jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain
    forex market bohate bare hain hamy is ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum market mai run kaar saky gy market suba 11 bajy move karte hain or market sham mai 7 bajy move karte hain hamy is ko samj kar kamkarna ho ga pher he hum paasia kama saky gy forex aik wasee business han hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy bar saky gy forex aik amm business ke nisabt acha business hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai part tiem eb kam kaer sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

    Dear ye zarori nai hai k market aik din mai sirf 2 dafa hi move kary ais market mai koi pata ni chalta aor ais mai jab moment start ho jati hai to hum ko aus time ais k sath chalna hota hai agar hum ais market mai acha plan banaty hai aor ais market mai sahe se kaam karty hai to hum aram se ais market mai kamyab ho sakty hai kun k ais market mai jo banda mehnat karta hai wo ais market mai acha profit bana leta hai agar ap ne ais market mai market ki moment ko samjhna hai to aus k liay ap ko ais market mai her session mai active rehna ho ga aus se ap ko pata chal jaye ga k kon se session mai market kaisy move karti hai ais tarha ap asani se ais market mai acha profit bana skaty hai aor asani se ais market mai kamyab ho sakty hai jab ap moment ko samjh k ais market mai enter hoty hain.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

      Kuch pairs aesy hain jin main market half time of the day One Direction main move kerti hai aur other half of the day other direction main tou agar ham in pairs main trade ker rehy hon tou hamain trade us waqat open kerni chahiay jab half day tak market one direction main move ker chuki ho ky ham other or reverse direction main trade open kerain tou market aik dafa us point ko zarur cross kerti hai jahan sy start ho ker half day One Direction main hi move kerti rehti hai tou jab ham half day tak one direction main hony wali move ker reverse order main trade open kerty hain tou hamain trade main profit bhi hasil ho jata hai

      Forex market main fast movement is waqat hoti hai jab market ka koi session open ho raha hota hai ky agar American session open ho raha ho tou us time per tou puri market hi fast move kerna shoru ker deti hai ky forex market main total dollar per trade ho rehi hai tou jab American markets open hoti hain ya American session open hota hai forex market ka tou forex market main tamam pairs main fast movement start ho jati hai

      Jab marker fast move ker rehi hoti hai tou hamain aesy time per short time ky liay trade open kerny per bhi ham acha profit hasil ker sakty hain lekin aesy time per trade open kerny main bahot zyada ehtiat ki zarurat hoti hai ky agar ham trade open kerny main ghalti kerty hain tou hamain bara loss bhi ho jata hai so hamain trend ki direction main trade open kerni chahiay ky market hamain kuch profit dy saky
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

        Agr ap confirm hain k market in he do time mai move karti hain to ap ko sahi say explain karna chaia tha k kis tahra move karti hain or ap kis way mai ye do time 11 or 7 mention kar rahy hain koe special reason ya is time mai koe special movement bhi batani thi.

        Mery according market ki movement ko is tahra say koe nahi pechan skty k kab market or kaha sy ek special or bara move kar skti hain . market ki movement ki koe fix timing nahi hain laken hum apni learning or knowledge ki base par ye sub pata kar skty hain achi analysis kar k forex k indicators or tools ki study kar k market k analysis method technical or fundamental in ki study kar k market ki movement ko 90% samhj skty hain laken bina study k kisi ek makhsos time ki base par trading nahi kar skty hain market k movement ko predict nahi kar skty hain. Is liay just learning kary market ko samhjny or forex mai kamiyab honay k liay.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

          Ap ki bt bilkal durst hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex market itni tazi sy move karti hy k hmari smj sy bhr ho jati hy market ki movement ko hi smj lyna kamyab trader ki neshani hy hamy anylyses ko study kr k market k up down ko dakh kr smj kr trade open karni chaey market din m do bar tazi sy move karti hy din ko 11 bjy market tazi sy move karti hy or sham 7 bjy market ki movement hoti hy jis k liay hamy phly hi zahni tor par tyar rahna chaiy or market ki movement k sath hi apni investment ko safe rakhna ho ga hamy achy anylyses kr k tbi trading karni ho ge q k forex trading aik difficult or risky business hy is liay is m hamy soch smj kr or market k up down ko smj kr trading krni ho gi ta k humy loss na ho or hum apni investment ko b safe rakh kr trading kar saken
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

            Dear friend forex waqai m aik bot bara or difficult business hy hamy is m bot ahtiyat sy kam karna prta hy forex trading main market ki movement sb sy ahm chez hy ham jb tk market ki movement ko smj ni sakty forex m kamyab ni ho sakty jb ham market ki movement or up down ko smj jaty han to hum aik kamyab trader ban jaty han market hamy bot acha profit frahm karti hy hamy agr is market m successful hona hy to humy bharpor mehnat sy kam karna ho ga forex m ham din main b kam kar sakty han or rat m b kam kar sakty han forex hamy achi earning b dyta hy or achi learning b hamy trading k liay soch samj kr analysis ko study karny k bad trade open karni chaey ta k jo humy acha profit dy skay
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

              Ji bhai jan yeh bat zarori nahi hay k Forex market aik din main just two movement karay yehni do bar move karay aisa yaqeen say nahi kaha ja sakta kun k Forex market aik mint main kai bar move kar jati hay to daily do martba move karnay wali bat thek nahi ho sakti aor aisa ho bhi sakta hay k aik din main market nay do bar hi move kia ho lakin yeh har dafa nahi ho sakta itfaq yehni by chance to ho sakta hay kun k Forex trading all world main online business kay tor par ho raha hay aor world main kisi na kisi jagah koi na koi problem zaror hota hay jes ki wajah say Forex market up ya down hoti rehti hay kisi country ki currency ki value up ho gai to kisi ki down es lehaza say one day main kai bar Forex market up down hoti ehti hay lehaza traders ko market ki movement kay hisab say hi trade open and close karni chahiay ta k kisi kisam kay nuqsan say bacha ja sakay. aor thek poin pay faida hasil kia ja sakay.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

                G han kesi had tak app ki bat sahi hay agar deka jaye to market totally news events par depend kar key move kar sakti hay magar 2 times bahot long aur fast move be karti hay ye movement bullish be ho sakti hay aur bearish be, market ka support and resistance level es se break be ho sakta hay aur es levels ko hit karny key bad market reversal movement me be change ho sakti hay, market ye movement London session me ya New York session me kar sakti hay, koshish karni chaye key market ki movement ko note kia jaye ta key hamy har market session me market ketni move karti hay es ki maloomat pehly se ho.
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

                  Actually forex market ke different sessions hotey hein aur har session mein market kuch na kuch zaroor move karti hey jis trha se 11 baje london session start hota hey to us waqat bhi market kafi ziada move karti he aur phir jese hi new york session start hota he to uske bad kafi ziada news bhi start ho jati hein aur taqriban 7 bajey ke qarib market mein new york session se millions investors achukey hotey hein aur unki investment se bhi market bohot hi ziada breakup karti hey aur bohot hi bari move hamen us time dekhne ko milti hey is time par kafi ziada traders kafi kuch kamatey bhi hein aur ginwatey bhi hein aur jo experience traders hotey hein woh is mein kafi had tak kamiyab ho jatey hein
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

                    Aapki baat bilkul sach hai main aapki baat se pic hun forex market Itni Teji Se Mohabbat karti hai ki Hamari samajh se bahar Ho Jaati Hai market ki movement ko hi samajh Lena Kamyab trader Ki Nishani Hai Hamen analyse ko study Karke market ke up down Ko Dekhkar Samajh Kar trade open Karni chahie market Din Mein do we say movement Karti Hai Din Ko market se movement karti hai aur sham 7:00 Baje market ki movement Hoti Hai Jiske Liye Hamen acchi earning bhi deta hai aur acchi learning bhi Hamen trading ke liye Soch samajhkar analyses ko study karne ke bad trade open Karni chahie Taake Jo Hamen Achcha profit De sake
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

                      Forex market mai movement ka koi fix time nahi hai. Trading market world level pay time zones ki wajah say 3 main zones ya sessions mai chal rahi hoti hai jiss ki wajah say traders ko aisa feel hota hai kay trading market din mai 2 baar he move kerti hai. Trading market ka Asian session pehla session hai jo Pakistani waqt kay mutabiq sub say pehlay open iota hai. Asian session mai ziada ter currencies ka business hota hai. Uss kay baad European session start hota hai jiss mai ziada ter crude oil aur gold ki trading shuru ho jaati hai. Aur currencies ki trading bhi saath saath chalti rehti hai. Issi tarah din ka Aakhri session USA market ka hai aur uss mai bhi achi trading chalti rehti hai. Iss liye aisa nahi kaha jaa sakta kay trading market sirf 2 baar move kerti hai. Market kisi bhi waqt demand barhanay ya supply Kamm honay ki wajah say move ker sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

                        Forex market pdf fashion hote hain aur Har session main market Kuchh Na Kuchh Jarur Munh Karti Hai Jis Tarah Se 11 baje long Don session start hota hai to use Waqt ki market Kafi Jyada Munh karti hai aur FIR jisse hi new work session start Hota Hai Uske bad Kafi Jyada news bhi start ho jaati hai aur takriban Saat Baje ke kareeb market Mein new work station se millions investment Chuke hote hain Unki investment Sabhi market bahut hi jyada breakup karti hai aur bahut hi Badi Khoob Hamen use time dekhne Ko milati Hai use time per Kafi Jyada traders Kafi Kuchh kam Aate Hain aur gyanwati bhi hain aur jo experience status hote hain vah usmein Kafi faydemand Hote Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

                          Ji han bhai Jana bilkul theek hai aap kis baat se Magra karta hun kya aapane kachra sal ki agar aapas mein Chali Ja se karna chahte hain to aapko Chahe Kisne Jyada Se Jyada mehnat Karen market Ki Maut Ka Karan aur is maximally 6 Sal Karen aapko Jayegi ismein Jyada Se Jyada earning Hasil karna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : market aik din mai 2 bar move karte hain

                            Ap ki bt bilkal durst hy m ap ki bt sy mutfiq hon foreign exchange market itni tazi sy pass karti hy k hmari smj sy bhr ho jati hy market ki motion ko hi smj lyna kamyab trader ki neshani hy hamy anylyses ko examine kr okay marketplace k up down ko dakh kr smj kr change open karni chaey market din m do bar tazi sy pass karti hy din ko 11 bjy marketplace tazi sy flow karti hy or sham 7 bjy market ki motion hoti hy jis okay liay hamy phly hi zahni tor par tyar rahna chaiy or market ki movement okay sath hi apni funding ko safe rakhna ho ga hamy achy anylyses kr k tbi trading karni ho ge q ok foreign exchange trading aik hard or unstable business hy is liay is m hamy soch smj kr or marketplace okay up down ko smj kr buying and selling krni ho gi ta okay humy loss na ho or hum apni funding ko b secure rakh kr trading kar saken

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X