Trading Environment kesi honi chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Environment kesi honi chahiye?
    Dear Members:

    Trading Environment ka trading par kiya asar parta hey? Har traders ne apni aik trading environment banai hoti hey aap sab apna apna opinion share karen keh konci trading environment best rahegi takeh jin traders ki Environment mein koi bhi kami peshi ho to woh usko set kar len
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Environment kesi honi chahiye?

    Trading karne ke liye jo bhi chijen use ki Jati Hain Ham unhen trading ki environment se Kahate Hain Jaise aap Forex Chahat ko read karna seekh Le ya FIR jo bhi Kuchh aap analyse ke liye karte hain aur apni trade ke liye istemal Hone Wali Har Ek chij Ko Ham environment hi Kahate Hain Agar Ham Forex trading Mein acche tarike se kam karna chahte hain aur Chahte Hain Ki Ham ismein bahut hi jald kamyabi Hasil Kar Le Tu kam karna hoga Kyon K Forex trading Ek bahut hi risky business hai hamari ek choti si mistake Hamen bilkul zero tak le ja sakti hai aur Hamen FIR Dobara se kam Mein starting karna padegi
    • #3 Collapse

      Re: Trading Environment kesi honi chahiye?

      Traders kay liye trading environment bohat ehmiat rakhta hai. Jab traders trading kay liye baithtay hain tou unhain bohat sakoon aur relaxation darkaar hoti hai. Takay wo apni trades ka home work pehlay achay tareekay say ker sakain. Agar daikha jaey tou trading ka Monday say Friday tak koi fix time tou ho nahi sakta kiyu kay ab mobile phones pay trading kertay huay traders her waqt market ko daikh saktay hain. Aur trends ko daikhtay huay asaaji say kisi bhi waqt kisi bhi jagah pay mojud rehtay huay apna trading envoirment khud he Bana laitay hain.

      Forex trading business mai traders ko bohat si cheezain daikhni parti hain. Takay unki trading achi aur profitable ho sakey. Jab traders koi trade open keetya hian tou uss say pehlay bohat achay tareekay say market watch kertay hain aisay waqt mai unhain kisi aisi masrufiat mai engage nahi Hona chaiye jiss say unhain mentally disturbance ho rahi ho. Traders ko trading kertay huay hamesha aisi activity saath mai rakhni chaiye jo unhain mentally relax ker rahi ho
      • #4 Collapse

        Re: Trading Environment kesi honi chahiye?

        Dear jab hum ne ais market mai kaam karna hota hai to hum ais market mai sab se phly to ye dekhy k hum ne agar ais market mai trade lagani hai to aus k liay hum analysis kaisy kary gay agar hum ais mai koi setup banaty hai to aus ko dekh k hum ais market mai achy se analysis kar sakty hai aor ais market mai achi trades laga sakty hai agar hum ais market mai kaam karny k liay koi 2,3 time frames mai aik sath analysis karty hai to ais market mai hum acha result le sakty hai agar hum ais market mai analysis ko time dety hai to ais market mai acha profit bana sakty hai ais market mai hum jitna acha kaam karty hai ais market mai hum atna hi acha result hasil kar sakty hai hum ko apna enviroment aisa bana chaye jis mai hum asani se market k sath connect ho jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Trading Environment kesi honi chahiye?

          During forex trading jab bar bar koi disturbance aa rehi ho tou ham forex market main kabhi bhi achi trade nehi ker sakty hain aesa environment ki zarurat hoti hai ky ham apna pura focus forex market per rakh sakain ky ham mind main aesi stretigies ko soch ker rakhty hain ky market ky her terha ky behavior ky mutabiq ham apni trade ko continue kerty hain agar bar bar disturbance Ho rehi ho tou hamain trading main sirf loss hota hai ky jo kuch hamary mind main hota hai trade continue kerny ky liay us main breakage aa jati hai aur ham successful trading nehi ker sakty trading ky liay environment aesi hoti chahiay ky ya tou ham totally separate Ho ker forex market main trade ker rehy hon jahan per kisi terha ki disturbance na hi ya phir ham aesy group main Beth ker trade ker rehy hon jahan per tamam members forex market main trade kerny waly hon ky stretigies hi discuss ho rehi hon aur ham mil ker aik dusry ki trades ko secure ker ky run ker rehy hon tab hamain forex market main trade kerty huey acha earning hasil ho sakti hai warna forex sy earning hasil kerna bahot mushkil kam hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading Environment kesi honi chahiye?

            Forex trading aik real business ha jis k apnay rules and regulations hain, Forex aik business ha jis ko hamain as a business hi treat karna chaye, forex ko karnay k jahan seekhna padta ha wahan pe trading environment bhi bohat zaruri ha, is lye trading environment ma darj zail chezain boaht zaruri hain
            1. trading kartay waqt trader ko chaye k woh fresh mind, relax mind se trading start karay, sari preshani ko nikaal kar k trading ko karna chaye
            2. disturbance ni honi chaye kisi bhi qisam ki, analyse kartay waqt completely sakoon ho, mind fresh ho
            3. jaldbazi ma trading ni karni chaye q jaldi ma ham apna loss kar jayain gay
            4. group ki shakal ma trading karain jahan different analyse kar k trading karna asan hoti ha
            5. hamesha PC pe trading karain jahan pe chart ko analyse karna easy hota ha
            6. apni trading strategy ko ashi tarah se demo pe practice karain
            7. agar loss ho jaye to tension na lain balke loss ko recover karnay ki koshish karain, over trading se avoid karain
            8. loss ko bardasht karna seekhain, relax rahain q k forex ap ko loss ko recover karnay ka moqa day ga
            9. jab order place kar dain to phr is ko chalanay dain, trade ko manually close mat karian
            10. UK, US session ma trading karain
            • #7 Collapse

              Re: Trading Environment kesi honi chahiye?

              Dear Forex forum fellows trading environment-friendly fresh and silent mode mein hona chahie aapko trading ke liye separate room selection karni chahie jismein aapko disturbance na ho forex trading mein perfect successful vahi rah sakta hai hai jisko indicators and oscillators use karne ki perfect experience bhi ho motivation bhi ho demo account practice bhi ho dear member Forex trading main aapko motivated hona chahie emotional control ke sath trading karna chahie senior members ki guidance bahut zaruri hai jab kadam account practice as much as you can wala formula use karte hue aapko demo account mein practis karni hogi trading ke liye lot size selection leverage car uses four members ke sath knowledge sharing etc her step ko complete in time join and follow karna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Trading Environment kesi honi chahiye?

                Ap ki bt drust hy hamy agr successful trading krni hy to hamy apni environment ka khyal sb sy phly rakhna ho ga jb ham trading krty han to us k liay hmary ird gird ka mahol purskon chaiy hmary ird gird jb silent mahol ho ga to ham zyada achy treqy sy trading kr sken gy khas kr jb ham forex forum m posts karty han to hamy mahol bilkal purskon chaiy bilkal khamoshi ho q k ham shor m distrub hoty han or isi disturbing ki wja sy ham achi posting ni kr paty or ntejy m hamy acha bonus b ni milta hmari koshish ye honi chaiy k ham ird gird k mahol ko dakh kr kam karan asi jga byth kr posting ya trading karan jis jga ka mahol purskon ho purskon mahol hmary kam k liay acha sabit hota hy
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Environment kesi honi chahiye?

                  forex trading aik pur skon mahole main kam karny wala business hai jahn pay ap ko koi bhi distrub na kary kyon ky forex market main ap ko aik choti see galti ki waja say bhe loss ho sakta hai es lea ap ko apne mind ko fresh rakh kar trade karni parti hai aur forex main trade karty wakt ap ka pora focus forex market ki tarf hona zrori hai phir he ap ko ziad faida ho sakta hai ager ap ka pora focus nahi ho ga tu ap koi galt trade laga kar apna loss kar lain gay es lea forex desk ky lea ap apna koi asa setup bnain jahan pay shor na ho aur na he ap ko koi or dosra km ho jiss ki waja say ap ka mind kisi dosri side ho phir he ap kamyab ho sakty hain es lea forex ky lea acha environment hona bhi zrori hai es say ap ki trading or ziada asan ho jati hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Environment kesi honi chahiye?

                    Dear trading karne ke liye jo bhi chijen use ki Jaati Hai Ham unhen trading ki environment se Kahate Hain Jaise aap Forex Chahat ko red karne ke sath Le Aaye Jo Bhi Kuchh aap analyse ke liye karte hain aur apni trade ke liye istemal Hone Wali Har Ek chij Ko Ham environment hi Kahate Hain Agar Ham Forex trading Mein Achcha tarike se kam kar sakte hain aur Chahte Hain Ki Ham ismein bahut hi jald kamyabi Hasil Kar Le To Hamen Dil lagakar kam karna chahie aur acchi trading Karni chahie trading Ek bahut hi risky business se hamari ek Chhoti Si mistake Hamen bilkul zero tak le ja sakti hai aur Hamen FIR Dobara se kah Mein starting karna padegi isliye chahie Ke Jo Bhi kam Karen Niyat aur khalus ke sath Karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X