Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan hey
    g sab members ap sab khariyat say hongy mera aaj ka yaha par ap sab sey ye sawaal hey k Pakistan me dollar rate daily ka kam hota hey ya ziyada hota hey to is say hamayn traders ko kiya faida hasil hota hey ya phir hamary mulk ki economy ko is par kiya asar parta hey plz sab is bary me bata den k dollar ka rate agar barhta hey ya kam hota hey to is say hamayn kiya nuksan ho sakta hey or is me hum ko kiya karna chaheay jab k dollar rate kam hojay or agar dollar rate ziyada hojay to phir hamyn kiya kuch karna chaheay kiya hamayn dollar rate kam hony ka intizar karna chaheay ya dollar rate ziyada hony ka intezar karna chahey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
    g sab members ap sab khariyat say hongy mera aaj ka yaha par ap sab sey ye sawaal hey k Pakistan me dollar rate daily ka kam hota hey ya ziyada hota hey to is say hamayn traders ko kiya faida hasil hota hey ya phir hamary mulk ki economy ko is par kiya asar parta hey plz sab is bary me bata den k dollar ka rate agar barhta hey ya kam hota hey to is say hamayn kiya nuksan ho sakta hey or is me hum ko kiya karna chaheay jab k dollar rate kam hojay or agar dollar rate ziyada hojay to phir hamyn kiya kuch karna chaheay kiya hamayn dollar rate kam hony ka intizar karna chaheay ya dollar rate ziyada hony ka intezar karna chahey?
    Dear friend ap ny both acha question kea ha jab Pakistan ki economic condition behtar hoti ha to dollar ki qimat kam hoti ha or jab Pakistan ki economic condition kharab ho to dollar ki qimat ziada hoti ha jab Pakistan main dollars price kam ho rehe ha to is ka matlab ha k Pakistan ki economic condition behtar ho rehe ha humy kosish karni chae ha k Pakistan ki economic ko behtar karny or bahir sy jtni marzi ha Pakistan main dollars aany gy utni he Pakistan ki economic condition behtar ho ge jab bahir sy kuch ni aay ga to Pakistan ki economic condition kharab ho ge is ley humy apni economic conditions ko behtar karna ho ga jtna ziada ho mehnat karny Pakistan main dollars ki price kam hony sy Pakistan strong hota jay ga is ley humy Pakistan k ley kam karna ho ga or ziada sy ziada dollars Pakistan la k any hon gy or Pakistan ki economic condition ko behtar karna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

      Dear jaha tak baat hai dollor k rate kam hony ki to ais se hum ko faida hai agar dollor aisy hi up jata raha to hum ko ais mai masla aa sakta hai kun k ais market mai hum ne jab investment karni hoti hai to aus time hum kisi se dollor buy karty hai ya kisi bank k zarye hum apny account mai deposit karty hai aus par bhi hum ko kuch fee deni parti hai agar hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko ye pta ho k dollor jitna zayda sasta ho ga aus se humry pory country ko faida ho ga aor ais se humri economy strong ho gi agar hum ais market mai se zayda paisa earn kar k apny country mai laty hai to aus se hum ko faida ho ga aor hum asani se ais market mai kamyab ho sakty hai ais liay hum ko ais market mai mehnat karni chaye aor apna withdraw bank mai mangwana chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

        Dear dolor ki qemat km hony ka hmary mulk Pakistan py bot acha asar pary ga hmary mulk k qarzon m b kami aiay gi or economic position py acha asar pary ga or hmary mulk ki halat behtar ho jaiy gi traders ko ye faida hota hy k wo forex sy apni mehnat sy jo kuch earn krty han wo dolor m hamy milta hy or dolor ki qemat zyada hony ka asar hmary traders py zyada hota hy dolor ki qemat zyada hony ki wja sy traders ko acha profit mil jata hy traders is chez ka zyada asar lyty han dolor ki km qemat m kami ka acha asar hmary mulk Pakistan py parta hy or dollars ki qemat zyada hony ka asar hmary traders k liay zyada hy is liay hamy apny mulk ka sochna chaiy k dollor ki qemt m qami ho or hmary mulk k qarzon m b kami aiay
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

          Jab bhi kisi country mein doller ka rate kam hota hey to aap samajh saktey hein keh us mulk ki economy better ho rahi hey jese pichle dino pakistan mein bhi doller ki qeemat kafi barh gai thi aur doller 162 tak chala gaya tha us waqat pakistan mein new govt ka aaghaz hua tha is wajha se economy kafi week hogai thi is trha phir ahista ahista economy ko bettee banaya gaya aur jese hi economy better hui to doller ka rate bhi nichey agaya ia trha jab pakistan mein doller ka rate nichey ata he to is se hamare jo log hein jinka dailg basia par karobar hota hey unko kafi ziada faida ho jata hey aur uske sath sath bohot sari chezen doller ke girne se unke bhi rate gir jatey hein jis se aam awam ko kafi ziada faida milta hey aisey bohot sarey faudey hein jo keh doller ke girne se pakistni awam ko aur govt ko bhi daily basis par miltey hein
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

            Asal men dollar international market men different currencies k darmyan standard rate ki shakel akhtyar kr choka ha aur takreban tmam almi adary dollar ko hi exchange rate k tor per istmal krty hn es lea jab hum apny mulk ki bt krty hn tu actually hm dollar kki kimat ka mavazna pak rupe k sath kr rhy hoty hn jitna zayada dollar ki kemat rupee k mukably men zayada ho gi pak economy pr es ka asar negative rahy ga q k es waqat ki tmam international payment's humy mehngi pary gi aur es ca mulk pr already jo loan ha wo b bhar jata ha maslan jab loan lea tha tu dollar rate km tha aur time k sat dollar rate men azafy ca humy utny dollar pory krny k lea zayada rupees ki zrort ho gi.
            Es ka impact kisi bhi mulk import or export per bhi hota hai q k Jo countries apni export ko barhati hn $ ke mukabale mein hamesha apni currency ko kam rakhne ki koshish karty hain aur aisi countries Jin ka daromadar import per hota hai hi wo koshish karti hain k apni currency ko dollar ke mukabale mein zyada se zyada rakhen.
            الحمد لله رب العالمين

            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

              Ham jo forex market main trade kerty huey profit hasil kerty hain tou usko ham skrill main transfer ker ky save ker lain aur jab Pakistan main dollar ka rate kuch increase hota hai tou hamain same dollars skrill sy jazzcash main transfer ker leny chahiaen ky ham local currency main achi amount hasil ker sakain daily basis per dollar ky rates Pakistan main increase aur decrease hoty rehty hain tou jab rates decrease Ho rehy hon tou hamain skrill main hi dollars save kerty rehna chahiay aur jab rates increase ho rehy hon tou hamain dollars skrill sy withdraw kerwa lena chahiaen

              Dollar rates ky daily bases per increase aur decrease hony ka hamain yeh bhi faida ho sakta hai ky jab rates decrease Ho chuka ho tou hamain dollars khareed leny chahiaen aur jab dollar ky rates increase ho rehy hon tou hamain dollars sale ker deny chahiaen ky is terha sy bhi ham dollars main live trafe ker ky achi amount main profit bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutemeh پيغام ديکھيے
                Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan hey<br />g sab members ap sab khariyat say hongy mera aaj ka yaha par ap sab sey ye sawaal hey k Pakistan me dollar rate daily ka kam hota hey ya ziyada hota hey to is say hamayn traders ko kiya faida hasil hota hey ya phir hamary mulk ki economy ko is par kiya asar parta hey plz sab is bary me bata den k dollar ka rate agar barhta hey ya kam hota hey to is say hamayn kiya nuksan ho sakta hey or is me hum ko kiya karna chaheay jab k dollar rate kam hojay or agar dollar rate ziyada hojay to phir hamyn kiya kuch karna chaheay kiya hamayn dollar rate kam hony ka intizar karna chaheay ya dollar rate ziyada hony ka intezar karna chahey?
                Ji han ap nay bohat important question kia hay. Dollar ka rate kam hony ya ziada hony say hamri trading aor hamri country ki economy position pay bohat asar parta hay. Agar ham pehlay bat karain apnay piaray mulk Pakistan ki to bat yeh hay k jab dollar kka rate up hota hay to Pakistani currency ki value kam hoti hay aor es taran Pakistan ki economy position down hoti hay sath sath menhgai bhi ziada ho jati hay aor agar dollar ka rate kam ho jay jo Pakistani Rupees ki importance ziada ho jati hay aor Rupees ki value bhi barh jati hay es taran Pakistan ki economic position bhi behtar ho jati hay aor menhgai kam ho jati hay yeh to pat thi Pakistan ki ab bat kartay hain Forex trading ki k traders par dollar kay rate ka kia asar parta hay? Asal main Forex trading ziada tar USD main hi hoti hay agar dekha jay to total Forex trading ka taqreban 80$ hisa USD par mushtamil hayes wajah say agar Dollar ka rate kam hota hay to es condition main traders ko loss ho jata hay khas kar aisay traders jen ki trade main dollar hi use hota ho han agar trading account kisi other currency kay sath open kia ho to phir kisi had tak dollar kay rate kay kam ya ziada honay kay asrat nahi hotay. Ziada tar dollar kay kam ya ziada rate sy Forex trading par bohat asar parta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

                  Dear kesi be currency ka rate 1 hi price par stop nahi kar sakta hay US dollar ki keemat be har din kam ya zeyada hamari country ki economy par depend karti hay, Forex market me work karny se hamy ye be knowledge ho sakta hay key US dollar ki keemat jab increase hony lagti hay to es ka asaar hamary country ki economy par kia ho ga, ham agar Forex market me trading karty hey to hamary Forex market se related currencies par focus karna chaye, hamari country me US dollar ki keemat kam ho rahi ho ya zeyada es ka Forex market se koi taluq nahi hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

                    Real Forex trading members Forex trading market mein jaise currency rates up and down move karte Hain two different trading members different mind set and different psychology ke according apni findings ko use karte hue market mein kabhi seling trade open karte Hain kabhi buying position open karte hain jiski vajah se unko currency difference ka profit hota hai ISI tarah Pakistan mein dollar ka rate up and down hone ki vajah se log currency exchange karte hain aur profit earning karte hain lekin dollar ka rate brh jay to rupee ki value kam ho jati hai aor apko inflation ka smna krna prta hai mean to say ghurbat brh jati hai aor is sy mehnghai hoti hai lehaza apko chye ky ap apni economy ko strong krny ma govt ki madad kren aor govt achi policies bnay tb he acha work ho skta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

                      Pakistan mai daily dollar rates Kamm ya ziada honay say bohat say asrsaat aatey hain. Sub say pehlay tou is ka asar economy pay parta hai kiyu kay Pakistan mai 90% products chahay woh raw ho ya finished form mai ho woh foreign say he mangwai jaati hain jinn ki payment us dollars mai ki jaa rahi hoti hai jab dollar ki price barhti hai tou woh cheezain mehangi honay say in country bhi prices pay pressure ata hai. Pakistan aik under development economy wala mulk hai iss liye dollar ki prices state bank pay bhi pressure daalti kiyu kay bohat si international organizations kay funding programs kay returns pay dollar price ki wajah say izafa hota hai. Jo economy pay impact kerta Hai. Simply Agar daikha jaey tou traders forex mai earnings ker kay jab withdraw kertay hai tou dollar ki prices Kamm ziada honay say unki earnings bhi exchange kay baad Kamm ziada ho jaati hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

                        Dear member US dollar sirf Pakistan ki currency ke sath up and down Nahin hota balki Puri duniya ki tamam currency ke sath rozana ki buniyad per up and down hota Hai kisi bhi mulk ki currency uski economy per bahut asar andaz hoti hai isliye jis mulk ki currency jitni ziada strong hogi vah use mulk ki economy ko show karti hai. Bahut se Mumalik aise hote Hain Jo bahut se zakhair se malamal hote hain lekin un per kuchh banolaqwami restriction hoti Hai jiski vajah se unki currency bahut zyada down hoti hai jaisa ke aaj kal ke halat mein Iran 5th bari production Hai Puri duniya mein oil ke lekin unki currency Pakistan se bhi down hai isliye ki un per international registration lagi hui hai ki vah apni product dusre countries ko sold nahin kar sakte. Pakistan ki economy jtni maxboot hoti jayegi usi ratio se Pakistan ka rupee bhi US dollar ke sath increase mein hota jayega.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

                          Ham log market Mein Jitna Jyada kam Karte Hain Ham Logon Ko market Mein itni jaldi fayda hota hai isliye Ham Logon Ko market mein jyada Se Jyada kam karna hoga Taki ham log market se fayda hassil kar sake aur ham Logon Ko iska fayda Ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: daily Pakistan me dollar rate kam ziyada hota hey is say kiya faida nuksan

                            real Forex trading members Forex trading market Mein Jaise currency rate of endowment move karte hain to different trading members different mind set and different passage Chocoland ka roaming apni findings ko use karte hue market Mein Kabhi selling trade open Karte Hain Kabhi boying posting open karte hain Jiski vajah se unko currency difference ko perfect hota hai ISI Tarah Pakistan mein dollar ka rate up and download hone ki vajah se log currency exchange Karte Hain aur profit earning karte hain lekin dollar ka rate badh Jane 2 rupaye ki value kam Ho Jaati Hai Aur aapko innoflexion ka Samna karna padta hai main to sev gurbat badh Jaati Hai Aur Is Se mahangi Hoti Hai Nazar aapko chahie kya aap apni pic Eco money ko strong karne mein government ki madad Karen aur government acchi police Banaye tab hi Achcha kam kar Sakenge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X