Loss ki wja sa forex na choro
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki wja sa forex na choro
    Dear friend ap no pta hona cahia ka Jo bnda loss ki wja sa forex ko chor datha ha who kabhi bhi kiss bhi bissniss main kamyab nai ho saktha is lia manaat kro orr jb bhi treading kro soch samaj ka krk
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki wja sa forex na choro

    G han forex trading men kuch logon ko musalsal loss hota hey jiss ki waja se woh forex trading ko chor jatay hen lekin loss tu business ka hissa hota hey iss liay tension lenay ki bajay loss se sabak seekhna chahiay aur forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki wja sa forex na choro

      Je loss ki waja sy ham bhot pareshan ho jaty hai, trading ma kbi mayoos ni hona chahe, dilchaspi sy trading karyn gy to ik din zarur kamyab ho jayn gy, himmat or jazby sy forex ma datey rahyn, forex ma sabar or knowledge sy he kamyabi melti hai, pehle din he profit to ni mel sakta, dil bardasta hony ki kio zarurat ni hai,
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki wja sa forex na choro

        ji bhai jaan main ap is baat sy agree krta hn ap ko forex main loss ho jai to ap ko forex ko alvida nahi kehna chayay q kh koshis karty rehna chayay q kh koshis sy hi insaan kamyab ho skta hai agar ap is main loss jay to forex ko na choro bus ik cheez ka khiyal rakhain himat na harain q kh dunia ki har feild main aisa hi hai agar ap ny himat har di ap kuch nai ho skta
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki wja sa forex na choro

          g bilkul loss ki wajah say humy forex kooirna chaye q k loss hona part of business hai is ko nsamjhna chaye or ye deakhna ni chaye k humy loss kis wajah say hoa hai or q hoa hai or humy ye mistake dobara ni karni chaye
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki wja sa forex na choro

            asslam o allikum g ap bilkul sahi keh rahay hn loss ke wajha sy forex na chorn or ager insaan ko aik bar loss hota hy to bharpoor mehnaat krni chihay es business ko krnay k ly qn keh ye dunia k tammam business sy acha business hy or es mn den rat mehnat kro
            دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki wja sa forex na choro

              han gee yeh bat apki darust hai ky humen loss ko waja sy forex trading ko leave nhi krna chahie blky apni started strategies ko review aor rearrange krna ho ga forex ma apko zeyada tar loss trend oy new ky time trade leny sy nuqsan hota hai apko trend oy trade soch ky leni ho gi aisy he news time trade open na kren
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki wja sa forex na choro

                Dear brother ap na bilkul sai kaha ha hmain forex main loss honay par forex ko nahi chorna chahiya or apna focus bhi na hatain balakay full active honkar kam karain takay agly dafa loss sa bach sakain or hm apny mistake ko theak karnay sa bht information or knowledge hasil ho gabis lia hmain loss ko dil par nahinlena chahiya or sabar sa kaam lain takay acha bonus hasil kar sakain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki wja sa forex na choro

                  G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein loss ko dekh kar pareshaan nahi hona chahiye our forex main hamein profit k sath loss bho hota hai our forex main profit ki tarah loss ko bhi accept karna parta hai is liye forex main hamein himmat our hosle k sath work karna chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki wja sa forex na choro

                    bohat he achaa sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or ha ager hum without hard work ka trading kartaa ha to per hum ko loss he hotaa ha or ha hum ko loss ke wajaa sa gabranaa nhi hoge to per best hoga...............
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki wja sa forex na choro

                      Jiya bhajan aapane bilkul theek hi kaha hai last ki vajah se Hamen Forex ko kabhi bhi nahin chhodana chahie Kyunki Agar Ham Forex Mein kam Karte Hain Aaj loss ho raha hai to cal Hamen profit bhi ho sakta hai to Jaruri nahin hai ki ham ismein kamyabi har Waqt ho kabhi kbar loss bhi Hota Hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki wja sa forex na choro

                        G han my dear forex friend jab hamen loss hota hai to hamen pareshan nahin hona chahie balki apne loss ko recover karna chahie apni mistake improve karna chahie or koch memeber loss ki vajah se hhor jate hain onehy chahie ki vah himmat se kam karein or apni struggle jari rakhen
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki wja sa forex na choro

                          g loss ki weja se forex ko kabi nhi chorna chahye kyun ke loss to business ka hisa ha is liye loss hone per zyada preshan nhi hona chahye bulke himat or hosle se kam len or loss ke bad zyada mehnat se kam keren taake ap kamyab trader bun saken
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki wja sa forex na choro

                            G dost loss ki wajah se hame forex ko nahi chorna chahiye forex aik business ha aur loss business ka parta hota ha agar apko forex me loss ho jaye to is se learn kare aur mehnat karte rahe agar ap is ko learn kar ke mehnat karte raho ge to apko is me kamiyabi bhi zaroor mile gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki wja sa forex na choro

                              g haan ap ny bilkul thk kaha loss sy ghabrana nhi chahea loss ko bear krna sekhin aur loss sy lesson hasil krin jitna ap mistakes krty hn aur loss hota hy us sy ap ko sekhna chahea aur kamyab hina chahea loss sy b ap ki learning hoti hy is lia himat na harin aik acha trader kabi b loss sy ghabrata nhi hy aur loss sy wo lesson sekhta hy..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X