Major economic event kaun se hote Hain Jo Forex per bahut jyada asar andaz hoty Hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Major economic event kaun se hote Hain Jo Forex per bahut jyada asar andaz hoty Hain?
    Major economic event kaun se hote Hain Jo Forex per bahut jyada asar andaz hoty Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Major economic event kaun se hote Hain Jo Forex per bahut jyada asar andaz hoty H

    Dollar related koi bhi news ho tou forex market ko bahot zyada effect kerti hai jesy ky market totally depend kerti hai dollar index per ky forex market main tamam trading dollar base per ho rehi hai tou dollar ky related news forex market ko bahot effect kerti hain jin main FOMC meeting minutes hain pending home sales hain crude oil inventory jesy events forex market ko bahot effect kerti hain aur aesy events ky time per agar trade open ho tou hamain bahot zyada profit bhi hasil ho sakta hai aur bahot bara loss bhi ho sakta hai hamain chahiay ky aesy events over nazar rakhain aur same event ky market movement ky pre analysis ker lain taky jab hamari trade same time per open ho tou market hamari favour main move kery tou bahot short time main hamain bahot zyada profit hasil ho sakta hai jo normal time per technical analysis per trade kerny sy hasil nehi hota ky thory sy profit ky liay bhi hamain bahot zyada time ky liay wait kerna perta hai
    • #3 Collapse

      Re: Major economic event kaun se hote Hain Jo Forex per bahut jyada asar andaz hoty H

      Dear ais market mai bahot sary aisy events hai jin ki waja se ais market mai kafi zayda moment hoti hai jin mai se FOMC ho gia ya Intrest rate ki news ho to ais par market kafi zayda move kar jati hai aisy time par ap ko chaye k ap ais market mai trade na kary agar ap ais time market mai trade kary gay to thory se time mai kafi zayda loss ho jata hai jab market mai koi bari news aye jis ki waja se market kafi zayda moment kar jaye to aus k baad market wapis apny aus level tak jati hai jaha se news ai thi ais liay jab news ka asar khatam ho jaye to reversal par trade laga dey ap ko ais mai acha faida ho jaye ga aor ap ais market mai acha profit bana sakty hain ais mai news k time par kabi risk mat ley.
      • #4 Collapse

        Re: Major economic event kaun se hote Hain Jo Forex per bahut jyada asar andaz hoty H

        major economic event 3 say 4 hoty hain jin ko zror dekhna chaheay aur ager ap ko un events ky bary main nahi pata hai tu ap ko news kt time apni trades ko close kar daina chahea sab sy pehla events FOMC news hoti hai ju ky aik monht ky bad ati hai yeh market main trend change karny ki power rakhti hai aur issk movement kam say kam 300 pips say 400 pips say bhi ziada ho jati hai aur uss ky bad 2nd news nonforum pay rol ki hai ju forex main dosri big news hai iss main bhi bohut ziada movement hoti hai aur us ky bad inflation report hoti hai wo bhi achi movemment daiti hai aur aik GDP hoti hai ECB ki euro ki news hoti hai hamain en ky bary main knowledge hona bohut he zrori ha aur en ko samjhna chaheay aur news time aik aleda say demo account bana kar demo main practice akrni chahea ta ky ap news pay bhi approach hasil kar sakin.
        • #5 Collapse

          Re: Major economic event kaun se hote Hain Jo Forex per bahut jyada asar andaz hoty H

          Top 5 Economic News events for Forex trading


          Click image for larger version

Name:	major economic.png
Views:	1
Size:	142.0 کلوبائٹ
ID:	12325155

          Picture mein jo events diye gaye hein yeh forex ke top 5 Most popular events hein aur yeh bohot hi ziada aney waley events hein aur bohot sarey traders in events ka intazar kar rahey hotey hein aur jese hi in events ka data market mein ata hey to woh is mein trade lagatey hein aur yeh bohot hi ziada Market par effect daltey hein aur is waqt Market mein bohot hi ziada fast Movement hoti hey aur New traders keliye yeh time kafi ziada risky hota hey aur is time jo new traders hein unko chahiye keh woh is waqt trading se avoid karen kioun is waqat market ki jo movement hoti hey woh bohot hi ziada fast hoti hey aur jo traders achey experience rakhtey hein woh is Moments par bohot hi ziada profit kartey hein aur yeh unka favourite time of trade hota hey aur mein khud bhi is time par ziada tar trading par focus karta hun aur pending orders par order lagata hun.
          https://t.me/pump_upp
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Major economic event kaun se hote Hain Jo Forex per bahut jyada asar andaz hoty H

            Ji mere bhaiya ne poochha sawal Kiya major economic your 3 se 4 ya 5 hote hain jinka jarur dekhna chahie aur agar aapko aligarh ke bare mein nahin pata to aap unko news time table trade karo uska ke dekh sakte hain sabse pahle u n f o r m si hai news hai kyunki 1 month ke baad aati hai ya market trend change karne ki umra kitni hai aur iski movement kam se kam 350 jyada hoti hai uske baad second number per hae non farm payroll ki hai Jo forex mein dusri big news hai ismein bahut jyada movement hoti hai aur uske bad information report hoti hai jo bhi acchi movement hoti hai aur ek gpd aur ISI ki aurat ki trade hoti hai inke bare mein knowledge hona bahut jyada jaroori hai inki vajah se Ham market mein ek achcha maar kar sakte hain aur namo practice rakhni chahie ki aap news per bhi approach hasil kar sake original trade karke aap ek achcha profit hasil kar sakun

            اب آن لائن

            Working...
            X