Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?
    MT4 trading terminal pay trading kertay huay traders indicators ki bajaey khud he time frame ko daikhtay huay trends kiyu nahi daikhtay? Indicators pay inhisaar ki bajaey kia different time frames mai market ki previous ya past movement say analyse kerna behtar nahi hota?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

    Dear jaisy ap ne techincal traders ki baat ki hai to ais market mai jitny bhi techincal traders hai wo ais market mai kuch cheazy dekh k trade lagaty hai ais market mai price action ko dekhty hai aor aus k sath resistance aor support level par agar market koi candle stick pattern banati hai to aus par trade lagaty hai ais k sath sath wo ais makret mai chart k patterns dekh rahy hoty hai agar koi chart pattern ho to aus par trade lagaty hai ais k sath sath trend lines use karty hai trend channel use karty hai aor indicators use karty hai ye sari cheazy dekh k ais market mai trade lagaty hai aisa ni hai k ais market mai sirf aik cheaz dekh li aor aus k baad ais market mai enter ho jaty hai aus se to loss ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

      Dear forex mein her banda chahta hai kay uss ko beghair mehnat kye aur kam sae kam waqt mein forex sae bahut achi income hasil ho tou issi wajah sae woh forex mein forex mein indicators per trading kernay ki koshiah kertay hain ta kay unn ko analysis na kerna perain aur jaldi mein profit hasil kernay ki koshish kertay hain jis mein woh kamyab nahin hotay aur indicators ko use ker kay apna hi loss ker bethtay hain jub kay humain aisa nahin kerna chahyea aur koshish kerain kay forex mein mehnat sae kaam kerain aur jub bhi trading kerain tou pahele forex market ko achi tarah watch kerain aur market kay analysis kerain aur apnay analysis ki base per hi trade lagain gay tou uss sae hi humain market mein kamyabi hasil ho gi aur humain acha profit bhi ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

        dear yeh baat lazmi nai hay k saray traders indicators say he markeet ki analsys krtay hain q k bahut saray aisay traders hain jo sirf apni analsys sirf apnay experience say krtay hain wo kabhi bhi in indicators ko use nai krtay hain na wo in pay beleive krtay hain is liye hamko aisi soch say kaam bilkul bhi nai laina chaye jo hamko sirf markeet main aik zid say kaam lainay pay majboor krty hain aur agar hamara experience nai hay markeet k baray main to hamko indicators ka use krna chaye jis say hamko experience bhi hoga ham markeet main acha earn bhi karaingay aur jo mistakes ham say hoty hain ham unko mannualy tour pay resolve bhi karaingay is liye hamko indicators ka use aur unka torr dono main success mil sakty hay.
        • #5 Collapse

          Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

          forex aik online business hain hamy is mai indicators ko use kar ky kam karna ho ga hamy indicators ky bary mai full information gain kar ky in ko use kar ky kam karna ho ga per he hum market mai run kar saky gy or hum acha munfa kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex mai hamy analysis ko use kar ky risk lena ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

            Indicators ko apni asani key ley use kia jata hay agar khud se indicators ki tarha market ko analysis kia jaye to ye bahot hi mushkil kam hota hay es key ley pehly technical calculation ka knowledge hasil karna pardy ga, agar ham technical calculation ka knowledge hasil kar be len to ham se kesi na kesi time ghalti ho sakti hay magar indicators ko es technique se develop kia jata hay key ye kabi be ghalti nahi kar sakty hey, news key base par ham khud market ka fundamental jaiza le sakty hey magar hamy time ko bachany key ley indicators ko be zaror use karna ho ga.
            • #7 Collapse

              Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

              bhai jan forex trdaing main har rdaor apni trading k knolwedge or expiernce ki base par he apni trading karty hain har mamber apni apni trading startgy k sath rdaing karty hain es liye har trdaors ka trading mthod bhi laag alag hai es liye har trdaor k apana he expiernce hota hai es liye hmain sub se aphly apni trdaing ko os point se karna chaye jahan se hmain confidence ho k hum es metod ko aghr apply kar rahy han tu hmain zyda faida hoga es k liye hmari pallning boht hamiyat rakhti hai es k ilwa aghr hum indicators ki bat karen k hum indicators ki jay hum khud analysis karen time fram eko dkeh kar tu yah bat bhi bilkul sahi hai q k hmain jis point ki pridection chahye osko hum apni trdaing se jesy hiu ifnd out krna chahty hain kar lena cahye q k forex main hum kesy trdaing karty hain kis metod se karty hain yah matr nahi krta hai zyda hmain profit mkesy mily ga hmain yah zayda ahmiyat deti hai bat tu thrading method wo apply karen jis ka apko acha expiernce hai
              • #8 Collapse

                Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

                Technical analysis arandi ke Tel ko istemal karne se ham log market se Kafi Achcha property cancel kar sakte hain isliye Ham Logon Ko market Mein technical analysis aur indicator donon ko istemal karte hue trading Karni chahie Taki ham log kamyabi Hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

                  bhai jan forex trdaing main boht se mambers khud analysis arty hain or boht se indicators se trdaing karty hain mera yah khyal hai k jin mambers ko jin trdaing ethod ka expiernce hota hai w osi k sath he apni trdaing karty hain or es main koi kahs harj nahi hota hai mera khyal hai k boht se log analysis kar k trdaing boht achi kar rahy hain jub k boht se mambers ayes hungy j indicators ka boht he zaberdast use karty hungy es liye hmary lye zyda best yah ao k hum jis method se bhi trdaing karen hain sk acha knolwedg ho jis ko hum apni trdaing kar k apny liye profitable bna saken frex main jub tak hum khud miyrai trdaing nahi karty hmain acha prfit kbi bhi nahi mil skkta hai tu hmaisha ase trdang karen jis main loss hony k chnaces kam se kam hun or profirt hony k chnaces zayda hun
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

                    g bhai hum sab ko indicators pe itna ziyada relay nhi karna chahiye qk indicators mostly sahi singnals nhi dete, aur agar hum ko ek acha trader banana hai aur forex trading ko apna career banane ki khuwahish hai to khud se mukhtalif time frames ke uper marke ka jaiza lena chahiye, aur apni analysis skill ko strong karna chahiye. Indicators ki bhi help lene mein koe burai nhi hai magar is ke sath sath khud se market ka jaiza lena bhi buhat ziyada ahmiyat rakhta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

                      Indicators ki madad se judgement karna.
                      Dear trader basically indicator humko ek real time indication ya value dete Hain Magar Ham use value ko judge aur analyse apne zehan ke hisab se karte Hain, indicator tamam traders ko ek hi indication dete Hain Magar us ke analysis Ka tarika kar trader's per depend karta hai ki vah us ko kis sence mein leta hai aur kya strategy banata hai uski judgement ke liye. Jab Ham trading karne se pahle technical analysis karte Hain to uske sath sath hamen fundamental analysis ko bhi dekhna chahie kahin aisa Na Ho ki koi aisi bari news aane wali ho jis ki wajah se market mein bari changes a sakti hain isliye donon ko follow Karen aur donon ki madad se tradingKaren.
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                        MT4 trading terminal pay trading kertay huay traders indicators ki bajaey khud he time frame ko daikhtay huay trends kiyu nahi daikhtay? Indicators pay inhisaar ki bajaey kia different time frames mai market ki previous ya past movement say analyse kerna behtar nahi hota?
                        Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha k forex trading main humy indicators k bajay khud candle chart ko seekeny or samjeny is k bary main full information hasil karny or jtna ho sakta ha maximum practice karny jab ap confident hon k ap ab khud analysis kar k trading kar sakty han to phr ap ko chae ha ache trading karny or jab tak ap samjty han k ap ko analysis ki samj ni ati ha to ap ko trading ni karni chae ha balky ziada sy ziada ache mehnat kar k learning or practice jari rakhni chae ha ta k humy maximum knowledge or experience hasil ho jis sy hum ache trading kar k ache earning kar sakeny gy or jtna hum khud seek k trading karny gy to humy ziada fayda ho sakta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

                          Forex ka har members hi yehi chahta hy k wo thory wqt mn hi kamyab ho jaye or duniya mn ameer treen logon mn shamil ho jaye. Maximum bndy yehi chahyy hain k koi shortcut mil jaye jo hmari kamyabi ka sbab ban jaye to pyary dosto shortcut sy kabhi bhi na koi kamyab hova hy na hi kamyab ho ga. Kamyabi k liye apko mehnat krni parti hy. Ap jitni mehnat krty hain itna hi ap kamyab hon gy. To ab bat krty forex mn to is mn agr ham just indicator chek kren gy or chezen ni dekhen gy to ham analyse thk ni kren gy to ap nuqsan hi uthaen gy.
                          To jo achy trader hain wo har chez ko mdde nazr rakh k analyse krty hain. Wo news sunty technically sochty fundamental dekhty indicator bhi dekhty to wo trde journal py bhi kam krty hain isi lye wo kamyab hoty
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

                            Ziada tar New Traders Indicator ka Sahara Lete hein.

                            Actually jab hum forex mein new enter hotey hein to hamen us waqt khud ke analysis karne mein kafi ziada mushkilat hoti hein kioun keh market mein hamara kuch khas experience and knowledge nahin hota hey aur is wjha se hum khud se achey analysis nahin kar saktey hain, jiski wjha se bohot sarey traders indicators ka Sahara letey hein, lekin jese jese hamen is business mein acha knowledge and experience hota jta hey to hum is business mein ahista ahista kamiyab hotey jatey hein aur phir hum kisi bhi indicator ko Accept hi nahin kartey hein jab tak keh hum khud se analysi nahin kar lete hein hum kisi bhi indicator par depend nahin kartey hein aur yeh waqt ke sath sath hota hey yakdam nahin hota hey isliye agar hamarey pas achey indicators hon Jesa keh RSI, CCI, Bollinger Bands, yeh most famous indicators hein inko hum use kar saktey hain is mein koi ssue nahin hey,
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders Indicators ki bajaey khud analyse kiyu nahi kertay hain?

                              dear forex market main ager ap ko khud bhi analysis karny aty hain tu tab bhi ap ko indicator ki need parti hai wo indicator fazol nahi hoty hain na he ap ko wo fazol samjhny chaheay un say hmain bohtub he help milti hai jiss ki waja say ham un ki help say forex market ko samjh sakty hain indicator ky bgari forex market ko samjhna mushkil hota hai farz karain ap nay ager over bought aur over sold ko dekhna hai tu ap ko RSI ki help lani pary ge aur issi tara say moving averages bohut he importance rakhti hai aur aik ichimoko wo bohut he acha indicator hai jiss ko bnany main 30 sal lagy hain tu ap indicator ko bura nahi keh sakty hain ager ap ko analysis karny aty bhi hain tu tab bhi ap ko forex market main indicator ki need parti hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X