Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?
    Forex trading business aik unpredictable business hai jiss mai market ka kuch Pata nahi hota kay Kab demand aur supply ka balance disturb ho jaey. Kia koi aisa tareeka ya strategy hai jiss say traders ko apnay honay waley loss ka pehlay say undaza hi jaey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

    Forex business mein jab aap achi trha se learning kartey hein aur apke pas iska waseeh tar knowledge ajata hey to phir apko yeh samajh ajati hey keh mein jo trade laga raha hun yeh kis jagha par mujhey loss degi ya kis jagha par mujhey profit degi.
    Stop Loss and Take Profit ko bhi isliye hi introduce karwaya gaya hey keh agar koi bhi trader yeh samjhey keh mujhey is point par loss hoga ya usey confirm ho keh is point par loss ho raha hey to woh apni trades ko us point par close kar sakta hey asani ke sath, is wjha sey is bar par ziada se ziada zor diya gaya hey keh Always Stop loss ko hamesha use karen karen kioun keh is se agar hamen loss ho bhi jata hey to hum utna hi loss kartey hein jitna keh hum efford kar saktey hain, Jab aap achi trha se analysis kartey hein to apko is bat ka yaqin ho jata he keh jo order mein laga raha hun woh agar mere SL wale point ki taraf move kar gaya to mujhey is mein loss hi hoga.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

      Dear ais market mai ap jab analysis karty hai to aus time ap ko ais market mai koi trade milti hai to aus par ap ko ye 100% confirm ni hota k ap ko aus trade par profit hi ho ga kun k agar ap aus time ais market mai koi trade lagaty hai to aus par ap ko profit bhi ho sakta hai aor loss bhi ho sakta hai agar ap ais market mai achy analysis karty hai aor aus trade par ap ko loss ho jaye to ye zarori ni hai k ap achy trader ni hai kun k ais market mai kuch trades par to loss hota hai magar kuch trades par ap ko profit hota hai agar ap ais market mai acha profit bana ley to ap ko ais mai phir bhi money management k hisab se kaam karna chaye kun k zayda risk lena ap k account k liay best ni hai ais liay soch k kaam kary.
      • #4 Collapse

        Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

        forex mai loss be hota hain loss be businss ka he part hain forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy mistake ko avoid karna ho ga hamy loss sy learning gain karne hi ge pher he hum experts ban saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live trading kar sakty hain hamy loss ka anzada pahly nahi hota hamy loss jab ho jata hain hamy tab pata calta hain ky hamara account banned ho cuka hain forex aik wasee busines hain hum is mai apne maze sy time table bana kar kam kr saky hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

          Jab ap trade krty hain to ye hy hi ik risk. Rahi bat ye k ap ko pehly sy maloom ho k loos hona hy to esi bat ni hy. Jis bandy ko ye pta ho pehly hi k loss hona hy to wo bewaqoof to ni hy k trade phir bhi kry ga. Trade ji bhi bnda krta hy wo apni trf sy best analysis k bad hi krta hy. Insan hy us k analysis ghlt bhi ho jaty some time. Mgr jo achy trader hain unko market ki move ka andaza hota hy wi usi hisab sy trade krty or un ko jitna bhi benifit aa jaye wo itni risky trde ni krty k account hi khali jo jaye. Trade mn 100 percent koi bhi trader ni keh sakta k us mn faida hi faida hoga. Agr apko zyada benifit bhi ho jaye to apko money management krni cahye
          • #6 Collapse

            Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

            Loss and profit market ka hissa hai isliye Ham Logon Ko ghabrana Nahin chahie Ham Logon Ko girl lost Ho Jaaye To Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard work karna chahie Taki ham log forex market Se Acha profit asalkar Sabhi Ham Logon Ko Agar hard work Karte Hain To
            • #7 Collapse

              Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

              Loss and profit market ka hissa hai isliye Ham Logon Ko ghabrana Nahin chahie Ham Logon Ko girls lost Ho Jaaye To Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard work karna chahie Taki ham log frax market se achha profit Sabhi Ham Logon Ko a sake aur Kama sake
               
              • #8 Collapse

                Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

                Jab aap trade Karte Hain To yah hi hi Ishq Rahi Baat yah hai ki aap Pahle Se Maloom Hoke loss hona hai to ISI Baat Nahin Hai Jis Bande Ko yah pata hai ki pahle hi kilo Sona Hai To vah bevkuf To Nahin Hai Ki trade Fir Bhi Karega trade ji jo bhi Banda trade Karega article se pata hai ki agar mint rate Karunga to mujhe dosh hone ka Khatra Hai To Agar trade Karega to bevkuf hai agar vah Apne dimag se kam Karega to Kamyab Ho sakega loss and profit market ka hissa hai isliye Ham Logon Ko ghabrana Nahin chahie Ham Logon Ko Garv lost Ho Jaaye To Ham Logon Ko Jyada Se Jyada hard work karna chahie Taki ham log forex market Mein acchi karykarta ki saranjam De sake
                   
                • #9 Collapse

                  Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                  Forex trading business aik unpredictable business hai jiss mai market ka kuch Pata nahi hota kay Kab demand aur supply ka balance disturb ho jaey. Kia koi aisa tareeka ya strategy hai jiss say traders ko apnay honay waley loss ka pehlay say undaza hi jaey?
                  Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai yah isliye bhi bahut jyada special Hai Kyunki yah 24 hours open rahata Hai Ham ismein Kisi bhi time kam kar sakte hain aur koi nahin hai na hi ismein Hamara Koi bahut hi Ham Khud he is business ke andar Hain Jab Ham is business Mein kam karne Lagte Hain To lote se bachne ke liye Ham market ko analyse karte hain aur countries ki news per acche tarike Se Nazar rakhte Hain Kyon Ke market mein jo Kuchh Bhi hota hai vah dollar ki movement ki vajah se hota hai agar Ham USA ke dollar per acche tarike se Najar rakhte Hain To Hamen Kafi Jyada ped se kamyabi Hasil karne ke chances mil sakte hain isliye fundamental analysis ko bahut jald se jald sikhana chahie Taki Hamare trading mein se Hamen Achcha munafa kal ho sake
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

                    Forex trading Ek bahut hi Achcha business hai yah isliye bhi bahut jyada special hai Kyunki Hai 24 ghante open rahata hai Ham ismein Kisi bhi time kam kar sakte hain aur koi nahin hai nice Mein Hamara Koi bahut hi Ham Khud Hi Is Desh Ke Andar Hain Jab Ham is business Mein kam karne Lagte Hain to load se bachne ke liye Ham market main jo Kuchh Bhi Hota Hai what dollar ki movement ki vajah se hota hai agar Ham Uske dollar per Achcha tarike se Najare rakhte Hain To Hamen Kafi Jyada ped se kamyabi Hasil karne ke chance Hote Hain aur mil sakte hain isliye fundamental analysis ko bahut jald se jald sikhana chahie Taki Hamara training mein se Hamen Achcha munafa mil sake
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                      Forex trading business aik unpredictable business hai jiss mai market ka kuch Pata nahi hota kay Kab demand aur supply ka balance disturb ho jaey. Kia koi aisa tareeka ya strategy hai jiss say traders ko apnay honay waley loss ka pehlay say undaza hi jaey?
                      Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading asa business ha jis main kisi bi waqat kuch ni ho sakta ha is ley humy chae ha k hum log har waqat ready rahen is k sab sy best hal ye ha k ap ny apna account safe rakhena ha to ap ka har trade k sath stop loss ka istamal karny to ap jtna bi stop istamal karny gy to ap ko utna he loss ho ga agr hua to warna ap ko maximum fayda ho is ley Mary Khayal main unpredictable situation main humy proper money management or risk management k sath trading karny ta k ap ko loss k chance Kam sy Kam hon or profit k chances maximum hon ta k hum easily successful ho sakeny or forex trading main ache earning kar sakeny or loss sy Bach saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

                        bhai jan ap ny bilkul shai bat ki hai forex trading main loss kab ho jay kisi ko bhi pta nahi hota hai es k liye hmain boht se method ko use kar k apni trading k liye ayse pahly peshan goi karna parhti hai jis se hmain andaza hota hai loss or profit kis trha se hmain ho skta hai or yah sub hmain market k trend se pta chlata hai jis se hum yah dkehty hain k market pahly kis point par thi or ab kahan hai or agy es k kahan jany k rujhan zyda lag rahy hain aghr yah bat kahi jay k forex main hmain tukky ki base par trading karni hoti hai tu hum yah bhi kah skty hain laken jub hum market ko watxh karna shoro kar dety hain tu hum khud he market ko smjh kar osko follow karny ki ability rakhty hain es liye apny kam ko sikh kar karen jub apka expiernce barh jata hai tab apko asani hoti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

                          supply and demand ka jo balance kharab hota ha wo fundamental analysis ki waja se hoti ha agr ap fundamental analysis ko bhi sath karna start kar de day tu ap pehle se hone wale loss se bach saktain hain kyuke ap supply and demand me garbar jo hone wali hoti ha is ka pata chal sakta ha aur ap ko pata chal e se right decision lenay se loss se bhi bach saktain hain ap
                          jub ap fundamental analysis karte hain tu jub ap ko samaj a jati ha tu ap os wakt 60% fundamental analysis ko aur 40% technical analysis ko prefer kare kyuke fundamental analysis ki waja se jub movement ati ha tu wo technical analysis ko fail kar deti ha aur ap ko pata chal sakta ha fundamental analysis ki waja se ab technical analysis fail ho sakta ha aur is tarah ap trade open nehi kare gay aur loss se bach jaye gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

                            bhai jan forex trading main jub hum trading karty hain tu loss hony ki boht se wajohat hoti hain jis se hmain loss hota hai or aghr hum yah chahty hain k hmain pahly pata chal jay loss ka yah kis trha se pta chala skty hain tu aysa tab hota hai jub hum market ko achi trha se anlysis nahi karty hain or jald bazi main oder lga dety hain tab he hmain loss hota hai es liye hum aghr chahty hain k hmain loss na ho tu hmain apni trading main achi trha se soch smjh kar or market k trend ko achi trha se find out kar k apni trading karen jis main hmain loss hony k chnaces bhi kam ho skaen or hum achi trading bhi kar skaen forex main jitna hum achi learning karengy otna he hmain forex main loss hony k chnaces kam ho skty hain or aghr hum forex ko sikhy bgaor karengy tu hum kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex traders ko loss pehlay say undaza kaisay hota hai?

                              forex markit main kaam karna aik resk hy or resk main ap ko pta hy keh naffah bhi hota hy or nuqsan bhi hota hy or khas twr py forex markit main trading karna to bahut bara resk hy is forex markit main trading karny waly kesi bhi waqt trade main apny ap ko loss sy mahfoz ni samjg sakta or woh jub trade lgata hy koshesh to us ki bahut hoti hy keh main is markit main trade us waqt karon jub loss ka khatra na ho but pher bhi kisi na kesi wajjah sy forex markit loss ki traf move kar jati hy to trader ko apna acount wash hony sy pehly hi pta chul jata hy keh mujhy is trade main loss hony wala hy us ko markit ky halat sy hi pta chul jata hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X