Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?
    Dear agar hum ne ais market mai kaam karna hai aor hum ais market mai phly aik trading plan banaty hai to aus mai hum ko kai kuch decide karna hota hai k hum ais market mai aisy plan k sath kaam kary gay aor ais market mai se profit le gy aisa koi tareeka bata dy jis se humra trading plan acha ban jaye aor hum achy se trade kar ley.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

    Koi bhi trade open kerny sy pehly achi planning hamari trade ki success main bahot important role play kerti hai ky ham agar trade open kerny sy pehly apni balance ko read ker ky is terha sy trade open kerain ky market Beshak hamari open trade ky against maximum support ya resistance tak Bhi move ker jaey tou account wash hony sy bacha saky then hamain yeh plan kerna chahiay ky jab open trade main aik selected limit tak loss ponch jaey tou trade her surat close ker deni chahiay ky bary loss sy bacha ja saky aur isi terha profit ka bhi aik target set ker lena chahiay ky jab hamain same profit target tak hasil ho raha ho tou bhi trade close kerni hai ky aesa na ho ham trade close na kerain aur wohi profit market ky reverse move kerny per loss main badal jaey aur loss increase hoty hoty hamara account hi wash ho jaey hamain isko bhi planning main shamil kerna chahiay

    Achi planning hi hamari success ka sabab banti hai ky ham achi planning sy hi bary loss sy bhi bach sakty hain aur acha profit main bhi trade ko close ker sakty hain taky hamari trade forex market main continue reh saky jo account wash hony ky bahd hamary pas koi chance hi nehi hota ky ham investment kiay baghair dobara trade open ker sakain
    • #3 Collapse

      Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

      G han trading ki planing karty time agar ham ye decide kar len key ham single trade me ketna risk lena chaye aur hamy weekly ketny limit key trades open karny chaye to hamy profit ka result positive me mil saky ga, hamari ye planing es waja se achi hoti hay key risk aur reward ratios jab set ho jaye to loss kam se kam face kia ja sakta hay, es tarha ki planing se traders emotional be nahi ho sakty hey aur 100% trading me greed be nahi kar sakty, agar planing me ham ye decide nahi karty key hamy single trade me risk ketna lena hay ya ketny orders ham ne open karny hey to profit kam se kam tar aur loss unlimited ho sakta hay esi trading 100% hi fail samji jati hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Munda پيغام ديکھيے
        Dear agar hum ne ais market mai kaam karna hai aor hum ais market mai phly aik trading plan banaty hai to aus mai hum ko kai kuch decide karna hota hai k hum ais market mai aisy plan k sath kaam kary gay aor ais market mai se profit le gy aisa koi tareeka bata dy jis se humra trading plan acha ban jaye aor hum achy se trade kar ley.
        Dear friend planning hum tab he kar sakty han jab hum market ko samjty hon chart ki humy samj aati ho or hum market k achy analysis kar sakty hon jab tak hum log ye sab ni samjny gy to hum behtar planning ya strategy ni bana sakeny gy
        Analysis or Chart
        Forex trading main different chart han jin candles chart best ha q k is main different candles banti han jin sy different pattern banty han jin ko samjena both zarori ha jab hum in ko samjeny gy to easily ache trading kar sakeny gy is k alawa hum log candles chart sy he analysis kar k ache planning or strategy bana sakty han candles chart sy he is ki history ko dakh k hum behtar analysis kar sakty han or in k mutabiq stop loss or take profit set kar sakty han jis ki waja sy hum log easily kamyab ho sakty han
        Is ley humy pehly forex market ko seekena or samjena chae ha us k bad humy planning or strategy ki tarif ana chae ha ta k hum ache trader ban sakeny or ache earning kar sakeny
        • #5 Collapse

          Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

          Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Jinn mai say aik important cheez apni weekly trading ka aik baqayda plan banana bhi shamil hai. Jab tak trader kay paas aik acha plan nahi ho tou trading mai apni marzi kay mutabiq faida haasil kerna bhi mumkin nahi hota hai aur sub say ziada zaroori baat ye bhi hai kay wo plan qabil e ammal bhi hona chaiye. Forex mai trading kay liye plan banatay waqt bhi kuch baato ka khayal rakhna zaruri hota hai jiss say wo plan qabil ammal hojata hai.

          1. Account balance

          Trader ko plan apnay account balance kay mutabiq banana chaiye kiyu kay account balance nay he trading plan ko support kerna hota hai aur uss kay baghair trading ka plan kaamyab bhi nahi ho sakta hai

          2. Trend aur Analysis

          Kiss pair mai trade lagani ho uss kay trends ko terminal kay big time frames mai daikh kay confirm kerna zaruri hota hai. Aur analysis aur news ko bhi verify ker laina chaiye
          • #6 Collapse

            Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

            bhai jan forex trading main palnning ki boht ahmiyat hai or es k bgai hum kbhi bhi kamyab trading nahi ka sky hain es liye aghr hum chahty hain k hum kamyb trading karen tu apni trading ko paln k acording karen jis main har trha k point par aik bar soh smjh kar set kar len planning karty waqt apn risko ko zaror manage karen kbi bi laalch na karen jub ap lalach main a jatyhain tu apni trading ko bi risky bna lety hain es liye a ko chahye k aghr ap chhay hai k ap kamyab trading karen tu lalach na karen laalch se apko jub loss hota hai tua pka account bhi wash ho jata hai
            money mangment ka khas khyal rakhen qk jub hum money mangment k sath tradng karty hain tu hmari tradin main loss hony k chances kafi kam ho jaty hain or hmara ccount bhi secure rahta hai es liye any kam ko manage ar k karen or palnning ka k karen ap kbhi bhi nakam nahi hongy
            • #7 Collapse

              Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

              Friend aik achi planning hi hmari trading ko successful bnany k liay kafi hy hamy trading sy pehly achi planning kr lyni chaiy forex aik difficult business hy is liay is m hamy bot ahtiyat or bharpor mehnat sy kam krna hota hy ham week k 5 din trading krty han 5 din market open hoti hy 2din chuti hony ki wja sy ham ye do din apny pory week ki trading ki achi planning kr k kam kr skty han hamy planning krny sy phly sb sy phly to apna balance apna account dakhna hota hy jis k mutabiq hamy trade open krni hoti hy hmari koshish ye honi chaiy k ham choti trade open karan jis sy agr profit km hota hy to loss b km ho jisy ham cover kr skan hamy anylyses ko study kr k hmasha trade open krni chaiy
              • #8 Collapse

                Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

                Hamen apna trading plan banatey waqat is bat ka pehle se dhayan mein rakh lena chahiye keh forex aik risky business hey aur is mein loss bhi hota hey isliye hamen sab se pehle apne plan mein jo chez shamil karni chahiye woh hamara STOP LOSS hona chahiye keh hum jo bhi trade karengey us mein ham apna Stop Loss lazmi use karengey kioun keh is se hamara jo plan hoga woh disturb nahin hoga aur hum loss ko phir se recover bhi kar sakengey aur dusre number par jo hamara sab se bara plan ka hisa hona chahiye woh Risk Management hona chahiye kioun keh jab hum achi trha se aik plan bana lete hein to hamen usko amli jah pehnane keliye long term tak work karne ki zarurat hoti hey aur hum agar low risk ke sath work kartey hein to hum ahista ahisata apna plan pura kartey jatey hein aur apne maqsad mein kamiyab hotey hein jatey hein
                https://t.me/pump_upp
                • #9 Collapse

                  Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

                  Trading bohat hi complicated kaam ha lakin agar ham is ko dil se karain to bohat interested bhi ha, Kamyab traders hamesha trading plan k saht forex market ma kaam karta ha, hamesha asha planner hi asha kamyab forex trader hota ha
                  Trading plan ma important chezain:
                  == Currency pair ko select karna: trading plan ma hamain un currency pairs ko select karna chaye jin ki
                  a) spread thoda ho b) daily average ziadah se ziadah ho b) trend clear ho
                  == Technical analyses: trading plan banatay waqt hamain technical analyses ko bhi zehn ma rakhna chaye jaisay
                  a) identifying trend k trend bullish, bearish ya sideway ha is ko define karna
                  b) support aur resistance levels ko check karna
                  c) good money management ka hona jaisay lot size, sl aur tp ka use karna d) profit ko target karna e) time frame ko select karna e) powerful signals ko adopt karna
                  == Fundamental analyses: hamain trading plan bnatay wqat os currency pairs ki coming news ko bhi dekhna aur check karna chaye ta k news ki base pe ham fundamental analyses kar skain
                  Conclusion:
                  1. technical analyses 2. Fundamental analyses. 3. Good money management. 4. professional skills.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

                    G han bhai ap ne bahut achi bat ki ha koi bhi trader us waqt tak acha trader ni ban sakta jab tak uski planing achi na ho is liye hamyn chahye k agar trade open karny se pehly trading ko planing kar li jaye tu apko fiada hoga kyun k trade lagany se pehly har chez k bary dekhna chahiye k is trade ki lot kya lagani ha aur risk kitna lena ha aur stop loss kidhr lagana ha ya take profit kitny pip par lagana ha tu trade se pehly mukamal plan bana lena chahye ta k loss k chance kam ho jayn aur forex market 5 din open rehti ha aur wo 5 din dil laga k kam karyn aur jab chuti ho 2 din tu chuti p trading k next plan banayn k trading kaisy karni ha aur daily ki limit bana lyn k kitny dollor profit earn karna ja phir agar us din ki limit poori ho jaye tu aur trade na lagayn aur next day ki planing karyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

                      dear forex main jab bhi ap trading plan banaty hain us main sab kuch deside karty hain ky ap nay apni trade ko kesy handle karna hai sab sy pehly ap apne account belence ko dekhty hain aur uss ky bad ap nay jitna risk laina hota hai aur jitna reward rakhna hota hai ap us ko plan karty hain aur us ky bad ap ka daily ka target kitna hona chaheay ap us ko dekhty hain aur uss ky bad short term trading karna chaty hain ye long term trading karna chaty hain yeh bhi plan main deside hota hai es lea sab senior aur expert trader kehty hain ky trading karny say pehly ap apna plan zror bnain ky ap nay apni trading ko krna kesy hai phir he ap ki trading success rehti hai ager ap ka plan nahi hai tu ap fail bhi ho sakty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading plan banaty waqat hum ko kai kuch decide karna chaye?

                        Gee han trading plan tiyar karte waqat decide zaroor karna parta hai aisa plan tiya karna chayie jis main account ki safety pehlay bad main loss na honay k plan seb se end main profit ko rakhna chayie agar aisa plan tiyar kar liya jay phir agar profit na ho to account to safe hai loss to nai howa profit phir kabi ho jay ga is liay se ko aisay plan tiyar karnay chayie jis main account safe rahay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X