kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?
    friends main ap say ye bohat he mushkil swal pochna chata hun ky forex main profit ky sath sath hamain loss bhi hota hai tu kia ham ko jab loss hota hai uss ki recovery karny ky lea double lot use kar sakty hain ya nahi please share your knowledge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

    Yah bilkul SMS Kiya Ja sakta hai Baithe ham log Koi Bhi Ek trade open Karte Hain To vah Agar aapki loss Mein ja rahi Hoti Hai Tu Jab vo Jyada loss Mein Chale Jaati Hai To uske sath Ek Aur trade open kar di Jaati Hai Joker double lot size ki ki jaati hai vah isliye ki Jaati Hai To Aakar market Jab Wapas Aati Hai To Sath Sath is loss ko bhi recover kar deti hai aur jab Ek method per Aakar market Mein use trade per profit hota hai jo new Lagaye hoti hai aur jabki dusri train Palash hota hai to donon Jab equal Ho Jaati Hai tab donon trading co close kar liya Jata Hai ISI Tarah second trade aapke loss ko bhi recover kar deti hai
    • #3 Collapse

      Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

      Dear ji han bilkul Kya Kiya Ja sakta hai Agar Ham double lot size use karen to vah bahut hi Behtar Hota Hai Ek acche trader ke liye yah bahut jaruri hai kripya trading main focus Karen aur jab vah double lot size use tabhi Hoti Hai Jab aapki Ek trade laws Mein ja rahi ho Misal ke Taur per aapki trade 0.01 ki Hogi to Uske bad agar aap 0.02 ki nexttrade open karte hain aur uski direction Vahi Hogi matlab aap ki pehli trade ke sale ki taraf Hai To dusri trade bhi sale ki taraf honi chahie tab aap ki dusri trade aapke profit ko La Degi isliye double lot size recovery trade karne ke liye bahut hi Jaruri hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

        Jab bhi forex market main trade kerty huey hamain loss ho jata hai tou hamain loss ko kabhi bhi recover kerny ky liay Bari lots use nehi kerni chahiay balky Jab ham normal trade kerty huey kuch profit hasil kerty rehty hain tou isi terha sy ham thora thora profit hasil ker ky loss ko recover bhi ker lety hain hamain kabhi bhi loss hony per apni trading stretigy ko change nehi kerna chahiay ky jab ham routine dy hat ker kisi new stretigy sy market main trade open kerty hain tou her new stretigy successful nehi hoti hamain trade open kerny per aksar new stretigy sy loss hota rehta hai lekin agar ham previous successful stretigies ko use kerty huey trade continue rakhty hain tou hamara loss recover bhi ho jata hai lekin jab ham stretigy change kerty hain tou ho sakta hai New stretigy sy hamain aur zyada loss hona shoru ho jaey aur loss increase hoty hoty hamara account hi wash ho jaey

        Kuch traders aesa bhi kerty hain ky jab loss ho jata hai tou traders loss ko recover kerny ky liay next koi bhi trade double lot size select ker ky open kerty hain ky hamara loss bahot jald recover ho jaey ga lekin loss recover nehi hoga aur next open ki jany wali trade main bhi loss ho ker loss mazeed increase ho jata hai then hamain bara risk lena perta hai ky agar ham normal trade kerty huey loss ko recover kerny ki koshish kerty hain tou ho sakta hai isky liay hamain kafi zyada time required ho lekin ham short time main loss ko recover kerna chahty hain tou hamain bara risk lena perta hai

        Kuch traders loss ko recover kerny ky liay aesi stretigy ko bhi use kerty hain ky loss jis direction main ho raha hota hai iski opposite direction main double lot sy trade open ker lety hain ky market agar previous open trade ky against zyada move kerti hai tou loss recover bhi ho jata hai aur agar loss recover kerny ky bahd profit wali trade ko close ker ky loss wali trade ko continue Kia jaey tou woh bhi jab profit main chalna shoru ker dy tou overall acha profit ban chuka hota hai
        • #5 Collapse

          Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

          hamy expert ban ky lot lagane ho ge pher he hum profit kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex paksitan mai legal ban cuka hain hum isy apna life time career be bana sakty han forex mai hum night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learnng ky kam kary gy to hamy kuch be hasla nahi ho ga forex pury pakistan mai bohat taze sy famous ho raha hain hum agr mai bath kara si mai kam kar sakty hain forex aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

            hamy trade ko cover karny ky liye aik he lot lagen ho ge pher he hum profit kama skay gy forex ik acha business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kari sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamaybe hasal ho jy ge forex paksitan mai legal ban cuka hain forex aik amm business ke nisbat adcha business hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hum pany boss ap he hoty hain hum is mai free account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kaer sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hum apny boss ap he hoty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

              G bilkol forex trading main agr hum ak trade open krte hn agr humri wo trade loss main chali jati hai r hum jaise pta chalta hai ab humri loss wali trade profit ki janb a ri hai tu waha hum dosri trade open kr dete hn jis ki wja sy humra loss bhi recover ho jata hai r hume profit bhi mil jata hai
              • #8 Collapse

                Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?<br />friends main ap say ye bohat he mushkil swal pochna chata hun ky forex main profit ky sath sath hamain loss bhi hota hai tu kia ham ko jab loss hota hai uss ki recovery karny ky lea double lot use kar sakty hain ya nahi please share your knowledge.
                Ji ap nay bohat acha question kia hay Forex trading main traders ko loss hona to aik aam si bat ho gai hay kun k Forex main ziada tar traders loss hi kartay hain jen main say baz account wash honay say pehlay hi trade close kar daitay hain lakin kuch traders aisa nahi kar patay aor un ka account bhi wash ho jata hay. Loss ko recover karnay ki taqreban har woh trader koshish karta hay jes ko loss howa hota hay loss ko recover karnay ka har aik ka apna apna method hota hay kuch log double lot use kartay howay trade open kartay hain aor loss ko recover karnay ki koshish kartay hain aor jab k kuch log single lot kay sath trade open kartay hain aor kamyabi say loss ko recover karnay ki koshish kartay hain es hawalay say mara to yahi mashwara hay k agar ap ko acha experience hay to double lot kay sath trading kar kay loss ko recover karna chahiay lakin experience na honay ki soorat main kabhi bhi double lot kay sath trading na ki jay bal single lot say hi trade open kar kay loss ko recover karnay ki koshish karni chahiay.
                • #9 Collapse

                  Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

                  g han dear forex trading main jab bhi app ka stop loss hit ho jata hai tu jab bhi ap recovery trade karty hain tu ap ka ager 0.10 ky sath stop loss hit hoa hai tu ap jab recovery akain gay tu ap 0.20 say karain gay es say ap ka loss bhi recover ho jata hai aur ap ko profit bhi uper mil jata hai mager double lot use karny say pehly ap yeh note kar lain ky jab aap double lot use karty hain tu kia ap ky account main wo double lot money mangement ky mutabik hai ya nahi ager app ky account main itna belence nahi ha jiss say ap ko double lot main risk ho tu ap ko double ki bjay phir kam lot lgani chaheay ju ap ko money mangement allow karti ho es lea ap ko recovery karny ky lea forex ky rules ko apply kar ky karnai chaheay phir he ap reocver kar sakty hain apna loss.
                  • #10 Collapse

                    Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

                    Forex trading mai traders sub say Bari ghalti tab he kertay hain jab unhain kisi trade mai loss hota hai aur uss loss ko jald say jald recover kernay ki koshish kertay hain. Aisay mai traders say jo Bari ghalti hoti hain woh new trade mai lot size double kernay ki he hoti hai. Agar aik trade mai loss hogaya hai tou uss say next trade mai bohat soch samajh kay trading kernay ki zarurat hoti hai aur jald baazi ki bajaey patience say kaam laina ziada behtar rehta hai. Iss liye loss recover kernay kay liye normal trading he kerni chaiye aur ghair zaruri jald baazi nahi kerni chaiye. Lot size normal rakh kay trading kernay say loss recovery thori slow tou ho sakti hai laikin risk nahi hoga aur account safe bhi rahey ga sirf yehi faraq parey ga kay time ziada lagey ga. Traders ka experience aur knowledge loss recovery Jay waqt he zaahir hota hai. Iss liye trading kay Doraan loss ho janay pay kabhi bhi tense nahi hona chaiye aur apnay emotions ko control mai rakh kay he trading kertay rehna chaiye takay apnay account ki safety bhi rahey aur loss bhi recover ker Lia jaey
                    • #11 Collapse

                      Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

                      Dear friend forex trading main humy agr loss ho to humy recovery k ley juldbazi ni karni chae ha or na he bari lots sy trading karni chae ha balky humy normal trading karni chae ha means small lots or small risk k sath trading karni chae ha ta k humy maximum profit hasil ho kam sy kam loss ho ga
                      Jab hum recovery k ley juldbazi karny gy bari lots istamal karny gy to humy ziada loss ho sakta ha or pehly sy bi ziada loss ho sakta ha may bi account wash ho jay to is ley humy juldbazi or bari lots ni lagani chae ha balky safe trading karni chae ha ta k hum kamyab ho sakeny gy is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karny or proper money management or risk management sy trading kar k hum apna loss recover kar sakeny gy or ziada loss sy bi bach sakeny gy
                      • #12 Collapse

                        Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

                        Apne loss ko recover karne ke liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi jitni Jyada ham log mehnat karte hain Apne loss carry cover karne ke liye itna hi Zyada Ham Logon Ko iska fayda hota hai isliye Ham Logon Ko Agar Apne launch ko recover karna hai to iske liye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada mehnat aur hardworking Karni Hogi
                        • #13 Collapse

                          Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

                          G nahi dear ye bilkul be zarori nahi hay agar hedge trading na ki jaye to double lot size use karny ki nobat be nahi ati hay jab hedge trading ki jaye to koch expert traders be market ko achi tarha analysis karny key bad double lot size lagany ka risk zaror lety hey magar ye bilkul be zarori nahi es waja se risk me aur be ezafa ho sakta hay, koshish karen key jab be loss ko recover karny ki koshish me app hon to app kabi be double lot size lagany ki ghalti na karen app ko loss to wesy be ho chuka hota hay app key double lot size lagany se risk factor me aur be ezafa ho sakta hay aur es unlimited risk ki waja se app ka trading account completely wash ho sakta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairforex پيغام ديکھيے
                            friends main ap say ye bohat he mushkil swal pochna chata hun ky forex main profit ky sath sath hamain loss bhi hota hai tu kia ham ko jab loss hota hai uss ki recovery karny ky lea double lot use kar sakty hain ya nahi please share your knowledge.
                            Bhai aur kisi Business mein agar Hamen profit hota hai to use Mel Aur Bhi Jarur hota hai lekin Agar Ham Logon se ko recover karna chahte hain To Hamen uske liye Pahle Se Hi Ek proper plan banana hota hai aur Forex trading Jaise critical Business mein kamyabi Hasil karne ke liye proper planning aur ek Jabardast strategy Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab aap ko apni trade Mein launch ho jata hai to aapko market ko analyse karna chahie Agar aapka lost thoda hai to aap hedging strategy ko use kar lena Kyunki is strategy se aap market ki negative moment se bhej sakte hain aur Dobara se analyse Karen aur Agar market aap ke positive Aana shuru ho jaaye to aap having ko Hata Den aur normal trade Lagi Rahane De ISI tarike se Ham Apne dost ko recover kar sakte hain aur forum per Aisi post bahut hi kam log share karte hain isliye aap reply ko jarurat Karen
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia recovery trade karny lea double lot use ki jati hai?

                              Nahe dear ye to ghalt hai k hum ne agar aik dafa ais market mai loss kar lia hai to aus loss ko recover karny k liay hum agar ais market mai zayda risk lety hai to aus par hum ko mazeed loss ho sakta hai ais liay hum ko ais market mai jab koi loss recover karna ho to aus mai hum ko lot atni bari use ni karni chaye jis se humry account par agar dobara loss ho jaye to humra account wash ho jaye agar hum ais market mai trade lagaty hai to hum ko ais mai lot normal hi rakhni chaye aus se ye hota hai k hum jab aik plan k hisab se loss ko recover karna start karty hai to aus mai ho sakta hai k hum ko thora sa time lag jaye magar aus mai ye hota hai k humra account safe rehta hai aor hum asani se ais market mai loss recover kar lety hai aor apna account bacha sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X