lot size set karty chand baton kakhas khyal....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size set karty chand baton kakhas khyal....
    forex trdaing main trading k doran aik boht he azuk marhla hmary agy ata hai jis ko hum lot size bolty hain jis ko thek thek set krna hota hai jub hum galat set kar den tu hmain boht baa loss ho jata hai tu mera khyal hai k hmain apni tdaing main lot size set karny

    1: lot size ko sub se pahly apny expiernce ki base par set karen k ap small lot afford kar skty hain k big lot se bhi ap trading kar skty hain q k lot se he hmari trdaing main risk hota hai small lot ho tu risk bhi small hota hai or jub big lot hoti hai tu loss bhi bara he hota hai or risk bhiz yda hota hai.

    2: lot set karty apny account main amjood balnce k hsab se lot lgaen aghr ak account main acha khasa balnce hai tu ap lot bari lga ksty hain arna ap small lot k sath trading karen..

    ap k khiyal main amzeed kin points ko dekh kar lot set karni chahye share karen ta k bakiun ki rahnumai ho saky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lot size set karty chand baton kakhas khyal....

    Forex trading business kertay huay jaha humain trading mai profit aur loss ka khayaal rakhna parta hai wahi pay humain kuch aisi cheezo ko bhi daikhna parta hai jo trading mai profit aur loss ko control bhi kerti hai. Volume size ya lot size unn mai say sub say eham cheez hai.Lot size he hamari trading mai profit aur loss ko control kerta hai. Hum trade sell mai lagaey ya buy mai lagaey jab tak lot size sahi tarah say set nahi hoga hamara profit aur loss hamaari marzi kay mutabiq nahi ho sakta hai. Lot size ko hamesha apnay account balance ko daikhtay huay set kerna chaiye. agar hum aisay pair ya metal jaisay kay gold hai uss pay trade open ker rahey ho to spread bhi zaroor daikhna chaiye kiyu kay spread ziada honay say lot size ko set kertay huay margin aur free margin pay bhi faraq part hai
    • #3 Collapse

      Re: lot size set karty chand baton kakhas khyal....

      Lot size bohat zabardat kam he sekhne ke leye agar ap ko kamyab trader bana he ku ke jo log yaha pe trading kar rahe hote hen un ko yaha pe apne mangment ke hesab se kam karna hota he ku ke jo log yaha pe mehnat kar rahe hote hen wo yaha pe lot size small he rakte hen take loss kam se kam ho.
      • #4 Collapse

        Re: lot size set karty chand baton kakhas khyal....

        G han dear aik bat yad rakhain es mai kay humain naqami aur kamyabi lot size pay he miltye hai kiyu kay lot size jub bhi jitna bhi rakha jata hai risk bhi usi hisab say pher laina parta hai aur humain jub bhi trade ko open karna hai tu us ka lot size hamesha soch samjh kay aur daikh kay lagana chye kiyu kay us mai ager lot size ghlati say bhi ghlat lag jata hai tu lose tu us mai hona he hona hai sath he ap ka account bhi wash ho jaye ga kiyu kay lose jub barhta jata hai tu dilo ki dharkan bhi tezz ho jatye hai aur hum trade pay trade open kar rhye hotye hai sath ge humari lot size bhi bhar rhye hotye hai jis ka humain thora bhi nadaza ni hita hai aur aik time a jata hai jis time pay lose atna ho jata hai kay us ko recover karna na mumken ho jata hai tu us time pay pher humain aonye he hatho sat account kobwash karna parta hai kiyu kay lose zayda ho jata hai na atna balance ni hai jitna lose hai tu es mai sara kirdar tu lot size ka he howa na tu humain hamesha lot size ko daikh kay he trade mai agye barhna chye yani kay lot sixe ko kam rakhnye mai he bhlai hai na apni
        • #5 Collapse

          Re: lot size set karty chand baton kakhas khyal....

          Trade open krty waqat apko jin baton ka kheyal rakhna chye un ma sub sy pehly apko lot size selection krni chye capital ky hisab sy lot size ya trade volume set kia jata hai agr apka bonus account hai aor apky oas leverage 1 : 50 hai to apko lot size 200 dollar py .25 rakhna chye yeh currency pairs ky leay hai aor agr ap gold ya crude oil py trade lgany ka soch rahy hain to apko .02 ki lot select krni chye qor agr ap scalping krna chah rahy ho to loss sy bachna bhi zaroori hai aor apko stoploss take profit ky half rakhna ho ga aor stoploss apka support aor resistance ky hisab sy he hona chye stoploss apko trade entry ky hisab sy agr apny apna profit target 40 ya 50 pip rakha hai to apka stoploss 20 sy 25 pip hona chye yeh aik perfect management ho gi.
          • #6 Collapse

            Re: lot size set karty chand baton kakhas khyal....

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
            forex trdaing main trading k doran aik boht he azuk marhla hmary agy ata hai jis ko hum lot size bolty hain jis ko thek thek set krna hota hai jub hum galat set kar den tu hmain boht baa loss ho jata hai tu mera khyal hai k hmain apni tdaing main lot size set karny

            1: lot size ko sub se pahly apny expiernce ki base par set karen k ap small lot afford kar skty hain k big lot se bhi ap trading kar skty hain q k lot se he hmari trdaing main risk hota hai small lot ho tu risk bhi small hota hai or jub big lot hoti hai tu loss bhi bara he hota hai or risk bhiz yda hota hai.

            2: lot set karty apny account main amjood balnce k hsab se lot lgaen aghr ak account main acha khasa balnce hai tu ap lot bari lga ksty hain arna ap small lot k sath trading karen..

            ap k khiyal main amzeed kin points ko dekh kar lot set karni chahye share karen ta k bakiun ki rahnumai ho saky
            Dear friend forex trading main humy jab bi trade open karni ho to pehly lot size set Karna both zarori ha main jtnaa account ho us hessab sy trading karny ziada bari lots size istamal na karny small lots istamal karny ta k humara account main risk bi kam ho ga
            Account balance jtna bi ho us main apny knowledge or experience k mutabiq trading karny small lots sy trading karny or humy ache earning karni chae ha
            Forex trading main humy lots size ka both khayal rakhna chae ha q k is sy risk main both ziada ho sakta ha jtni bari lots size lagany gy utna risk ziada ho ga or jtni kam lot size lagany gy to utna he risk kam ho ga is ley small lots istamal karny
            • #7 Collapse

              Re: lot size set karty chand baton kakhas khyal....

              G han dear member main aap ki baat se Itefaq karta hun ke lot size ko use karne se pahle aap ko us ki ahmiyat Ka Pata Hona chahiy agar aap lot size Bari use Karen ge aur aap ke trading account mein capital kam ho ga to us se aap ko bara nuksan ho sakta hai. Dusre Lafzon Mein large size ko use karne ko money management Kaha jata hai Ke Agar aap ke account mein Hundred US dollars hai to aap ko Jab trade place karni ho tu koshish karen 25 to 30% of your total capital ke margin se lot size place Karen is ka fayda yah Hota Hai ki market jitni bhi violet ho jaaye aur koi Aisi effective news bhi a Jaaye to Aap ka account bare nuksan se Bach sakta hai Kyun ki market Ne reversal bhi karna Hota Hai. Agar aap ne 70 to 80% aap total capital Ke lot size use Karen ge to yah chance Hota Hai ki market ki movement pass Hui to Aap ka account wash ho jae ga. Is liye Hamesha koshish karen ki total capital ke hisab se small lot size use Karen
              • #8 Collapse

                Re: lot size set karty chand baton kakhas khyal....

                Dear sab se phly to ap ko apny account par 2% se zayda risk ni lena chaye kun k agar ap ais market mai kaam karty hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai koi bhi trade lagaty hai to aus par hum ne lot size kaisy set karna hai agar hum koi bhi trade dhondty hai to aus mai hum ne dekhna hai k humri trade ka stop loss kitna hai aor aus k baad humry account k hisab se hum kitna loss bardast kar sakty hai jitni lot use kar k humra aus stop loss point par atna loss ho raha ho ga wohi humri lot size ho gi aus trade k liay aisy hi hum ne apni her trade k stop loss k hisab se lot set karni hai aor take profit bhi risk reward ratio k hisab se use karna hai tab hum ko faida ho ga.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: lot size set karty chand baton kakhas khyal....

                  Ji mere bhai aapane bahut achcha sawal Kiya forex mein jab Ham kam karte Hain to ismein ek aisa hota hai jab hamen lot size baat karni hoti hai isko hamen apne experience ke sath set karni chahie kyunki itna jyada hamen experience hoga utna hi acche tarike se download set kar sakte hain aur hamen apne balance ko dekhte hue money management of time management ke sath is lot size to set karna chahie kyunki agar Ham galat lot 5 set kar lenge to isase hamen loss ka samna karna pad sakta hai aur hamara kaun was bhi ho sakta hai isiliye hamen chahie ke apne experiences lot set Karen mujhe hamare pass jyada main se to Ham jyada lot size set Karen aage hamare pass kam balance hai to Ham kam lot size set Karen kyunki agar hamare paas balance kam hai lot size jyada set kar liya hai to bahut jaldi aapka account loss bhi ho sakta hai isiliye hamen lot size set karte waqt apne balance ko Jahan mein rakhna chahie aur uske hisab se a lot size set karna chahie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X