Day trading kyu prefer ki jati hai..??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day trading kyu prefer ki jati hai..??
    Aslam o Alikm umeed ha sab khryt sy hun gye forex trading business may jab hum trade order lagne ka sOchty hain tu humre seniors humain Day trading prefer karty hain mera sawal ha seniors traders say Kay humain day trading ku prefer ki jati hai or is say kiya faida hota hai...??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Day trading kyu prefer ki jati hai..??

    Professional traders day trading ko es ley prefer karty hey key es me risk bahot hi kam hota hay, day trading me ham profit to zeyda earn kar sakty hey magar planing key mutabeq ham zeyda risk leny ki koshish nahi karty esi waja se professional traders other kesi be type ki trading se zeyda day trading ko hi new traders key ley prefer karty hey, scalping trading me risk bahot zeyda hota hay aur market ko analysis be kia jaye to scalping trading me risk ko kam nahi kia ja sakta hay jab key day trading me esa nahi hota app news ko follow kar key jo be day trading key base par trades open karo gey ye long term ki trading hoti hay jo har condition me hi kamyab ho sakti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Day trading kyu prefer ki jati hai..??

      Short term trading.
      Short term trading se Murad yah hai ki is mein activ trades ki length kam hoti hai aur trader yah chahte Hain ki kam se kam waqt mein zyada profit mily. Short time trading ko day trading bhi kaha jata hai, bahut se traders isi term ko use karte hain. Secondly aap yah bhi samajh sakte hain ki less capital wale traders hamesha ziada risky trades karte Hain aur un men profit aur loss dono ki percentage ziada hoti hai is liye tamam chhote trader day trading ko prefer karte Hain.
      Long term trading.
      Long term trading mostly investors karte Hain jo ki apne money e trading mein invest kar dete hain aur market ka required level Tak pahunchne ka intezar karte Hain. Is type ke traders ki capital bahut bade hote Hain. Less capital wala trader long term trading mein kabhi bhi fayda nahin utha sakta.
      • #4 Collapse

        Re: Day trading kyu prefer ki jati hai..??

        Ji mere Bhai aisa kam hai jisko ham din raat kar sakte hain kisi bhi waqt kam kar sakte hain ismein Koi time ki pauri nahin hai lekin kuchh log dekho prefer karte hain kyunki ismein market ko Sone se samjha ja sakta hai aur isme profit jyada hota hai Laut ke chances kam hote hain ismein market ki movement mere hisab se thodi hoti hai isiliye jindagi mein profit Kiya ja sakta hai lekin jo kiya iske bare mein expert hote hain vah din ye raat donon mein kaam karte hain aur jismein jyada se jyada profit hasil karte hain isiliye hamen bhi ishq mein jyada se jyada experience karna chahie uske bad experience hoga vah din aur raat donon mein Hi profit aise kar sakta hai uske liye de aur night matter nahin karta
        • #5 Collapse

          Re: Day trading kyu prefer ki jati hai..??

          Day trading ko prefer kernay ki mukhtalif wajuhaat hain. Day mai market 1st aur 2nd session mai slow hoti hai aur movements bohat slow aur steady hoti hain. Yeh zehan mai rakhna chaiye kay pakistan ka mukhtalif markets kay saath time zone ki wajah say bhi kaafi faraq hai. 1dt session mai jab market open hoti hai tou pakistan kay subha saweray kay 2 bajey ka time hota hai aur pakistan mai day shuru hotay hotay market apnay pehlay session say dusray time zone aur dusray session jaa chuki hoti hai. Long term trading kernay waley traders account balance strong rakhtay hain aur uss ki wajah say ziada lot size kay saath market kay pehlay aur dusray session ka ziada faida utha laitay hain.

          Small traders ziada ter USA ki market ko prefer kertay hai jo pakistani waqt kay mutabiq raat 8 bajey shuru hoti hai. USA market mai movement ziada honay ki wajah say small lot sizes kay sath bhi acha business hojata hai jo account ko bhi save rakhta hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Day trading kyu prefer ki jati hai..??

            Dear ye zarori ni hai k ap ais market mai daily trading kary ais market mai agar ap ne kaam karna hai to ap ko ais mai siraf tab hi trade lagani chaye jab ap ko ais market mai achi trade mily agar ap ais market mai koi trade lagaty waqat jald bazi kar lety hai to ap ko ais market mai loss ho sakta hai kun k ais market mai ap ne agar acha profit lena hai to aus k liay ap ko ais market mai srif perfect trade k liay entry leni chaye aor ais market mai agar ap ko koi trade ni mil rahe to ap ais market mai koi trade na lagye ais market mai hum ko apna target set kar lena chaye aor aus k baad ais market mai kaam karna chaye tab hum ais market mai atna zayda risk ni le aus se hum ko faida ho sakta hai ais market mai hum ko planing k sath kaam karna chaye.

            اب آن لائن

            Working...
            X