Jaiza:New menber ka kam
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:New menber ka kam
    ji Bhai main yah Janna chahta Hun ki ismein Jo new member aate Hain unko sabse pahle kya tragedy banani chahie aur vah sabse pahle ismein profit hasil karne ke liye Kya Karen aur unke liye experience kitna jyada jaruri hai vahexperian k bgair b profit ke kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:New menber ka kam

    Dear jo new traders ais market mai kaam karty hai aun ko sab se phly ais market mai learning karni hoti hai aor aus k baad aun ko demo account par kaam kar experince gain karna hai agar ap ais market mai mehnat karty hai to ap ko ais market mai acha profit ho jata hai agar ap ne ais market mai kamyab hona hai to ap ko ais market mai kisi teacher se kaam sekh lena chaye aus k baad ap ko ais market mai time k sath sath market ki samjh aa jait hai k ais market mai kaam kaisy karna hai agar ap ais market mai acha kaam karty hai to aus mai ap ko acha result milta hai jab ap ais market mai khud analysis karny k qabil ho jaty hai to aus k baad ap ais market mai achy se kaam kar sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:New menber ka kam

      First Open Demo Account:

      Forex business mein agar aap new aye hein aur aap chahtey hein keh aap isko achi trha se learn karen aur without Loss ke ap is business ko learn karen aur isko jitna jladi ho sakey learn karen to apko jo first Step lena hota hey woh Demo account hi hota hey aap Demo account ke ilawa kabhi bhi koi real account open na karen jab aap is business mein new entry le rahey hon to. Kioun keh jab aap is business ko achi trha se learn karne mein kamiyab ho ajtey hein to phir hi aap real account open kar saktey hain.
      Demo account ke forex business mein bohot hi ziada benefits hein aur yeh aik bohot hi zabardast platform milta hey har new traders ko jo bhi is business mein new atey hein Demo account par aap Bilkul fresh mind ke work kar saktey hain kioun keh is platform par apko jo bih loss hota hey woh real nahin hota hey aur aap yahan par easily work akr saktey hain aur yahan par har kisam ki strategy bana kar usko achi trha se check kar saktey hain.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:New menber ka kam

        Duties of new traders.
        Dear members Jab bhi ham apne kisi dost ko trading ke bare mein batate hain aur vah trading ki join karna chahta hai ya join kar leta hai to use Surat mein hamen usko guide karna chahie. Us new trader ko trading ki basic terms or basic Ka pata hona chahie iske bad usko mustkil mizaji ke sath forum per aur trading terminal per learning Hasil Karni chahie. Tamam senior traders ki discussion ko parhna chahie misal ke taur per Jab Ham kisi ek sawal ko open karte Hain to us mein same sawal ka different trikon se jawab Diya jata hai jis se hamen bahut zyada knowledge gain hota hai aur dusre senior traders ki ki capacity ka bhi pata chalta Hai. Agar new trader apna focus learning per rakhta Hai to bahut jald usko kamyabi mil jayegi.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:New menber ka kam

          Forex forum key members ka pehla kam ye hona chaye key wo sab se pehly apny knowledge ko tarjeeh den, agar knowledge kesi had tak build ho jata hay to us ko trading account me practical es ki training karna ho gi agar es key ley demo account/bonus trading account choose kia jaye to sab se best hay, real accounts me be experience aur skills ko improve kia ja sakta hay magar es key ley traders ko cent,micro, mini trading account me investment karna ho gi, new traders ka fist kam hi ye hona chaye key wo other traders se koch na koch daily base par learn kary.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:New menber ka kam

            Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea hy forex aik difficult or risky business hy is m ham experience k bagar trading ni kr skty experience trading k liay behad zrori hy new members ko chaiy k sb sy phly wo forex ko sekhan is m zyada sy zyada mehnat kr achi learning acha knowledge or best experience hasil karan pak forum ko join kr k us sy trading ki achi malomat akhati karan experience k bagar new traders kbi b kam ni kr skty unan chaiy k demo account bna kr us m practice kr k experience hasil karan ye experience lifetime tk hmary sath chlta hy is liay ye behad zrori hy hamy anylyses ko study kr k trading krni chaiy ta k hamy zyada sy zyada profit hasil ho sky
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:New menber ka kam

              New members ko ab sy pehly ye pta hona chahye k online business kiya hy. Forex hy kiya iski study zyada sy zyada kren. Forex k rules ko achi tarha paren or follow kren .
              Senior ki respect kren kr zyada sy zyada question kren. Demo account py practice kren jahan tak possible ho.
              Apny knowledge ko jitna zyada kr skty utna kren jahan sy bhi knowledge milta hasil kren. Apny ap ko mustaqil mizaji k sayh forum k sath munsalik rakhen daily bases py post kren or questions bhi or acha bonus hasil kren ttade k liye. Or apni strategies vnaen unka demo chk krn. Analysis sikhen. Software sikhen. Tools ka use sikhen. Mehnat kren to kamyab hon gy.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:New menber ka kam

                Forex trading business menu traders ko chahiye keva koshish karen kya Apna learning per Jyada focus rakhen aur Jyada Se Jyada practis Karen demo account per trade Lagane Ki aur Apna experience build Karen Jitna Jyada new members ke pass knowledge and information Hoga utna Jyada vah easily Kamyab ho sakte hain Forex trading business Mein Forex forum posting Karte Rahana chahie Is Tarah Hamara knowledge bhi increase hota hai aur Hamari information mein bhi Kafi izafa hota hai aur sath sath Hamen Achcha bonus bhi Milta Hai Hamare liye bahut achchi opportunity hai kya Ham bonus ke through investment Laga sake aur acchi trade lagakar profit Hasil kar sake
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:New menber ka kam

                  Forex mai jab new traders start kertay hain unkay liye basically bohat si Batain aisi hain kay jinn ka seekhna bohat zaruri hai. Agar detail mai baat ki jaey kay new aur beginners traders ko aik list banani chaiye aur usay ammal mai Lana chaiye aur jo jo cheezain wo aik baar seekh lain tou unhain tick mark kertay jain iss Tarah aik tarteeb say new traders sekh saktay hain aur phir trading kaamyabi say ker saktay hain.

                  Forex trading mai new traders ko sub say pehlay forex kay barey mai bunyaadi malumat haasil karain. US skay bad symbols aur currency market kay timings ka knowledge haasil karain. MT4 trading terminal ko seekhna bhi bohat zaruri hai kiyu kay traders kay liye trading terminal he asal mai trading kernay ki jagah hai trading terminal mai tamaaam tools aisay hain jo her lehaaz say trading mai madad gaar hotay hain. Ye sub aur bohat say aisay kaam hain jinhain seekhna her new aur old trader kay lute bohat zaruri aur laazmi hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:New menber ka kam

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: mianhaseeb پيغام ديکھيے
                    ji Bhai main yah Janna chahta Hun ki ismein Jo new member aate Hain unko sabse pahle kya tragedy banani chahie aur vah sabse pahle ismein profit hasil karne ke liye Kya Karen aur unke liye experience kitna jyada jaruri hai vahexperian k bgair b profit ke kar sakte hain
                    Dear friend forex market main jo bi new trader aaty han uny chae ha pehly ache tahra learning karny or is learning sy demo account main practice karny ta k humy maximum knowledge or experience hasil ho humy maximum forex market ki samj aay is different indicator k istamal karny ka pata ho is main jo candles pattern Banty han in ka pata ho kis candle sy kon c movement ho sakti sab kuch seekena ho ga is ley humy proper money management or risk management sy trading karni hon ge new trader ko chae jtni ziada practice kar sakty han karny ta k uny trading karny main both ahsani ho or wo easily ache trading kar sakeny or is sy zaida fayda hasil kar sakeny or loss sy bach sakeny

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X