What is signals in Forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is signals in Forex trading?
    Forex trading main aksar mukhtlif terms use ki jati hain jen main say charts, indicators, leverage, margin, trend and signals waghaira mara ap sab Forum members say sawal hay k Forex signals say kia murad hay? en ki wazahat karain aor yeh kun zarori hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is signals in Forex trading?

    Signals kiya hotey hein.

    Forex market mein hum jab bhi koi analyis kartey hein to hamen Market ki direction ka pata chalta he keh ab yeh market kahan jane wali hey aur phir hum yeh bhi analysis kartey hein keh is market ka target kiya hoga aur agar yeh mere against chali gai to phir iska mujhey loss kitna hoga yeni keh kitney pip loss hoga, So in sab baton ko dekhtey huwey aik achey traders jo hotey hein woh aik signals nikaltey hein jisko aik confirm trade kehtey hein woh apko bata detey hein keh aap is Point par trade laga saktey hein aur is point par aap Take Profit and Stop Loss rakh saktey hein aur yeh signals hum khud bhi nikal saktey hein.
    Iske ilawa bohot sari aisy Paid companies bhi hein jinke pas kafi achey aur qabil traders hotey hein aur woh logon ko just signals ki provide kartey hein aur uski fees letey hein jis mein woh apko trades batatey hein aur yeh bhi batatey hein keh apne kis point se Trade leni hey aur Kahan par Stop Loss and Take Profit ko set karna hey. is cheez ko signals kehtey hein aur mein umeed karta hun keh apko achi trha se samjh agai hogi.

    Shukriya
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: What is signals in Forex trading?

      Forex trading signals app ko trend direction key bary me idea de dety hey esy signals ko app indicators se hi hasil kar sakty ho jo trading signals app indicators key base par hasil kar lo to es ko conform karna app ka hi kam hota hay, koch signals ko weak be samja jata hay app key experience par hi depend karta hay key app weak signals ko identify kar sako ta key zeyda loss app ko signals ki waja se na ho jaye, indicators app chart me use karty ho jo app ko chart ko read karna asaan kar sakty hey har indicator different type key signals dety hey aur es ko apny knowledge key mutabeq trading me use karna app par depend karta ahy.
      • #4 Collapse

        Re: What is signals in Forex trading?

        Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai kaam karna bahot hi kam logo ko aata hai aor ais market mai jin logo ko kaam karna aata hai wo ais market mai jo trade khud lagaty hai ya aun ko jo trade nazar aati hai wo dosron k sath share karty hai aus k liay aunhon ne diffrent signal services banai hoti hai aor aun par wo signal share karty hai aisy hi jin traders ko kaam karna ni ata wo ain services se signal lety hai aor aun par trade karty hai ais k badly wo ain ki thori si fee dety hai aor kuch broker ki taraf se free signal milty hai jin par ap trade kar sakty hai agar ap ne ais market mai trade karni hai to ap ko free waly signals aik dafa parh leny chaye aus se ap ko ye faida ho jata hai thora idea mil jata hai aus k baad ap ais market mai trade laga sakty hai.

        Click image for larger version

Name:	Forex Signal.jpg
Views:	3
Size:	32.7 کلوبائٹ
ID:	12323453
        • #5 Collapse

          Re: What is signals in Forex trading?

          dear forex markeet main signals wo cheez hotay hain jo ham kisi say laitay hain ya koi hamko free main social media pay daitay hain yeh signals markeet k chart ka baray main hotay hain k markeet main konsa paira kahan say start ho jaye to kahan tak jaa sakta hay ya koi hamko orders lagwata hay k ab markeet main sell ya buy main enter ho jayen koi hamko isi main guide krta hay to koi hamko in signal k zariye say teach krta hay forex markeet main jub tak hamko hamaray knowledge aur experience say koi guidence na milay hamara markeet main in hona kisi khatray say khali nai hota hay q k jub tak hamko hamara knowledge hamko allow nai krta aur jub kerta hay to usi ka name hay signal jiska markeet main bahut ziada important rule hay jisay follow kiye bagahir markeet say kuch bhi earn nai kia ja sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: What is signals in Forex trading?

            hamy singals ko watch kar ky follow kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik unique busines hain hum gar mai bath kar is mai km kar sakty hain forex aik unique busines hain hum is mai ache leanring gain kar sakty hain or hm earning be gain kari sakty hain forex mai hamy singals ko kabe be igniere nahi karna chaey hamy in ko samj kar pher kam karna hoga forex aik international business hain hum is mai agar bager learning ky tukka system sy kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi hota forex aik acha busines hain hum is mai part time be trading kar sakty hain or hum is mai full time be trading kar sakty hain forex aik legal business hain
            • #7 Collapse

              Re: What is signals in Forex trading?

              Assalamu Alaikum Mere Pyare bhaijaan forex market Mein signals vah chij Hote Hain Jo Ham Kisi Se lete hain ya koi Humko free mein social media per Deta Hai yah signals market Ke Chat ke bare mein Hote Hain Ki market mein kaun sa pair kahan se start ho jaaye to kahan tak Ja sakta hai ya koi Humko orders lagata Hai Ki Ab market Mein Sel ya boy Mein inter Ho Jaaye Koi Humko ISI Mein guide Karta Hai To Koi Humko in signal ke jarie se touch Karta Hai forex market Mein Jab tak Ham to Hamara knowledge or experience Koi Na Milaya Hamara market Mein in Hona Kisi Khatre se Khali Nahin Hota Kyunki jab tak Ham Ko Hamare knowledge Humko allowed nahin karta aur jab karta hai tu use kya naya naam hai signal isliye Jab Ham knowledge ke sath kam Karte Hain To Ham Jarur Kamyab Hote Hain
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
                Forex trading main aksar mukhtlif terms use ki jati hain jen main say charts, indicators, leverage, margin, trend and signals waghaira mara ap sab Forum members say sawal hay k Forex signals say kia murad hay? en ki wazahat karain aor yeh kun zarori hain?
                Dear Forex t rading main signal sy murad yeh hota hai kay ap ko bataya jaye kay kis time ap nay trade ko kis price pay open karna hai or kis price pay close karna hai yeh signal ap ko online koi website ya koi trader ap ko batata hai. Jab kay yeh sub bhout zaida risky hota hai traders kay leye jo es tarha ki trade ko laga raha hota hai. Ap ko cheye kay ap kudh apni trades kay analysis karain or us ki base pay trade kar kay ap ko achi earning ho sakti hai.
                • #9 Collapse

                  • ATM debit cards can also be a good option to use for regular payouts to customers and affiliates
                  • High loading and withdrawal limits
                  • Low fees with access to your cash at most ATMs around the world
                  • No approval is needed
                  • Could be loaded from your merchant account by fiat of crypto currencies
                  • Cash withdrawals as well as online and offline purchases
                  • Just order a few cards for your team and enjoy
                  Last edited by ; 19-03-2024, 03:36 PM.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    What is signals in Forex trading?
                    Click image for larger version

Name:	download (7).jpeg
Views:	19
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12871738

                    In Forex trading, "signals" refer to indications or recommendations that suggest when to enter or exit a trade in the foreign exchange market. These signals are generated based on analysis of market data, which can include technical indicators, fundamental factors, or a combination of both.

                    Here's a more concise breakdown:
                    1. Entry Signals: These signals suggest opportune moments to enter a trade, indicating when to buy or sell a particular currency pair based on analysis of market conditions.
                    2. Exit Signals: Exit signals advise when to close a trade, either to take profits or cut losses. They may be based on predetermined profit targets, trailing stop-loss levels, or changes in market conditions.
                    3. Technical Indicators: Signals can be derived from various technical indicators such as moving averages, MACD, RSI, Bollinger Bands, etc., which analyze historical price data to identify trends or potential reversals.
                    4. Fundamental Analysis: Signals may also stem from fundamental analysis, considering economic indicators, central bank policies, geopolitical events, and other macroeconomic factors influencing currency values.
                    5. Sentiment Analysis: Market sentiment signals assess the mood or sentiment of traders towards a currency pair, often gauged through sentiment surveys, positioning data, or social media sentiment analysis.
                    6. Manual vs. Automated Signals: Signals can be generated manually by human analysts or automatically by trading algorithms programmed to identify specific market conditions and execute trades accordingly.
                    [[/CODE][/CODE]Traders use signals to inform their trading decisions, but it's essential to exercise caution and conduct thorough analysis before acting on any signal. Markets can be volatile and unpredictable, and no signal guarantees success. Risk management strategies, such as setting stop-loss orders and managing position sizes, are crucial when trading based on signals.



                    اب آن لائن

                    Working...
                    X