Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat
    Assalam o alaikum dear members aur traders. umeed hai aap sub bohat achay hongay. Forex trading business kertay huay aik cheez jo sub say ziada traders kay darmiyaan discuss hoti hai woh market ki achanak bohat barri movement hai aur phir usi tarah achanak movement ruk jaati hai ya opposite bhi hojati hai. Forex trading mai successful honay kay liye iss ki wajah say waqif hona bohat zaroori hai.

    Dear members market ki achanak movement ki wajah uss mai achanak kissi currency ya commodity matlab oil,silver goold waghaira ki demaand barh jana hota hai. Kiyu kay jab demand barhti hai aur market uss demand ko poora nahi ker paati tab prices up jaati hain aur wo demand poori kernay kay liye ziada price pay buying shuru hojaati hai. Issi tarah jab koi cuurency ya commodity achanak market mai bohat ziada supply hojati hai to uss ki price bhi kamm hojati hai kiyu kay demand kamm aur supply ziada hojati hai jiss i wajah say prices bhi kamm hojaati hai

    Iss tarah market mai achanak movement banti hai jo small traders kay accounts kay liye bohat bara risk bann jaati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

    Pyare dosto main aap ki baat se ittefaq karta hun ki market ki rapid movement kisi fundamental changes ki wajah se hoti hai, misal ke taur per jab koi aisa issue samne a jata hai kisi aise country ke sath jis ki direct currencies ya commodities mein envolment hoti hai to achanak market ki price up and down move karti hai. Global rules ke tahat jab bhi kisi country ke sath Koi mishap hota hai to us ko resolve karne ke liye tamam countries ek Union ke taur per kam karte Hain. Magar suddenly use problem ki wajah se up down fall ho jata hai jo ki recover hote hote aik week lag jata hai. Jab Koi bari news aani hoti hai to trader is baat ka intezar kar rahe hote hain ki agar is news mein percentage barhti hai to Ham apni positions launch karen ge to meet hi announcement hoti hai to tamam traders apni involvement market mein show karte hain jis se market ki movment fast Ho jaati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

      Forex market main kisi bhi pair main jab bhi Bari move hoti hai woh kisi fundamental news ka effect hota hai aur Jesy ky puri market dollar ki base per chal rehi hai tou kuch currency pairs jin main dollar cross main trade nehi hota usky elawa tamam currency pairs aur commodities main bahot bari move us waqat hoti hai jab dollar sy related koi bari news ati hai jesy gold main silver sir crude oil jo already bahot bari movement ker rehy hoty hain jab dollar ki koi news hoti hai tou bahot bara effect hota hai in main ky market bahot zyada move ker jati hai bahot thory time main tou aesy time main agar hamari open trade ky against market move kerna shoru ker dy tou hamain apni trades ko thory loss main hi close ker dena chahiay ky hamain bara loss na ho ya account wash hony sy bach jaey hamain fast moving pairs main trade open kerny sy pehly market news ko zarur read ker lena chahiay ky agar koi aesi news jo market ko bahot zyada effect kerti ho tou hamain trade bhi small risk sir small lot ko use ker ky open kerni chahiay ky aesi na ho market hamari open trade ky against bahot bari move kery tou hamara account wash ho jaey tou hamary pas phir trade kerny ka chance hi na rehy jab tak hamary trading account main balance hota hai tou hamary pas chance hota hai ky agar bahot bara loss bhi ho chuka ho tou loss recover bhi ho jata hai lekin jab account wash ho jaey tou recovery ka chance bhi nehi hota ky hamain dobara sy investment kerni perti hai isliay market ki bari movement per nazar rakhni chahiay ky bary loss sy bach sakain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

        dear apki baatain sahi hain aap nay khud he sawal kia hay aur khud he ham sab ko yeh bata dia hay k is kia wajuhaat hoty hain jiski wajha say markeet main achanak moovemnt start aur fast hoty jaaty hay ,entra day main markeet bahut he slow moovemnt krty hay aur jub kisi news ka ana hota hay to usk release hotay he markeet main moovemnt fast hona start ho jaty hay jiski yahi reason banta hay k markeet main achanak kisi pair ki demnad barrh jaty hay aur markeet main aik halchal c mach jaty hay aur sath sath baaki pairs bhi fast ho jatay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

          Market trend me agar achanak hi tabdeeli (changing) ajaye to es ka reason hota hay, market ko analysis esi ley kia jata hay key esy reason ko maloom kia jaye jes ki waja se market trend me changing a sakti hay, important news ko ham esi condition me samaj sakty hey jab ham learning karen key market trend key change hony key wajoohat kia kia hoty hey, jab be app Forex business ki learning karo to app ko knowledge hasil hona chaye key esi kia kia wajoohat hoti hey jo market trend ko change kar sakti hey es ki learning app ko perfect trader banny me help de sakti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

            forex market acank move nahi karte forex market rozan move karte hain yai suba 11 bajy or sham 7 bajy move karte hain hamy is ke movment ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum profit gain kar saky gy forex aik wasee busienss ain hum is mai live kam karty hain hum is mai live kam kartty hain forex mai hum trade be palce kar sakty han hamy is mai ahteyat sy kam karna ho ga q ky agar hum kam ky dioran aik cote mistake be kar dy to hamy loss ho jy ga hamara accoutn banned ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forrex aik legal business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

              market bohat bare hain hamy ahteyat sy kam karna ho ga pher he hum pasaia kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai live caht kar sakty hain hum is mai pasia be invest kar sakty hain hamy ahteyet sy forex mai kam karna ho ga forex aik asa busienss hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain is mai har tarha ky log kam kar sakty hain forex aik unique business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex jasa koi or business nahi hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik wasee busienss hain yai pakistan mai legal ban cuka hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

                Ji mere bhai market achanak munh nahin karti lyrics mein rozana market subah 11:00 se sham 7:00 baje tak move karte hain hamen is movement ko was karke iske bare mein experience hasil karna chahie aur profit gain karne ke liye hamen iske bare mein suchna chahie isiliye hamen aapse gaon ke Na ja yahan Paisa Kama sakte hain ek vaise bhi ismein Ham live chat kar sakte hain Ham ismein Paisa investment kar sakte hain makeup karna hoga friend se kaise business hai jo hamen learning bhi deta hai aur hamen nahin deta hai ismein har tarah ke log kam karte hain aur ismein market ke achanak hone ki vajah currency rates ho sakte hain aur yah ismein frocks ki koi galti nahin hoti ismein gram kam karte Hain to Ham apni galti ki vajah se loss karte hain agar hamare pass experience hai to Ham jyada profit kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

                  Dear agar dekha jaye to ye market her time achi hi moment kar rahe hoti hai magar ye baat hoti hai k ap aus moment ko samjh rahy hai ya nai agar ap ko ais market mai samjh aa gai aor ap ais market mai time se enter ho gay to ap ko ais mai acha profit ho sakta hai ais k sath sath agar ap ne ais market mai dekha ho k moment zayda hoti hai ya achi hoti hai to ais market mai agar buyyer zayda aa jaye to market up nikal jati hai aor agar seller aa jaye to ais market mai price down chali jati hai ab ye ap k desciosion par depend karta hai k ap ne ais mai kaisa descion lia hai ais mai agar ap achy analysis kar k market mai trade lagaty hai to ap k liay ye market achi hi rahy gi aor ap ais mai se acha profit bana sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

                    Mein apki bat se bilkul agree karta hun aur bilkul aisa hi hota he keh market ki achanak hi move start ho jati hey aur yehi wjha he keh bohot sarey traders is mein loss bhi kar detey hein isliye hamen chahiye keh hum always forex ke rules ko achi trha se follow kartey rahen jab hbi hum trade lagayen kioun yeh market hey aur iski movement aur condition ka koi pata nahin chalta hey kisi bhi waqt uper nichey aur fast hoti rehti hey isliye hamen chahiye keh hum always "Money Management" and "Stop Loss" ko lazmi join kartey rahen takeh hum is mein kisi bhi barey loss se bach saken aur kisi bhi buri condition mein hamara account fully safe ho tab hi hum is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hain aur is mein achi trha se long term tak work kar saktey hain.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

                      Assalamualaikum Pyare bhai main aapki baat se bilkul agri karta hoon ke bilkul aisa hi hota hai ki market ki Achanak hi Munh start ho jaati hai aur yahi vajah hai ki bahut Sare traders ismein loss bhi kar dete Hain isliye Hamen chahie ki Ham analyses frocks heroes ko acchi Tarah Se follow Karte Rahen Jab Bhi Ham trade lagaen Kyunki yah market hai aur iski movement aur condition ka koi pata nahin Chalta Hai Kisi bhi waqt Upar niche aur fast hoti rahti hai isiliye Hamen chahie ki Ham analysis money management and stoploss college mein join Karte Rahen Taki Ham ismein Kisi bhi bare mein Logon se bus sake aur kisi bhi Buri condition Mein Hamara account folsafe tab hi Ham is business Mein acche Is Tarah Se Kamyab ho sakte hain aur aur Achcha bonus Hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

                        Assalamu Alaikum dear friend market trend mein agar Achanak hi didi a Jaaye to iska reason hota hai market analysis isiliye Kiya Jata Hai Kaise reason, kiya jaaye Jiski vajah se maarpeet train mein changing a sakti hai important new condition mein samay sakte hain Jab Ham learning Karenge market Trend ke change hone ki vajah kya kya hoti hai Jab aap bhi Baap forex business ki learning karo to aapko knowledge Hasin Hona chahie Kisi kya kya Baju Hath hoti hain Jo market Trend ko change kar sakti hain ISI ki learning aapko perfect Raider banne Mein help de sakti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Market ki achanak Movement ki wajoohaat

                          Assalamu Alaikum Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki market Mein Achanak movement Ho Jaati Hai uski do Badi vajah Baat banti hai Jaisa Tu Ek news trading Hoti Hai Jab Bhi Koi news a rahi ho ya Kisi country Mein Koi Bhi Halchal machi uski Bina per aapko Pata hota hai ya koi bhi meeting Ho use per market mein jyada movement hoti hai aur dusri movement tab Hoti Hai Jab Kisi country Mein Achanak Koi Aisi vajah Ban Jaaye jaise ki koi tufan a Jaaye koi bhi Aisa masala Ban Jaaye jisse koi bhi country ko jyada masla ho aur uski Kami Ko masla Ho to use din aap aur Market mein bahut jyada movement Hoti Hai To yah news per hi jyada movement hoti hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Dear market mai ager ap ka pair ichank movement karta hai tu ap ko cheye kay ap apni trade kay fundamental analysis ko daikhain. Ap kay fundamental analysis ka faida ap ko yeh hota hai kay ap ko pata chal jata hai kay pair ki movement kab hogi or ap apni trade ko bad mai faida yeh hota hai kay ap pair ki movement ko sahi tarha sy manage kar sakty hain. News ki base pay ap analysis kar kay market ki ichanak movement ko follow kar kay apni trade kar kay achi earning kar sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X