Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.
    Traders mai aksar yeh problem daikhna mai aata hai ke Traders ko jab kuch trades mai loss ho jye tu inke trading per iss ka bohot he negative effect hony lag jata hai aur pressure ke waja say mazeed loss aur mazeed kharab trading hony lag jate hai. jab continue loss ke waja say traders per pressure ziada develop ho jiye tu iss time per trading mai loss ka chance bohot barh jata hai .

    iss trah kay time mai trade na karna he behtar rehta hai. iss liye traders ko ager continue loss hony lag jye tu apni trading ko kuch din kay liye stop Karin aur demo per apni strategy ko dobra test b kar lain.
    Iss trah karny say aik tu trading mai break b anay ke waja say traders relax b ho sakin gaay tu dosra inko apni trading strategy ko behtar karny ka chance b mil jiye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

    asslam o alikam all senior member dear jo new trader hote hein wo apne emotional py control nai kr sakte hein agr wo is main lalach k bhagir kam krein tu unko khabi be lose ka samna nai krna phrey ga is main wo menat k sath kam krein lalach hume is business main bohat lose deti hai hume is main lalach se bachna chaiye ur is main hume menat k sath kam krna hota hai agr hum is main daily menat krein gey tu phr hum asani se is business main kameyab be ho sakte hein is liye ap is main lerning krein zada se zada lerning se hi hum agy ja sakte hein ur analysis ko fallow krein fundamental analysis se hi hum asani se kameyab hote hein
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

      Agar Ham sab log hard work Karte Hain To Usi Ham sab log accha profit hassil kar sakte hain isliye Ham Sab Logon Ko Jyada Se Jyada hard work karna chahie FIR Ham Logon Ko kamyabi milegi
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

        Dear jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai profit bhi hota hai aor loss bhi hota hai agar hum ais market mai loss kary gay to hum ais market mai preshan ni hona chaye kun k ais market mai jab banda loss karta hai aor aus se preshan ho k trading choar dey to ais market mai kamyab ni ho sakta hai hum ko ais market mai loss se preshan ni hona chaye kun k hum agar ais market mai loss karty hai to ais mai profit bhi bana sakty hai ais liay hum ko ais market mai mehnat karty rehna chaye aus mai thora sa time lag jata hai aus k baad banda ais market mai achy se market ki moment ko samjh leta hai k ais market mai kaisy kaam karna hai agar hum ais mai trend ko samjh k trade laga ley aor hold rakh ley to acha profit bana sakty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

          Jo traders trading kertay waqt aik baar loss mai chalay jatey hain matlab aik trade loss mai chali jaeytou bila sochay samjhay uss trade ka loss recover kernay kay liye koi trade open ker laitay hain. Ziada ter jab loss kay baad loss recovery trade open ki jaati hai tou uss ka lot size bhi pehlay double rakh laitay hain. Traders ki jald baazi aur thoss mansooba bandi ka na hona uss trade ko bhi loss mai lay jata hai kiyu kay kamm he traders hotay hain jo new trade open kernay say pehlay pairs ki monitoring ker kay trade open kertay hain. Jiss pair ki trade loss mai hoti hai usi pair mai double lot size kay saath new trade reverse mai open kerna pehli ghalti say barri ghalti hoti hai. Kiyu kay agar aik trade profit mai ana shuru bhi hojaey tou aik trade hamesha loss mai he rahey gi. Iss tarah asla nuqsaan margin khatam honay ka hoga. Jab free margin aur margin he risk pay hojaey ga tou account survive he nahi ker sakey ga. Aisay waqt kay liye kaha jata hai kay musalsal loss ka pressure anay say pehlay rukk jana chaiye. Loss ka pressure he asalmai traders say ghaltiaa kerwata hai jo accounts ko wash kerwa daiti hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

            G han bilkul agar musalsal loss har trade me hi ho raha ho aur hamy kamyabi na mil rahi ho to es bat ka traders ko pressure nahi lena chaye, pressure ko release kar key trading karni chaye ta key traders ki performance behtar ho saky, ham yahi sochty hey key ham trading me loss se kesy bach sakty hey aur loss ko ham kesy recover karny me kamyab ho sakty hey agar mehnat ki jaye to hamara next koi be trade loss me nahi ja sakta agar poor trading planing key sath work kia jaye per to har trade me hi loss ho sakta hay, es condition me jab traders ko loss bahot zeyda ho raha hota hay traders ko learning ki aur trading practice ki bahot zarorat hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
              Traders mai aksar yeh problem daikhna mai aata hai ke Traders ko jab kuch trades mai loss ho jye tu inke trading per iss ka bohot he negative effect hony lag jata hai aur pressure ke waja say mazeed loss aur mazeed kharab trading hony lag jate hai. jab continue loss ke waja say traders per pressure ziada develop ho jiye tu iss time per trading mai loss ka chance bohot barh jata hai .

              iss trah kay time mai trade na karna he behtar rehta hai. iss liye traders ko ager continue loss hony lag jye tu apni trading ko kuch din kay liye stop Karin aur demo per apni strategy ko dobra test b kar lain.
              Iss trah karny say aik tu trading mai break b anay ke waja say traders relax b ho sakin gaay tu dosra inko apni trading strategy ko behtar karny ka chance b mil jiye ga.
              As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai agar Hamen regularly basis per apni trade Mein loss ho raha ho To Hamen chahie a gaye Ham apni trade co close kar den aur apne Sare work per Dobara se Nazar dalne ki Ham kis jagah per mistake kar rahe hain kya Ham jaldbaji kar rahe hain ya FIR Ham market ko acche tarike se understand nahin kar pa Rahe ine Sab chijon Ka Jada Le aur Jahan per aapko mistake Najar Aaye use connect Karen aur FIR trade lagaen Inshallah profit Hasil ho jaega
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

                Ji aapane bilkul theek Kaha musalsal Hona Bhi Ek na Kami ki vajah banti hai lekin yah tabhi Hota Hai Jab aap trading se apne mind ko aur kar lete hain isliye Hamesha trading mein rahakar kam Karen Apne mind ko fresh Karke trading Dobara start karen Agar aapko lagatar musalsal nuksan ho raha hai to aapko market Mein vate karna bahut jaruri hai uske bad aap market Mein vate Karen aur next week. Ke sath market Mein inter ho aur Market ko acchi Tarah Se analyse Karen signal Hasil Karen aur kisi bhi senior trader ki ki Taki aapko acchi trading Hasil ho sake aur aap kamyabi Hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

                  dear traders Agar Hamen continuously loss Ho Raha Hai To Hamen koshish Karni chahie ki over trade na lagaen aur Khud Ko mentally disturb na Karen Hamen Apne loss ko control karne ke liye apni galtiyan ko identify karna chahie aur koshish Karni chahie ki Ham add a time Ek trade ga kar usko profit ka wait karain aur same.mistakes Bar Bar na ki Jaaye aur apni mistakes ko recover karne ki koshish ki Jaaye aur koshish kiya jaaye ki apni knowledge experience ko increase Karke acchi profitable trade order Lagaye Ja sake jab tak Ham Apne knowledge ko increase Nahin Karenge Ham Kabhi Bhi loss ko control nahi kar sakty kiske sath sath Hamen chahie ki Ham Apne senior traders se discuss Karte Rahen aur timely profitable trade select karne mein apni decisions power ko strong rakhen Taake Hamen Har situation ko handle karne mein aasani ho Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

                    Ji han friend bilkal ap ny tek kaha hy forex m trading krty hoay hamy jahan profit hota hy wahan loss b hota hy or jb hamy loss hota hy to ham tnsn m a kr confusion ka shkar ho jaty han ham apna loss cover krny k chkar m ghbra jaty han or galt trades open krty jaty han jis ki waja sy loss hoty hoty hmara account wash ho jata hy hamy apny loss ka dukh hota hy or is pressure ki wja sy dobara trading ni kr paty hamy chaiy k ham trading sy pehly hi loss ko b apny mind m jga dan jb loss ho to us sy ghbrany k bjaiy dat kr muqabila karan hamy jb heavy loss ho jaiy to hamy kuch arsa trading na krna hi bahtr hy us k bd fresh mind k sath soch smj kr trading krni chaiy
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                      Traders mai aksar yeh problem daikhna mai aata hai ke Traders ko jab kuch trades mai loss ho jye tu inke trading per iss ka bohot he negative effect hony lag jata hai aur pressure ke waja say mazeed loss aur mazeed kharab trading hony lag jate hai. jab continue loss ke waja say traders per pressure ziada develop ho jiye tu iss time per trading mai loss ka chance bohot barh jata hai .

                      iss trah kay time mai trade na karna he behtar rehta hai. iss liye traders ko ager continue loss hony lag jye tu apni trading ko kuch din kay liye stop Karin aur demo per apni strategy ko dobra test b kar lain.
                      Iss trah karny say aik tu trading mai break b anay ke waja say traders relax b ho sakin gaay tu dosra inko apni trading strategy ko behtar karny ka chance b mil jiye ga.
                      Dear friend forex trading ko seekena chae ha or seek k trading karni chae ha q k jab humy aik bar loss hota ha to phr hum or darty han or pressure laty han jis ki waja sy humy maximum loss hota ha bazdafa to humara account he wash ho jata ha is ley hum apny account k mutabiq trading karni chae ha or proper stop loss or take profit istamal karna chae ha or loss ko recover karny gy agr hum proper trading karny gy to humy maximum profit hasil ho ga jis sy humara confidence level ziada ho ga or humy loss ni ho ga or hum apny loss pe control rakh k trading kar sakty han forex trading main jtna hum free mind trading karny gy to humy ziada sy ziada profit ho sakta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

                        g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se seham krta hun basically ahr dekha jay tu zyda loss new mambers ko hota hai or muslsil loss k bad wo apna account he banned kra dety hain major loss hony ki wjaah yahi hoti hai k jo new mambers hoty hain un k aitna ch akoi expiernce nahi hota hai or wo bary risk k sath trdaing karny lag jaty hain or un ko lagta hai k wo aik he din main zyda proft hasil kar elngy or ayse he nakam kosishon k bad wo apny account se he hath dho bethty hain....
                        jesy ap ny kaha ha k jub aik trade k bad agli trdae main bhi loss ho jay tu bahtr yahi hai k hum trdaig se rok jaen or trdaing ko tab tak na kaen jub tak hum confident a hon k hmain profit mil ska hai or jesa k um sub forex ki lraning or knolwege ki traf zyda focus kary hain tu hmain os k liye bhi mahant karni chahye q k frex main kamyb hony k liye jitny factors hum hasil karengy otna he hum apni trdaing main loss se bach skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                          Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.<br />Traders mai aksar yeh problem daikhna mai aata hai ke Traders ko jab kuch trades mai loss ho jye tu inke trading per iss ka bohot he negative effect hony lag jata hai aur pressure ke waja say mazeed loss aur mazeed kharab trading hony lag jate hai. jab continue loss ke waja say traders per pressure ziada develop ho jiye tu iss time per trading mai loss ka chance bohot barh jata hai .<br /><br />iss trah kay time mai trade na karna he behtar rehta hai. iss liye traders ko ager continue loss hony lag jye tu apni trading ko kuch din kay liye stop Karin aur demo per apni strategy ko dobra test b kar lain. Iss trah karny say aik tu trading mai break b anay ke waja say traders relax b ho sakin gaay tu dosra inko apni trading strategy ko behtar karny ka chance b mil jiye ga.
                          Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Profit and loss donon Forex kay parts hain yehni Forex main agar trader ko yahan achi trading karnay par kamyabi kay sath profit hota hay to wahen par kharab aor nakam trading ki soorat main loss bhi hota hay es liay yeh aik risky business bhi hay. Ab agar trader nay poori taran Forex ko sekh kar aor es ka completely knowledge gain kar kay achi taran demo practice bhi ki ho gi to woh kabhi bhi kharab trading nahi karay ga aor na hi woh Forex main fail ho ga kamyab trading say usay profit hasil ho ga lakin wohi trader without knowledge, learning and experience kay trading start karay ga to us say kai mistakes hon gi aor un ki wajah say un ko trading main loss bhi ho ga baz traders ko to kai bar laga tar loss hi hota hay jes say woh kafi tension main aa kar pressure ko apnay oper havi kar laiatay hain aor mazeed kai mistakes trading main kartay hain jes say un ko bar bar loss hota hay aisay main traders ko trading close kar daini chahiay aor kuch time kay liay trading nahi karni chahiay aor Forex ko poori taran sekhna chahiay aor demo pay achi practice karni chahiay aor pressure ko apnay oper havi nahi karna chahiay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

                            G han loss ka pressure kabi be zeyda feel nahi karna chaye agar hamy lagatar hi loss ho raha ho to es ka extra pressure nahi lena chaye, musalsal loss hony se hamy apny mistakes ki identification karny ki koshish karni chaye na key ham pressure feel kar key trading karen, na to traders ko loss ka pressure lena chaye aur na hi musalsal loss ki tension karni chaye, apny taraf se hard work kar key learning kar tawajo deni chaye time guzarny key sath experince me khud hi ezafa ho sakta hay aur traders ko loss ki jaga profit hona be start ho sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza; Musalsal loss kay pressure ko apni trading per havi na hony dain.

                              ji mere Bhai aapane yah baat bilkul theek hai agar Ham forex mein kam kar rahe hain aur hamesha mein musalsal loss Ho Raha hai to hamen chahie ki Ham ismein pressure mein Na aaye aur na he motions ke sath trade Karen aur na hi Ham ismein koi bhi aisi galti Kare jisse hamen dwara loss Ho iske liye agar hamen dwara launch Ho Raha hai to hamen chahie ki Ham ruk jaaye aur thande dimag se kam Le aur kuchh der ke liye is kam se rokne aur soche ke hamen kahan se galti ho rahi aarambh kis tarah trade Karen agar aap for experience ke sath aaenge to aapko ismein loss kam se kam uthana padega aur aap ismein perfect profit hasil karenge isiliye agar aapko ismein profit hasil karna hai to aapko apne launch hone wali mistake se sikhana hoga kyunki jitni aap mistakes karenge unse agar aap sikhaenge nahin to aap dobara mistakes door aaenge jiski vajah se aapko last bar Raha hoga isliye forex mein aane ke liye aapko experience on mehnat aur knowledge ka hona bahut jyada jaruri hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X