jaiza : loss ko cover karna be zarore hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : loss ko cover karna be zarore hain
    forex mai jab hum kma karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hamra accsount wash ho jata hain is mai market ka balm nahi hota hamy loss ko cover karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik acha business hain hamy ache experience gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasaia kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala busines hain is mai har taraha ky log kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kese rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik acha business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

    Ji han agar Ham forex per kam kar rahe hain to hamen ismein agar loss Ho jata hai to hamen isko recover karne ki koshish karni chahie hamen expert ko follow karna chahie aur logon se nikalne ki ID banani chahie aur is mein hamen time management ko chat karna chahie aur Taki Ham ugly walon se Bach sake aur yah Ham apne trade Pakistani cover kar saken is tarah karna chahie aap logon ki post iske bare mein experience Le sakte hain aur iske bare main mukmmal daure per jaan sakte hain iske bare mein aapko jitna jyada experience hoga utna hi loss ke chances kam hai ek successful trade ke piche uska experience hota hai aur uski mehnat hoti hai isiliye hamen bhi lass se bachne ke liye jyada se jyada mehnat karni chahie aur iske bare mein experiences karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

      Ham jo aik bar forex market main trading ky liay investment kerty hain hamain apna profit jo investment sy zyada ho sirf wohi withdraw kerwana chahiay aur jab hamain same investment per loss ho jaey tou pehly hamain same loss ko recover kerna chahiay ky jab tak ham loss ko recover nehi kerty tou balance decrease hots rehta hai aur decrease hoty hoty hamara account bhi wash ho sakta hai hamain agar sirf bonus per trade kerni hai tou jab tak ham bonus per hony waly loss ko recover nehi ker lety hain hasil hony wala profit bhi withdraw main nehi mil sakta hamain pehly bonus per hony waly loss ko recover ker ky bonus amount puri kerni hoti hai phir usky bahd hamain jo profit hasil hota hai us profit ko ham withdraw kerwa sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

        Loss ko recover karna es ley zarori hay key es key baghir ham profit earn karny key position me nahi a sakty hey agar app ko trading me loss hota hay to app ko chaye key app es ko recover be kar sako, bahot se traders es me kamyab nahi be hoty magar hamara experience etna hona chaye key loss recover ho jaye sath me hamy loss recover karny ki technique ki learning be karni chaye, loss recover ho ga to hi ham profit earn karny ka soch sakty hey jab tak app ka account negative margin me ho ga app profit ko withdraw nahi kar sako gey.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

          G han bilkal ap ki bt bilkal durst hy forex trading aik bot bara or profitable business hy mgr ye difficult or risky b hy is m hamy sirf profit hi ni hota balky loss b hota hy or loss hamy hmari mistakes ki wja sy hota hy forex m jasa k ham apny boss khud hoty han is liay apny loss k zimadar b khud hoty han hamy chaiy k ham jo mistakes krty han un sy sekhan or dobara trading krty hoay un mistakes ko nzrandaz na karan balky in sy sekh kr successful trading karan q k hamy apna loss b khud hi recover krna hota hy forex aik asa wahid business hy is m ham learning or earning dono hasil kr skty han forex asa business hy jo kbi b bnd na hony wala business hy is m hr koi kam kr skta hy ameer hon ya greeb hr koi apny dreams pory kr skta hy
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

            Dear ye to bahot hi zarori hai k agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai ye dekhna hai k ap ais market mai apny account ka kitna % loss kar sakty hai kun k ap ais market mai apni trade par jitna risk lety hai wo agar ap se loss ho jaye to ap ko tension ni honi chaye aus ko ap asani se recover kar saky agar ap ais market mai bahot hi zayda risk ley gay to ap ko ais mai loss recover karny mai masla aye ga agar ap ais market mai risk zayda ley gay to ap ko ais mai agar profit ho ga to wo bhi zayda ho ga magar ap ko ais mai apny account k hisab se risk lena chaye aor ais mai ap loss ko recover karny ka plan sath tyar rakhy jaisy hi ap ko loss ho ap aus plan k hisab se kaam kary.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

              Bhai agar loss buhat ziyada ho to us ko recover karna asan nhi hota, hum emotions mein aake jald bazi ya guse mein recover karne ki koshish karte hai aur nateeje mein mazeed loss ka samna karna parta hai. Hume jab bhi loss ho to guse se kam nhi le balke thori der ke liye dosra kam kar ke phr koshish kar ge recover karne ki to kafi had tak kamiyab hoge.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

                Forex trading business may loss ko recover karna bhi bohat zarori hai hir business ki tarha forex may bhi loss hota rahta ha mgr forex may loss traders ki apni mistakes ki waja say hota ha is liye loss ko recover karna bohat zarori hai hir traders ky liye bohat say trader loss say fed up or emotionally hurt hoty hain or apna loss sahi say recover nahi kar paty ziyda sy ziyda profit Kay liye hir trader ko chahye k wo ziyda mehnat kare or apni galtiyo ko identify karty hoe trade order lagain ta Kay bar bar same galti na ki jiye or easily skills ko improve krty hoe loss ko recover kiya jiye or earning kamai jiye shukria...
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

                  Dear friend ap ny both acha question kea ha instaforex trading live account main agr ap ko loss hota ha to ap ka apna loss ha ap ki investment khatam ho rehe hoti ha ha is ley humy loss sy bachena both zarori ha or sath main Jo loss ho jata ha us ko cover Karna bi lazmi ha
                  Forex trading humy loss ho to tension ni lani chae ha balky us ko cover karny ki try karni chae ha is k planning or strategy banani chae ha or phr us pe amal kar k small risk k sath loss ko cover Karna chae ha
                  Forex trading main loss ho jay or hum loss ko aik he din main pura karna chaheny to asa ho bi sakta ha par is main risk ziada hota ha or ap ko mazeed loss ho sakta ha is ley humy small lots sy trading karni zarori ha ta k humara loss bi cover ho jay or humy loss bi na ho
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

                    forex forum fellows Pakistan forex forum ma humen straggling krna ho ga forex forum ma apko jo bonus milta hai usko safe kr ky rakhna hota hai apko bonus ko zaya nhi hony dena iska best hal yeh hai ky ao forex forum ky bonus py casual trading na kro proper stoploss use kro aor trading kisi reason ky sath open kro aisy he turned tulky na kgai aor loss ma trade cat dia kro ghalat trend ky against trade lg jay to loss ko accept kro aor phr achi trading krny ki koshish krty raho forex markrt ma apko kamyabi tb milti hai jab ap mehnt krty ho usko bearish aor bullish trend ma start ko lower low aor current point ko higher high point kaha ja skta hai forex trading ma expert bnana zaroori hai tukky lgany sy apko profit bhi hota ho ga lkn har bar aisa nhi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

                      Agar hum forex business mein aik achey plan ke sath enter hotey hein to ham kisi bhi barey loss se easily bach saktey hein aur uske sath sath hamen trading decipline ka achi trha se khayal rakhna htoa he keh hum ksi environment mein kam kar rahey hein keh hamen us mein ziada loss to nahin ho raha hey aur yeh kahin hamarey apne hi environment ka to natija nahin hey isliye be carefull aur fully patience ke sath hi hamen is market mein enter hona chahiye to hpir hum apne sarey loss ko easily recover kar saktey hain.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

                        Ji Bhai Jaan aapane theek kaha hai Ham Logon Ko sabse pahle Apne loss ko cover karna chahie Kyunki Agar ham log log Ko Khabar kar lete hain to Fir Ham Logon Ko forex market Mein kamyabi Milegi aur ham log Kafi Achcha profit hassil kar sakte hain Jiska Ham Logon Ko fayda Hoga aur ham log is per Kafi Kuchh Aasan kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

                          Business mai her aik ki koshish hoti hai kay loss na ho aur sirf profit ho aur Agar loss ho bhi jaey tou Kamm say Kamm ho aur usay recover kerna bhi asaan ho. Forex trading business mai bhi aisi he thinking her trader kay mind mai hoti hai aur ye aik positive approach ki nishaani hoti hai. Forex tarder apni her tarder mai iss baat ka khayaal rakhtay hain kay loss nahi ho laikin market ki movement bohat si cheezoo ko tabdeel ker daiti hai. Loss recover kerna bohat zaruri hota hai kiyu kay jab traders loss ker laitay hain tou unkay account balance mai kammi aajati hai jiss ki wajah say equity aur margins bhi neechay aa jatay hain aur achi trading bhi nahi ho sakti issi tarah loss recover kerna bonus trading account mai bhi zaruri hota hai kiyu kay account balance loss mai hoto pehlay loss cover krna hota hai phir he profit hota hai
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

                            assalamu alaikum dear friend ji hello usko batana bhi bahut jaruri hota hai agar Ham continually loss karte rahenge to hamara account was ho jaega isliye loss ko update karna bahut jaruri hai aur lost ko khabar Ham is tarah se kar sakte hain agar ham log hone ke bad isase determination hasil Karen aur FIR bahut hard work Karen aur mehnat se kam Karen aur usko jyada time Dena start kar den aur ismein acche se kam Karen ek proper time table per aakar ismein kam Karen aur full attention ke sath Puri meerut Karen tabhi aap apne dost ko Mar kar sakte hain aur jo galtiyan Hui hai un galiyon ko thik karke a UN per kam karke ki hamari galti kaun si hai usko sahi karke hi aap ismein lost call kar sakte hain aur successful ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : loss ko cover karna be zarore hain

                              Asslam o Alaikum mry dost forex humra online international business hy jas pay hum asani k sth kam krty hy or passy kamty hy forex humra business hy jas pay hum jatna zyda time day gay kam kry gay us say humy fida or earning bhi wsy hasil hogie as lay jatna zyda ho skta hy
                              Mary khayl say forex pay time dena chye acha or quality wla complete kam krna chye ku k jab hum acha kam kry gay mahant kry gay tu yaqeenan humy kamyabi hasil hogie bki business koi bhi us k indr loss zurar hota hy
                              Ku k loss business ka hisa hota hy jo humry lay buht fiday mind bhi hota hy next time k lay hum jatna zyda loss say seekty hy shyd uthna wsy nii seekh skty loss nuksan humri islha k lay hota hy jo humy next time koi asa bhra chota nuksan nii hony deta as lay loss say gabnra ni chye
                              Bilky himat or hosly k sth us pay mazeed time dena chye jatna zyda ho sky us pay dubra acha kam kry apny loss ko ahsta ahsta kr k usy complete kry jab humra loss
                              Recover hoga tu us k bad hum asani k sth profit gain kr k passy kama skty hy loss ko recover karna lazmii hota hy us k bagr humri earning na mumkain hotii hy jas k lay humy khowlage ka hona bhi buht zurari hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X