kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?
    friends jesy ky ap janty hain ky forex trading ka aur banks ka apas aik realtion hai aur jitny bhi international banks main wo bhi trade karty hain tu es hwaly say mera ap say yeh swal hai ky kia pakistan main bhi banks trade karty hain ya nahi forex main kyon ky mere aik friend nay btaya ha ky banks ki trade kuch professional aur expert krty hain tu mujhy yeh bat confirm nahi ho saki jiss waja say main yeh swal pocha hai ager kisi ko yeh pata hai tu please guide karain es say ham bohut fiada utha sakty hain ager hamry pas acha experience ho ga tu ham bhi banks say rabta kar ky fund mange kar sakty hain aur ess say jitna fiada ho utha sakty hain please sab log apna idea share karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

    Dear mery khayal me nahi karty, agar karty be hey to hamari investment be us me shamil hoti hay jo key saving account me hamy profit dia jata hay ye banks koi na koi business zaror karty hey, magar bank account holder ko es bary me kesi kisam ki maloomat nhi di jati hay aur har account holder ko apni investment key base par hi fix profit de dia jata hay, hamy ye find nahi karna chaye key Pakistani banks Forex market me trading karty hey ya nahi hamy apni hi trading ka sochna chaye aur planing karni chaye key kesy hamari trading pehly se achi ho saky.
    • #3 Collapse

      Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

      Mere Khyal Mein Bole Hogi Forex trading Nahin Karte Kyunki ismein nuksan bhi ho sakta hai aur profit bhi vah log dusre karo bad Mein investment Karte Hain isliye Ham Logon Ko Bhi Jyada Se Jyada hardworking Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

        Dear jaha tak baat hai Pakistani bank ki to ais market mai bahot sary banks hai jo as mai kaam kar rahy hai aor ais mai se paisa kama rahy hai aor ais mai Pakistan k bhi bank ho gay jo ais mai kaam kar k paisa kama rahy hai aor aus par jo ain ko profit ho raha hai wo logo mai disribute kar rahy hai aisy hi agar ap ne ais market mai dekha ho to Pakistan mai se kafi log hai jo ais market mai kaam kar rahy hai aor ais market mai se paisa kama rahy hai agar abi humry pass koi learning ki academies ban jaye to aus ka faida ye ho sakta hai k ais market mai jo log loss karty hai wo ais mai loss se bach jaye gy aor ais market mai se paisa kama sakty hai ais market mai ap ko agar kamyab hona hai to aus k liay ap ko mehnat karni pary gi.
        • #5 Collapse

          Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

          Banks ko pesy apny pas rakhny ka faida sirf yehi hota hai ky unki bhi forex market main trade chal rehi hoti hai tou jitni zyada investment hoti hai profit bhi utna hi zyada earn kerty hain her bank ky apni aik team hoti hai jo forex trading experts ki hoti hai aur banks bhi tou other people ko bank account holders hoty hain unka pesa hi forex market main use ker rehy hoty hain tou bari investment per bary risks sy forex market main trade laga ker bahot short time main banks forex market sy bahot zyada profit hasil ker lety hain phir us profit ka kuch hisa hi banks apny account holders ko dety hain baqi sari amount apny pas store kerty hain aur banks ny konsa daily basis per account holders ko pay kerna hota hai banks main bahot zyada money reserved hoti hai jis ko forex market main investment ker lety hain aur trading experts ko use ker ky banks bahot zyada earning kerty hain small level waly banks ho sakta hai forex trading na kerty hon lekin bary banks forex market main bari investments ker ky trading kerty hain aur bara profit bhi hasil kerty hain
          • #6 Collapse

            Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

            jee han forex market main pakistani banks bhi kam karty hain mere pas aik senior trader hai ju khud un banks ki trade karta hai aur wo bohut he high lot use karta hai aur mujhy kisi friends nay btaya tha ky wo banks ki trade karta hai kyon ky uss ka account size he figure main itna big tha ky ham count he nahi kar sakty hain tu mujhy pata chala hai ky wo forex market main apny paksitani baks ki trade karta hai forex market main sab sy achi ap ki psychology honi chaheay jitni achi ap ka psychology level ho ga utna he ziada aur jaldi forex main ap success hongy kuon ky forex main kam krny ka ky lea apni mently halat ka acha hona bohut he zrori hai phir he ap forex market main kam kar sakty hain aur earn kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

              Forex Trading kay business main penny stock nhy hotay hain aor Forex Trading main Trader ko online currencies kay Trading karna hoty hay aor Trader ko Forex Trading kay business say good earning hoty hy jb Trader Forex Trading kay business main thek tarah say market kay price movement ko follow kar kay Trading karta hay
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

                My dear Pakistani bank forex mn trade kr rhy hain k ni.
                Bank apny employees ko payment kahan sy kry ga agr wo jo pesa jma hota wohi logon ko dy dy to. In word sab sy zyada jo trade krty hin wo bnk hain. Ap log jo saving acount open krty hain yo apko jo percentage milti hy profit ki to wo yehi trading ki wja sy milti hy wese hi bank mn pesy pary pary zyada to ni hoty .ap ny suna hoga k wo bank dewlya ho gy wo boht oper chl gy to ye inki trading ki wja sy hi hota hy.
                Bank mm boht expert hoty jo pora jaiza lga k trade krty hain or billion pesy kmaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

                  Forex Business in Pakistani Banks

                  Forex business purey world ka aik worldwide business hey aur Pakistan mein bhi is mein lakhon log work kar rahey hein aur is trha se pakistan ke banks bhi is mein involve hein kioun keh forex business mein purey world ke banks involve hein aur yeh har country mein ho raha hey yeh business har country ka aik hisa kioun keh is business mein purey world ki currencies ki buying and selling ho rahi hey is wjha se dunia ka koi bhi aisa country nahin hey jis mein forex trading na hoti ho is trha se same pakistan mein bhi jitne bhi banks hein un mein Forex experts bethey hotey hein jo keh forex accounts ko hi manage kartey hein aur Banks ziada tar Long term trading hi kartey hein kioun keh un ke pas long term Plan hotey hein is wjha se woh is mein Long term Share Buy sell kartey hein.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

                    Forex trading business mai online kaam kia Jata hai. Iss mai poori duniyaa say laakhoo traders kaam kertay hain aur issi Tarah poori duniyaa say hazaroo companies bhi kaam kerti hain. Forex trading mai security exchange aur brokage companies kaam kerti hain. Banks kabhi bhi online forex business ya kisi bhi dusra line businesses mai kaam nahi kertay hain. Banks national hoo ya international hoo aisa koi kaam nahi kertay jiss mai sarmaya hard cash mai nahi ho aur wesay bhi banks mai paisa ya deposits to unkay account holders ka hota hai iss liye banks kabhi bhi apnay accounts ka paisa kisi bhi tareeka say kisi bhi business mai nahi laga saktay. Pakistan mai bhi banks proper rules aur regulations kaymutabiq he kaam kertay hain. State bank of Pakistan bhi international organizations kay rules he follow kerta Hai aur unn kay mutabiq Pakistan kay tamaaam banks say bhi wohi rules follow kerwaney ka responsible hai. Pakistani banks online forex trading nahi kertay aur na he ker saktay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

                      Assalam walekum Pyare bhai jaan Pakistan Bank Forex main trade kar rahi hun Ki Nahin Bank apni please ki payment kahan se Karega Agar vah Jo Paisa Jama Hota Hai Vahi logon ko de de to in world sabse Jyada Jo trade karte hain vah Bank hain aap log jo saving account open karte hain yah aapko pair can take milati Hai profit ki To vah Yahi trading ki vajah se milati hai vaise hi Bank Mein paise Pade Pade Jyada To Nahin Hote aapane Suna Hoga Ki vah Bank dilva Hoga Ki vah bahut Upar chalega yah link Inky trading ki vajah se hi hoti hai Bank mein bahut expert hote hain Jaipur Aaj Aisa Laga Ke trade karte hain aur billion se paise kamate Hain Kyunki Bank bhi Aisa World Bank hai joki trading karta hai aur yah bhi Kaha jata hai ki Bank Se Kabhi Bhi Online product business ya Kisi bhi dusre line Business mein Kam Nahin karta
                      • #12 Collapse

                        Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

                        Assalamualaikum Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai Ki Pakistan mein Forex trading ka koi bhi business Nahin Hai Pakistan mein koi bhi Bank Aisa Nahin Hai joki Forex trading ka kam kar raha hun Kyunki international market Mein ya band kam karte hain aur Logon Ko training ke liye Apne Sath business Karte Hain To isliye acchi trading karna chahte hain to install Forex ko join Karen aur instaforex mein mehnat Karen Kyunki instaforex Aisa broker hai jo ki aapko lifetime aur Achcha profit De sakta hai to isliye hard worker mehnat Karen jisse aap Kamyab aur Behtar earning kar sakte hain aur apne Aane Wale Waqt mein bahut hi effect aur accha profit Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arbaaz پيغام ديکھيے
                          friends jesy ky ap janty hain ky forex trading ka aur banks ka apas aik realtion hai aur jitny bhi international banks main wo bhi trade karty hain tu es hwaly say mera ap say yeh swal hai ky kia pakistan main bhi banks trade karty hain ya nahi forex main kyon ky mere aik friend nay btaya ha ky banks ki trade kuch professional aur expert krty hain tu mujhy yeh bat confirm nahi ho saki jiss waja say main yeh swal pocha hai ager kisi ko yeh pata hai tu please guide karain es say ham bohut fiada utha sakty hain ager hamry pas acha experience ho ga tu ham bhi banks say rabta kar ky fund mange kar sakty hain aur ess say jitna fiada ho utha sakty hain please sab log apna idea share karain.
                          Mere Khyal Mein Pakistan ke bank se Forex trading market Mein involve nahin hai iska sabse main dasange hai ki Pakistani banks mein holiday ho ya Kuchh Bhi Ho is Forex trading market per koi bhi impact Nahin hota hai Pakistan ke bank ka han Forex trading market Mein Koi Bhi link Nahin Hai han lekin big countries jo hai jinki market se ka Forex trading market per bahut jyada hi prapt hota hai unki bank se ki moments a actions ka Forex trading market per bahut jyada effect hota hai Hamen UN bank se commercial bank se 12 ke activities per Najar rakhni chahie is se Hamari trading mein bahut jyada improvement a sakte hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

                            Banks ko pesy apny pas rakhny ka faida sirf yehi hota hai ky unki bhi forex market main trade chal rehi hoti hai tou jitni zyada investment hoti hai profit bhi utna hi zyada earn kerty hain her bank ky apni aik team hoti hai jo forex trading experts ki hoti hai aur banks bhi tou other people ko bank account holders hoty hain unka pesa hi forex market main use ker rehy hoty hain tou bari investment per bary risks sy forex market main trade laga ker bahot short time main banks forex market sy bahot zyada profit hasil ker lety hain phir us profit ka kuch hisa hi banks apny account holders ko dety hain baqi sari amount apny pas store kerty hain aur banks ny konsa daily basis per account holders ko pay kerna hota hai banks main bahot zyada money reserved hoti hai jis ko forex market main investment ker lety hain aur trading experts ko use ker ky banks bahot zyada earning kerty hain small level waly banks ho sakta hai forex trading na kerty hon lekin bary banks forex market main bari investments ker ky trading kerty hain aur bara profit bhi hasil kerty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia pakistani banks bhi forex trading karty hain ya nahi ?

                              Assalamu Alaikum dear friend forex market Mein Pakistani Bank SBI kam karte hain mere pass Ek senior trader hai jo Khud UN Bank uski trade karta hai aur vah bahut hi hai Laut use karta hai aur Mujhe Kisi friend ne bataya tha ki vah penske trade Karta Hai Kyunki uska account shayad hi figure mein naa big Tha ke kam Ham account bhi nahin kar sakte hain to Mujhe Pata Chala Hai Ki vah forex market Mein Apne Pakistani mens ki trade Karta Hai forex market Mein sabse acchi aapki bilkul achi honi chahie jitni acchi aap kafi Dukh logical level Hoga utna hi jyada aur jaldi Forex main aapse Honge Kyunki Forex Mein kam karne ke liye apni mentally Halat ka Achcha Hona bahut jaruri hai ki aap forex market Mein kam kar sakte hain aur Anya kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X