Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.
    Plz apny apny comment den k ham kistrha wqt ki qdr kr k kamyab ho sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

    Waqat ki Kadar:

    Is bat mein koi shak nahin he keh Dunia mein jitne bhi kamiyab log hein unhon ne waqt ki bohot hi ziada qadar ki hey aur isy qadar ki badolat hi woh is dunia mein kamiyabi ki taraf gamzan huwey hein, Waqt kisi ka intazar nahin karta hey isliye hamen chahiye keh hum apna farigh waqt kisi bhi aur jagha par fazool zaya karne ki bajaye usko kahin na kahin istamal mein layen aur us se faida uthayen, Waqat ki qadar insan ko us waqt hoti hey jab woh waqat hamarey hath se ja chuka hota hey, aur phir hamarey pas pachtawey ke siwa aur kuch bhi nahin hota hey, isliye mein samjhta hun keh hamen ziada se ziada waqt forex ko dena chahiye aur apna focus just aur just learning kar hi rakhna chahiye aur agar kahin mistakes ho rahi hein to unko bhi achi trha se improve karne ki koshish karen is business ko waqat den to yeh business ap future mein bohot kuch dega jo aap ne kabhi socha bhi na hoga.
    https://t.me/pump_upp
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

      Ha g ye to ap ne sahe kaha hai k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko ais mai waqat ki qadar karni chaye ais market mai agar ap achy time par acha decision lety hai to ap ko ais mai acha result mil jata hai ais market mai agar ap acha kaam karty hai to ap ko ais mai acha result milta hai ais mai ap market mai soch samjh k kaam kary gay to ap ko ais market mai tab hi faida hota hai jab ap ais market mai planing k hisab se kaam karny se faida hota hai ais market mai ap ko trading plan bana k entry leni hoti hai ais market mai agar ap risk zayda lety hai to ap ko ais market mai loss ho sakta hai ais liay market ka mai ap ko thora risk lena hai aor aus k hisab se ap ko ais market mai kaam karna chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

        Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy ji han friend bilkal hamy wakt ki qadar krni chaiy ham agr wakt ki pabandi karan gy to hi apny kam ya business m kamyab ho skan gy dunya k bary bary kamyab treen log aj sirf is wja sy apni life's m successful Han k unon ny wakt ki pabandi ki forex b aik asa hi business hy jo behad profitable hony k sath sath aik risky or difficult business hy forex m b sb sy ahm chez wakt ki qadar hy agr ham forex ko pora wakt dan gy or apni open ki gai trades pr nzar rakhan gy or wakt ki pabandi k sath kam karan gy tbi successful hon gy
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

          Waqt ki qadar kerna bohat zaruri hai kiyu kay waqt Agar nikal jaey ya waqt zaya ker Lia jaey tou nuqsaan hota hai. Waqt ki ehmiat ka undaza iss baat say lagaya jaa sakta hai kay business mai agar sahi waqt pay sahi faisla nahi kia jaey tou achsy achay moqay zaya hojatey hai jinn ko dobara haasil kerna bohat mushkil hota Hai.forex trading business bhi aik aisa he business hai jiss mai waqt ki bohat ehmiat hai. Forex trading mai agar daikha jaey tou Tarders achay waqt kay intezaar mai ghantoo terminal ko watch kertay hain aur jaisay he achi move nazar aati hai woh apni trade place ker laitay hain jiss say unhain faida hojata hai laikin Agar traders uss moqay ko zaya ker lain tou phir unhain ghantoo intezaar bhi kerna parta hai. Forex Tarders ko waqt ki ehmiat ko samajhna chaiye kiyu kay uss kay baghair kaamyabi ka tanaasub bohat Kamm hojata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

            G Han dear ap ny Sahi Kaha hai waqt ki qadar boht zruri hai hamen apny qeemti waqt ko zaya Nahin Karna Chaheay aik bar jab waqt hath sy nikal Jaye Tu phir Kabhi hath Nahin ata hai isleay hamen chaheay ky waqt ki qadar Karen aur faIl kamon ko Chor Kar Forex ko join Karen is main din rat aik karky mehnat Karen is main hamari kamiyabi Ka raz hai is main ham mehnat karky he kamiyab ho sakty Hain hamen chaheay ky Forex ko Ziyada waqt den aur is main Achi trah sy experience hasil Karen aur isy smjhen istrah sy ham is main Achi earning gain apni life happy happy guazr sakty Hain



            Waqt ki qadar karen:1f61f:
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

              Dear duniya main waqat ki both ziada importance ha or forex trading main to waqat ki or ziada importance hoti ha q k aik sahe Faisla sahe waqat pe kar lan to ap ko ziada fayda hasil ho sakta ha is ley humy ziada sy ziada waqat ko importance dani chae ha or forex trading main ache earning k ley humy achy analysis karny hon gy or proper money management or risk management ko seekena or samjena ho ga jtna hum behtar planning or strategy sy kam karny gy hum aram sy kamyab hon gy is ley humy behtar trading kar k ache earning karni ho ge jis sy hum easily successful ho sakeny gy forex trading main humy ache analysis kar k ache trade laga kar or proper stop loss or take profit istamal kar k hum log behtar trading kar sakty han jis sy humy loss bi kam ho ga or profit bi ziada ho ga is ley humy apny waqat ko importance dani ho ge ta k hum kamyab hon
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

                G han time ki qadar karni chaye es ki value har insan key ley bahot zeyada hoti hay agar ham Forex market me trading karty hey to wakt ki qadar karna hamari kamyabi ka raz ban sakta hay, learning time par ki jaye to apny wakt ko zaya karny key bajaye es ka keemti ban jana hi hamari kamyabi hoti hay, jo traders wakt ki qadar nahi karty aur apny time ko fazul activities me zaya kar lety hey esy traders key ley Forex market koi acha result nahi deti hay, kamyabi ka raz hamari learning par depend karta hay magar es me wakt ki importance bahot zeyada hoti hay har acha trader time ki qadar o keemat ki waja se kamyabi ki taraf jata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

                  g han ap ny bikul ahi bat ki hai main apki bat se sehamt karta hun forex trading main hum apny time ko achi trha istmal kar k kam karen tu hum kamyab ho skty hain es liye apny waqt ko qeemti bnaen osko achy kam main lgaen apny time ko achi trha use karna or faida othany k liye apk pass forex ka option best hai aghr hum apny time ko forex ki traf lagae tu hmain boht acha faida ho skta hai q k forex aik earning bsuiness hai jis main hum gher bethy he apny time ko faida mand bna skty hain es liye jo bhi mambers zyda ar apni life main free rahty hain un ko chahye k wo forex ki traf aen or forex main gher bethy he apny liye paisa kmaen q k jub hum free hoty hai tu hmain or bhi boht kuj milta hai laken jo faida mand hai wo mil jay tu wo zyda achi bat hoti hai or hum os main kamyab ho skty hain forex main hmari eraning tab he achi hoti hai jub hmari learning achi hoti hai es liye achi earning k liye apko chahye k ap apny waqt ki qadar karty howe es kam ki traf dehan den aghr apni life main kuj krna chahty hain tu
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

                    Assalamu alaikum dear friends ji Bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai main aapki baat se agree karta hun waqt ki qadar karne se hi koi insan successful ho sakta hai kisi bhi business mein success hone ke liye usko waqt Dena bahut jaruri hota hai kuch log sochte Hain ki Ham sakti hai aur mehnat kiye hi successful Ho jaaye to aisa bilkul bhi nahin ho sakta agar aapko kisi bhi business mein success hona hai to usko mat dena aur usmein mehnat karna bahut jaruri hai tabhi aap usmein successful Ho payenge khas taur per forex mein kuchh log sochte Hain ki Ham jyada mehnat Kiya Gaya aur bataya Gaya hai ismein se safal ho sakte hain sar ke kuchh log new new start karte hain aur starting se Hi real account mein investment karke training start kar dete Hain jabki unke paas koi bhi knowledge or experience nahin hota jis ki Bina per unko achcha khasa loss ho jata hai aur account bhi pass ho jata hai aur vah yah nahin sochte km ke pass experience aur kuchh bhi nahin hai to vah ismein trading start kyon kar rahe hain hamen chahie ki jab bhi Ham restart karne se pahle account mein kam Karen dam account mein acche se kam Karen aur usko jyada time the acche se market ki movement ko samajh Le aur jab hamen kaksha experience aur knowledge hasil Ho jaaye uske bad hi real account mein investment karke trading start karen Taki hamare loss ke chances bahut hi kam ho jaaye aur hamara 95% Tak profit ka Chand Ho aur ham acche se trading karke ek achcha bonus earn Kar paye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza. Wqat ki qdar hi kamyabi ka razz hy.

                      Ham log jitni Jyada mehnat Karte Hain Ham Logon Ko Itna hi jyada fayda hota hai isliye Ham Logon Ko market mein jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi Jab ham log Jyada mehnat Karenge To Ham Logon Ko Kafi fayda Hoga aur ham Logon Ko kamyabi Milegi aur ham log achha profit bhi Hasil kar sakte hain market se

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X