Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain
    Ye jazbati huny ki jaga blkl bi nahi hy agfar ap is main jazbati ho kar kaam karo gy to ap ko is main buhat nuqsan ho jaaye ga q k is jaga main jab bhi kaam karo gy to ap ko nuqsan k siwa kuch haasil nahi hoga ap is main ghalat positions ly lo gy
    Click On Name And Visit My Journal
    Naseer953 Trading Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

    G dost ap ki baat durst hai jazbati ho kaam na krine aram aur sakoon se soch samjh kar FOREX mine kaam Karin ta k ap ka nuksan na hoo...
    :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
    • #3 Collapse

      Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

      G Han apne bikul theek kaha hamian jazbati ho kar kaam nhi karna chahye jab ham jazbati ho kar kaam karen ge to ap ka trade ghalat ho sakta hai our is ka result loss ki surat main a sakta hai our kabhi kbhar ap ka account bhi wash ho jai ga.
      • #4 Collapse

        Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

        Dear brother forex trading men 3 cheezen trading k daoran use nah karen aik jazbati nah hon loss men ghussa nah karen aur jald bazi se kam nah len tu phir ap ko kamyabi zaroor milay gi kiun k kuch log jaldi profit hasil karnay ki koshish men jazbati ho jatay hen jiss ki waja se loss ho jata hey
        • #5 Collapse

          Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

          G brother ap na bht achi bat bati ha hami jazbat sa kam ni lna cahye agr ham jazbta sa kam ly gy to kbi kamyab ni hn gy is lia hami sakoon r hosly k stath kam krna ho ga agar ham apna hosh kho k rading kty gy to nakm rahy gy kuch trader jaldi mi trding krty vkt bht sari ghaltia krty hain jsy onho na usdcad pa trade kholni thi lakn bo ksi dosry pair p trade open kr bethty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

            G bilkul friends hamay jazbati ho kr kaam nahi krna chahiyay bl k hamay chahiyay k poori concentration say kaam karein or merit pr kaam karein. jo log jazbati ho kr kaam krtay han wo log fail ho jatay han or aik acha or successful trader merit pr decision making krta ha or right time pr right decision leta ha jis sy us ko faida hota ha.
            • #7 Collapse

              • #8 Collapse

                Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

                G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein jazbati ho kar work nahi karna chahiye forex main hamein cool our active mind k sath work karna chahiye our forex main kamyabi hasil karne k liye sabar hamare liye bahut hi zarori hai our hum achi earning hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

                  ji bro apki bat bilkul theek ha ka jazbati ho kar kaam nahi karna chahiye, jab hamary pas acha bonus ajata ha to hum jazbat me aa ke ghalat trades laga lety hain jis ki waja se hamain nuqsan hota ha hamain Forex ko etminan se karna chahiye jab loss ho to usy bardasht karna chahiye profit any par jazbati nahi hona chahiye in sab chezun ka khiyal rakhty huy hum asaani se kamyab ho saqty hain.
                  Jazak ALLAH ツ
                  • #10 Collapse

                    Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

                    mujhe es sey koi concern nahi hy kn sa time best hy traiding ke liye bs mujhe itna pata hy mujhe profit milna chahye and mai es ki try karta rehta ho or jb bhi mujhe time milta hy mai forex ko open kr laita ho mein long time frame pa trade karta ho jis sa analysis mein mujy trend clear mil jata hai aur mein low risk sa trade karta ho
                    :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                    • #11 Collapse

                      Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

                      G han brother ap thek kah rahay hain, jis tarah real life main insan jazbati ho kar koi kam karta hay to usay kuch faida nai hota aur ulta nuksan hota hay esi tarah forex trading main bi jab koi trader jazbati ho kar trading karta hy to usay trading main kamyabi nai milti aur usay loss ho jata hay esleay hamain trading k doran jazbati nai hona chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

                        g jazbati ho ker kam nhi kerna chahye kyun ke jazbat ma insan gelet faisle ker leta ha is liye jazbati ho ker koi kam nhi kerna chahye bulke soch samej ker kaam keren kyun ke jazbat ma humesha nuksan hota ha forex ma soch samej ker achja kam kerne ki koshish keren jazbati ho ker koi kam na keren
                        • #13 Collapse

                          Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

                          dear friend ham ko chiey forex per jazbati hoker kam na krain q kay gusa aqal ko kha jata hay isi bat ko zehn main rakh ker ham ko dilll say kam kerna chiey chay jo bhi kam ker rhay houn aor ager hamara kam acha chalta hay tu dosroun ko bhi us kay bary main btana chiey ta kay ager unka koi faida ho tu woh bhi hasil ker sakain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

                            G dear friend hame jazbati ho kar kabhi bhi kaam nahi karna chahiye jazbazi ho kar ap kabhi bhi acha kaam nahi kar sako ge aur agar ap acha kaam nahi karo ge to apko kamiyabi bhi nahi mile gy is liye hame jazbati ho kar kaam nahi karna chahiye balke hame apne jazbat ko control kar ke kaam karna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jazbati Ho Kar Kaam Na Krain

                              Jameen per Kaise kam karna hai unki nasihat Agar ham log kam Karte Hain To Hamen disturbance Nahin Hogi Forex ke kam ko samajhne ke liye Jitna Jyada samjhenge Uttara Jyada earning Karenge sabse pahle Hamen chahie ke Forex ke related hamare pass Mukammal knowledge aur Yahan per learning hona lajmi hai uske Karm ko kamyabi se karne ke liye ham

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X