Jaiza: ghir zarori risk
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: ghir zarori risk
    Ghir zarori risk

    Trading me loss koi be trader face nahi karna chahty magar per be kesi na kesi waja se loss zaror hota hay agar apni trading history ka jaiza leya jaye to common mistakes hi hoti hey jes ki waja se hamy loss ho jata hay,

    market me ham kesi time ghir zarori risk le lety hey jo key hamy nahi lena chaye magar per be acha profit earn karny key lalach me ham ye risk zaror le lety hey aur bahot kam hi traders esy hoty jo es ghir zarori risk ki waja se profit earn karny me account ko wash hony se bacha lety hey zeyda tar traders ko ghir zarori risk leny ki waja se hi loss ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: ghir zarori risk

    Trading me ghir zarori risk leny ka result big loss hi hota hay, ghir zarori risk traders zeyda profit earn karny key ley lety hey aur ye over confidence ho kar hi market me ghir zarori risk lena zarori samjty hey, trading ki performance ham ghir zarori risk leny se behtar nahi kar sakty hey, risk ko manage karna hi good traders ki pehchan hoti hay agar ham zeyda confidences hey be to es confidence ko demo account me hi test kar key dake len over confidence ki waja se app ko demo account me be loss ho sakta hay, ghir zarori risk real account me leny ki ghalti kesi trader ko nahi karni chaye es se bahot zeyda loss hony key chances peda ho jaty hey.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: ghir zarori risk

      Forex market Mein risk Lena bahut hi Buri baat hai isliye Ham Sab Logon Ko forex market Mein risk Nahin Lena chahie Ham Sab Logon Ko hardworking karke hi training Karni chahie se Ham Sab logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log knowledge experience aur practice ki vajah Se Accha profit Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: ghir zarori risk

        Dear ye to her trader ko pata hota hai k aus k pass kitna account hai aor aus ne agar ais market mai kaam karna hai to aus ko apny account par kitna risk lena chaye kun k hum agar ais market mai apny account par zayda risk lety hai to hum ais market mai apna ho sakta hai sara capital zaya kar dey agar hum ais market mai expert ni hai to hum ko ais market mai atna risk lena hi ni chaye kun k jab ap ko ais market ki moment ka sahe andaza ho to aus k baad banda ais mai risk le to atna masla ni hota magar jab ap ko ais market mai kaam karny ka pata hi na ho ya ap k pass atna knowledge hi na ho to ap ko ais market mai aisy risk ni lena chaye jis se ap ka account wash ho jaye ais mai ap ko soch samjh k kaam karna chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: ghir zarori risk

          Forex trading business equity risky business isiliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham Hamesha risk Se Dur Rahe aur kam risk Lekar Achcha profit kamae sometime Ham market ko ignore karte hue Gair Jaruri risk Utha lete hain jisse Hamen Achcha aur heavy loss ka Samna karna padta hai Hamen koshish Karni chahie kya Ham gas Jaruri risk nale yani Ham overtrading nalge aur Market ko Dekhte Hue trade order lagaen Kabhi Bhi To Keh Paye trade Nahin Lagani chahie Kyunki Forex Ek bahut hi risky business hai Ham profit ke sath sath at a time Ek heavy loss ko bhi bardasht kar sakte hain isiliye Hamen loss se bachte Hue trade Lagani chahie aur profit kam Aana chahie kabhi bhi risk per Nahin kam karna chahie profit Mein Hi Khush rah kar kam karna chahie Jo traders Jyada risk Lete Hain vah Kabhi Bhi Kamyab Nahin Hote Kyunki Jyada risk lene ke liye hamare pass balance ka Jyada Hona bhi bahut jaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: ghir zarori risk

            اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
            Ghir zarori risk

            Trading me loss koi be trader face nahi karna chahty magar per be kesi na kesi waja se loss zaror hota hay agar apni trading history ka jaiza leya jaye to common mistakes hi hoti hey jes ki waja se hamy loss ho jata hay,

            market me ham kesi time ghir zarori risk le lety hey jo key hamy nahi lena chaye magar per be acha profit earn karny key lalach me ham ye risk zaror le lety hey aur bahot kam hi traders esy hoty jo es ghir zarori risk ki waja se profit earn karny me account ko wash hony se bacha lety hey zeyda tar traders ko ghir zarori risk leny ki waja se hi loss ho jata hay.
            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha forex trading main humy proper analysis karny hon gy forex market ko seekena or samjena ho ga is ley humy proper learning or practice k bad trading karni chae ha or humy maximum knowledge or experience k bad trading karny to hum ziada profit ho sakta ha forex trading main loss expert trader ko bi hota ha par wo apny mind ko control rakhty han or relax reh k trading karty han or apny emotions juldbazi or lalich ko control kar k ache trading kar k ache earning kar sakty han
            Forex trading main humy proper analysis or proper money management risk management sy trading karny gy to hum successful ho sakty han or agr loss ho to usy bi recover kar sakty han or ache planning or strategy sy ache earning kar sakty han or forex trading main ache earning kar sakty han
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: ghir zarori risk

              Trading mein risk aur reward ki ratio ko follow karna bahut zaruri hota Hai agar aap aisa karte hain to aap ko trading mein Koi bari pareshani nahin hoti. Risk aur reward Main ek khas ratio rakhi jati hai ki Ham jo bhi trade place Karen us mein Ham kitna risk Le sakte hain aur kitna award hamen Milana chahie. Agar Ham apni tamam trade mein ghair zaruri risk lenge to uska nuksan bhi bahut ziada ho sakta hai. Trading aik mushkil business hai aur agar aap ne zyada risk liya to aap ko is ka bara azhala uthana pare ga is liye hamesha ek calculated risk lain aur risk reward se 1 / 3 honi chahie yani ek hisa risk aur 3 hissy se reward ke hone chahiy.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: ghir zarori risk

                Forex mai ghairzaruri risk ki koi gunhaish nahi hai. Ghairzaruri risk tou baad ki baat hai traders ko forex mai risk laina he nahi chaiye. Forex mai risk ka Matlab koi worng decision hai ya tukka Laganay ki koshish kerna hai. Traders Agar apni koi bhi trade open kernay say pehlay achi Tarah market ki monitoring karain aur uss kay saath saath market mai movement ki achi tarah reading ker Lia karain tou unhain risk nahi laina parta. Traders risk uss waqt laitay hain jab koi trade open kernay kay liye pehlay achi Tarah market watch nahi kertay aur andazay say trade open ker laitay hain iss Tarah entry aur lot size dono he ghalat ho saktay hain jo ghair zaruri risk he count hotay hain.

                Forex aisa business nahi hai jiss mai risks liye jain aur aisi trades open ki jain jinn ka koi base nahi ho. Traders ko hamesha yehi koshish kerni chaiye kay trading kertay huay apna balance daikh kay lot size, stop loss aur take profit set kia karain kiyu kay iss say bhi risk ko control kernay mai bohat madad mill jaati hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: ghir zarori risk

                  Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy m ap sy agree karta hon forex trading main kahin na kahin loss ka b samna krna prta hy forex m hr trader ko loss sy guzrna prta hy or hamy loss hmari aik jasi mistakes ki wja sy hota hy ham wahi mistakes br br dohraty han or hamy loss hota rahta hy zyada tr ham apni investment py gar zrori risk lyty han to loss karty han hamy apni investment py kbi b gar zrori risk ni lyna chaiy q k is sy ham apni investment ko kbi b safe ni rakh skty forex phly hi aik difficult or risky business hy is m agr gar zrori risk lia jiay to ye hmary liay or zyada risky ho jata hy or hamy bot bary nuqsan sy dochar hona parta hy agr ham anylyses ko study kr k market ko achy sy wach kr k trade open karan to ham gar zrori risk sy bach skty han
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: ghir zarori risk

                    G dosto forex Jo k bht hi zayada risky business hony ki waja ca apny members k lea proper learning process b pesh krta ha jiss ca faida uthaty hovy members trading men ayn wali problems ko face krny men asani mehsos krty hn magar kesi b gair zrori risk nahi uthana chahea jb traders market trend ko achi trha smj jayn aur market analysis krty hovy ya samjy k wo market fluctuation ko asani ca loss ko km ca km krty hovy profit earn kar sakte hain tu esi haad tak risk uthana chahea.aur forex aisa business ha k risk tu hr trade pa hota ha q k market bht bari hony ki waja ca market men price fluctuation b bht zayada hoti es Lea risk tu hr trade ko open krty hovy hota ha magr trader k experience aur knowledge aur technical tools ka istemal krty hovy loss ko km ca km krty hovy profit earn kar sakte hain aur apne capital ko bara kr skty hn.
                    So gair zrori risk ca hamesha bachna chahea.
                    الحمد لله رب العالمين

                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: ghir zarori risk

                      hamy risk lena ho ga pher he hum passia kama ksay gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar new hain to hamy soch samj kar risk lena ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex kabe be band na hony wala business hain forex kabne be band na hony wala business han hum is mai 24 ganty mai s kese eb wakt ka tiome table bana kar kam kar sakty hain frex mai usa or china or new yok jasy bary bary muamlik shamil hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: ghir zarori risk

                        hamy risk lena ho ga pher he hum pasasi kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai pasi be invest kar sakty hain hum is mai maahnet sy kam kary gy to hamy kmaaybe hasla h o jy ge forex kabe eb band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kaeri sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nah hota forex all world mai bohat taze sy famous hho raha hain forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kaar is mai kama kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy famous hony wala busienss hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: ghir zarori risk

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Jaiza: ghir zarori risk<br />Ghir zarori risk<br /><br />Trading me loss koi be trader face nahi karna chahty magar per be kesi na kesi waja se loss zaror hota hay agar apni trading history ka jaiza leya jaye to common mistakes hi hoti hey jes ki waja se hamy loss ho jata hay,<br /><br />market me ham kesi time ghir zarori risk le lety hey jo key hamy nahi lena chaye magar per be acha profit earn karny key lalach me ham ye risk zaror le lety hey aur bahot kam hi traders esy hoty jo es ghir zarori risk ki waja se profit earn karny me account ko wash hony se bacha lety hey zeyda tar traders ko ghir zarori risk leny ki waja se hi loss ho jata hay.
                          Ji ap nay bohat acha jaiza paish kia hay aor bohat achi bat share ki hay main ap ki bat say agree karta hoon. Forex trading main dekha jay to bohat ziada risk hay es kay liay traders ko risks management karna bhi zarori hay agar risks ko manage na kia jay to us say bohat bara loss bhi ho sakta hay expert traders to Forex main bohat ehtiat say kam kartay hain aor es main risks ko manage kar kay hi trading start kartay hain woh jo bhi trade open kartay hain pehlay us main tamam risks ko check kartay hain agar koi risk na lainay wala ho yehni ghair zarori ho to woh bil kul bhi risk nahi laiay aor es taran woh kisi bhi ghair zarori risk ki wajah say honay walay big loss say bach jatay hain jab k aksar new traders aisa nahi kartay un ko yeh knowledge bhi hota hay k small account ki soorat main big lot kay sath trade open karna ya aik say ziada trades open karna bohat ziada risky hay aor e main loss kay bohat zida chances hotay hain phir bhi big lot kay sath trade open kar daitay hain es lalach main k un ko ziada profit earn ho ga lakin kam ulta ho jata hay aor un ko loss ho jata hay baz traders ka to big loss ki wajah say account bhi wash ho jata hay es liay all traders ko chahiay khas kar new traders ko bhi k koi bhi ghair zarori risk na lain ta k big loss say bacha ja sakay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: ghir zarori risk

                            insan jo bhi karobar kary us ko us karobar main chahy keh jo kaam bhi fazol ho jo jo chizin us kaam main fazol hon un kaamon sy buchna chahy ta keh tajir us kaam main ghair zarori kamon sy bucha kar kaam kary or apny us karobar main kaam yaab ho saky insan apny karobar main us waqt hi kaamyab hota hy jub us main ghair zarori risk ni lita hy or jo insan apny karobar main ghair zarori risk lita hy to us ko u ghair zarori risk ka nuqsan ho ya na ho to us ka faeda bhi koe ni hota to jes kaam main naffah bhi na ho or us main koe nuqsan bhi na ho to us kaam main taim zaeya karny ki zarorut ni hy to fazol ghair zarori risk sy buchna chahy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: ghir zarori risk

                              Ji han bilkul dear Gary Kristen Nahin Lena chahie gram market me Achcha profit Hasil kar rahe hain to vah aapke liye bahut hi behtar hai aur aapko Sabar karna chahie kam profit baithe hai agar aap loss Karte Hain To isliye Forex trading Mein kam risk play aur Jitna risk kam Hoga utna hi Achcha aap trading kar sakte hain Kyunki Congress ke sath aapka mprofit Hasil kar le vah sabse behtar hai Kyunki agar aap Jyada risk Lete Hain To Apne account ko Bass kar Baithe Hain isliye trading tools ko use karna bahut hi jaruri hai jaise ki take profit aur stop loss Jaise Sabhi bulls ko use karna bahut jaruri hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X