jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary
    Agar hum forex mai pasia invest karna chatey hain to hamy indicators ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kr saky gy or hum pasia kama saky gy forex mai indicators ke boihat se iqsam hain sub sy zada famous indicators CCA , RAS , VSA hain hamy in ko learn kar ky use kar ky km karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum profit gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai live kam karty hain hamy aik time mai 1 ya 2 indicators he use karny chahe q ky agar hum zada indicators ko use kary gy too hamy loss ho jy ga hamara account banne ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary

    G ha dear ye to ap ne sahe kaha k hum ne agar ais market mai profit lena hai to hum ko ais market mai indicator use karna chaye ais mai hum ko ye dekhna hai k hum ais mai agar koi indicator use kar rahy ho to hum ko ais mai thora bahot loss ho sakta hai kun k her indicator par ap ko trade to asani se mil jati hai aor aus k baad ap ko ais mai kai trades par loss hota hai aor kai trades par profit hota hai magar over all profit hota hai ais mai agar ap indicator k hisab se kaam karty hai to ais mai ap safe reh k kaam kar sakty hai to ais mai ap ko atna profit ho sakta hai k ap ka monthly ka target pora ho jaye ga ais market mai ap k pass bahot sary indicators hai aun mai se kam use kary aor aus par kaam kary.

    Click image for larger version

Name:	Indicators.png
Views:	9
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12323385
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary

      Yes dear apne jo indicators ke name share kiye hein waqai agar hum in indicators ko achi trha se use kartey hein aur inko achi trha se learn kartey hein to phir aap is business mein waqai achi trha se successful ho saktey hain aur yeh indicators bohot hi ziada powerfull hein aur yeh default seting mein pehle se hi mojood hotey hein aur aisey indicators hi phle se mojood hotey hein jo waqai power full hotey hein aur unka market mien kafi ziada impact hota hey isliye hamen chahiye keh hum always in indicators ko achi trha se learn karen aur is se hamara bohot hi ziada faida hota hey aur is se hum market par apni grip bohot hi strong bana saktey hain aur is se hum achi trha se profit hasil kar saktey hain aur achi earning kar saktey hain aur achey trader ban saktey hain aur yehi wo raaz hein jiski wjha se 5% traders is business mein successful hotey hein.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary

        G han indicators ko use karna important hay blindly trading karny se behtar hay key kesi be indicator ko use kia jaye agar ham fundamental analysis achy tareeqy se nahi kar sakty aur es ki hamy samaj be zeyda nahi ati to kam se kam hamari etni koshish zarori honi chaye key ham kesi be indicator key signals ko hasil karny key base par trades open karen, ye indicators ham manually be download kar sakty hey aur terminal me be hamy bahot se indicators use karny key ley mil sakty hey hamari koshish honi chaye key achy se achy indicators ko hi ham find kar len.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary

          Jay Salam Walekum Pyare bhai ji han indicators ko use karna important hai blindly trading karne se behtar hai ki Kisi bhi indiketar ko use kiya jaaye Agar Ham fundamental analysis acche tarike se nahin kar sakte aur use ke liye Hamari samajh Bhi Jyada nahin aati to kam se kam Hamari Itni koshish Jarur honi chahie ki Ham Kisi bhi indicate Aur Ke signals ko Hasil karne ke base per trades open Karenge indiketar Ham Mukammal bhi download kar sakte hain aur terminal mein bhi Hamen bahut se Indica tours use karne ke liye mil sakte hain Hamari koshish honi chahie ki acche se acche indiketar ko hi Ham use Karen find Karen acche tarike Se Usko follow Karen aur likhe padhe Taki Ham Kamyab ho sake iske liye jaruri hai ki hamare pass iska experience bhi ho
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary

            Assalamualaikum ji han bilkul agar aap indicators ko use karte hain dost ki madad se aap market ko bahut hi behtarin Tarika se analysis kar sakte hain ki Kuchh Forex trading Ek bahut hi Achcha aur proper business hai jismein aap jab tak mehnat Karte rahte hain tab tak aap Kamyab ho sakte hain to isliye koi bhi trade open karne se pahle market ko acchi Tarah Se read karna bahut jaruri hai ki tu market Mein achha profit Hasil karna Mushkil bhi hai lekin usko Asan banane ke liye jaruri hai ki market ke trend ko Maloom kiya jaaye aur usmein acche ke sath indicators use kiya jaaye Kyunki jitne acche indicator majbut Hain Unse aap bahut hi Achcha Hua Hasil kar sakte hain Forex trading metatrader 4 original indicators bahut hi jyada helpful hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary

              Forex trading mai traders mukhtalif Tarah ki strategies apply ker kay trading kertay hain aur unhain jo bhi tool ya help jaha say bhi milti hai jiss say unn ki trading mai acha asar parta hai woh zarur apply kertay hain. Forex trading mai trading kernay kay liye indicators ki bhi apni jagah aik importance hai jiss say I kaar nahi kia jaa sakta hai. MT4 traidng terminal pay he bohat say indicators mojud hain jinhain seekhna zaruri hota hai kiyu kay unn say kaafi faiday hotay hain. Unn kay elawa bhi indicators on payment available hotay hain jinhain purchase ker kay apni trading mai apply kia jaa sakta hai. Traders ko indicators ki madad say support aur resistance kay alag alag indications bhi mill jatay hain. Jinn say support aur resistance mai madad mill jaati hai aur issi tarah price action kay bhi apnay indicators mojud hotay hain. Traders ko apna profit barhanay kay liye indicators say bohat help bhi milti hai aur traders ko unhain apni strategies mai apply kernay kay liye seekhna chaiye
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary

                Dear members Agar Ham Forex trading business Mein Achcha profit Hasil karna chahte hain aur hamare pass Jyada balance Hai To Ham easily market Mein indicators ko use karte hue easily Forex trading business Se Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen different indicators ko use karna chahie aur apne balance ko increase karte hue Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen koshish karni hai ki Ham indicators ko use karna sikhe aur apne experience ko increase ke Hote Hue Forex trading business Mein indicators ke through trading Karen aur profit ka vate Karen Ham easily indicated uski through long term trading kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Forex trading business Ek bahut jyada profitable aur technical business hai agar Ham taknik Ko understand Karle Tu easily Achcha profit Hasil Karke Apne balance ko increase kar sakte hain isiliye Har trader ko chahie ki vah koshish karen Apne knowledge ko increase karne ki aur apne experience ko increase karte hue trading Karen aur accha profit Hasil Karen indicators bahut jyada valuable hai aur easily Ham profit Hasil kar sakte hain Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : profit gain karny ky liye indicators ko use kary

                  Dear member main aapki baat se mukammal taur per ittefaq karta hun ki agar Ham chahte Hain ki forex market mein kamyabi Hasil kar sake aur ek acche trader Ban sake to hamen is market ki tamam analysis lene ka tarika pata Hona chahiy. Forex market mein technical analysis or fundamental analysis donon ko bahut jyada ahmiyat hoti hai agar Ham baat karte hain technical alliances ki to yahan per hamen technical analysis primary haisiyat rakhte hain aur ham indicators ki madad se aur 4 ki madad se apne anil se liya karte hain Agar kisi trader ko indicators ka sahi istemal Nahin aata to vah technical analysis lene mein fail ho jata hai isliye tamam traders ko indicators ka bahu bhi Hona chahie kabhi kamyab trader Ban sakta hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Jo traders kamyab hai woh traders hai jo apni trades main indicators ko use tu karty hain un ki indicator ki selection bhout kam sy kam hoti hai. Jab yeh selection indicator ki kam sy kam hogi tu ap us ka bara ach use kar saky hain. Ap jab kam sy kam indicators ko daily basis pay use karain gy tu ap un ki sub values ko pairs kay atibar sy achy sy achy tareeqy sy adjust kar sakty hain. ap ko support or resistance ki value sahi tarha find kar kay acha trend find kar kay achi trade kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X