Trading main Patience kun zarori hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main Patience kun zarori hota hay?
    Trading main Patience kun zarori hota hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

    Dear her kaam aik tareeky se hota hai agar ap ais market mai dekhy to ais market mai ap ko faida tab hi hota hai jab ap ais market mai acha kaam karty hai agar ap ne ais market mai acha kaam karna hai to apko ais mai apni trading strategy k sath sabar se kaam lena hota hai kun k ais mai agar ap koi trade lagaty hai to aus par ap ko sabar karna parta hai aor aus mai achy entry point se trade lagani chaye aus mai ap ki trade ka stop loss kam hota hai aor aus mai ap ko acha profit ho sakta hai aus k sath sath agar ap ais market mai koi trade lagaty hai aus par loss ho raha ho to ap sabar kary to ho sakta hai k aus trade par baad mai ap ko profit ho jaye ais liay sabar bahot hi zarori hai ais market mai kaam karny k liay.
    • #3 Collapse

      Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

      Patience es ley zarori hay key app trading me acha profit earn kar sako, traders different type key patience (sabar) kar sakty hey jes ka faida bahot hi zeyda hota hay, agar traders market ko understand karny me patience karty hey aur complete market ko analysis kar key aur understand karny key bad koi be trading decision lety hey to es se traders ko faida ho saky ga, es key sath agar order open raka jaye aur apna experience use kar key es ko jald close na kia jaye to es patience ki waja se us key orders loss me move karny key bad profit de sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

        Traders kay pass achi trading karnay ke liye jo qualities honi chaiye in may say ager koi quality bohot he zaroori hai tu woh patience ke hai . jo traders patience kay sath trading karny kay qabil hoty hain wohi trading mai b behter results ko achive kar sakty hain.
        Trading mai patience iss lye b zaroor hai ke ager traders patience kay sath kam karna janty hain tu phir woh apni trading mai achi trading ke entry points ka sabar ya patience kay sath wait kar sakty hain. jo traders achy entry points ka patience kay sath wait karty hain woh baqi traders ke nisbat trading mai ziada kamyab rehty hain. iss liye patience ya sabar jaise quality ka traders kay pas hona bohot zaroori hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

          Patience kay baghair zindagi mai koi bhi kaam achay tareeka say shuru aur mukammal nahi hi sakta. Business mai bhi bilkul aisa he hai kay jo loog patience say kaam nahi laitay unhain business jaldi kangaal ker data hai.

          Forex trading business mai bhi patience kay baghair kaam bilkul nahi chal sakta. Forex trading business mai to patience bohat ziada zaruri hai kiyu kay iss business mai aik jald baazi bhi dobara normal nahi ki jaa sakti. Agar traders patience ko chore dajn tou jald baazi mai bohat ghalat faislay ho jatey hain issi liye patience say trading mai bohat faiday hotay hai. Forex trading mai sabar say kaam kia jaey tou kabhi bhi trading ghalat nahi ho sakti kiyu jo bhi trade patience say kaam liye baghair shuru ki jaey uss ka nateja acha nikal nahi sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

            Dear friend hamy faida to hmasha usi kam sy hota hy jis m ham sbar krty han hr wo kam hamy nakam kr dyta hy jo jald bazi sy kia gya ho ham agr forex m kam krty han to hamy is m patience sy kam lyna ho ga jald bazi hamy successful ni hony dy gi q k trading krty hoay ham jb b koi trade open krty han to agr wo thory sy b loss m chli jati hy to ham sbar ni krty k kahin ye zyada loss m na chli jaiy is liay ham market k wapis any ka intzar kiay bagar trade close kar dyty han jb k hamy intzar krna chaiy forex aik behad difficult business hy is m hamy bot zyada mehnat ki zarort hoti hy mehnat k sath sath hamy patience sy kam lyna chaiy or jald bazi ni krni chaiy
            • #7 Collapse

              Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

              dear forex markeet main koi kitna bhi experts trader hay uski analsys bhi theek ho sakty hay uska sab kuch theek ho sakta hay magar usay yeh kahabar nai ho sakty hay k markeet kab tak apni moovemnt achay tareekay say start kr sakty hay is liye agar ham har lihaaz say markeet main darust hain to ham main sabar nai hay tb bhi hamari sab mehnat aur koshish nakaam hay aur ham kuch earn krnay k kabil bhi nai hain patience har field main say pehla hota hay agar haamra order kabhi kbhi thoray bahut acahy profit main bhi hota hay aur ham sabar nai kr saktay hain tab bhi ham is markeet main nakaam hain,agar ham patience ka daman chortay hain to ham achi say achi trades ko miss krtay hain jis k baad main ham phir earning k liye lalach kraingay aur nakaam hotay jaingay is liye is markeet main patience ka hona bahut he zaruri hay aur lazmi hay.
              • #8 Collapse

                Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

                Jitna Jyada ham log market Mein Sabra karte hain itna hi jyada Ham Logon Ko market se profit mil sakta hai isliye Ham Logon Ko Jyada se jyada pyar karte hue trading Karni chahie Taki ham log Achcha profit Asal kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

                  Friend hamy agr forex m acha kam karna hy aik successful trader ban na hy to hamy is k liay zyada mehnat ki b zrort hoti hy hamy mehnat kar k acha knowledge achi learning or best experience hasil karna hota hy us k sath sath apni trading k liay achi planning or sb sy zarori chez patience ka hona bot zrori hy ham agr apny profit or loss m sbar sy kam lyty han to hamy acha fayda ho sakta hy or ham ziada nuqsan sy bach sakty han lalich hamy hmasha patience khony pr mjbor karta hy humy lalich sy b bachna chaey ta k km loss or ziada profit hasil kar saken patience hamy zindgi k kisi bi shoby m bot bary loss sy bach sakta hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

                    forex main trading main success hony ky lea saber ka hona bohut he zrori hai saber nahi tu aik acha experience wala bhi es main fail ho hai kyon ky har dafa market main oppertunity nahi milti hai forex main aik khas time aata hai jab market achi move hoti hai tab he ap ko achi earning milti hai jab ap bgair logic ky forex main trade karty hain tu ap ko forex main kamyabi nahi mil sakti hai forex market main saber ka hona esi lea zrori hai jy ap galt movement say bachain aur achi movement ka wait kar ky phir he market main enter houn main nay asy boht traders dekhy hain ju forex main acha knwledge rakhny ky bawjood loss karty hain us ki aik he waja hai ky achy level ka wait nahi karty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

                      Forex trading business mein patience ki sabar ki buht ziada ehmiyeet hai kiok forex mein agr hum sabar kartay han aur forex market ko samjh kar dekh kar aur analysis kar k trading kartay han tu hi trading se kuch hasil kar saktay han aur agr hum market mein jald bazi kartay han aur sabar se trading nahin kartay tu is se loss hi hota hai hum ko forex mein kamyabi sabar se milti hai agr hum trading mein sabar kartay han tu kaamyaab trader ban saktay han kiok sabar se market ko samjh saktay han sabar se trade open kartay han aur close karne mein sabar kartay han tu hi forex se profit earn kar saktay han is liye sabar karna cahaiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

                        trading main patince jis ki saber kahty hain es ki boht khas zarort hai or yah zarori es liye hota hai aghr hum es ko ignor kar k kam karty hain tu hum kbhi bhi apny kam ko bahtr nahi kars kty or sath main loss hmain alag face krna parh jata hai tu hmain kbhi bhi apny kam main saber ko nahi bholna chahye bohat se mamber apni trading or apny profit k mamly main boht he conciuos ho jaty hain un ko yah lagta hai k wo kuj he din mahant karengy tu kamyb ho jaengy or trading main amhar bhi ho jaengy jub ka ysa kuj bhi nahi hota hai yahi un ki galti hoti hai k wo saber nahi karty hain pher jub wo saber nahi karty hain tu wo kamyab bhi nahi ho paty un ko he zyda loss face krna parhta hai es liye kbhi bhi apni trading main jald bazi main koi kam na karen an trading karen or na he trading k mamly main kisi bhi trha ka koi faisa na kare soch smjh kar or fresh mind k sath kam karny main he hmain faida mily ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

                          forex trading main saber ka hona es lea zrori hai kyon ky saber ki waja say ham bohut sari mistake karny say bach jaty hain aur boht sari galt trade karny say bach jaty hain ap nay dekha ho ga new trader forex mainn trade karty wakt kitni jald bazi say kam karty hain aur bgair logic ky aur bgair kisi reason ky market main enter ho jaty hain jiss waja say unhain loss ho jata hai jald bazi ka yehi sab sy bara nuksan hota hai ky ham galt time pay market main enter ho jaty hain aur wait nahi akrty hain saber ky sath kam nahi karty hain jiss ki waja say hamin loss ho jata hai es lea forex main hamesha saber ky sath kam karny waly eh kamyab rehty hain kyon ky wo sabr karna janty hain esi lea wo forex main ziada reward laity hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

                            Ji han bilkul agar aap aap sab ke sath trading Nahin Karte to aap acche nahin kar sakte Kyunki Forex trading Ayesha work hai jismein aapko vate karna chahie Kyunki Agar aapane Ek trade open Ki Hai To uske liye Jaruri Nahin ki aap usko foreign close karne ki koshish karen Agar wo loss mein chal rahi hai to aapko vate karna chahie aapki Vahi trade profit ki taraf Aaegi lekin sabse pahle yah jaruri hai ki trade market to analyse Kar Ke Le Gai Gai ho to isliye sabse pahle market ko acchi Tarah Se analyse Karen aur Market ki position ko read karte hue trade open Karen jisse aap Achcha profit kaise kar sakte hain aur acchi earning Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading main Patience kun zarori hota hay?

                              Forex trading Mein Safal hone ke liye Sabar Ka Hona bahut jaruri hai Saba Nahin to Ek Achcha experience Wala Bhi ismein fail ho Hua Hai Kyunki Har dafa market Mein opportunity Nahin milati Hai Forex Main Ek Khas time Aata Hai Jab market acchi Hoti Hai tab hi aapko acchi earning milati Hai Jab aap bagair logic ke frocks Mein trade karte hain to aapko frocks Mein kamyabi Nahin milati frocks market Mein Sabar Ka Hona isliye jaruri hai ki aap Galti movement Se Bachana aur acchi movement ka wait kar ke FIR hi market Mein inter Ho Main Aise bahut triggers Dekhe Hain Jo flex Mein Achcha knowledge rakhte ke bawjud loss kar Baithe Hain uski ek hi vajah hai ki acche level ka vate Nahin karte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X