilkul cool kerain aur jaldi mein koi kaam na kerain sochain smjhain aur sakoon sae kaam kerain gay tou aap ko forex mein woh woh kamyabian milain gi jin kay baray mein aap nay kabhi socha bhi nahin ho ga
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

      Assalamu Alaikum dear friend main aapki baat se Ittefaq karta hun ke emotional hone wale traders ko kabhi bhi Kuchh Bhi Hasil Nahin Hota forex Ek bahut hi Achcha business hai aur is business Mein Hamara cool mind Hona bhi bahut jaruri hai iska Main Khud Ko Itna Jyada Hum khud ko cool rakhenge utna hi zaida hamein faida hoga aur emotional traders ismein isiliye Kamyab Nahin ho sakte a ke vah apne motions ko control nahin kar sakte School Nahin Rah Sakte Kisi bhi Jagah Forex Mein Khud Ko School Nahin Rakh Sakte Har kam jaldi Mein karte hain Jiski vajah se vah Forex trading mein bhi Bar Bar galtiyan Karte Hain galat trades Lagate Hain aur galat Jagah per trade score close Bhi Karte Hain aur Sabar Se Kam Nahin karte isliye aapane forest Mein Kamyab hone Hai To tu apne motion ko bilkul purn Karen aur jaldi Mein Koi kam na Karen soche samjhe aur sukun se kam Karenge to aapko Forex mein Main vah kamyabi Milegi Jiske bare mein aapane kabhi socha bhi nahin hoga lekin agar aap emotions Mein a Jaenge aur galtiyan Karenge to aap is business Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

        Yes brother ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai agar hum apny emotion par control ni kar sakty to hum ais market mai bahot hi zayda loss kar sakty hai ais liay hum ko chaye k hum ais market mai jab bhi trade kary ais market mai atna zayda risk na ley k hum ko agar loss ho to hum emotional ho k aor zayda loss kary ais market mai hum ko practice kar leni chaye k hum apny emotion par control kary aus k baad hi hum ais market mai trade kary agar hum ais market mai aik ghalti karty hai to aus ki waja se hum ko loss to hota hai magar hum ausi ghalti ko cover karny k liay agar bari ghalti kary gay to hum ais market mai aor zayda loss kary gay ais liay hum ko chaye k hum ais market mai khud par control karna sekh jaye aus k baad hi ais market mai kaam kary.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

          Long time ke liye trading Karen aur earning Karte Jay long term trading karne ke advantages is per nuksan hone ke chances bhi bahut jyada kam Hote Hain kamyabi ke sath kam karne ke liye ine Sab chijon Ko follow karna padta hai Jitna Jyada ham log in ko follow Karenge earning karne ke chances account ko stable rakhne ke chances increase Hote Jaenge Ham Sab ke yahan se
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trdaing ka bsuiness aik yasa bsuiness hai jis main hum jitna emotional ho kar kam karengy otna he hum nkam hung or kbhi bhi sucess nahi ho skty hain tu hmaish apni trdaing ko soch smjh kar karen tu hum kbhi bhi nakam nahi ho skty hai tu hmaisha apny emotin par control rakhen or forex main ap kamyb ho skty hain har trdaor alag lag emotional main kam khrab krta hai tu hmain es bat ka dar rahta hai k hmain loss ho jay ga tu hmaisha apni trdaing main un factors ko minus kar en jis se apko loss hota hai or ap apni trdaing main kamyb bhi tab hoty hain jub ap es main apna intrst rakh kar kam karty hain yah aik aysa business hai jo arzi nahi hai kbhi bhi na band hony wala business hai tu hmaisha es mainaysa kam karen jo apko pori lofe faida deta rahy
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

              Yeh baat aam toor per observe karnay mai aate hai ke kafi traders demo per bohot he zabardast aur ala darjay ke trading karty hain lakin wohi traders hoty aur same he trading ke strategy hoti ha lakin jab woh real account mai trading karny lagty hain tu kamyabi hasil nai kar patay hain.
              Iss ke b maire khayal say main waja emotions hai . Demo account mai emoioion ke itne involvement nai hoti hai jis waja say achi trading ho jate hai.

              iss liye traders ko chaiye ke woh real account mai trading kay doran b apny emotions per zaroor qaboo rakhin aur ager wo emotional hoie baghir forex trading Karin gaay tu phir he kamybi b mily ge.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

                Ham Sab Logon Ko Apne emotion per mukmmal control Rakhna chahie Ham Sab Logon Ko emotional Nahin Hona chahie isase Ham logon ko bahut hi jyada nuksan hota hai emotional log Hamesha loss Mein Jaate Hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

                  Assalamu Alaikum Dosto Ye forex market Ek bahut bada business hai ismein emotional bilkul Nahin Hona chahie Jo emotional hota hai vah bilkul bhi kamyabi Hasil nahin kar sakta
                  Is ma emotion Kam Ni aaty balky apny mind ko fresh rakho is k kuch rule hn unko seekho Orr in rules ko apply krty how trading kro
                  Or emotional na bano apny andad SA lalch ko end kro
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

                    Trading me emotional hony waly traders aur greed karny waly traders hi fail ho sakty hey Forex market me 90% traders fail hoty hey es ki waja hi greed aur trading me emotional karna hay, agar traders emotions ko control kar len to mery khayal me un key ley profit earn karna bahot hi easy aur simple ho jata hay, aur agar ham greed be karen gey aur emotional be hon gey to kabi be hamari trading performance behtar nahi ho saky gi aur na hi loss se hamy koi bacha sakta hay, emotional ko avoid kar key trading karny me hi kamyabi hay ye quality trading practice karny se hi traders me peda ho sakti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

                      Emotional ho kar ham right trading decisions kabi be nahi le sakty hey, trading me emotional traders key fail hony ki average bahot zeyda hay, esy traders jo loss ko face asani se nahi kar sakty esy hi traders emotional ho sakty hey, loss hony key bad emotional ho jana ya confuse hony se behtar hay key es ko control karny ki koshish ki jaye, agar profit targets rak kar trading ki jaye to kesi had tak ham emotional se khud ko bacha sakty hey, limited loss agar daily ya har trade me hi face kia jaye to per be traders emotional nahi ho sakty.
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

                        dear forex members forex bussines me emotion ki zarorat nhi ya to experience aur lamba tajarba chalta hai kion k koi bhi bussines ho wahan emotion nhi chaltey to ham ko chaye k emotion se nhi experience se trading karey aur kamyabi hasil karney ki koshish karey
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

                          Ji han bilkul Jyada emotional ko Kuchh Bhi Hasil Nahin Hota isliye Aksar Vahi Kamyab Hote Hain Jo ke full confidence wale hote hain aur unke pass Achcha experience Kaho ka hai isliye Dar Par experience knowledge ke sath aap forex market mein bahut hi acchi per fast earning kar sakte hain isliye Apne mashhur Ko control Karen Taki trade kabhi bhi isliye aapko market Mein Baithe time spend karna hoga aap Achcha experience Africa sake aur Kamyab earning kar sake Forex trading Aisa business hai Kesar per sirf mind work hai isliye Apne andar mind ko fresh rakhen aur apne Jazbaat ko Kabu Mein rakhkar Forex trading Karen Taki aap Baithe aur Kamyab trading kar Saken
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Select پيغام ديکھيے
                            agar hum emotional ho ky forex mai kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hamy loss ho ga hamara paisa zaya ho jy ga hmara accoun bannd ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasss busiens hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy ache earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai asnae sy kam kar sakty hain forex aik wasee busienss hain is mai usa or chian or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain is hamara koi be boss nahi hain
                            Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading duniya ka best online business ha is sy hum ache earning kar sakty han or is loss profit donu Han jab hum bagar planning knowledge or experience k trading karty han to humy is main loss bi ziada ho sakta ha is ley humy donu factor ko zahan main rakh k forex trading start karni chae ha or jab start karny to humy chae ha sab sy pehly forex trading ko ache tahra seeken is ka knowledge or experience hasil karan phr is knowledge or experience k mutabiq demo account main trading karny us k baad jab humy samj aa jay to us k baad real account main trading karny ta k humy loss na ho or ziada sy ziada profit ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : emotional hony waly traders ko kuch be hasial nahi ho ga

                              Forex mai business kertay huay Agar emotional ho jaen gay tou kuch nahi milay ga ye baat confirm hai aur iss ki bohat si misaalain mojud hain. Forex trading aik business hai jaisay kisi dusray business mai soch samajh kay investment ki jaati hai usi tarah forex mai bhi investment ki jaati hai. Forex Tarders usi waqt kaamyab hotay hain jab woh emotions ko side pay rakh kay trading kertay hain kiyu kay jab achi trading kerni ho tou emotions ka koi kaam nahi hota hai. Emotions kay hotay huay na he achi trade open ki jaa sakti hai aur na he achay tareekay say trade close ho sakti hai. Iss Tarah acha business ker kay achi earning bhi na mumkin ho jaati hai. Issi liye kaha Jata hai kay emotional traders sirf nuqsaan kertay hain aur unhain faida haasil nahi ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X