Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??
    g yaha k all members jaisa k hum sab pak forum walon ko pata hey k aj kal jaisa k hamary Pakistan ki shan malika ay kohsaar muree me bohat ziyada snow falling ho rhi hey or waha ka mahool bohat he ziyada interesting horaha hey to kiya hamyn muree jaa kar trading karni chaheay ?? kiu k bohat sary loog trading ko or b ziyda enjoyable banany k liay bohat bohat say points or tareekhi jagho par jaa kar trade karty hen jis say hamari history me yad gar trading ka tajurba jama ho jata hey jo k hamyn hamaisha yad rehta hey to dear members ap sab ka is bary me kiya khiyal hey k hamyn jab bahir outing k liay ghoomny k liay neklna ho to haym pura focus apna bass ghomny par he rakhna chaheay ya phir hamyn chaheay k hum waha jaa kar trading ko b apny sath sath rakhyn or trade karty rhyn?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

    Dear agar ap ne ais market mai kam karna hai to ap ais market mai jaha se chaye kaam kar sakty hai aor ais market mai ap kamyab ho sakty hai agar ap ais market mai mehnat karty hai aor ais market mai acha kaam karty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho sakta hai ais k liay ap ko maree ni jana pary ga agar ap ais market mai kaam sekh lety hai aor aus k baad ais market mai kaam karty hai to ap ko ais mai ye masla ni hota k ap kaha par hai ap jaha bhi ho gay ais market mai ap kaam sahe kar sakty hai aor ais market mai se paisa kama sakty hai ais mai depend karta hai k ap ais market mai kitini mehnat karty hai aor ais market mai ap k analysis kaisy hai agar ap ais mai soch k kaam karty hai to ap ko ais market mai faida ho jata hai aor profit bana lety hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

      Dear friend ap duniya k kisi bi Kong main chaly jany to ap wahan sy trading kar sakty han is ley humy sab sy pehly internet or koi bi device jis main hum application upload kar kar k istamal kar sakty han ka hona both zarori ha us k bad ap jahan bi hon ap trading kar sakty han
      Forex trading main humy ziada sy ziada behtar trading k ley humy apny analysis achy karny hon gy or proper money management or risk management sy trading karni ho ge tab he ap ache earning karni ho ge jab tak hum log behtar trading ni karty han tab tak humy learning or practice karni chae ha ta k hum log kamyab ho sakeny or ache earning kar sakeny gy chae ap murree main hon ya phr kisi or jaga ap easily ache trading kar sakty han or kamyab ho sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

        Forex trading business aik aisa business he keh hum is business ko dunia ke kisi bhi koney mein beth kar is mein easily work kar saktey hein just is business mein hamen aik achey internet ki zarurat hoti hey aur ham jis jagha par work kar rahey hon wahan par internet ka system bohot hi acha hona chahiye takeh hamari trading ke doran hamen koi disturb na karey aur hum is mein easily trade kar saken yeh business 24 hour open hi rehta hey aur agar hum dunia ke kisi bhi koney mein hein toh um is business ko wahan par easily kar saktey hein aur is mein asani ke sath kamiyab ho saktey hein agar hamare pas acha knowledge and experience ho to hum is business mein bohot hi ziada profit kama saktey hein aur jahan bhi bethey hon koi farq nahin parta he hum is mein har jagha par work kar saktey hein.
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

          bhai jan ap aghr forex ain kam kar rahy hain tu ap duniya main kisi bhi hisy main ja kar kam kar skty hain or jo ap ny bat ki hai k hmain mure jana chahye tu bahi jan hum wahan snow falling dekhengy k kam karengy or mera khyal hai k hmary apni city main bara acha autmosphere hai jis main hum apni sardi ko bhi enjoy kar skty hain or apna kam bhi kar skty hain es liye hmain chahye k hum apny kam ko bahtr se bahtr karen bus os k liye hard work karen or hmain jahan bhi hmary kam main bahtri a skti hai wahen chly jana chahye jis se hum apni trading main kamya ho skty hain or apni trading main hmain kamyab hona hai tu apny kam ko manage kar k krna chahye jis se hum apni trading kar skty hain or kamyab ho skty hain warna aghr hum mahnat nahi karty hain tu hum murree b chaly jaen hum tab bhi akmyab nahi ho skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

            Bhai forex market main trade kerna bahot mushkil kam hai ky agar hamain forex market main trade kerty huey loss ho raha ho tou hamara mood off hi rehta hai tou agar ham murree ja ker bhi forex market main trade kerna shoru ker dain tou hamara mood off hoty huey ham murree tour ko enjoy nehi ker sakain gy hamain forex market main trade ker ky murree ky liay achi amount zarur collect ker leni chahiay ky murree main ja ker khoob enjoy ker sakain lekin murree main ja ker trade nehi kerni chahiay

            Hamain beshak open trade main profit hasil hota hai lekin long time ky liay hamari open trade pehly loss main chalti rehti hai tou jab trade loss main chal rehi ho tou ham kuch bhi enjoy nehi ker sakty hamain trade sirf us waqat kerni chahiay jab ham totally forex market main apni open trade per focus ker sakain warna loss hi hoga aur ham enjoyment nehi ker sakain gy
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

              bhai jan forex trdaing aik aysa best online bsuiness hai jis ko join karny k bad ap kahen bhi ja kar osko use kar skty hain yah hmari apni marzi hoti hai infact forex ko krna he wahan ja krna chahye jahan ap ko lgay k ap relex hain or ap zyda fresh mind rahty hain ayse apki trading bari intresting ho skti hai esi liye aghr ap muree ja kar bhi trdaing karna chahty hain tu kar skty hain trading k sath sath apko wahan ka mosam bhi enjoy karny ko mily ga laken forex main kam karny ki pahli priority yahi hai k hum apni trading ko best se bestest karen os k liye na tu hmary if gird ka mahol hmain roky or na he hmra intrest ka level kam ho es liye bahtr hai k hum apni trading ko ayes kamyab bnaen jesa bnany ka haq hota hai forex main hmari mahnat he hmain es qabil bnati hai k hum apni trading main kamyab ho saken
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

                Forex trading business aik world wide business Hai. Iss business ki sub say khoobsurat baat yehi hai kay iss business kay liye kisi office ki pabandi nahi hai aur kahi bhi kisi bhi waqt kia jaa sakta hai sirf account mai balance hona chaiye, aur Monday say Friday kay darmiyaan koi bhi time aur day hona chaiye jiss mai market open hoti hai. Internet data ho aur aik acha laptop ya mobile fone hona chaiye tou forex trading business kahi say bhi kia jaa sakta hai. Murree jaa kay zarur forex trading karain laikin Agar aap sirf trading kay liye Murree Jana chahtay hain tou aisa koi masla nahi hai kay sirf Murree mai he trading ho sakti hai iss liye aap apnay ghar mai bhi reh kay apni trading jaari rakh saktay hain.

                Forex trading business mai traders ka focus achi learning aur knowledge pay hona zaruri hai aur market ki movement ko monitor kerna bhi bohat zaruri hai takay trade open aur close kertay huay kisi kisam ki pareshani ka saamna nahi kerna parey. Jo traders apnay business kay saath tiych rehtay hain unhain iss baat ka undaza hota hai kay forex kay related news, analysis aur market trends daikhna trading mai successful hona Kitna zaruri hai. Forex trading kahi bhi baith kay ki jaa sakti hai is liye iss mai kisi kisam ki pareshani ki koi baat nahi hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

                  Dear friend is market m hamy bot c saholyat di gai han jasa k ham is m jasy chahy apni marzi sy kam kr skty han jahan hamy net ki saholat ho or jahan ham apni mrzi sy easily kam kr sken kr skty han hamy koi pabandi ni hoti trading k liay hmary ird gird ka mahol purskon hona chaiy q k shor m ham achi trading ni kr skty or na hi acha kam kr skty han ham chahy maree m hon ya ghr m mgr hmara kam acha or mayari hona chaiy ye hmari marzi hoti hy k ham maree ja kr kam karan agr ham wahan ja kr enjoyment k sath sath acha kam kr skty han to hamy jana chaiy or ghomny phrny k ilawa trading py b dhyan dyna chaiy forex trading aik bot bara or profitable business hy ye hamy achi earning k sath sath bahtreen learning b dyta hy jis sy hamy faida utha kr achi earning krni chaiy
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

                    Dostou aap sub nay bilkul theek kaha may b aapki baat say fully agree kerta hu, dostou Pakistan forex aik aisa online realbor profitable business hay jissay aap kahe b kisi b waqt kisi b jaga jaa k ker saktay hay. Iskay k liaye koi zaruri nai hay k aap yay business murree may jaa k karay ya karachi may jaahan pay aap kay paas internet mojood hoga aap yay business waha say run ker saktay. Is business may bus aap nay acha kaam kerna hay yay aik aisa business hay jiss may aapki jitni mehnat ki hui hoge usi k hisaab say aapko bonus milay ga matlub jitna kaam karay gay aap utna he profit earn karay gay aap.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
                      g yaha k all members jaisa k hum sab pak forum walon ko pata hey k aj kal jaisa k hamary Pakistan ki shan malika ay kohsaar muree me bohat ziyada snow falling ho rhi hey or waha ka mahool bohat he ziyada interesting horaha hey to kiya hamyn muree jaa kar trading karni chaheay ?? kiu k bohat sary loog trading ko or b ziyda enjoyable banany k liay bohat bohat say points or tareekhi jagho par jaa kar trade karty hen jis say hamari history me yad gar trading ka tajurba jama ho jata hey jo k hamyn hamaisha yad rehta hey to dear members ap sab ka is bary me kiya khiyal hey k hamyn jab bahir outing k liay ghoomny k liay neklna ho to haym pura focus apna bass ghomny par he rakhna chaheay ya phir hamyn chaheay k hum waha jaa kar trading ko b apny sath sath rakhyn or trade karty rhyn?
                      Buy Forex trading business Ki Yahi to Ek Hath baat hai ki is business mein aap ko koi Koi jagah fix Nahin Karni padati aap Duniya Mein Kisi bhi Jagah hun aap apne account se kam kar sakte hain aap Hamari jaen yah Kahin Bhi kam Karen aapko aaram se kam karne ka mauka Mil Jata Hai Aap Hamari ki baat kar rahe hain aap apne ghar mein baith kar de is business ko kar sakte hain Jaruri Nahin aap meri jaen agar aap is business se acchi Nahin Hasil kar rahe hain to aapko chahie kya aap sharing rakhe hain to aapke Satyameva aapke kam a sake agar aap is business se Hasil Hone Wali earning jantu aur aise hi vate Karenge Koi fayda Nahin Hoga Itni mehnat se kam Aaye Hue paise ko Itni aasani Se kharch Kar dene Mein isliye Main To Yahi kahunga ke apne ghar mein baith kar Hi Kam Karen
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

                        Dear a Forex trading members assalamualaikum Forex trading kahin per bhi ki ja sakti hai jahan per internet facility maujud ho chahe maree ho yah gilgit ho dear Forex trading members aap Forex trading co skardu northern areas mein bhi kar sakte ho lekin aapko maloom hona chahie ki forex trading business 1 online market hai jismein aapko metatrader 4 terminal ke liye kam karna hota hai agar aap Forex trading market mein offline posting yatra bhi karte ho to vah bhi aapke sev nahin hote aur kaun nahin kiye ja sakte isliye aapko Pakistan Forex form iske allahabad aapko instaforex trading market mein workout karne ke liye internet ki requirement hoti hai jis jagah per internet maujud hai vahan per aap aasani se Forex trading business kar sakte ho aur aapko junior new trading members ko motivate karna chahie aur unko bhi trading key skills share karna hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

                          Dear trading kesi be jaga se ki ja sakti hay kesi be city me jaye ya per kesi aur country me ham Forex market me trading karny key ley azaad hoty hey, hamari pehli aur akhri koshish ye honi chaye key ham Forex market me discipline key sath achi trading karen, jaga koi be hamy loss se bachny ki koshish me market ko analysis karna ho ga, agar ham kesi aur city be jaye aur time be hamary pass kam ho to trading me kesi kisam ka risk nahi lena chaye, pehly achi tarha se ye clear kar lena chaye key loss trading me hamy kam se kam ho sakta hay ya nahi, agar market trading key ley suitable na ho aur loss zeyada hony ka chance ho to bilkul be koi ghir zarori risk nahi lena chaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

                            assalamu alaikum to all dear forex members forex forex bahut hi jabardast aur international business hai yah Puri duniya mein hai Ham ismein kisi bhi time kisi bhi waqt time table banakar kam kar sakte hain Ham ismein kahin bhi wait kar kaam kar sakte hain hamen kisi bhi office mein jaane ki jarurat nahin hoti Ham Ghar baithkar English mein kam kar sakte hain chahe aap uske liye muree chale jaen ya kahin bhi chale jaenyah apne Ghar katkar hi kam kar le lekin ismein koi bhi nahin hota aapko kahin bhi jaane ki jarurat nahin hai aap kahin bhi kisi bhi waqt kam kar sakte hain aapas mein part time kam bhi kar sakte hain aapas mein full time kam bhi kar sakte hain aapas mein without cost account banakar bhi kam kar sakte hain aap demo account ki madad se ismein achha experience on knowledge hasil kar sakte hain uske bad trading karke bahut hi kam time mein bahut hi acchi aur fast earning kar sakte hain forex ek aisa business hai jo hamen learning ke sath aur nahin bhi deta hai forex lifetime business aaya kabhi na khatm hone wala business hai office mein kam karke lifetime earning bhi kar sakte hain aur hamesha ke liye ek bahut hi jabardast business kar sakte hain aur agar aapas mein mehnat karen to aap bahut zaroori successful bhi ho sakte hain aur ismein se bahut hi kam time mein ek bahut achcha profit earn kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: muree jaa kar trading karni chaehay ya??

                              Dear members yah zaruri Nahin ki aapko Forex trading karne ke liye sirf Murree Hi Jana pare iske alawa bhi aap kisi aise purview have per ja kar trading kar sakte hain Jahan per aapka mental level equal hota Hai. Kisi purview muqam ko isliye prefer Kiya jata hai ki aap Jab bari gathering mein maujud rahte hain to aapko trade karna thora mushkil ho jata hai lekin Aisa Nahin ki aap apne ghar mein baith kar apne office mein baithkar trading perform kar sakte hain aur bahut se aise trader's Hain Jo apne office ke sath sath trading karke earningHasil kar rahe hain. Isliye dear member aap pahle basic trade me Learning Hasil Karen phir uske bad apne Ghar se start karen trading se karne ke liye Jab aap bahut bari amount aapke account mein a jaaye to fir agar aap Jana chahe to Murree mein jakar aap trade kar sakte.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X