RSI indicators....
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI indicators....
    all dear forex mambers jesa k hum sub janty hain k forex trading main boht se indicators main hum apni trading kar skty hain forex main beshumar indcator hai or sub ki alag alag value hai jo k mambers k liye asani paida karny k liye bnai gai hai os main aik indicator RSI bhi hai jis se hum apni trading bari asani se market k hisab se kar skty hain os main 0 se lay kar 100 tak level hoty hain jis se hum apni trading kisi bhi level ko dekh kar osko follow kar skty hain es indcators se hum market main oer seller or over bought ka bhi hmain andaza ho jata hai or forex main sub se zyda jo indicator use kiya jata hai wo yahi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI indicators....

    g han my dear ap ny ny bilkul sahi bat ki hai forex market ko smjhny k liye sub se zyda jo indicators use kiya jata hai wo RSI he hai jis main hum apni tradig k liye market ko achi trha se find out ar k apni tarding kar skty hain or profit gain kar skty hain forex main or bhi boht se indicators hain jin ko use kiya jata hai laken hmain kisi aik ka intkhab krna hota hai jub hum achi trading karty hain tu os k pechy indicators ka he hath hota hai forex main hmari trading or hmari kamyabhi hmari mahnat par depend hoti hai jtna hum mahnat karty hain tab he um kamyab hoty hain es se ap apni tradng main achi trha leraning karen or forex main leraning kar k earning karen ta k apko success mil saky
    • #3 Collapse

      Re: RSI indicators....

      Apne bohoy hi achi bat ki hey aur mein khud bhi RSI indicator ko taqriban use karta rehta hun yeh indicator international level par taqriban har expert trader isko use karta hey aur apni trading ka hisa banatey hein yeh indicator dunia mein sab se ziada use hone wala indicator hey aur is bat mein koi shak nahi he keh agar hum is indicator ke barey mein achi jankaari hasil kar len to ham forex mein bohot hi ziada easily successful ho saktey hein isliye hamen chahiye keh agar hum RSI k barey mein nahi jantey hein to phir hamen isko learn karna chahiye aur is par ziada se ziada demo par bhi work karna chahiye mein yaqin se kehta hu keh agar aap is indicator ko demo par ziada se ziada practice karen to yeh apko aik bohot hi bara trader bana deta hey aur aap forex mein easily successfull ho saktey hein
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Re: RSI indicators....

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mkamal پيغام ديکھيے
        all dear forex mambers jesa k hum sub janty hain k forex trading main boht se indicators main hum apni trading kar skty hain forex main beshumar indcator hai or sub ki alag alag value hai jo k mambers k liye asani paida karny k liye bnai gai hai os main aik indicator RSI bhi hai jis se hum apni trading bari asani se market k hisab se kar skty hain os main 0 se lay kar 100 tak level hoty hain jis se hum apni trading kisi bhi level ko dekh kar osko follow kar skty hain es indcators se hum market main oer seller or over bought ka bhi hmain andaza ho jata hai or forex main sub se zyda jo indicator use kiya jata hai wo yahi hai
        Dear friend forex trading main RSI indicator both important ha jis humy support level or resistance level ko find kar sakty han is ley humy both soch samj k is ko phr trading karny ta k ap ko maximum profit hasil ho ap ko loss na ho ap easily ache earning kar sakeny forex trading main humy RSI ko seekena ho ga jab tak humy forex trading main RSI ki samj na aay to humy is OE trading ni karni chae ha balky proper money management or risk management sy trading karni ho ge is k bad he hum log ache trading kar k ache earning kar sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar trading kar k ache earning karni ho ge is ley humy forex trading main ziada sy ziada behtar trading karni ho ge is ley forex trading main jtna bi knowledge or experience ho us ko istamal kar k behtar trading karny or RSI k mutabiq trading karny ta k ap ko easily ache earning hasil ho or ap forex trading main kamyab ho sakeny
        • #5 Collapse

          Re: RSI indicators....

          Dear agar dekha jaye to ais market mai bahot sary indicators hai jin ko hum ais market mai use kar sakty hai aor acha profit bana sakty hai agar hum ais market mai RSI ko use karty hai to ais se hum ko ye pata chalta hai k abi market over bought hai ya over sold hai agar ap ais indicator ko lagaty hai to aus mai ap ko pata chal jata hai k abi RSI down hai aor ais mai ap ne abi buy ki trade lagani hai agar ap ais market mai indicator use karty hai to aus par ap ko ye faida ho jata hai k ap aus par jo trade lagaty hai aus par ap ko pata hota hai k indicator k hisab se entry ban rahe hai jab market ap ko signal deti hai to aus time ap aus trade se nikal jaty hai aor apni trade safe kar sakty hai ais tarha hum ais indicator ko use kar k acha profit bana sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: RSI indicators....

            g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree hun forex trading main wesy t boht se indicators use hoty hain laken jub hum aik indicator ko apny chart par apply karty hain tu kisi aik ka he intkhab kar k osko apni trading main use karty hain laken hmain hmaisha osi indicators ko use krna chahye jis main loss hony k chnaces kam se kam hom or hum apni trading ko bhi achi trha manage kar k profit eran kars kaen or aghr hum RSI indicators ki bat karen tu yah sub k liye best indicator hai jis main hum apni trading ko bahtr tariky se kar skty hain hmaisha apni tarding main ayse kam karen jis main hmain loss na ho or hum apni trading ko bhi tab he acha kar skty hain jub hmain har point ak knolwedge or acha expiernce ho jis se hum kamyab trading kar k success hasil kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: RSI indicators....

              RSI relative strength index indicator sab indicators sy easy indicator hai ky is ky tehat ham forex market main trade open kerty hain tou hamain acha profit hasil ho sakta hai bus hamain trade us waqat open kerni chahiay ky jab market RSI main jab less than 20 per ho tou hamain buy ki trade open kerny sy profit hasil hota hai aur jab RSI main above 80 per market ko tou hamain sell ki trade open kerny sy acha profit bhi hasil ho sakta hai tou hamain wait kerna chahiay ky jab market in main sy kisi bhi point per ho tou hamain forex market main trade open ker leni chahiay taky acha profit bhi hasil ho saky

              RSI main trade kerna wesy tou bahot easy hai ky jab market in points per ho tou trade kerny main acha profit hasil ho sakta hai lekin agar ham forex market main kisi bhi time trade open ker lain ky jab market kisi bhi point per ho RSI main bhi tou hamain bahot bara loss bhi ho sakta hai is loss sy bachny ky liay hamain market ka wait kerna chahiay beshak hamain long time ky liay hi kyun na wait kerna perh jaey jab market 20 ya 80 ko cross ker chuki Ho tab hi trade open kerni chahiay ky aesy trade open kerny sy hi acha profit hasil ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: RSI indicators....

                RSi technical indicators hay jes ko agar use karny ki bat ki jaye to har time frame me market ka overbought area aur oversold area ki identification kar sakta hay, achi strategy agar banani hay to RSI indicator ko use kar key achi technical trading strategy ban sakti hay, RSI ko pehly understand karny ki zarorat hay demo account me RSI ko agar samja jaye to bahot asani se ham achi technical strategy RSI indicator use karty howy be bana sakty hey, bahot zeydada indicators ko use karny se acha hay key ham achi tarha trading ki practice RSI indicator use kar key karen agar ham es indicator ko use karty howy techniques ki learning kar lety hey aur achi strategy banany ki position me be ajaty hey to kesi aur indicator ko use karny ki hamy zarorat be nahi pardy gi.
                • #9 Collapse

                  Re: RSI indicators....

                  Forex trading main many types kay indicators use kia jatay hain sab ko apni apni jaga importance hasil hay aor har trader Forex trading kay doran kisi na kisi indicator ki help zaror laita hay en indicators main say aik indicator RSI indicator bhi hay jes ki bat ham yahan karain gay.
                  RSI
                  RSI aik aisa indicator hay jes main reading zero say hundred tak hoti hay yahan oversold and overbought kay liay 30 and 70 ko buniad rakha gia hay 30 say nichay price ho to buy kay chances hotay hain aor 70 say oper price ho to price kay sell kay chances hotay hain. RSI main aik azafi khasosiat yeh hay k yeh trend ki nxan dahi bhi karta hay agar price 50 say up jay to up trend ko zahir karta hay agar price 50 say down jay to down trend zahir karta hay.
                  Click image for larger version

Name:	RSINQdivergence.jpg
Views:	1
Size:	52.1 کلوبائٹ
ID:	12325492
                  Click image for larger version

Name:	Price-Action-Forex-Trading-with-RSI.png
Views:	8
Size:	152.0 کلوبائٹ
ID:	12325493
                  • #10 Collapse

                    Re: RSI indicators....

                    Relative strength Index (RSI) indicator buhat hi popular momentum indicator hai. Yeh indicator buhat sare trader use kar ke apni trading mein acha result hasil karte hai, is indicator ke zariye kisi bhi pair ki price ki overbought aur oversold ki condition evaluate karte hai. Aam tor per jab RSI ki jab 70 ya 70 se uper value pe overbought samjha jata hai matlab jab RSI indicator ki value 70 pe ajati hai to is ka mylab hai ke currency pair kuch ziyada hi buy ho cuka hai aur RSI ki 30 se neche wali reading pe oversold samjha jata hai matlab ziyada hi farokht ho chuka hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: RSI indicators....

                      Relative strength index indicator
                      relative strength index indicator ek behtarin indicator hai jisko Forex trading market mein technical elements technical figures and aspects ko understand karne ke liye use kiya jata yeh indicator hamen reversal trading ky leay best information provide krta hai apko chye ky forex market ma is indicator ko achi trah sy smjh lo is ma agr market RSI 30 sy nechy ho to is ko kaha jata hai ky market o er sell hai jub ky agr market above 70 RSI ho to is ko over bought tasaver kia jata hai is leay aoko market ma performance dena hon ge apko smjhna ho ga yrade aik indicator ki indications py nhi li jati aor aik do indicators ki bhi indications hona zaruri hain is leay apko market ky baki aspects ko bhi dekhnanchue aor understand krna chye tb he apko achi trade mil skti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: RSI indicators....

                        Rs indicator ka bahut hi jyada fayda hota hai agar ham log Rs indicator ko follow Karte Hain To Ham logon ko bahut hi jaldi kamyabi milti hai isliye Ham Sab logon ko aur S indicator ko follow karte hue kam karna hoga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
                          Re: RSI indicators....

                          Rs indicator ka bahut hi jyada fayda hota hai agar ham log Rs indicator ko follow Karte Hain To Ham logon ko bahut hi jaldi kamyabi milti hai isliye Ham Sab logon ko aur S indicator ko follow karte hue kam karna hoga
                          Indicators ap ko trading mai overbought or oversold ka batata hai. RSI mai jab ap default values be ager use karty hain like 80,50 or 20 be karty hain tu ap ko phir be ap jab apni trading mai risk level be sath mai lot size ko set kar laity hain tu RSI kay sath ap kisi or indicator like MCAD ya moving average be use kar skaty hain. es tarha ap apni trading ko behtar sy behtar bana sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X