Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?
    Agar ham kisi aur broker ky through bhi trade kerny ky liay account register kerwaty hain tou kia same account ko verify kerwana bhi zarur hota hai agar zaruri hota hai tou kitny levels hoty hain verification ky?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

    yes,dear total kisam k accounts ko verified krwana bahut he zaruri hota hay is main jis tarha ham apni invest ko save rakhan chahtay hain same broker bhhi yahi cahhta hay k jo client unk sath work krtay hain aur jo unk sath invest krtay hain unka bio data kia hay kal ko agar kisi broker ko koi poochta hay k apk client k baray main aap kia jantay hain to wo bhi kisi ko kuch batanay wala hota hay is liye har aik broker k sath jub koi kaam krta hay usay bhi haamri kuch na kuch securiety ki zarurat hoty hay is liye yeh baat lazmi hay isk ilawa phir baad main na ham koi withdraw lay saktay hain phir hamari invest broker k sath hange ho kar reh jayege agar jub tak ham verified k liye koi apnay documents unko send nai krtay hain is liye aisi mushkilaat say bachnay k liye hamko apna account verified rakhna must hota hay aur jo traders aisi mistakes krtay hain unko koi na koi mushkil zarur paish aaty hay.
    • #3 Collapse

      Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

      wsalm G bilkol jis traha hum instaforex broker main verification kelye documents add krte hn baki trader ka bhi same triqa yahi hai bas thora sa frk ho skta hai kiun k hr broker humri verification krta hai ta k bad main hume kisi kisam ki preshani ka sama na ho es lye sab broker ka verification ka method taqreban same hi hai
      • #4 Collapse

        Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

        Forex trading business mai mai paisay ki direct involvement hoti hai jiss ki security zaruri hoti hai. Forex trading business mai accounts verification ki kuch wajuhaat hoti hain jo important hoti hain. Ab Agar insta forex ki baat ki jaey tou verification ki ehmiat bohat ziada hai. Verifications kay tareeka kaar mukhtalif ho saktay hain aur levels bhi Kamm ya ziada ho saktay hain laikin verification ko Agar samajhs jaey kay iss mai kia hota hai tou iss kay kiyu honay ki samajh aajati hai. Accounts ki verification mai aik tou personal verification hoti hai kay jo account banaya gaya hai ye aik real person ka account hai aur address verification bhi issi liye hoti hain kay real person he hai koi scam ya spamming tou nahi hai.

        Agar verification ki jaati hai tou uss ki wajah say trader ka apna he faida hota hai kay verification kisi aik ki nahi sub ki he hoti hai iss liye koi kisi kay sath ya company kay saath scam nahi ker sakta aur na he spamming ho sakti hai. Cheating ko khatam kernay aur fair and free business kay liye verification hoti hai aur sub companies he aisa kerti hain
        • #5 Collapse

          Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

          Ji bilkul Ham Logon Ko Har kism ka account verify karvana Hota Hai Chahe vah bonus account ho ya FIR investment wala kaun ho ham log jab tak Apna account verify Nahin Karvate Hain Ham log Apne paise Nahin nikalwa Sakte
          • #6 Collapse

            Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

            forex ak acha business hain hum is mai passia invest kar ky acha profit gain kar sakty hain forex aik acha business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be band na hiny wala business han hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasl ho jy ge forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai apny documents ko verifiy karwa ky kam kary gy to he hum bonus kma saky gy forex aik bohat bara business hain
            • #7 Collapse

              Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

              Ji han friend ham forex business m kam karty hoay jo b accounts bnaty han jis jis account m b kam krty han unan lazmi varified krwana hota varifiy kiay bagar ham kisi bi account m raqam transfer ni kr skty jb tk hmara account varify ni ho ga ham koi b profit hasil ni kr skty hamy profit ko widrw krwany sy phly apna account lazmi varify krwa lyna chaiy account ki varifcation hona is liay zrori hota hy k is sy pta chlta hy k forex m koi fake shaks to kam ni kr ra ye account kisi fruad ka ni balky real person ka hy jo k account varify hony py confirm ho jata hy account varify hony k 3 level hoty han jin ka clear hona hr traders k liay lazmi hota hy
              • #8 Collapse

                Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

                Ji han Forex trading kay liay jo bhi account ham create kartay hain usay verify karna bohat zarori hay kun k without verification account say trading karna fazool hay bal maray khial main to trading unverified account say hoti hi nahi others brokers kay baray main to mujhay koi knowledge nahi hay lakin instaForex kay baray main to main achi taran janta hoon k es kay three verification kay hotay hain jes main first level main identity kay liay ID card ya passport waghair ki pics upload ki jati hain aor second level verification kay liay address ka proof up load kia jata hay jes main bijli ka bil, bank statement, domicile and passport main say kisi aik ko upload karna hota hay 3rd level verification kay liay apni documents kay sath pics lay kar upload karna hoti hay es kay bad thek information honay ki soorat main account verify ho jata hay trading kay liay har hal main account ko verify karna zarori hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

                  hanji bhai bilkul investment account ko verify karwana bhi bohut zrori hota hai uss ky bgair forex main na he deposit hota hai aur na he withdraw hota hai ha aur verification krwana es lea zrori hota ha kyon ky p ky account ki secuirty mazeed achi ho jati hai ap ka account hack hony ky boht he kam chanses hoty hain jiss waja say yeh verification krwana zrori hota ha iss ka sirf broker ko he faida nahi hota ha es k sab sy ziada ap ko bhi faida hota hai future main ap ko es ka acha faida milta hai ta ky ap ky account ko koi muksan na day jiss ki waja say ap ko high level verification kar ky phir he trade karni chaheay trading main bhi ap ko koi masla nahi ayy ga jiss waja say ap ko easy ho kar trade kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

                    forex mai hum pasia invest kar ky acha mufna kama sakty hain forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mi day mai be kam kar sakty hain hum agr mai bth kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex all worrld mai bohat taze sy famous ho raha hain forex aik wasee busiess han hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik international or kabe be band na hon wala business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

                      Bro investment ke sath sath apna account bhe zaroor verified krwana lazmi hai. ager ap investment krte ho aur os per kuch profit earn krte ho aur ap ka account verified nahe hai tu ap ka profit rock liya jata hai jub tk ap apna account verified nahe krwate os time tk apna profit earn nahe krwa saken gyen pehly apna account verified krwain pehly os ke bat investment karain ta ke aa gye ap ko koie problem face na krne pare profit withdrawal ke time
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

                        G han dear koi be trading account ko es ki verification zarori hoti hay es ki waja ye hoti hay key app ka account 1 tarha se safe ho jata hay aur es ki security sakhat ho jati hay, account verification etna mushkil process bilkul be nahi hay traders ko apny account ko verify karny ki tension hoti hay, agar process ko samja jaye to account ki verification bahot hi easy aur simple process hay, identity aur address ki verification har trader kar sakta hay, agar identity verify ho jaye to address verification ki koshish karni chaye aur jo documents zarorat hoty hey ye send karny chaye, bonus trading account ho ya real trading account sab ki verification important hoti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

                          Dear friend forex trading main investment account ko bi verify karwana hota ha is ley humy sab sy pehly apna account verify karwana chae ha is k bad real account main trading karni chae ha forex trading main humy trading verified account main karni ho ge forex trading main ache earning karni chae ha or forex trading main jab tak hum log behtar planning or strategy sy ache earning kar sakty han verify account main broker both sari facilities daty han jab tak ap ka account verify ni ho ga ap ko sari facilities ni mil sakti han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge forex trading main ap ko maximum profit hasil kar sakty han or is k ley sab sy pehly humy account verify karwana ho ga tab he hum kamyab ho k ache earning kar sakeny gy tab he hum kamyab ho sakty han or forex trading main ache earning kar sakty han or forex trading main kamyab ho sakty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

                            G ha dear hum jab ais market mai broker k sath account banaty hai to ais market mai hum beshak investment kary ya ais market mai bonus account par kaam kary hum ko apna real account verify karwana parta hai agar hum ais market mai account verify ni karwaty hai to aus time hum ais market mai investment to kar sakty hai magar ais market mai se paisa withdraw karwana hai to aus k liay humra account verify hona zarori hota hai ais liay hum ko chaye k hum agar ais market mai kaam karty hai to hum ko apny documents upload kar deny chaye ta k humra account aik dafa verify ho jaye aor aus k baad hum agar ais market mai kaam kary to aus par hum ko kisi tarha ka masla na aye ais tarha hum asani se ais market mai tension free ho k kaam kar sakty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia Investment account ko bhi verify kerwana zaruri hota hai?

                              Ji han bilkul agar aap Forex trading Mein kam kar rahe hain to Forex account ko verify karvana bahut hi jaruri hai lekin agar aap real investment ke sath kam kar rahe hain to Aapka account verified nabhi ho to aap deposit aur withdrawal Karva sakte hain lekin ab bonus account ko use kar rahe hain to uske liye aap ke account ka verified level Hona bahut jaruri hai Jiske Liye aapko first level verified karna aur second level verified karna aur Third Level be verified karna bahut jaruri hai tab bhi aap apne profit ko withdrawal Karva sakte hain aur apne account ko secure kar sakte hain isliye aap apne account ko verified karke hi trading Karen Taki aapko koi bhi Mushkil pesh Na Aaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X