Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay
    Forex trading business me jo traders apni ghalti tasleem karty hey wo apni hi ghaltiu se learning karna be achi tarha janty hey me esy traders ko hi successful aur expert samjta hon jo trading me ki gai ghaltiu ko tasleem be karty hey aur es se learning be karty hey,

    agar ham apni ghaltiu ko accept karen gey to es key base par ham apni future me trading ko behtar kar sakty he aur hamy apni ghaltiu se hi koch learn karny ka muqa be mil jata hay, esy traders ko me failure hi samja hon jo apni ghaltiu ko accept nahi karty aur es ko ignore kar key apni future ki trading ko behar karny ka khayal mind me laty hey esa possible hi nahi key app mistakes ko accept be na karo aur app kamyab trader be ban jao.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

    G ha dear ais market mai agar ap ne dekha ho to ais market mai hum jab aik dafa ghalti kar lety hai to aus ki waja se hum ko ais market mai loss hota hai aor aus ghalti ko hum agar maan jaty hai aor aus ko sahe kar lety hai to aus se hum future mai loss se bach sakty hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai jab kaam karna hai to ais mai aisy kaam karna hai k apni porani ghaltion ko mind mai rakhna aor aun ko dobara ais mai ni karna ais market mai ap jab discipline k sath kaam karty hai to ais market mai acha result le sakty hai magar ais k liay ap ko mehnat karni hoti hai tab hi ap ais market mai acha profit bana sakty hai ais market mai ap ko sahe hona parta hai tab faida hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

      Trader jab tak apni ghalti tasleem nahi karey ga uss waqt tak wo seekhay ga bhi nahi. Forex trading business aik bohat barra aur wasee business hai. Forex trading business saal ha saal say chal raha hai aur saal ha saal tak iss kay khatam honay kay bhi koi chances nahi hain. Jab tak duniya mai currency mojud rahey gi uss ki exchange bhi hoti rtahey gi aur forex trading market bhi qaim rahey forex trading business bhi grow he kerta rahey ga. Tarders ko jab loss ho jaey tou unhain chaiye sub say pehlay iss baat ko tasleem karain kay iss mai unhi ki ghalti hogi kiyu kay trading market khud say kisi ki tarde na tou open kerti hai aur na he close kerti hai tou jo bhi trade open ya close hoti hai wo tarders khud kertay hain iss liye ghalti bhi traders ki he hoti hai aur unhain theek bhi traders nay he kerna hota hai. Forex trading business mai jitni jaldi apni ghalti tasleem ker li jaey utni he jaldi usay theek kernay kay liye mehnat aur learning shuru ki jaa sakti hai jitna late kertay jaen gay utna he loss ziada honay kay chances bhi barhtay jaen gay
      • #4 Collapse

        Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

        yes dear forex market main jab bhi ap say koi mistake ho jay tu ap ko wo mistake ka ilzam market ko nahi daina chaheay balky wo galti ka ilzam khud pay lagana chaheay kyon ky galti tab hoti ha jab ap ky pas kam experience hota hai jiss ki waja say loss ho jata hai aur ap uss loss ki tention mki waja say yehi samjhty hain ky market nay galt movement kia hai asqal main tab presure main hoty hain aur emotions main aker trading kar rahy hoty hain ap jab bhi trade karain pehly demo account main achi tara say practice kar lain phir ap ko trade karni chaheay jab tak ap ko apne uper complete confidence na ho jay tab tak ap ko real account main kam nahi karna chaheay forex main pehly kisi achy teacher say sekhna chaheay phir he ap ko forex main invest karni chaheay phir he ap success ho kar earn akr sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

          g hn hmen apni glti ko manna chahye phr us glti sy hi hum sikh kr kmyab ho skty hn q k aksar log apni glti ko nhe tasleem krty jis sy wo usko thk nhe kr paty r loss mn hi rhty hn is lye apni gltiyn sy sikhen
          • #6 Collapse

            Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trdaing ka bsuiness aik riksy bsuiness hai es liye aghr hum apni trdaing main risk ko manage karty karty dar jaty hain ta he hmari trdaing main galtian ho jati hain es k ilwa forex main or bhi boht se galtian har trdar kar jaata ha jis se un ko loss ka samna karna parh jata hai tu aghr hum chahty hain k hum apni trdaing main kamyb ho jaen tu hmain apni trdaing main aik bar jis galti se loss howa ho osko dobra reapte nai krna chahye q k juba p apni galtian cver up nahi katy hain tu ap os main kbhi kamyb bhi nahi o paty hain tu hmaisa aik galti ko thek karny k bad osko wahen khtm kar den aik kayb trdaor apni galtiun se he sikhta ai or apny loss se he sikhta hai ayse agh hum apny har loss ki wjah koi dekh kar osko apni trdaing se khtm kar den tu hum bari achi trdaing kar skty hain or kamyab bhi ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

              gee bhai apnay thek kaha hai main bhi app ki bat say agree hun forex main apni galti ko tasleem karna bohut he zrori hai ager ap asa nahi karain gay tu ap forex main kuch bhi nahi sekh skain gay galti ko tasleem karty hain jab tab he ap ko forex main achi learning milti hai aur market main experience gain kart hain forex market main kam karna itna aan nahi ha jab tak ap es ky rules ko follow nahi karain gay tu ap ko success nahi mil skay gee iss lea ap k forex main rules ko achi tara say follow karna chaheay aur apni galtion ko kam say kam karna ho ga jitni bhi galtian kam hon gee ap ka loss utna he kam hota jay ga aur aik din loss hona band ho jay ga es lea apni ko man kar forex main win karain kyon ky forex main ham 70% experience hamain apni he galtion say milta hai jis say ham success ho sakty.
              • #8 Collapse

                Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

                G dear ap ny bilkul sahi kha ham jb apni ghaltia or apni mistake qabool kr lety hain to ham es qabil hi jaty hain k ham next wo mistake repeat na krain..
                • #9 Collapse

                  Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

                  Ji han friend ap ki bt bilkal durst hy forex m apni mistakes ko man lyna hi kamyabi hy jasa k hr business m profit or loss dono hoty han isi tahra forex b aik profitable business hony k sath sath aik difficult business b hy is m b hamy profit or loss dono hoty han or aik acha or kamyab trader wahi hota hy jo apny loss ko accept kry or apni galtion sy sekh kr agy barhy forex m loss sy sirf hmara account hi wash ni hota balky ham is sy bahtreen learning b hasil krty han loss hmara bahtreen ustad hota hy jis sy sekh kr aik successful trader bna ja skta hy asy traders hmasha loss krty han jo loss ko accept ni krty or himt har jaty han forex aik world wide business hy is m hamy zyada sy zyada mehnat ki zarort hoti hy successful trader ban ny k liay ye bot zrori hota hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

                    Always accept your Mistakes:

                    Bhai Apne bohot hi achi bat ki hey, Dunia ka koi bhi aisa business nahin hey aur na hi koi aisa insan hey jis se mistakes na hoti hon,jo traders bhi apni ghalti ko tasleem kartey hein to wohi trader hi is business mein kamiyab hotey hein kioun keh forex aik business he keh agar hum is mein ghaltian bhi kartey hein to phir bhi hamen faida hota hey aur hum apni ghaltiyon se forex ko achi trha se learn kartey hein aur bohot sarey aisey traders hein jinse agar koi ghalti ho jati hey aur loss ho jata hey to phir woh apne emotions ko control nahin kar patey hein aur trades par trades lagatey hein jiski wjha se unhen loss hota hey, aur phir woh hamesha keliye is market se out ho jatey hein,
                    Forex business mein Patience ke sath sath mistakes ko accept karna bhi lazmi hota hey iske baghair hum kabhi bhi forex mein kamiyab nahin ho saktey hain aur nahi kabhi achey trader ban saktey hain isliye hamen chahiye keh always apni mistakes ko accept karen aur usey avoid kartey huwe mazeed learning ke sath sath agey barhtey jayen to hum kamiyabi ki taraf gamzan ho jatey hein.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

                      Jab ham log market Mein Kaam Karte Hain To Ham Logon Ko nuksan Bhi hota hai aur profit bhi hota hai isliye Ham Logon Ko Apne nuksan Ko Taslim kar lena chahie aap Logon Ko ghabrana Nahin chahie FIR Ham logon ko kamyabi milati hai aur ham log Kafi Achcha profit Hassan kar sakte hain ham log Kafi Kuchh banaa sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

                        Dear friend forex trading main hum log koi na koi galti kar jaty han jis ki waja sy humy loss hota ha acha trader apni galti ko accept karta ha or is ko dor karny ki try karty ha or is sy seekta ha or is tahra ki same galti dobra na karny ki kosish karta ha or proper learning karta ha or is pe proper practice karta ha is k bary main maximum knowledge hasil karta ha or apni galti pe pura abur hasil kar k phr trading karta ha ta k dobra galti na ho or is sy loss na ho balky ziada sy ziada profit ho is ley humy bi apni galtiun sy seekena chae ha or in pe practice kar k in pe mukamil abur hasil karna chae ha ta k hum kamyab ho sakeny or humy dobra loss na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

                          AOA dear respected member ye aik bhut bara sach hai KY ghalti ko tasleem Karna bht Bari bhadri hai or Bari kamyabi hai .kue KY ghalti kar KY hi ham sekhtye hai or Acha experience hasl kartye .or phr loss sy Bach's ja Sakta Hain.thankxx
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

                            Trading aik difficult business hy Jo predictions per base karta hai, bahut si dafa aisa hota hai ki hamari prediction ghalat sabit ho jatin hain aur hamen apni trade mein loss Wana shuru ho jata hai. Trader ke sath sath Ham ek human bhi hain aur human hamesha mistake karta rahata hai lekin hamen yah chahie ki apni tamam mistake ko note down kar liya Karen aur apne free time mein un ka review Kiya Karen Taky hamari mistakes dobara repeat Na Ho. Agar Ham apni is koshish Main kamyab Ho jaate Hain ki hamari mistake repeat nahin hoti to samajh len ki aap ne bahut ziada knowledge hasil kar liya hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni ghalti tasleem karna hi kamyabi hay

                              Forex trading business mein jo log apni Galti Taslim karte hain aur koshish Karte Hain ki apni galtiyan ko remove karte hue profit earn kiya jaaye apni galtiyo Se Jyada Se Jyada learning Hasil karne chahie Jo traders apni galti se sikhty Hain Aise traders Kamyab Hote Hain kabhi bhi apni Galti ko dusron per Nahin dalna chahie confident se trade Kitni chahiye aur in case laws koshish karen Kay Jyada Se Jyada experience build experience ko use Karke Ve Ek Galti Bar Bar Na ki jiye Ek behtarin Aur Kamyab trailer Hamesha apni galtiyon ko recover karne ki koshish karta hai aur apni Galti accept karta hai kabhi bhi dusron per blame Nahin Sakta aur koshish karta hai ki galtiyan ko recover karte hue profitable trade order lagaen Taki profit earn kiya ja saky shukria...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X