SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?
    Dear members moving average buniyadi indicator and forex trading me tamam traders us ko use karna chahte hain agar aap ke pass aisa Koi knowledge hai ki aap moving average SMA aur EMA ka difference share karen to sab logon ke liye fayda hoga.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?

    Dear jaisy ap ko pata hai k hum jab chart par moving average lagaty hai to aus time ais mai humry pass option hota hai k hum ais market mai kon si moving average lagana chaty hai agar hum ais market mai aik hi chart par simple aor exponential moving average use karty hai to aus mai hum ko thora sa diffrence nazar aata hai kun k ais market mai ap k samny 2 moving averages lagai hai dono 50 wali moving averages lagai hoi hai aor aun mai aik simple hai aor aik exponential moving average hai ais mai ap jo bhi use kar sakty hai aus k baad ap ais mai trade dhondh sakty hai kun k ais market mai agar ap ne koi trade lagani ho to ap ais mai jo marzi ho moving average use kar sakty hai.

    Click image for larger version

Name:	Moving Average 50.png
Views:	1
Size:	38.9 کلوبائٹ
ID:	12323361
    • #3 Collapse

      Re: SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?

      EMA aor SMA ko simple moving average aor exponential moving average kaha jata hai simple moving average indicator ko ap sada tareeky sy select kr skty ho aor manage kr ky trend dekh ky apko forex trading market ma knowledge aor experience share karen trading skills sikhen aur experience ofworking in demo aoky oas ho ga to ap bahot he zeyada kamyab trader bno gay technical analysis ky leay hamen simple moving average aor exponential moving average indicator ko istemal kr ky confidence sy market ko rujhan ko tajzia kia ja skta hai apko chye ky ap trading market ma liquidity term ko bhi indicators ki help sy understood kro forex aik perfect market hai baki online business sy achi hai apko is ma mehnat krni ho ge tb kamyab hon gay ap sub.
      • #4 Collapse

        Re: SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?

        SMA and EMA Moving average mein Difference:

        SMA Moving average and EMA moving average mein kuch khas difference nahin hota he yeh dikhne mein bilkul same hi hoti hein but in mein jo thora bohot different hey woh yeh hota he keh SMA moving average thori Slow hoti hey aur yeh market mein apke trend ke sath sath slowly slowly hi Cros over karti hey ya bohot hi slowly apke trend se akar touch karti hey jab jo EMA hoti hey yeh kafi ziada fast hoti hey aur koi bhi bari move hone ke bad yeh bohot hi taizi ke sath trend ke sath touch ho jati hey aur yehi in dono mein difference hota hey aur aap is difference ko apne Demo account par bhi achi trha se dekh kar isko check kar saktey hein apko yehi difference hi dekhne ko milega

        Click image for larger version

Name:	sma and ema.png
Views:	2
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12325290
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?

          SMA Vs EMA

          Simple moving average indicator aur Exponential moving average indicator ki calculation me zeyada difference nahi hota, dono hi indicators market trend ko determine karny key ley use hoty hey, simple moving average price data ko calculate karta hay aur exponential moving average indicator current data key weight ko determine karta hay, agar simple moving average (SMA) aur exponential (EMA) indicators ko combine kar key same chart me use key jaye to market ko moving average calculation bahot achy tareeqy se ham kar sakty hey.
          Click image for larger version

Name:	EMA-5c535d5a46e0fb000181fa56.png
Views:	11
Size:	29.4 کلوبائٹ
ID:	12325300
          • #6 Collapse

            Re: SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?

            SMA and EMA moving average ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain forex aik behtreen business hain hamy forex ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar ky is ky rules ko follow kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain ham forex main apni marzi sy bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain ham is main agr tukky laga kar is main jald bazi sy kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho sakta hain loss hamy apni hi galtio ki waja sy hota hain is main market ka hamary brokers ka koi be qasoor nahi hota hain forex kabe be band na hony wala aik real business hain
            • #7 Collapse

              Re: SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?

              Dear members moving averages hamesha se trader ke liye bahut ziada ahmiyat ki hamil rahi hai aur bahut se traders aur expert tradet hamesha moving average se indication lete rahe hain. moving averages kokum different time frame ke hisab se adjust karke market ko watch kar sakte hain. Simple moving averages SMA jaisa ke naam se zahir hota hai vah bahut simply place hoti hai aur simple detection deti hai ki market ki munh mein kya hai aur vah trend se thors dur move karti hai.
              Exceptional moving averages EMA se Murad yah hoti hai ki yah trend ke bahut kareeb chalti Hai aur iski madad se market ko different angle se dekha ja sakta hai basically donon alag alag prediction ke liye use hoti hai aur ine donon ke mil aap se hi aap acchi judgement Le sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?

                moving average bohat important hoti hain hamy is ko use karna chahey agr ham forex main new hain to hamy forex ky har rules ko follow karna ho ga hamy is main pori tawjo or laagn sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain hamy aik time table bana kar is main daily kam karna chaey pher hi ham acha profit hasil kar sakty hain ham is main apni amrzi sy time table bana kar is main part time be kam kr sakt hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kr sakty hain agr ham is main greed ky sath kamkary gy to hamy siwy loss ky kuch nahi milya ga lalach hamara sab sy bara dusmian hain hamy is main ko avoid kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or aik kamyab trader ban sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: SMA and EMA moving averages main kiya farq hota Hy.?

                  forex aik world wide business hain hum is mai market ke movement ko samj kar kam kary gy to hamy kamaybe hassial ho jy ge forex business paksitan mai lagl ban cuka hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex jasa koi or business nahi hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamra account banad ho jy ga forex aik international business hain hum is maai apny boss ap he hoty hain yai aik unique business hain hum is mai agar tuka system system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik best busines hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful time be kam kaer skaty hain yai aik international r unique busness ain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X